Update - 23
Location hospital
jis waqt avni apne pariwar walo se mil rahi thi to dusri taraf arav bhi hospital pahuch chuka tha
Use pata chala tha ki rokey or uske dost admit h
Unme se 4 ki halat bolne wali nahi thi rokey serious tha
Unme se bas 2 hi the jinhe halki fulki chot aayi thi
(Jinhe road par feka tha)
Thodi der baad arav doctor ke cabin me baitha tha
arav - doctor kab tak woh kamina theek ho jayega me use apne hatho se saza dena cahta hu
Use batana cahta hu thakur parwar pat hath dalne walo ka kya anjam hota h
doctor - sir aap use saza to tab doge jab woh zinda bachega or agar bach bhi gya to zindgi bhar naa to bol jayega naa kuch soch samajh payega
arav sawal bhari nazro se doctor ko dekhne laga
doctor - isme naa samajhne wali konsi baat h use brain hamreg hua h skull me multiple fackture h bachna mushkil h
Ab isse buri kya halat kroge aap
arav kuch bolta usse pahle hi uska mobile bajne laga phone ghar se tha
Jab arav ko pata chala ki Avni lout aayi h to usne waha kuch or kahna sahi nahi samjha
3 din baad
sanjay apne office me baitha tha or uske samne ek jawan ladka baitha hua tha
sanjay - to abhi kya cahte h aap
me - bas aapki madat karna
sanjay - or aapse kisne kaha ki mujhe aapki madat chaheye
me - un 40 caror ne jinhe aapne chaudhary's se liya h
sanjay ye sun kar heran ho gya tha
kisi ko kaise un 40 caror ke bare me pata ho sakta h jiske bare me usne kisi ko kuch nahi bataya
or chaudhay ke sath usne
non - disclosure agreement bhi to sine kiya tha (is agreement ke hisaab se 2 party's ke bich hui baat kisi 3re ko kahne par ek dusre par case kiya jaa sakta h)
sanjay - tumhe is bare me kaise pata chala kya chaudharys ne bataya me unhe choduga nahi
ME - relax mr sanjay relax aap dono ne hi agreement nhi toda h
par hame to aapki khabar rakhni hi padti h akhir hamare mall par hi to kaam kar rahe h aap
sanjay - choukte hue kya likin woh tender to hame verma group of institutions ne diya tha
to kya tum Mr verma ke bete.....
me - apni soch ke ghode bhagana band kro mene woh mall wala project jispar tum kaam kar rahe ho use takeover kar liya h ab uska malik me hu
or mujhe pata karna hi padta ki mere liye kaam karne wale kisi mushkil me to nahi
sanjay ko ye tum kar pasine hi aa gye use dar tha ki kahi uski compeny ko dept me dekh kar he contact usse cheen naa liya jaye
me - aap fikr mat ki_jiye sanjay ji ham aapko 40 caror de dige
Sanjay - aap bura naa mane to kya me aapse ek baat puch sakta hu
me - haa boliye
sanjay - aap meri help kyu karna chahege jabki aap meri compeny ko karz me dikha kar bade hi aram se ye tender kisi or ko de sakte h to
me - aapke profit ka 40% manzur h to mujhe ayisa karne ki zarurat nahi padegi
ab sanjay ko asli majra samajh aaya tha
busness ki duniya me koi bhi kisi par fevar nahi karta sabko apna faida chaheye hota h
or agar koi bina matlab tumhari help kar raha h to maanlo ya to woh tumhara bahut karibi h ya use kuch ayisa chaheye jo dene me tumhari fatne wali h
Par ab sab clear tha samne wala uska 40 caror ka karz to de raha tha par badle me uske profit me se 40% bhi mang raha tha jiska sidha sa matlab tha 40 caror kyuki sanjay ko mall me se 100 caror ka hi profit hone wala tha
matlab saaf tha samne wala 1 saal me 40 caror deke 80 caror mangne wala tha
sanjay ne bahut der socha fir usne haa kardi
sanjay ke liye ab paisa zaruri nahi tha uski izzat or uski beti zaruri thi
chaudhary usse 40 caror ke badle uski beti cahte the
unke mukable to ye ladka use bahut hi acchi deal de raha tha
Me chacha ke office se nikla or sidha pahucha apne jungle wale ghar
abhi waha 4ro taraf chandan ki khusboo aa rahi thi
me - kya baat h 2 din me 2 saal jitni growth earth par slow hi sahi par bhad to rahe h
Ab jaante h in bite 3 dino me hua kya kya
(Short flashback)
mujhe sulemaan ne chaudhary's or chacha ke bich hui deal ke bare me bata diya tha
mere liye ye ek khushkhabri ki tarha thi mujhe ab thakur pariwar me ghusne ke liye ek bahut bada loop hole mil chuka tha
or ab mujhe avni ki bhi zarurat nahi rahi thi
suleman ke baad mujhe broker ka call aaya
meri passand ki hui property ke papers taiyaar ho chuke the mene pahle woh kaam niptaya
or uske baad mene dubara us sunhaar se bol ke paise maga liye
mene Verma's ko us mall ka dubbe offer kiya to unhone bhi der nahi ki
ab ek kaam bacha tha or woh tha chandan ke beej lagana
mene beejo ko jameen par feka par koi asar nhi hua
mere liye ye ek jhatka tha kyuki inhe zameen ke contact me aate hi ped ban jana chaheye tha par ayisa hua nahi
mene lagbhag 1 ghante tak wait kiya par koi farak naa padte der andar jake so gya
raat ko barish hui
subha jab me uth kar bahar aaya to dekh kar khushi se uchal pada
jo beej mene kal dale the woh raat bhar me mere ghutne barabar ho gye the matlab sidha sidha bola gye to 1 saal ki groth 1 din me
ab mujhe or bhi kaam dekhne the khass kar computer or internet ka sahi se istmaal karna kyuki me jaha padha tha waha tab tak internet nahi aaya tha
bhale hi me phada likha tha or touch screen par call wall pick kr liya karta tha par laptop or computer se abhi mera dur dur tak rishta nahi pada tha
jaha in 3 dino me abhay ki life me ye sab hua wahi kuch or log bhi the jinki zindgi thodi uper niche ho gyi thi
ek taraf avni thi jo ab collage ke naam se bhi darne lagi thi
rani - dekh chal naa yaar 3 din ho gye h collage gye hue kab tak yaha chupi rahegi
avni - me nahi jane wali kahi utha kar to mujhe le gye the naa tujhe kya pata meri kya halat thi us waqt
rani - accha theek h naa ab to mar gya naa woh ab kis se dar rahi h
ji haa rokey ne kuch hi ghante baad dum tod diya tha waise to police wale ke bete ke marne par hangama hona chaheye tha par kyuki mamla thakuro ki beti kaa tha to kisi ne ye janne ki koshish bhi nahi ki ke kisne unhe maara
logo kaa manna tha ki ye kaam arav thakur ka ho sakta h
or ranveer ka manna tha ki woh is case ko daba kar us ladke yani abhay kaa jo ahsaan unpar h use uttar rahe h
halaki ghar me bahut log ayise bhi the jo us_ladke se mil kar uska shukriya aada karna chahate the
par avni ne unhe kuch bataya nhi or to or uske bare me pata lagane ke liye bhi mana kar diya tha
woh nahi cahti thi use bachane wale ko koi bhi pareshani ho
rani bahar jao mujhe avni se baat karni h divya jo sup leke room me aayi thi usne rani ko bahar jane ko kaha
rani - di bura nahi manna par avni meri besty h bachpan se agar me use nahi mana payi pura ghar use nahi mana paya to aapko kya lagta h woh aapki baat manegi jise waise hi ghar me koi passand nahi karta
divya - (gusse se ghurte hue) mene kaha jao warna tum mujhe acchi tarha se jaanti ho
rani waha se muh bana kar chali gyi divya ki bahne ab uske sath aksar hi batamizi kar jaya karti thi
par divya ko unpar gussa nhi taras hi aata tha
woh acchi tarha se jaanti thi uski bahno me abhi bhi bachpana h or woh apni dadi ke sikhaye me usse ayise baat karne lagi h
Divya ko pata tha uska or uski bahno ka rishta ek sode ke liye kar diya gya h
or woh cah kar bhi apni or apni bahno ki madat nahi karpaa rahi h
divya jake avni ke barabar baith jati h
divya - me jaanti hu tum bhi mujhe baki sabki tarha naa_passand karti ho tumhe bhi lagta h me selfish hoke apne bare me soch rahi hu naki family ke bare me
par abhi me yaha tumhare liye baithe hu
tum kab tak yaha baithe rahne wali ho is_room me
i know tumhare sath jo hua woh daravna tha par kya tum apni puri life ayise hi jine wali ho ek room ke andar
avni - haa me nahi jaane wali bahar
divya - thik hai mat niklo me to isliye bol rahi thi kyuki hamare pass sirf 2 mahine hi bache h
Fir tum apna true love kaise dhundogi ab mere pass to option h nahi tum hi dhundne ki koshish krlo
Or tumne to use bhi sahi se thanks nahi kaha jisne tumhe bachaya
Waise to divya jaanti thi ki uski aadhi baatin juth or aadhi andaza thi
par apni bhen ka hosla bhadane ke liye itna to kar hi sakti thi
ye bol kar divya jane lagi
avni - woh to mujhe baat bhi karna passand nahi karta
ye sun kar divya ke hontho par muskaan tair gyi
divya - koshish karti raho kya pata safal ho jayo dekho me to itne salo se kar hi rahi hu.....
kisi dusri jagha
ek ladki or ladka pasine se tar batar bistar par pade hue the or dono hi bina kapdo ke the dekh kar hi koi bhi bata sakta tha ki yaha thodi der pahle ghamasaan chudai hui hogi
ladki ladke ke lund ke sahla rahi thi
ladki - kya hua abhi se thak gya abhi to mera or man h
ladka - sahi kitni badi randi h 2 baar chod chuka hu ab tagat nahi h mujhme
ladki - tujhe shilajeet khana chaheye ab tagat nhi bachi tujhme
ladka - mera kaam karde usme bahut tagat h kam se kam 3 round krega bade aram se
ladki - kya sach_me woh waisa hi hai jaisa tu bata raha h
ladka - haa ksam se tujhse juth bola h kabhi
ladki - likin tera kaam karne me mera kya faida usse to tera faida hoga naa
ladka - hahahahaha sali agar tune mera kaam kar diya to tujhe bhi to tagde lund milige or sath me jo mujhe milega usme tera bhi to hissa hoga naa
ladki - theek h mai taiyaar hu
ladka - (man_me) ab chaal chalne ki bari meri h
ab tum sab mera vaar dekhna
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi
waise kya lagta h aage kya hone wala h
comment like or btao kya khayaal h