- 1,114
- 4,383
- 144
Last edited:
Yehi soch kar likha tha, and pictures bhi maine create kiya hai ai se.Bro sach bol raha hu yeh scene padh kar yeh picture dekhkar mere bhi ek pal ke liye baal khade ho gaye the.
Strong isshi planet ke pov se chalegi jaha powers ye sab hoti hai.Bro yeh story Earth ke pov se chal rahi hai ya kisi aur planet par, jaha powers yeh sab hote hai, and jese elders ke pass powers hai wesi hi prakash aur shanti ke pass bhi ho sakti hai kya?
Yes, jaise ki elders ne bataya 12 saal baad jarur kucch huya tha tha aur ab Aryan ko mare huye 8 saal bhi ho gaya hai, iss hisab se Aryan abhi 20 saal ka hai agar woh jinda hai to.12 saal baad kuch hona tha aur aryaan ko mare hue 8 saal ho gaye, matlab aryaan abhi zinda hoga to thik 20 saal ka hoga, i think usse bachaane ke piche Mishka aur Ria ka hath hoga aur unki help shyd Anita ne kari hogi, ya kisi aur ne Aryaan ki bachaya ho...
Ab to yeh agle update mai pata chalega aapne Aryaan ko kese bachaaya hoga..
Anita ke khoon se nahi bhai, Jyoti ke khoon se elders ko Bulaya gaya tha.Tow chat par yeh sab huwa tha Anita ke khooni se elders log aate h aisa kia Anita ke khooni me
Yes, Aryan. Jyoti ne yehi naam rakha tha uske bete ka, aur usse ab mare huye 8 saal ho chuka hai.Tow bachche ka Naam Aryan h or woh 8 saale pehle mar bhi Chuka h
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Dhanyvad, keep supportingBaherhal dekhte h aage kia hota h
Badhiya shaandar update
Bro konsa ai use kara tha???Yehi soch kar likha tha, and pictures bhi maine create kiya hai ai se.![]()
Umm I think honi chaiye kyuki jyoti ke khoon se elders se aaye the lekin usse pehle prakash aur shanti dono bhi apna khoon use karke elders ko bula sakte the, aur jyoti ka khoon prakash ki family se connect bhi nahi ho..Umm prakash aur shanti ke paas power ho bhi sakti hai aur nahi bhi, Samay hi bataye ga.
Bro hamara support hamesha aapke sath hai bas ese hi dhamakedar updates dete rehna..Yes, jaise ki elders ne bataya 12 saal baad jarur kucch huya tha tha aur ab Aryan ko mare huye 8 saal bhi ho gaya hai, iss hisab se Aryan abhi 20 saal ka hai agar woh jinda hai to.
Thanks for the review bhai, keep supporting.
Nice![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Bahut badiya update
ThanksBahut badiya update![]()
Yes Jyoti ko guilt to hai par uss bacche ka socho jiski maa usse dhakti tak nahi, uss bacche pe kiya asar raha Hoga aisa mahol ka.Yeh update ek emotional aur suspense ka tha Jyoti ka dard itni gahraayi se likha hai ki uski har saans, har aansoo, aur uska woh guilt reader ke dil mein utar jata hai.
Yehi soch ke hi likha tha. Yes babu matlab Aryan usse mare huye 8 saal ho gaya hai, abhi ke liye uske parivaar yehi sachai jante hai.Chhat wala scene toh ekdum masterpiece hai-kauwon ka woh chupchap ghoorna, andhere ka sannata, aur Elders ka entry, yeh sab ek aisa daravana aur mysterious vibe banata hai ki goosebumps aa jate hain.
Jab Jyoti ka haath kaata jata hai aur khoon tapakta hai, toh dil dhadakne lagta hai, aur Anita ka woh dil tod dene wala khulasa -"Babu ko mare hue 8 saal ho chuke hain"-ekdum se aankhon mein aansoo la deta hai.
Dhanyvad...Yeh kahani har pal ek naya twist deti hai, jo dil ko jhanjhor deta hai aur dimag ko sochne pe majboor kar deta hai.
Writing style ki baat karein, toh writer ka andaaz ekdum cinematic hai. Har dialogue, har description itna sharp aur powerful hai ki jaise koi film ke scenes likhe ja rahe ho.
main chah raha tha thoda aur details ke saath likhu... lekin abhi ke liye itna hi details dikhaya, agla update thoda aur detailed hoga.Jyoti ke emotions aur uske flashbacks ka flow itna natural hai ki padhte waqt ekdum seamless lage.
Chhat ke scene mein sensory details-jaise kauwon ki kaali aankhein, mombatti ki dheemi lau, poora scene aankhon ke saamne jee uth ta hai, jaise koi dark fantasy film ka set ho.
Excitement ka factor toh ismein ekdum zabardast hai, Jyoti ka past, uska guilt, Aryan ke saath kya hua? aur woh 12 saal baad wala mystery? yeh sab ek puzzle ke pieces ki tarah judte hain. aur Anita ka woh shocking sach, yeh sab ekdum edge-of-the-seat wala thrill deta hai. Reader ke dimag mein sawalon ka hungama mach jata hai ki Elders kaun hain? Jyoti ka paap kya tha? 12 saal baad kya hone wala hai? Yeh suspense aur curiosity sur strong karta hai.
Bro konsa ai use kara tha???
Picture generate karne ke liye
Umm I think honi chaiye kyuki jyoti ke khoon se elders se aaye the lekin usse pehle prakash aur shanti dono bhi apna khoon use karke elders ko bula sakte the, aur jyoti ka khoon prakash ki family se connect bhi nahi ho..
Bro hamara support hamesha aapke sath hai bas ese hi dhamakedar updates dete rehna..