Nice updateUp-31
mai ghar to aa gaya lekin mere man me yahi sawal chal raha tha ki kahi doctor ko shak na ho jaye. waise bhi wo kafi smart hai. galti se bhi usko meri shakti ka pata lag gaya to pata nahi mere upar hi wo kya kya experiment karne lag jayegi. mai fir doctor ka khyal apne dimag se nikala aur apne kamre me jakar so gaya. sham ko jab maa gate bajayi tab nind khula. ankh malte hue utha gate khola.
maa ghar me aate hi boli-anshu apne mobile me reminder daal de. agle mahine 5 tarik ko mujhe tere didi ke pass jana hai.
mai bola-maa agle mahine jana hai to abhi se reminder ki kya jarurat hai.
maa boli-jarurat hai beta. wo log paise maang rahe hai. agle mahina jaise hi salary aayega paise jama karke de aaungi.
mai bola-maa mai jau kya paise dene.
maa boli-nahi nahi beta ye sab kaam bade kare to hi achha hai. jhuth muth ka tum in sabme kyun padoge.
maa boli to mai bhi kuch nahi bola.
fir maa kapde badalne chali gayi. kapde badalne ke baad maa khana banane me lag gayi. mujhe to kuch kaam nahi tha to mai khelne chala gaya. mai to khel me mast ho gaya lekin humari padosan aasifa aunty ghumte firte humare ghar aa gayi.
mai pahle bhi bata chuka hoon aasifa aunty ek number ki chugalkhor aurat hai. mai jab aaj psycho ke car se utar raha tha tab bhi wo mujhe dekhi thi . itna hi nahi fir se mujhe car ke andar jate hue bhi dekhi thi. car ka sheesha chamakne ke karan car ke andar kya hua wo to aasifa nahi dekh payi lekin jab doctor car lekar uske ghar se saamne se nikli to aasifa uska chehra dekh li thi. aaj to aasifa meri dher sari burayi karne aur maa ko bhadkane aayi thi.
maa roti bana rahi thi tab hi aasifa humare ghar me aayi. andar aayi to dekhi maa roti bana rahi thi.
aasifa boli-roti bana rahi ho.
maa jab aasifa ko dekhi to boli-arey aao aao baitho mera to bas ho hi gaya hai do roti aur banana hai.
aasifa boli-haan haan bana lo fir baat karte hai.
aasifa aunty aram se pair faila ke hall me chair pe baith gayi.
maa roti bana kar kitchen se nikli.
maa aasifa aunty se boli-aur batao pair kaisa hai.
aasifa aunty boli-thik hi hai. ab kya kare jab tak plaster khulega nahi tab tak to aise hi rahna padega. bahut dikkat hota hai.
maa boli-haan wo to hai.
aasifa boli-meri baat chodo tum batao office kaam sab kaisa chal raha hai.
maa boli-office ka kya hai naukri hai to naukri jaisi hi hai kaam to karna hi padta hai.
aasifa aunty fir boli-arey maaya tum car kharidi ho kya.
ye baat aasifa jaanbujh ke boli thi.
maa boli-nahi to humare pass kahan itna paisa. badi muskil se to paise jama karke ek scooty kharidi hoon wo bhi office jane ke liye.
aasifa fir boli-arey nahi wo kya hai na ki aaj jab louta to car se aaya tha isliye puchi.
maa ye sunkar thoda chinta me puchi-anshu car se aaya tha.
aasifa boli-haan car se aaya tha. itna hi nahi anshu ke saath ek aurat bhi thi. koi 35-40 saal ki aurat thi. ek dum modern aurat thi. ekdum deep cut ki top pahni hui thi.
maa ye sunkar thoda tension me aa gayi.
aasifa fir boli-arey mai to ek baat batana bhul hi gayi. maaya tujhe pata hai aaj kya hua.
maa puchi-kya hua.
aasifa aunty boli-arey wo piche bajar ke taraf ka ek ladka tha na jo anshu ke saath hi kabhi kabhi ground me khelta tha usko jail ho gaya.
maa puchi-kyun.
aasifa boli-ladki ka chakkar aur kya. jawan tha hi aur ladki bahut chalak thi. pahle to uske saath pyaar ka natak ki uska khub kharcha karwayi. jab kaam nikal gaya to us se alag ho gayi. wo ladka fir se uske pass gaya to chedkhani ke arop me jhutha case kar di. batao kaisa din aa gaya hai.
maa ye sunkar tension me aa gayi.
aasifa fir boli-arey ye to kuch bhi nahi hai aaj hi din me news pe mai dekh rahi thi ek jawan ladka tha usko ek amir aurat apne jaal me fasa li fir use blaickmail karke us se apna kaam nikalwati thi. wo ladka bechara last me tang aakar nadi me kood ke jaan de diya.
ye sunke maa aur jada tension me aa gayi.
aasifa boli-arey tu kyun chinta karti hai apna anshu aisa thode na hai.
maa to ye sab sun ke hi tension me aa gayi.
aasifa aur maa fir aur bhi baat karte rahe lekin maa ka dimag to baar baar meri chinta me laga hua tha.
aasifa aunty maa se adhe ghante baat karne ke baad apne ghar chali gayi.
mai jab thoda raat hone par khel ke aaya.
mai jaise hi ghar me ghusa maa boli-koun thi wo aurat jiske saath tu aaj ghar aaya tha.
mai bola-koun.
maa gusse me boli-arey koun kya. kiske saath car se aaya tha tu.
mai socha ye maa itne gusse me kyun hai. kuch hua hai kya.
mai maa ko bola-maa tum gusse me kyun ho. kuch hua hai kya.
maa boli-anshu baat mat badal chup chap jawab de.
mai bola-doctor psycho ke saath aaya tha.
maa boli-ye kaisa naam hai. doctor psycho.
mai bola-unka naam mujhe nahi pata hai. mai bataya tha na college me mujhe job laga hai. wo yahi doctor ke under kaam mila hai.
maa jab ye suni tab thodi shant hui.
maa fir puchi-wo bahut khubsurat hai kya.
mai bola-ye kaisa sawal hai.
maa boli-chup chap jawab do.
mai bola-haan.
maa fir puchi-uski shaadi ho gayi hai.
mai bola-haan.
maa fir puchi-uske husband kahan hai.
mai bola-yahi rahte hai kuch din pahle kuch kaam se U.S. gaye hai.
maa fir puchi-tum unke ghar jaate ho.
mai bola-arey maa mai unke ghar kyun jaunga. ye kya ho gaya hai tumko aise aate hi ekdum se CID ban gayi ho.
maa boli-aisi baat nahi hai anshu. wo kya hai na tumhara ek dost ko jail ho gaya hai na isliye mujhe dar lag raha tha.
mai bola-mere koun se dost ko jail hua hai.
maa boli-wo ladka hai na jiske saath tum khelte ho. ladki ke chakkar me use jail ho gaya.
mai bola-maa ek to pata nahi tumko koun galat salat bata deta hai. wo ladka ek ladki se pyaar karta tha. us ladki ke bhai se jhagda hua tha baat thane tak gaya tha case hone ke pahle hi baat rafa dafa ho gaya hai. ye ulta sidha baat failane ki jarurat nahi hai aur wo ladka mera koi khas dost bhi nahi hai. hum sab bas kabhi kabhi saath me khelte hai.
maa boli-arey mujhe kaise pata hoga mujhe to aasifa bata rahi thi. wahi batayi ki tu ek khubsurat aurat ke saath car se aaya tha. fir ye police case wali baat bhi wahi batayi. akhir mai bhi to tumhari maa hoon chinta nahi hogi kya tumhari.
mai bola-ab ye CID ban na band karo aur chalo khana do. bahut bhukh lag gaya hai.
maa boli-pahle haath mooh dho kar aao. khana deti hoon.
mai haath mooh dhone chala gaya.
mai man me to aasifa ko dher sari gaali de raha tha. pata nahi kya chul machi rahti hai usko jab dekho tab mere ghar aa jati hai aag lagane.
mai bathroom me gaya aur hath pair dhone laga aur haath pair dho kar wapas aaya to dekha maa khana nikla rahi thi.
fir hum dono khane baithe.
waise to hum aksar 8-9 baje khate the lekin aaj mujhe bhukh lag gaya tha isliye 7:30 me hi kha rahe the.
maa mujhe boli-achha sach sach bata college me tujhe koi ladki pasand hai kya.
mai bola-nahi.
maa boli-sach bata na itne pyaar se puch rahi hoon.
mai bola-college me khubsurat ladki to hai lekin aisa koi nahi jo mujhe bahut pasand hai.
maa boli-kyun.
mai bola-kyunki meri pyaari maa mujhe tum pasand ho. ab CID ban na band karo aur khana khao.
hum dono khana khane lage.
Bdhiya updateUp-31

Bht Alllaaaawww behtreen update dear keep it up like AlwaysUp-31