जिसने लद्दाख में अभय को जेल करवाई थी, राजा की लड़की और अरव की होने वाली बीवी, जिसके चक्कर में उसकी बहनों को सौदे वाली शादी हो रही है।Dipti hai kon?
जिसने लद्दाख में अभय को जेल करवाई थी, राजा की लड़की और अरव की होने वाली बीवी, जिसके चक्कर में उसकी बहनों को सौदे वाली शादी हो रही है
...........,............................................................................................................................................................................:
शानदार जबरदस्त भाई लाजवाब update bhai jann superree duperrere updateUpdate - 24
Divya ki baat sun kar avni ko himmat milti h or woh collage jane lagti h par ab use
collage me utna interest nhi tha jitna mujhse milne me par ab mene collage jana chhod diya tha mera pura focus alag alag chezon ko seekhne me tha
or sath hi sath me sanjay ke sath mil kar busness par dhiyaan de raha tha
halaki paisa kabhi bhi mera goal nahi tha par aage bina paise ke koi kaam nhi hona tha
me computer chalana theek thak seekh gya tha is sab kuch din lag jate h
ab mujhe kaam karne ke liye ek laptop ki zarurat thi to me woh khareedne gya tha
Ye apple ki shop type thi mene waha jake laptop liya or bahar aa gya
me bahar aake parking me apni car lene jaa raha tha waha thoda sunsaan saa mahol tha ki tabhi
oye jo bhi tere pass h sab chupchap hame dede
ye bolte hue 4 ladke mere samne aa gye unke hath me chaku the
Me - chupchap nikal_lo isi tumhari bhalai h
G1 - nhi to kya kar lega tu
me - mene kaha chale jao warna pure sahar me kuttte ki tarha dauda dauda kar maruga
or ye bol kar me unki side se nikalta hua apni car ki taraf jane laga ki tabhi unmese 1 jo unka boss type tha usne chaku chala diya
or mere hath par cut lag gya
mere hath se khun bahne laga
ab mera mood kharaab ho gya tha
me palta or mere pass wale ki naak par punch maar diya
turant hi baki 2 aaye mene apne hath me baki ke 2no ke hath fasaye or chhhhhaaatt chaaat chhhatt chaaat unke hatho ki haddi 2 2 jagha se tut chuki thi
ab meri nazar us par thi jisne mujhpar chaku chalaya tha or uski fat ke 4 ho gyi thi
G1 - so so so sorry bhai sorry mujhe mujhe maaf karde galti ho gyi
uske hath me chaku tha or me nihatta fir bhi woh kaap raha tha
me - bhag
or bol kar apni car jo thodi hi dur thi usme saman rakhne laga
jab me piche palta to woh 15 20 fut dur tak bhag chuka tha
Woh apni full speed se bhag raha tha woh parking ke bahar pahucha hi tha ki
booom
uski pith par ek kas ke thappad pada or woh kuch duri tak zameen me ghista hua gya
use halki fulki chote aayi thi mene use khada kiya or chhhaattt chhhaattt
uske hothon se khun nikalne laga tha uske cahre par Sujan aa gyi thi
G1 - bhai mujhe maaf kardo aaj ke baad ayisi galti nahi
me pair padta hu aapke
me - bhag
g1 - (herani se dekhta hua) nhi nhi nhi bhai ab nhi
me - 10 tak count bhag gya to chhod duga
1____ 2______3____4
g1 - fir se bhaga
me - 9_____10
Mene fir se uske piche daur lagadi mera man abhi nahi bhara tha
G1 ek bazar me ghus gya tha yaha dono taraf market type thi dukaane lagi hui thi logo ki bhi acchi khadi bheed bhi
Mene fir use daboch liya is_baar ham bazar ke bicho bich the
G1 - (rote hue) nhi nhi bhai mujhe chhod de bhai tujhe teri maa ki ksam h bhai chhod de
Or ye ki G1 ne dusri galti maa ksam de kar mujhe us_maa ki ksam di jisse mujhe mujhe kitni nafrat h me khud nahi jaanta
Ye woh waqt tha jab me out of control ho gya tha mene apni belt nikali or saaaaatttt satakkk ssaattaaaakkk
ahhhh bachao koi to bachao
uski puri pith chil gyi thi usme se khun bahne laga tha par mere dil ko sukun nahi mil raha tha
Waha bheed jama ho gyi thi sab log use daya bhari nazro se dekh rahe the
par mujhse koi kuch kahe itna unme guda nhi tha
Me use or maarna cahta tha mere andar ka jaanwar aaj sach me nikal ke bahar aaya tha
avni ko bachana meri majburi thi
par mujhpar waar karne wale ko chhod dun me ab itna bhi accha nahi tha
mera duniya me bas ek pyaar tha or bas ek hi rishtedar tha woh tha me khud
Or mujhpar waar karne kaa matlab tha apni mout ke karib jana
Abhi mera kuch or karne kaa mood banta ki tabhi
thhhaaadddd koi bhari sa matti ka bartan mere sar par lagta h
ye waar jordaar tha me 2 kadam aage pahuch gya
me - ( gusse me ) iski to
mene piche palat ke dekha to is_baar shok hone ki bari meri thi
kyuki samne koi ladka nahi ek ladki thi
Ladki - ke koi janwar se ke tu bhare bazar me tamasha kar ria se zada zor aan laag ra naa to chal mere sath akhade me nikalu teri hekdi
woh thodi hindi thodi Hariyanvi me boli
(Agar mere suleman ke dikhaye har photo ko sahi se dekha hota yaa ye mujhe kuch din pahle mili hoti to shayaad me ise pahchan leta ki ye vani chaudhary h)
mere sar me achanak se hi chamak si uthi mene hath laga kar dekha to sar se khun bah raha tha
waise to agar meri power puri tarha se wapas aa gyi hoti to naa hi chaku ka ghav kuch ghanto se zada rahta or naa hi kisi matti ke bhari bartan se mera sar fatne wala tha
par abhi naa to mere pass practice karne ka time tha or naa hi mera kuch din ayisa kuch bhi karne ka plan
mene ladki ki taraf gusse bhari nazro se dekha or fir me wapas apni car ki taraf jane laga
Par aaj lagta tha ki meri kismat kuch alag ki mood me thi kyuki mere 4 6 kadam chalte hi piche se ek awaz ne mujhse rukne par majboor kar diya
kisne ye halat ki mere admi ki btao warna tum sab anjaam bhugatne ke liye taiyaar ho jao
mene piche mud ke dekha to ye 5 6 admiyo ki toli thi or bich me koi 40 45 saal ka admi khada hua tha jo ki boss type dikh raha tha
woh ladki bhi hairaan thi ki ye kya ho raha h
use laga tha ki usne kisi bichare ko bachaya h par ab use samajh nhi aa raha tha ki yaha kon bichara h
boss ne g1 ki taraf dekha woh ghayal or adhmari halat me bhi dar se kaap raha tha woh behosh to nhi hua tha par woh meri taraf ishara bhi nahi kar raha tha
itni hi der me gundo me bich se ek chapti naak wala nikla ye wahi tha jo G1 ke group se tha
Or usne meri taraf ungli kardi
mujhe bhi koi farak nahi padta tha isi liye bina ek shabd bole chal diya unki taraf
Woh sab bhi apne sathiyo ki halat dekh chuke the is_liye ek ek karke nahi sath hi aaye
mene bhagte hue hi pass khadi cycle ek hath se utha kar unke uper feki jisse 4 gir gye 2 jab tak mujh tak pahuche kaat kaaaat gardan par ek or dono behosh
or fir to jaise waha hadiyo or cheekho ke bich compitation hi chid gya ek haddi tutne ki awaz hoti to dusri kisi ke chekhne ki
ab gundo ki band bajane baad mene boss ki taraf dekha to meri bhi hawa tight ho gyi
Boss - aage mat bhadna warna ise maar duga aage mat bhadna
me wahi ruk gya usne usi ladki ke gale par chaku rakha hua tha jo thodi der pahle tak mujhse 2 2 hath karne ko bekarar thi
par ajib baat ye thi ki us ladki ki aankho me mujhe zara bhi dar nazar nahi aa raha tha ulta woh to mujhe alag hi nazro se dekh rahi thi
me 2 kadam aage bhada
boss- aage nhi aaana aage nhi aana bol raha hu kaat duga me ise
me fir 2 kadam aage bhada
boss - (haklate hue) dekh aage mat aa me bol raha hu
ab hamara fasla 4 5 kadam ka hi bacha tha
Me fir bhadne laga
boss - tu nahi manega naa to yeh le
or bolte hue chaku chalane laga
par tab tak mene tezi se aage bhad_ke chaku pakad liya
chaku tez tha isi liye hath se fisal gya
jisse us_ladki ke gale ko to kuch nhi hua par mere hath me zarur gahra cut lag gya
ab me boss ka khopda fodna cahta tha ki tabhi ttttthhhhhhaaapppp kaaatttttt kaaaaattttt aaaaahhhhhhhhh
pahle boss ke girne ki awaz aayi or fir haddi 2 jagha se tutne ki
hua ye ki jaise hi usne mera hath kaata ladki ne kandhe se boss ma hath pakda or jhuk_ke use aage khicha jisse woh aage gira
or fir uske hath ko mod diya boss kaa hath kam se kam 2 jagha se tuta tha........
wahi dusri taraf
sir please mujhe bataiye ab to itne din ho gye h....
......... - dekho tum thakur priwar se ho iska matlab ye nahi ki tum daily yaha mera dimag kharaab karne aa sakti ho
me chahu to tume rasticate bhi kar sakta hu
Ye the hamare manniya principal sahab jo kisi bhi tarha avni naam ki musibat ko taal_na cahte the
jo abhay ke jane ke baad se hi principal sahab ko roz pareshan karne aa dhamakti thi
avni ko jabse divya ne himmat di thi tab se use bas ek hi dhun sawar or woh thi us ladke se milne ki jisne use 2 baar bachaya tha
avni ke dil or dimag par ab woh puri tarha cha chuka tha use bas usse milna tha
par jabse woh wapas aayi thi tab se hi woh us ladke ko dekhna cahti thi par woh ladka tha ki collage aata hi nahi tha
pahle to avni ko thodi ghabrahat hui ki kahi us ladke ko kisi ne kuch kar to nahi diya
likin fir use us_ladke ki woh fight yaad aayi jisme woh kuch hi seconds me itne ladko ko pit raha tha
ab avni ko usse milne ka bas ek hi rasta nazar aa raha tha or woh tha us ladke ka address
Pahle to avni ne College ke teacher se leke peon tak sab se pucha likin jab use
tab bhi bhi us ladke ka address nhi mila to woh pahuchi principal ke pass
pahle to principal avni ko dekhke khush ho gya
Kise hone wale raja ki bhen ke sath acche relation nahi chaheye hoge
par jaise hi avni ne mere bare me pucha principal ki to hawa hi nikal gyi
waise to avni ko mera naam tak nahi pata tha
kyuki mene kabhi use bataya nahi par mera huliya hi ayisa h ki andha bhi sunke bata deta
pahle to principal ne use naa samajh aane ka bolke 2 din taal diya fir rules ke naam par
likin ab to avni uski naak me dum krne lagi thi use koi bhi information chaheye thi us_ladke ki naam pata number girlfriend
par bichara principal bhi kaha se batata use to khud mere bare m bas itna hi pata tha ki mera naam abhi h or ye to woh pahle hi avni ko bata chuka tha
akhir_kaar avni ko aaj bhi haar manni hi padi or woh bahar aa gyi
to aaj bhi khali hath
ye awaz thi rani ki jo bilkul bhi avni or uske haal hi ke kiye bartav se bahut zada naa_khush thi
uski bhen or bachpan ki best friend ek ladke ke liye pagal ho chuki thi
naa woh padhai me dhiyaan de rahi thi or naa hi agle kuch dino me hone wali party ki taiyariyo me
woh to bas us_ladke ko dhundne ke chakkar me bavli ho chuki thi
avni - nhi aaj bhi nahi mila
par me uska pata to puch kar hi rahugi ayise nahi to waise hi sahi par principal ko batana to padega hi.......
.
.
.
.
ab kya karne wali h Avni or abhay kya dekh kar heran h
kya avni apne maksad me kaamyab ho payegi
aaj ke liye itna hi
raat ko likha h thodisi nind me to writting mistake ho to maaf karna
or naa hi ye story copy paste h
aaj ke liye itna hi
कोई कन्फ्यूजन नही है भाई, हीरो अपना बेस मजबूत कर रहा है सबके खिलाफ लड़ने के लिए, शारीरिक, मानसिक, आर्थिक हर तरह से लड़ना चाहता है, बसBhai thoda story kis disha me ja rahi hai samjh nahi aa raha abhi ka pahle ka bahut achchha hai but abhi ka kuchh kucch me confusion sa lagta hai
शानदार जबरदस्त भाई लाजवाब update bhai jann superree duperrere updateUpdate - 25
Me herani se us ladki ko dekh raha tha jisne aasani se ek admi ka hath lakdi ki tarha tod diya tha
Ayisa nahi tha ki mene kisi ladki ko ladte nahi dekha tha ulta mene to kisi ladki ko ................. ( Naa naa aane wali kahaniyo ke bare me spoiler dena mana h)
par is_duniya me ye mene pahli baar dekha tha
ladki - ayise ke dekhe h kabhi chori naa dekhi ke tanne
Me - move accha tha
or itna bolke me chal diya wapas
ladki impressive to thi par mujhe pata nahi kyu ladkiyo se chid hoti thi or baat karne ka mera dil tha nahi
Me kuch hi kadam chala tha ki us_ladki ne mera hath pakad liya
Mene ladki ko sawaliya nazron se dekha
ladki - ayise naa dekh chal thari malam patti kru
Me -(rude voice) nahi mujhe tumhari madat ki zarurat nahi h me khud kra luga
ladki - ke kadwa karela kha ke paida hua tha ke jab dekho kadwa hi bole h
Or madat to manne bhi naa chaheye thi teri par ki naa tanne to ahsaan utarna hi samajhle
or bol kar bina meri kuch sune mujhe le gyi
ham dono pass ke hi ek clinic me the or doctor patti watti leke baitha tha
doctor ne pahle mere sar ki patti ki fir hath ki ab bas mere arms par bachi thi
doctor - chaliye apni shirt utariye
me - kyu
doctor - sir aapke arms par cut h ab shirt ke sath to patti nahi kar sakta naa me
me - nhi uski zarurat nahi h woh me khud kar luga
ladki - re ghana ziddi chora se tu to kabhi to haa bhi boliya kar jab bhi dekho teri mundi naa me hi fire h
Mene ladki ki taraf dekha(me -man'me- ab isse kon hi behas kre) fir lambi saas chod kar apni shirt utaar ne laga
Or jaise hi meri shirt utri waise hi doctor or khas kar us ladki ka muh fata ka fata rah gya
ek 6 ft se bhi zada lamba ladka jiske lambe baal the thik thak lambi dari
or body flat thi par par ek ek cut saaf nazar aa raha tha khass kar abs ka aria
mene dono ko apni taraf ayise ghurte dekha to
Me - uuuuhhhh uhhhh
meri awaz se dono ka dhiyaan tuta
doctor - bhai kitni gym karte ho ayisi body ko maintain karne ke liye to bahut mahnat lagti hogi naa
me - nahi abhi bahut waqt se exercise nhi ki h to kam ho gyi h
ye body to genetic h
(Ab ye to bol nahi sakta tha ki janwaro or rakshaso se lad ke banai h)
ye sun kar to dono or bhi heran ho gye the
par iske baad koi kuch nahi bola or meri patti ho gyi
ham dono bahar jane lage
ladki - thara naam ke se
mene pahle to ladki ki taraf dekha fir
me - abhi
ladki - viha hoya se thara
me - nhi ( me zada baat karna nahi cahta tha
par ladki acchi thi to ignore karna bhi sahi nahi tha)
halaki me uska naam bhi nahi jaanta tha par jis tarha se woh sabke samne bina dare bebaki se kisi anjaan ke liye mujhse ladne aayi thi wahi ladki ke bare me batane ke liye kafi tha
ladki - to kahi coch lada rakhi se ke
me - mujhe is baar ladki ki baat sun kar hasi aa gyi
mujhe yaad nahi tha ki me akhri baar kab hasa tha par iski baaton par mujhe hasi aa rahi thi
mujhe hasta hua dekh kar ladki ke cahre par bhi ek pyaari_si muskaan aa gyi
ladki - ke baat ho gyi kyu 32si dikhan lag raha se tu
Me - iska matlab kya hota h
ladki - matlab kahi chakkar se ke thara
me - tume kya karna
ladki - karna to kuch nai bas puchan ka man hua to puch liya
me - nahi
ladki - waise tu to puchne wala lage naa h par me khud tanne apna naam batati chalu
mara naam vani se
ab tak ham log bahar pahuch gye the ab ham dono ke raste alag the
mene vani ki taraf dekh ke sar hilaya or dusri taraf chal diya
vani - sun
mene palat kar vani ko dekha
vani - mari shadi to thare se hi hovegi taiyaar rah
Wahi dusri taraf
kya hua h bache kyu itna sad h
avni apne room me baithi thi aaj usne khana bhi sahi se nahi khaya tha
Or ek baar fir sab use manane me naa kamyab rahe the jab divya ne dekha ki avni aaj fir muh sada kar baithi h to pahuch gyi uske pass
avni - (rote hue) di itne din se uske wait me hu par naa uski koi khabar h naa koi pata
me thak gyi hu di use dhundte dhunte
divya - (uske sar par hath ferte hue) to kya hua jab mile tab thanks bol dena thanks bol dena konsi duniya khatm hone wali h
avni ne pahle divya ko dekha fir apni nazar niche karli
avni - (man'me) di ab aapko kaise batau hamari duniya khatm hone me waqt hi kitna bacha h ab
Divya - agarr koi chez hame nahi mil rahi iska matlab ye nahi ki woh hame milegi nahi iska matlab ye h ki ham use yaa to sahi se dhund nahi rahe yaa sahi jagha nahi dundh rahe
divya - ki adat thi woh hamesha hi exmple de kar chezain samjhati thi teacher jo thi
avni - (josh me) okk di ab aap dekhna ab to me use dundh kar hi rahugi
divya - (sar par tapli maarte hue) pagal kahi ki
place chaudhary haveli
nhi nhi nhi ek ladka apne kamre kaa samaan idhar udhar fek raha tha
ladki - shant hoja gopal shant
ji haa ye shirimaan h gopal chaudhary jo kisi baat par gussa hue pade h
Or woh ladki h sabke samne inki bhen or aakele me rakhail hema chaudary
To chaliye jaante h inka metar kis baat par chada hua h
gopal - kaise shant ho jau me haa sali randi tujhe kisne kaha tha ye sab karne ke liye
hema - gussa kyu hota h me to bas teri baaton ka test le rahi thi
mujhe bhi janna tha woh ladka sach me tagatwar h bhi yaa tu fir mujhe apne kisi faide ke liye mujhe kisi or ke niche sulana cahta h
gopal ne gusse se apni bhen ko gusse se ghura
fir ek dum se hema ke baal pakad kar khechte hue
gopal - randi agar mera plan fail hua naa to tujhe sach me randi khane par bitha duga or waha ki sabse sasti randi bana kar kutto se bhi chudwa duga
isi liye apna dimag mat chala or jo me bol raha hu wohi kar
or ye sali vani waha kaise pahuch gyi
hema - pata nahi par jis tarha se woh usse baat kar rahi thi mene aaj tak use ayise kisi se baat karte nahi dekha
gopal - apni tarha randi samjha h kya tune use woh kisi ke hath nahi aayegi
hema - haa kutte agar woh hath aane wali hoti to abhi tak tu use bhi chod chuka hota
gopal - (man'me) use chodne ke liye to abhi koi or bhi line h par sali h mast maal
gopal - nahi meri jaan tere alawa kisi orr ke liye mera lund nahi khada hota
hema - kya ............... ke liye bhi nahi
gopal - jaisa me bolta hu waisa karti jaa bas fir dekh kaise fir sabki zubaan par hamara hi naam hoga
place unknown
ek ladki drugs ke nashe me jhum rahi thi or kuch ladke ladki uske pass khade hoke use hi dekh rahe the
ladka 1 - yaar ye sali kya maal h dil to karta h abhi chad jau iske uper
ladka 2 - nahi abhi oder nahi aaye uper se abhi bas ise pahle drug addict banana h fir sex addict bhi bana dige waise bhi ye sali bach kar jayegi hi kaha
ladki 1 - par yaar aaj to ise thoda heavy dose de diya ab ye ghar kaise jayegi apni poll naa khul jaye kahi
Ladka 3 - ye konsa pahli baar h 3 hafto se ise drugs de rahe h
har baar jab bhi dose bhadate h iski yahi halat hoti h fir kuch ghanto me uth kar apne aap chali jati h
ladka 1 - waise bhi is sali ki parwa h kise koi nahi puchta ise
ladka 2 - haa yaar ayisi hi ladkiya aage jake top class ki randi banti h or khub maza deti h
fir us ladki ki taraf dekh kar kyu me sahi kah raha hu naa meri jaan
ladki jo is waqt nashe me thi
ladki - haa tum bilkul sahi bol rahe ho or bol kar hasne lagti h
use hosh hi kaha tha is_waqt apna
or uski baat sunkar waha khade sab log hasne lagte h
back to me
me abhi shok me hi khada tha or vani ye bol kar gayab ho gyi thi
ab zara vani chaudhary ke bare me sahi se jaan lete h
Vani chaudhary - chaudhary pariwar ki ladli ladki h ladki par shok ladko wale
bachpan me apne baap yani bhiku chaudhay ki ke sath rahi h
to apne bhaiyo se pahle kushti seekhna shuru kiya tha
starting me to bhiku chaudhary apni beti ko mazak me akhade le jata tha kyuki use woh cute lagti thi fir apni beti ki zidd ki wajha se or baad me uski beti jab uske beto par hi bhari padne lagi to beti ko apni saas yani ki nani ke pass hariyana bhej diya
avni chaudhary wahi rahi or apni kushti ka shok pura karti rahi or dekhte hi dekhte woh itni strong ho gyi ki ladke to ab use chu nahi pate the
or yahi wajha bani uske ziddi or ghamandi banne ki
par sath ke sath use gussa bhi jaldi aa jata tha
kuch mahine pahle to woh wapas aayi thi
or aaj use zindgi me pahli baar koi ladka passand aaya tha
vani ko nahi aata tha kaise baat karte h ladko se pyaar mohbbaat wali
use pahli baar koi ladka jama to pahlwan budhi ne sidha hi shadi ke liye bol diya
ab dekhna hoga ye pahlwan is kahani ko konsa rang dene wali h
.
.
.
.
.
aaj ke liye itna hi
Like or comment krke btao kaisa laga
sorry for 2 ghante late par net nahi h bhai hot spot se kaam chal raha h
शानदार जबरदस्त भाई लाजवाब update bhai jann superree duperrere updateupdate - 26
(100 page special)
Location chaudhary's house
sab log is_waqt apne apne kaam me busy the
tinka apna dudh leke table par baitha tha
ye uske ek time ki khuraak thi 1 letar dudh 2 ande 200 gram badam kaju wagera
Tinka apna dudh pine hi wala tha ki gaaat gaat gaaat gaat
Kisi ne pura khali kar diya tinka ne gusse se uper dekha to
ayise ke dekhe h tinku mara man kiya to pi liya - ye hamari pahlwan thi jise tinka ki khuraak ko udane me maza aata tha
tinka - dekh tu tinku naa kaha kar baba se bol duga me
vani - thare baba ki to kal te dekhu hu usne
manne to paya koni
tinka - aa gye uper wale kamre me h sath me papa bhi h bola h koi pareshan naa kre
vani - chal to me chalu hu fir thank you tinku batan ke liye
tinka ko pata tha vani se kuch kahna matlab apni khud ki khaal utarwana
ek kamre me shyaam chaudhary or apne dono suputro ke sath gambhir mudra me baithe hue the
unke cahre se samajh aa raha tha baat zarur badi h
shyaam - kuch pata chala
bhiku - naa bapu kuch naa chala par bapu ye bhi to ho sakta h ki ye paise ranveeeer ne....
shyam - (gusse me)bhiku kitni baar bola h apna dimag chalaya kar
ye baal dekh rahe ho ye dhup me safeed nahi kiye
agar sanjay ko ranveer se paise lene hote to woh bahut pahle le chuka hota
bhiku - par bapu hamne uspar itne dino se nazar rakhi h naa to ussse kisi pariwaar ka admi mila h naa hi sahar ka koi amir admi
shyam ne bhiku ko ajib nazro se dekha
fir bade pyaar se bole bail (pyaar ka naam)
bhiku ke cahre par 440 volt ki smile aa gyi kyuki uska baap use tab hi bail bulata tha jab use uspar pyaar aata tha
bhiku - ji bapu
shyam - mene ke kahiya thi thare se
bhiku - yahi ki sanjay se kon milne aata h or itne din me kitne log mile mujhe sabki jaankari chaheye
shyam - to isme amir pariwar or garib pariwar thari maa chhod gyi
ab bhiku ko samajh aaya usse blander ho gya usne sirf amir pariwar ke log sanjay se milne aaye h yaa nahi is_par hi nazar rakhi thi jabki uske baapne sabki jaankari mangi thi
ab bhiku kaap raha tha uske baap se aaj bhi fatti thi uski (dar ki wajha se nahi woh apne baap se sabse zada pyaar or izzat karta h)
tabhi taad aaahhhh bhiku ne dekha ye lathi uske nahi uske bhai ke padi thi
ajit - bapu mene kya kiya
shyam - chaudhary hoke lugai ke pallu me banda reve h agar tu kabhi lugai ke daman se nikal jaya kre to ayise dimag wale kaam is_bail budhi ko naa diya kru me
budha ho gya h tu baba ferbhi lathi danda chalaya kre h
chacha ne naa farak padan wala thare chote mote latha te
chachi ki sutai thari sutai te zada asar kre h
ab ye awaz sun kar bhiku ke hi nahi baki dono ke cahre par bhi smile aa jati h
Chaudhary pariwar me unki beti vani hi to thi jiski nazar me uska pariwar koi galat kaam nahi karta tha
uske liye uska bapu hero tha
baba gabbar or chacha
woh joru ka gulam hi tha
shyam - chori kitni baar bola h kaam ke waqt parehsan naa kra kar
Vani - ooo dadda thare kaam se zaruri mara kaam se
Bhiku - ke hua lado ke kaam se tanne
vani - bapu dekh thare admi mara karte koni kabte kahiya hoya se mara ek kaam se par koi razi naa hoya karan ke liye
bhiku - accha bata ke kaam me karwau
vani - bapu manne kisi ka pata lagana se
bhiku - (gusse me) kisi ne thare se kuch kaha kya tu bata me khud dekhuga
vani - naa bapu naa yo to sirf se iste kusti to khali me ladu su or je iste kisi ne kuch kahiya
bapu dekh liyo fer me baat akhade me naa banduk te kru
bhiku - samjh gya kisi ne uski beti ko gussa dilaya h or uski beti uski shamat lane wali h
(Shyaam chaudhary sach hi kahte h bhiku sach ka bail budhi h warna ek pal ki aayi galo par lali se woh samajh jata ki uski beti gusse me nahi pyaar me h)
usne apne baap ki taraf dekha jo gahri soch me baitha tha
Asal me aaj se kuch din pahle
(Short flashback)
aaj shyam chaudhary bahut khush the aaj sanjay ko diya hua time khatm hone wala tha
unhe pata tha thakur pariwar ka ek beta aaj ya to izzat or naam kho kar apne hi pariwar ka dushman banega
ya use apni beti dekar dusre ko apna dushman bana lega
dono hi surto me chaudhary ka hi faida tha chaudhary sahab ke hisaab se
Arav apni sabhi bahno se bahut pyaar karta tha kyuki usne sabke hi piche kabhi naa kabhi hangama kiya hi tha
Chaudhary ko apni 5 ungliya abhi ghi me nazar aa rahi thi
place sanjay's office
To kya faisla liya tumne sanjay
kab rishta todne wale ho tum
chaudhary ko yakin tha sanjay naa to paise de payega or naa hi sanjay chahega ki woh barbad ho sajay ke pass sabse accha rasta tha ki woh chaudhary ki baat maan kar avni ki shadi uske ghar me kre
sanjay - abhi kuch zada to nahi pata par me rasta dhund hi luga rishta todne ka
ye sunkar to shyam ka dil andar hi andar uchalne laga
sanjay - par aap fikr mat kriye paise kaa intzaam ho gya h
shyam - aryy sanjay ab to ham samdhi ho gye h or chaudhary rishto me paise nahi dekha karte
sanjay - ek minute ek minute chaudhy sahab lagta h yaha kuch galat fehmi hui h
Mene kaha ki me rishta toduga par mene kab kaha ki me meri beti ki shadi aapke ghar me krane wala hu
Ab jhatka lagne ki bari chaudhary ki thi
Shyam - mt matlab
Sanjay - matlab mene faisla kiya h ki meri beti ki shadi waha hogi jaha woh chahegi ya to koi accha sa ladka dekh kar me kar duga
par ab me or mera pariwar naa to aapke bade bade pariwaro ka hissa h or naa hi hame koi matlab h
sanjay - ye lijiye thakur sahab aapke paise interest ke sath pure 40 caror
shyam - fir se sochlo sanjay kahi tum koi galti naa kar baitho
sanjay - aapke sath kaam karke accha laga chaudhary sahab
ye sun kar to shyam ka gussa or bhad gya sanjay ki baat kaa sidha saa matlab tha ki aap yaha se jaa sakte h
( Flashback end)
Shyam - ye kon h jo mere maksad ke bich aa gya
wahi dusri taraf
happy birthday to you
happy birthday to you
happy birthday dear priya
happy birthday to you
Happy Birthday my dear princess
priya - mom kya is baar bhi aap mere birthday par mere sath nahi hoge
ramiya - nhi beta me har baar ki tarha aaugi naa aapse milne
Ji haa doston ye h priya jo ki meri bua ramiya ki ikloti beti h jo apni nani ke ghar par rahti h
Ramiya ne use 2 saal pahle uski nani ke ghar bhej diya tha
yaha priya ko shuru me to maza aaya par dhere dhere woh uska man apni nani ke ghar se uthta chala gya
wajha thi
yaha sabka busy rahna
dhananjay aaj bhi apne thakur roopme the
savitri ko apne poti pote se fursat nahi thi or jitna pyaar woh priya ko deti thi shayad utna uske liye kafi nahi tha
ranveer sanjay or kajal apne kamo me busy rahte the
kamini to bujhi bujhi rahti hi thi
(Ghar ke jin member's ka zikr nahi kiya jaa raha h unki story baad me)
divya apne collage se time bacha kar jitna time bachta tha utna priya ko deti thi par pichle 3 mahino se uski zindgi bhi sahi chal nahi rahi thi
avni or rani ko ek dusre se fursat nahi thi
ek tarha se dekha jaye to priya family me aakeli pad gyi thi
school me pahle to uske kafi friends the par fir .................... (Aage pata chalega)
Priya - par mom mujhe aap sabke sath apna birthday celebrate karna h
ramiya - priya zidd nahi karte ek baar bol diya naa nhi matlab nhi
Priya - please mom kya ek baar papa ki bhi mujhe yaad aati h i miss my family mom please
ramiya - tum bahut ziddi ho gyi ho priya
lagta h tume punish karna hi padega
ab tumhari punishment yahi h ki tumhari birthday par koi celebration nahi hoga or naa hi me waha aaugi
priya - (rote hue) nooo mom please
par tab tak phone cut ho chuka tha
priya bhi kya karti apne birthday wale din bhi dress pahan kar nikal gyi apne school ki taraf
use kya pata tha aaj uski zindgi me tufaan aane wala h
.
.
.
.
.
ek taraf jaha vani abhay ka pata lagane nikli h wahi dusri taraf shyam chaudhary bhi abhay ko hi dhund rahe h
kya hoga jab dono ko pata chalega ek dusre ke irado ka
or konsa tufaan h jo priya ki zindgi me aane ka intzaar kar raha
Baki kaa to aapko pata hi h comment or comment or comment![]()