Kehte hai ki paiso ka power kisi jadu se kaam nahi hota. Agar jeb mein ho paise to kar sakte ho tum kisi ko bhi jaise ke taise. Paiso ki khanak ko sahi tarah se sab sunana chahate hai lekin us paiso ki khanak awaz ko samjhte aur sambhalte bahut kaam log hai. Isi paiso ko apni taqat Uttar Pradesh ke ek aadmi ne banaya. Ek gareeb Post master ka beta. Jiska naam Vivek Singh tha. Jiska janm ek bahut hi gareeb aur majdoor parivaar mein hua. Ek rajput parivaar mein janma yeh gareeb aadmi sirf naam ka bade cast se belong karta tha lekin jab paise na ho to kaha ke tum Rajput ya Brahman. Kahe jaoge gareeb aadmi hi.
Baap ki majboori is kadar badh gayi ki Vivek ke behen ki shaadi ek gande insaan se karwa di. Woh ganda insaan Minister ka beta tha jo khud bhi Minister tha. Vivek ki behen ko gandi mazar se dekha aur apne hawas mitane ke liye shaadi kar li lekin jab hawas ki aag bujhi to bajaru aurat kehkar ghar se bahar phek diya. Behen yeh dard jhel na saki aur sucide kar liya. Baao ne jab is baat ko police thane mein jaake shikayatdarj ki to agle deen phir ghar wapis nahi pahuncha. Vivek samajh gaya ki uska baap is duniya mein nahi hai. Maa bhi bimari se maar gayi. Is garibi ne uske saare apno ko maut ki neend sula diya. Aab anath Vivek ke paas kuch na bacha. Dil mein tha to sirf badle ki bhavna. Badla woh bhi Minster ke bete Arvind Laal se lene ka.
Phir kya waqt ki aandhi ne use 12 saal ki umar mein gaon chodkar jaane ko majboor kiya. Mumbai mein paisa kamane gaya to gande underworld ke haatho mein laag gaya. Un underworld ke logo ne use bech daala. Roj uska istamaal kiya jaane laaga. Kisi ki hatya karni ho ya phir drugs, weapon aur ladkiyon ki taskari karni ho, un saab mein use bheja jaata tha. 12 saal ke Vivek ka bachpan khatm ho gaya. 8 saalo tak woh yeh ganda kaam karta gaya. Un 8 saalo mein uski gandi nazar paiso pe gayi. Paiso ki aad mein uske andar apne harami maalik ko maarne ki aag laagi. Phir lya ek deen apne maalik Usman ka gaala katke maar daala aur uske 5 harami bete Aslam, Farooq, sayyed, Ajmal aur Shoheib ko bhi maar daala. Usman ki 5 betiya bhi thi. Vivek ne unko jaane diya. Phir kya Usman ke human trafficking business ko police ke hawale kar diya. Police khush hokar use sudhar ghar bhej diya jaha usne graduation ki padhai poori ki. Paise kamane ki laat ne use andha kar diya.
25 saal ki umar mein petrol, cement aur weapons ka illegal business start kiya. Waha se poore 10 saal jee jaan lagakar kaam kiya. Paiso ne uske naseeb ka pata dhoondh hi liya aur apne saare daulat ko mutthi mein sametkar bade bade business ko start kiya. Aab uski gandi nazar Stock market and Match fixing pe gaya.
Aab ka waqt hai saal 2016, jab Vivek 42 saal ka ho chuka tha. Jo Vivek gareebi ki badbudar hawa mein jee raha tha aaj woh apne galat dhandhe ke paiso se amiro zindagi mein jeene laaga. Apne beete kaal ko bhulake aage jeene laaga. Use baas apne beete hue kaal mein ek baat abhi yaad thi aur woh tha Arvind Laal se badla. Jis aadmi ne uske parivaar ko maara, us aadmi ko maut ke ghat utarna aab uska maqsad baan gaya. Aaj woh 300 crore ka maalik hai. Paiso ki dher mein kerosene lagaye betha tha. Use pata tha ki dushman ki ke pheke hue ek chingari uske paiso ko jalake khaak bhi kar sakti hai. Lekin woh poorani kahawat hai ki jab cricket mein batsman ko six marni ho to yoker ball mein stump ko khula chodkar bahar ki taraf bat se ball ko door phekna padta hai. Vivek abhi 300 crore rupees ko 3000 crore mein badalna chahata tha.
Kahani aab shuru hogi kyonki aab Vivek ki life mein dushamani aur challenge dono daudte hue uske samne aayegi.
Vivek Singh ka beeta hua kaal.

Aur Vivek Singh ka aaj.