- 4,125
- 58,046
- 173
Koyi bhai jara index me baaki updates ke page number bata sakta hai? Index update he kar du 
Update6-71Koyi bhai jara index me baaki updates ke page number bata sakta hai? Index update he kar du![]()
Bhai jaha par sarson ke daano se teil nikala jata hai. Teil nikaalne ke baad jo residual bachta hai usko khhal kehte hai. Pashuon ke chaare me prayog karte hai usko.Kolhu kya hota hai bhai.
Mirch ke sath roti chai?Mujhe mirch ke sath roti chai pasand hai maa.
Ye Mandhari baba hai kaun aur jab itna naami baba hai toh khud kyon nahi Chauraha pe gya Chhagan aur Jhamru ko kyun maarwa diya.Akhir chahta kya hai ye.Dekhte hai Chandan se jab iski mulakat hogi to kya hota hai"Waise Chandan ki kundali dikhwane ka dil ho toh bata dena. Mandhari baba dere par aaye hue hai aur aaj shayad sanjh ko darshan bhi de. Mujhe toh kuch uljhan mehsoos hoti hai iske sitaaro me.",
Toh sari planning Gulabo ki thi.Gulabo Sushil aur sahayd Dinu ko bhi sudharegi Chandan ke madat se.Sahi kehti hai Gulaabo. Ye insaan kisi rishtey ki kadar nahi karta. Apni behan ke he seene ko ghoor raha tha aur himmat toh dekho, bina thokar khaaye dikhawa kitna badhiya kiya hai bhai ne. Wahi sudharegi is kalmoohe ko.',
Akhir kisne un kabilon ko shamshan bana diya.Yaha toh shadyantra ki bu aa rahi hai.Is gaanv ke basne se bhi bahot pehle waha kayi pariwar, kabile baste the jo ek raat me shamshaan ban gaya. Devi-devtaaon par unki badi aastha thi aur wo bargad unka isht tha jo chaurahe par aaj bhi seena uthaye khada hai.