As always great update
Enigma bhai
Shuruat janki devi ji ne chandan tandrust khan pan ka gyan se ki
Anuradha ji to khud apni hi baato ulajhti huwi dikha but final mai chandan ke jate samay unhone nazre to milayi
Aur zabse best din to apni muthalli ke liye huwa jaha ghar mai sabne usey chandan ki biwi kar kardiya
And most important character Gulaabo jo chandan ko har chiz ka gyaan de rahi hai aur sath hi sath muthalli ko bhi samjha rahi hai ki kaise chandan ko bandh ke rakhna chahiye
Gulaabo ne shabri ko bhi uske bhai ki niyat kaise hai isse rubaru kara diya
Kaali mai lagta hai kuch zyada hi aag hai ab ye to depend karta hai Gulaabo par ki uski naya kaha tak jati hai kyunki chandan to pora Gulaabo ke control mai hai
Shabri ke pehli mulakat chandan se bohut hi behtarin rahi hai dekhte is mulakat ka asar kaha tak jata hai shabri ke dil
And last ye baba kya case hai kya chandan jayega usse milne ya janki devi kuch aur kaam ke liye chandan ko uske pass bhejna chahti hai?