- 54,110
- 31,729
- 354
Us time pe bas whi ID active thi ek...lekin din mein 200-300 message karnege thread pe toh notifications bhi aane band ho jate hai ab main agle din jaake 6-7 page purane messages toh dekhungi nhi. Itne causual warning atleast jisko warn kar rhe hai unko ek baar tag toh kar dena chahiye. So, mujhe kahin koi warning nhi mile... it's not the first time mujhe kisi site pe ban kiya gaya hai...but it's the first time bina warning ke ban kiya gya ho.
Sumo sir se abhi puch loon ke mujhe yahan warn kiya tha...ek post bata dein? Nothing![]()
back riza
Ju nawa thread bana ke apne liye insaaf maango..

tumhari tarif ki thi ki tum bawaal nhi kaatate 



Chaahe wo 1st of April ko hi kyu na de.