- 15,834
- 106,419
- 259
Ab humaar bhi to sunat jao.Are isko toh main bhool hi Gaya tha
Ek baar wolfy gaye nahane shower ke neeche khade aankhein band karke thande thande paani ka maza lene lage
Tabhi unhein apne ango pe koi hath mehsus hua
Poora badan sihar gaya
Kisi ke hansne ki awaj sunayi di
Aankhein kholke dekhe toh samne ek bahut bhaari bharkam maal baithi thi ghutno ke bal
Wolfy ghabra Gaye
Ka ka ka kaun ho tu tu tum
Main suman maalik
Yeh sunte hi wolfy ke expression
Werewolf Riky007 Samar_Singh Aakash.

Baat unn dino ki hai jab kalwa apni jawani ke dino me aag moota karta tha. Bachelor life thi. Koi tension nahi. Phull on mauj

Kalwe ke paas paisa to tha. Par har din koi naya kaam karne ki chull rehti thi. Kabhi private company me ek din ki HR ki job kar li, kabhi hotel me management ka kaam dekh liya.
Kabhi electrician ki dukaan me repairing seekh li, to kabhi mithai ki dukan me seth bann ke baith gaye.
Kalwe ko chahiye tha alag alag kaamo ka experience. Wo ye nahi dekhta tha ki kaam chhota hai ya bada? Uske liye har kaam... ek kaam hota tha.

Ek din kalwa ek naai ki dukaan me gaya. Naai waale se baat-cheet karne ke baad, naai waala kalwa ko kaam par ek din ke liye rakh liya. Ab dikkat ye hui gayi ki naai waale ki dukaan uu din neeche se hatt kar upar ki floor par shift ho rahi thi.
Naai wala madmast upar apni nayi floor me aa chuka tha. Par madarchod customer hi nahi aa rahe the.

Naai waala bhaari pareshan. Usne kalwa ko dekha. Aur, uss se kaha ki bhai... Ja jaake neeche board laga de ek taaki logo ko pata to chale ki dukaan shift ho gayi hai.
Kalwa khushi khushi neeche gaya aur ek board laga diya. 1 minute ke andar hi...
Fataak se ek customer upar aa gaya. Naai khush...

Pehla customer aa chuka tha.
Magar ye kya?
*Zip* *Zip* *Zip*
Ae... Ae madarchod... Kya kar raha hai???
Naai waala customer par chillaaya. Customer apna pant aur chaddhi nipka ke saamne baitha hua tha.
Customer : Lavde ek jhapad maarunga na! Neeche kya board lagaya hai tune?
Naai : K-Kya lagaaya hai?
Customer : Jaa ke dekh bsdk!
Naai jaise hi neeche aaya to board par likha tha — Neeche ke baal, upar kaate jaate hai.
Maana jaata hai ki wo naai aaj bhi kalwe ko dhoondh raha hai.
