Raja thakur
King
- 12,384
- 25,118
- 258
कई बार अपना नजरिया रखना लेखक को चुभ जाता है, हालांकि जब आप पब्लिक फोरम पर कुछ भी डालते हैं तब वो आपका नही पब्लिक का हो जाता है, लेखक को कुछ बता दो कि ये ऐसे नही वैसे सही होता तो सीधा कॉमेंट आता है की पढ़ना है तो पढ़ो वरना निकलो, इसी कारण कई बार विस्तृत रूप से लिखने से लोग झिझकते हैं।Jaan kar khushi hui ki aap log jaise bhi kuch log h jo kahani ki itni details par dhiyaan de rahe h
befikr rahiye aapko nirasha samna nahi karna hoga kuch bhi man mutabik nahi h sab chezain ek logical way me bata di jayegi
Par dipti ne kya kiya kya nahi ye to samay hi batayega
Bhai kahani me har kirdaar ka apna role hतो छोटे चाचा की मौत के कारण ही राम्या और दिव्या को अभय के खिलाफ भड़काया गया, जिसे बाद में दिव्या ने समझा, और शायद अब राम्या भी समझने लगी है, पर मान नही पा रही है। शायद गंगू काकी की मौत भी एक हत्या ही हो, शायद इनकी मौत के पीछे घर का कोई या रणवीर खुद ही शामिल हो।
बरहाल लगता है रणवीर के बुरे दिन चालू होने वाले हैं।
लेखक जी, कहानी अब बहुत स्लो सी लग रही है, हालांकि ऐसे छोटे इंसीडेंस आगे बड़ी घटनाएं बनाएंगे, लेकिन कुछ बड़ा अब होना चाहिए, खास कर इमोशनल तौर पर।
No issue, और मैने खुद लिखा की ये सब छोटी घटनाए ही आगे बड़े काम आएंगी, लेकिन क्या है न, मानव मन बड़ा अधीर किस्म का होता है। खैर आप अपने हिसाब से ही कहानी आगे बढ़ाओ, बढ़िया जा रही है ये कहानी।Bhai kahani me har kirdaar ka apna role h
Or har kirdaar ko unka alag time diya jaa raha h
Aapsi bonding bhadai or dekhai jaa rahi h
Taki aage jake aapko koi bhi kirdaar fika ya matlab naa lage
Aapko unke emotion unki life unki soch sab feel honi chaheye
Isi liye kahani thoda slow ho gyi h
Jab tak koi mujhse ye naa bole kahani ko adultry krdo mujhe gussa nahi aayegaकई बार अपना नजरिया रखना लेखक को चुभ जाता है, हालांकि जब आप पब्लिक फोरम पर कुछ भी डालते हैं तब वो आपका नही पब्लिक का हो जाता है, लेखक को कुछ बता दो कि ये ऐसे नही वैसे सही होता तो सीधा कॉमेंट आता है की पढ़ना है तो पढ़ो वरना निकलो, इसी कारण कई बार विस्तृत रूप से लिखने से लोग झिझकते हैं।
बाकी आपसे पहले भी इस कहानी के विषय पर बात हुई है और आप उनमें से नही है, इसीलिए इस कहानी को अच्छे से फॉलो कर रहे हैं।
(Spoiler) agle update bada hone wala hNo issue, और मैने खुद लिखा की ये सब छोटी घटनाए ही आगे बड़े काम आएंगी, लेकिन क्या है न, मानव मन बड़ा अधीर किस्म का होता है। खैर आप अपने हिसाब से ही कहानी आगे बढ़ाओ, बढ़िया जा रही है ये कहानी।
Isse bhi bada sawal hai agla update kab aane wala haiJab tak koi mujhse ye naa bole kahani ko adultry krdo mujhe gussa nahi aayega
(Spoiler) agle update bada hone wala h
Mazadar updateUpdate - 28
Bas bahut hua ab chal bhi pgal ladki
priya - nhi mujhe dance karna h
mujhe or dance karna h
me - uffff kaha fas gya
hua ye ki pichle 10 min se me priya chalne ke liye bol raha tha par priya thi ke bina music ke nache hi jaa rahi thi
akhir me mene priya ko god me uthaya or car me dal diya
ab dikkat ye thi ki ise ayisi halat me iske ghar bhi lejana sahi nahi tha or na apne leke jaa sakta tha
isi liye me use banglow par hi le_jane laga
priya - (nase me) aapka naam kya h
Priya - kya aap mujhe kidnep kar rahe ho
me - apna muh band rakho or chup chap baithe raho
priya - hehehe hehehe
me - (irrited) ab kya hua has kyu rahi ho
priya - aap bilkul bhalu jaise ho hehehehehe
priya - kya me aapko mr bhalu bula sakti hu
me - nahi mera naam abhi h
ek to pata nahi mere sath ayisi konsi dikkat h jo bhi milti h ek naya naam rakh deti h
priya - ok mr bhalu
mujhe pahle se hi priya par gussa aa raha tha itnisi umar me pata nahi konse chakkaro me pad gyi h ye ladki uper se ye or dimag kharaab kar rahi h
me -(chillate hue) chup nahi baith sakti thodi der
meri dant sun kar priya ek dum shant ho gyi or fir
ummmmmmmm uuuuhhh uhhh mummy aaaaaa
Me - kya musibat h yaar ab ye bacho jaise kyu rone lagi
me - kya hua ab tum ro kyu rahi ho
priya - tum bure bhalu ho tumne mujhe data tum bhi mummy jaise hi dant rahe ho aaj mera birthday h fir bhi aaj sab mujhe dant rahe h
mujhe ye jaan kar shok laga ki aaj priya ka birthday h or usse bhi zada ye jaan kar ki aajke din use mere alawa bua ne bhi danta tha
(Ab aap ye soch rahe hoge ki priya ayisa behave kyu kar rahi h to uska reson h
woh drugs jo priya ko diye gye h woh insaan ke dimaag or uske sochne samajhne ki tagat ko thoda slow kar deta h or sath hi sath woh insaan ke dabe hue emotion ko bhi bahar le aata h
khas kar emotionally week logo ke
jaise pahle priya ki khushi wala emotion fir uske bacho wali side
ab emotional side aage )
me - to kya aaj tumhara birthday h
priya - haaa
me- aaj to tumhare ghar me party hogi fir ye sab
Meri baat sun kar priya bilkul khamosh ho gyi
ham ab tak mere farm tak pahuch gye the mene priya ke liye darwaza khoda par woh utarte hi ladkhada gyi isi liye mujhe use god me utha kar room tak chodna pada
Jab me priya ko bed par lita kar jane laga tab priya ne mera hath pakad liya
priya -( aadhi nind me) tume pata h bhalu mujhe koi pyaar nahi karta mummy ne mujhe nani ke ghar bhej diya yaha mere koi friends nahi h
mujhe yaha accha bhi nahi lagta mummy bhi mujhse ab milne nahi aati
Priya ki baatin sun kar ekdum se meri aankho ke saamne ek seen aa gya jisme ek bacha apne 2 toys ko apne gale se lagaye bol raha tha
bacha - yoda pikachu mujhe koi pyaar nahi karta mummy to mujhse milne bhi nahi aati
sab log bas arav se pyaar karte h
or ayise hi ek ek karke meri aankho ke saamne se mera bachpan guzar gya
or jab sab band hua to meri aankh me aasu the
mene priya ke sar par hath rakha or baith gya
thodi der me uski aankh lag gyi me use wahi chhod kar nikal gya
2 ghante baad.......
(Priya ki zubani)
mene aankh kholi to dekha ki me ek room me hu
or ye dekh kar meri halat kharaab ho gyi
kyuki me jab bhi drugs leti hamesha apne friend ki car me uthti
par sabse buri baat to mere sath ye hoti ki drugs ki wajha se mujhe yaad bhi nahi hota ki me yaha aayi kaise
mujhe dar bhi tha ki kahi mere sath kuch galt naa ho jaye
itne me door khula or
mene dekha ki ek bahut bade bade baal wala ladka andar aa raha h
ladka - (smile) uth gyi tum chalo accha hua ab ye kapde lo or change karle jaldi se niche aa jao
me pahle se hi dari hui thi or na mene pahle kabhi is ladke ko dekha tha
Uper se uske laye hue kapde or change karne ki baat sun kar mujhe or zada dar lagne laga
me - (rote hue) mujhe ghar jana please mujhe chhod do
idhar meri rulai phuti or udhar woh mujhe chup krane laga likin me achanak aaye changes se itna dar gyi thi ki mujhe kuch sunai hi nahi de_raha tha
or fir achanak se us_ladke ne mere muh par hath rakh diya
ladka - apna muh band rakho thodi der isse accha to tum nashe me hi thi
usladke ne mobile nikala or kisi ko phone karne laga
me samajh gyi thi ki woh apne boss ko phone kar raha hoga
tttrrrriiinn trrrriinnnn
hello
udhar se aayi awaz sun kar meri aankhain fat ke bahar aane ko ho gyi
samne se jo awaz aayi thi woh sanjay mama ki thi
ladka - hello mr sanjay ham jo 3d mall ka proto type bana rahe h uska kaam kaha tak pahucha
s.m- mr abhi sorry par usme to abi or waqt lagega par aap fikr mat ki_jiye ham date se pahle complete kar dige
uske or mama ki baat sun kar mujhe kahi sukun mila ki chalo woh mama ko jaanta h
par agle hi pal meri khushi dar me badal gyi kyuki ye mama ko jaanta h or thodi der pahle hi isne bola ki me nashe me zada acchi thi to kahi isne mama ko bata diya to
or kahi ye sab mom ko pata chala to woh to meri padhai bhi chuda degi
Par me kuch bolu usse pahle hi
ladka - ab ye dress change kro or jaldi se niche aao
mene bina dekhe jaldi jaldi dress change ki or darte darte jaise hi mene room se bahar kadam rakha
pppphhhhaaaattttt
kiawaz hui or mere uper party me use hone wali polithin type girne lagi
or sath ke sath ek music bhi bajne laga
happy birthday to you
happy birthday to you
me shok or heran dono thi shok isliye ki ise kaise pata ki aaj mera birthday h or heran isliye ki koi ajnabi mera birthday kyu mana raha h
har taraf bellon or sajawat thi meri aankho me aasu aa gye the
yahi to woh sab tha jo me apni family se cahti thi par kisi ko koi parwah thi hi nahi
Me niche aayi to dekha ki woh ladka khade hokar tali bajate hue mujhe happy birthday wish kar raha h or uske saamne ek badasa cake h
ladka - ab dekh kya rahi ho jaldi se ise cut kro
mene sari tnsn chhod kar is moment ko enjoy karne ka socha
mene cake cut kiya hamne khaya tabhi usne music chala diya gana bahut pyaara tha ab mujhe sharam bhi aane lagi thi mere gaal laal hone lage the
fir
woh mujhe daining table par leke gya shayaad woh pahle se hi sab taiyaariya karke baitha tha
hamne sath dinner kiya
ek ladka jise mene apni life me kabhi nahi dekha tha jo pichle 1 ghante se bhi kam mere sath tha woh mujhe apna hero feel hone laga tha
me use gor se dekh rahi thi or samajhne ki koshish kar rahi thi ki isne mere liye itna sab kyu kiya
( Abhay ki zubani)
me- ayise kya dekh rahi ho jaldi khana finish kro fir tumhe tumhare ghar bhi chhodna h
meri baat sunkar usne thodi ajib si shakl banai fir khana kha kar change karne chali gyi
asal me hua yeh ki jab mene priya ki baatin suni to mujhe usme khud_ka aks dikhne laga
me samajh gya tha ki priya ko family me koi khass tarji nahi di_jati jaise kabhi mujhe nahi mili
ab priya ke bare me naa to me kuch jaanta tha or naa kisi se pata kar sakta tha isi liye jaisa bachpan me arav ki birthday me dekha tha waisa hi kar diya
me priya ke bare me bas itna jaanta tha ki use dance bahut passand h isi liye uske sath mujhe jaisa bhi aata tha dance bhi kar diya
thodi der baad ham dono car me the
priya - ky kya me aapka naam jaan sakti hu
me - bhalu
priya ne mujhe ayise dekha jaise kah rahi ho ye kya baat hui
me - tum jabse mujhse mili ho yahi bol rahi ho
waise tum chaho to mujhe bhai bhi bula sakti ho
Priya - nahi nahi bhalu hi theek h
me - to tum Mr sanjay ke ghar me kyu rahti ho
priya - woh meri nani ka bhi ghar h ok
me - ok par tum to Rathod pariwar se ho naa or tumhara ghar bhi same hi city me h fir tum jab chahe apne ghar jaa sakti hogi
(Is baat ke bare me mujhe pahle hi pata tha suleman bata chuka tha par logic samajh nahi aaya tha ki akhir kyu bua ne ise yaha chhod rakha h)
priya - (sad) pata nahi 2 saal pahle achanak mom ne mujhe nani ke ghar bhej diya
pahle pahle to mom dad tauji taiji sab mujhse baat kiya karte the or mujhe wapas bhi aane ko kahte the
par fir sabne mujhse baatin karna band kar diya
abto mom bhi mujhse kam hi call karti h kabhi kabhi aati bhi h to mushkil se 1 2 din ke liye
priya ko dubara emotional hote dekh mene dusra sawal badal diya
me - accha woh sab chhodo ye btao tumhari nani ke ghar me kon kon h or kaise kaise h
priya - hehehehe aap meri tang khich rahe h naa aap to mamu ko jaante ho to aap ghar me bhi sabko jaante hi hoge
me - nahi me bas sabke naam jaanta hu unke bare me kuch btao
priya - ok to mere nani ke ghar me nani h nana h jo thode bimar rahte h 2no mama h jo apne office me busy rahte h or sath me badi mami bhi ek choti mami h jo hamesha sad rahti h
meri 3 didiya h or 1 bhai bhi h
or baki ghar me kaam karne wale
me - accha or ghar me kaam kon kon karta h
priya - hamare ghar ki sabse purani maid h champa fir h gudiya baki abhi aayi h
me - or gangu tai
priya - aree woh budhi tai woh to kuch saal pahle khatm ho gyi naa
waise aap unhe bhi jaante ho
me - (aasu cantrol karte hue) nhi bas mr sanjay ke muh se naam suna tha ek do baar
unhe hua kya tha
priya - pata nahi me to tab thi nahi par maa ne bataya ki unhe saap ne kaat liya tha
me - accha or tumne apne chote mama ke bare me kuch nahi bataya
priya - (heraan) kya aap chote mama ke bare me bhi jaante ho par woh to mere paida hone se pahle hi khatm ho gye the
Skreeeeecccchh
Mene ek dum se gadi rok di
Me - kyaaaaaaa kya hua tha unhe jaldi batao
Priya - aryy dara kyu rahe ho mujhe kya pata hoga me to thi bhi nahi woh to mom ki shadi ke 8 din baad hi mar gye the naa
uske baad mene priya se kuch nahi pucha or shayad priya bhi mere istarha react karne se dar gyi thi usne bhi mujhse kuch nahi kaha mene priya ko haveli se thoda dur drop kiya or chal diya
dusri taraf
location ranveeeer office
sharma taiyaariya kaisi chal rahi h
sharma - sir sab accha chal raha h aap fikr mat kro ye contreact hame hi milega
ranveer - milna hi chaheye Sharma milna hi chaheye ise milte hi hamari compeny ka valuation 50% badh jayega
sharma - ok sir
ranveer - accha sharma sun
sharma - ji sir
Ranveer - woh zara nayi ladki aayi h naa kya naam h uska haa mili usko zada bhejna use kaam samjhana h
sharma - ji sir (sharma samajh gya tha uska boss aaj naye talab me gota lagane ke mood me h)
Locatin again abhay farm house
is waqt abhay apne ghar ke basement me bane ek room ke aage khada tha
abhay ne door khola or andar chala gya
Room ke andar ek badasa bord tha jispar kuch logo ki photos lagi hui thi
us bord ko 4 part me divide kiya hua tha pahle green fir gray fir blue or fir end me red
abhay jake sidha blue section ke aage khada hota h wahase ek tasveer nikaalta h or use red saction me chipka deta h fir woh ek tasveer gray or ek green saction se nikaal kar table par rakh deta h
usi table par yoda bhi rakha hua tha
or abhay ye karne ke baad waha se chala jata h
abhay ke jane ke baad hame nazar aata h woh red saction jisme sabse uper 1 insaan ki tasveer lagi hui thi
ranveeer thakur.........
.
.
.
.
.
.
aajke liye itna hi or mujhe btao kaisi chal rahi h
(Agle update me hame vani dekhne ko milne wali h
kisi ka haal chaal jaanne ki alag se khuwahish ho to bata dena unki news bhi batadi jayegi)
कहानी तो non erotic या थ्रिलर में होनी चाहिए, अब तक जैसी चली है।Jab tak koi mujhse ye naa bole kahani ko adultry krdo mujhe gussa nahi aayega
(Spoiler) agle update bada hone wala h