LOV mis
अलग हूं, पर गलत नहीं..!!👈🏻
- 506
- 1,378
- 139
Ab mujhe bhi lagne laga h sala konse nashe karke likhi thi jo chudai aa hi nahi paa rahiKasam se bhai 83 page ho gaya hai lekin chudai ka ch bhi dekhne ko nahi mila hai abhi tak bahut hi saaf suthari pariwarik stories hai
Lgta hai ab Byomkesh Bakshi ki entry rh gy hai story meAb mujhe bhi lagne laga h sala konse nashe karke likhi thi jo chudai aa hi nahi paa rahi
Kahi ye story mene galat site par to post nahi kardi
Ya me banda hi galat hu![]()
अरव को यही काम पकड़ा दोAb mujhe bhi lagne laga h sala konse nashe karke likhi thi jo chudai aa hi nahi paa rahi
Kahi ye story mene galat site par to post nahi kardi
Ya me banda hi galat hu![]()
Nhi bhai sahi ja rahe ho hawas k liye or bhi kahani hai tumahri kahani entertainment k liye hai jiska har ek update ka intezaar readers besabri k saath krte hai hawas wali kahaniyon k update k intezaar is tarah nhi hotaAb mujhe bhi lagne laga h sala konse nashe karke likhi thi jo chudai aa hi nahi paa rahi
Kahi ye story mene galat site par to post nahi kardi
Ya me banda hi galat hu![]()
Majedar dhamakedar fantastic update broUpdate - 22
Recap - arav - dubara cctv ki futeg cheq kro or mujhe btao ab kon konsi gadiya gyi h or is baar raasta sahi hi batana warna.....
Location Thakur's haveli
Yaha matam ka mahol tha
kamini(chachi) or savitri(dadi)
ka haal to sabse bura tha Avni ek ki beti thi to dusri ki usme jaan basti thi
divya bichari sabko sambhal rahi thi use bhi apni bahan ki chinta thi
rani sadme me bhi use bachpan se hi lagta tha ki koi bhi unhe chu nahi sakta unke pass paisa or tagat dono thi unka koi kya hi bigad sakta tha parrr aaj uske yakin ko bhi dhakka laga tha
ramiya ko jab ye khabar lagi to woh bhi apni sasural se bhagi chali aayi
ramiya - maa aap royiye mat ham apni puri tagat laga dige par hamari avni ko kuch nahi hone dige zarurat padi to me khud mohit (pati) or jeth ji se baat karke rathod khandaan ki puri tagat laga dungi par hamari avni ko kuch nahi hone dugi
Divya - (muskaan ke sath) haa bua sach me rathod's agar madat kre to Avni mil hi jayegi or waise bhi aap to apne sasural walo ko manana acchi tarha se jaanti hi hogi na
divya ne ek halki hasi ke sath kaha
ye sun kar ramiya ne pahle to divya ko gusse se dekha likin jab usne divya ko gor se dekha to use ayisa kuch nazar aaya jise dekh kar ramiya ki gardan jhuk gyi or uski aankho me aasu aa gye
ramiya ko is_waqt lag raha tha ki woh mar jaye to accha h
Ek waqt tha jab ye bua or bhatiji ek dusre ki jaan hua karti thi divya bachpan se hi ramiya ki chahiti rahi thi
par kahte h naa waqt se sath sab badal jata h.........................
Th thank you_____ -avni haktale hue boli
par mene uski baat ka koi jawab nahi diya ham dono abhi car me the ise bachana mere liye zaruri tha warna mujhe iski koi khass parwah thi nahi
par iske sath rah kar uski bak bak sunna mera gussa bhadatha tha
or iske sath hi nahi thakuro ki baatin unke cahre uske naam sabse nafrat thi mujhe
avni - mujhe bachane ke liye shukriya
me - thodi der chup baitho ham collage pahuchne hi wale h fir 100 200 thank you latter likh kar ek sath mujhe de dena ab apna apna muh mat kholna
avni collage ka naam sun kar hi dar gyi
akhir itna bada hadsa uske sath collage me hi to hua tha
avni - nhi nhi please collage nhi
Me - to kya btao yaha kaha utarna h
avni - kya tum mujhe mere ghar drop kar sakte ho
Mene ek baar use ghura fir haa me gardan hila di
Avni ka ghar matlab thakuro ki haveli hamari haveli meri haveli
agar sabne mujhe pyaar diya hota to me kuch ayise hi shabd ka istmaal kar raha hota
Parrr un_logo ne mujhe diya kya sirf or sirf nafrat zillat or zindgi bhar ka akelapan
or ye to kudrat ka niyam h jo jaisa bota h waisa hi pata h
par mere niyam kudrat se thode alag the me unhe usse kai guna zada loutane wala tha
par aaj nahi to kal mujhe unke samne to jana hi tha isliye mene gadi modli
Location haveli....
ab tak avni ka kuch pata nahi chala tha par arav or uske admiyo ko rokey or uske dosto ki location ka kuch hint mila tha woh sab us taraf gye hue the
Baki ghar ke sare mard wapas aa chuke the
sanjay - kamini tum fikr mat kro hamari beti wapas aa jayegi chahe mujhe uske liye kuch bhi kyu naa karna pade
ye sun kar kamini jo ro ro kar apna bura haal kar chuki thi sanjay ke gale lag gyi
sanjay ke liye ye kisi shok se kam nahi tha kitne hi saal bit chuke the jab uski biwi uske gale lagi ho woh bhi jaanta tha ki apni biwi or apne bich ki duri ka karan woh khud tha par aaj use sach me sukun mil raha tha
ki tabhi
trin trin trin trin
phone ki ghanti baji to divya ne phone uthaya
divya - hello
samne se - maidam ..............
divya - kya
Divya ki awaz itni tez thi ke sab use hi dekhne lage
dhananjay - kya hua
divya - woh dadu gateman ka phone tha woh bol raha tha ki
isse aage woh kuch bolti ki
mummyyyyyy
ek roti hui awaz ne sabko chauka diya kyuki ye awaz avni ki thi jo rote or bhagte hue andar hi aa rahi thi woh aake sidha apni maa ke gale lag gyi
sab khush or shok dono hi the
arav abhi thodi der pahle hi to nikla tha itni jaldi kaise avni ko bacha kar le_aaya
Dadi - (rote hue) kaha chali gyi thi beta tujhe pata h naaa teri budhi dadi ki jaan basti h tum 3no me
savitri ne divya ko ignore hi maar diya tha
khair sabko unka Bharat milap karne me hi 5 mint lag gye the
ranveer - Avni kyu uthaya tha tumhe us rokey ne or arav ne kya kiya uske sath
Ye sun kar avni thodi to chouki fir usne waha jo bhi hua sab kuch bata diya
siwaye aankh me ungli ghusane wali baat ke (thoda desturbing ho jata naa)
ab heraan hone ki bari thakuro ki thi
kisi ne unki beti ki jaan bachai woh bhi 6 ladko se aakele ladke
waise to unhe pata tha ki Arav bhi aakele hi Kai ladko se lad sakta h par kisi or ko apne bete ki barabari karte dekh ranveer ko bilkul bhi accha nahi lag raha tha
ranveer - haa haa thik h thik h sirf 6 se ladke koi teer nahi mara usne mera arav bhi kaiyo se aakele bhid sakta h
sanjay - (chid kar) par yaha baat ladne ki nahi meri beti ki jaan bachane ki ho rahi h
Or sach yahi h ki meri beti ki jaan us ladke ne bachai h naa ki
aap ke bete ne BHAIYA....
sanjay ki baaton me ek tanz tha jise sabhi ne mahsus kiya
aaj se pahle kabhi bhi arav ke liye ayise shabd is family me use nahi hue the khas kar bado ke bich ek tarha se arav thakur pariwaar ka chiraag tha
baat kisi or hi taraf jate dekh dhananjay ko bich me aana pada
dada - murkho yaha kisi ne meri poti ki jaan bachai h or use shukriya kahne ki bajay tum log bakwas me lage ho jao or use samman ke sath andar lekar aao
dhananjay ki baat sun kar sabko dhiyaan aaya ki jis ladke me avni ki jaan bachai woh abhi tak bahar hi h or yaha sab uski aao bhagat karne ki bajaye bahas me lage hue h
sab log jaldi se bahar pahuche
sannata waha koi car nahi thi sabne avni ki taraf dekha woh bhi heran thi
dusri taraf me apni car me tha
me apne gusse pe cantrol karne ki koshish kar raha tha
ayisa nhi tha ki me un_logo ke samne nahi jaana cahta tha par un_sab ki awaz se hi me apna kabu kho baitha tha
nhi nhi nhi abhi waqt nahi aaya h itni jaldi nahi
sabar karo thakuro
ki tabhi trin trin
mera phone baja
mene dekha ki ye call suleman ka h
me - hello
suleman - bhai ek dhamakedar khabar hath lagi h
me - haa bol
suleman - .....................................................
me - hmmmm
or mene phone rakh diya ab mere honton par ek muskaan thi
Ye hui naa baat
.
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi
akhir konsi khabar hogi
or aage kya hone wala h
koi sujhav