richad
Well-Known Member
- 3,182
- 6,923
- 159
Fantastic update Biradar .update - 26
(100 page special)
Location chaudhary's house
sab log is_waqt apne apne kaam me busy the
tinka apna dudh leke table par baitha tha
ye uske ek time ki khuraak thi 1 letar dudh 2 ande 200 gram badam kaju wagera
Tinka apna dudh pine hi wala tha ki gaaat gaat gaaat gaat
Kisi ne pura khali kar diya tinka ne gusse se uper dekha to
ayise ke dekhe h tinku mara man kiya to pi liya - ye hamari pahlwan thi jise tinka ki khuraak ko udane me maza aata tha
tinka - dekh tu tinku naa kaha kar baba se bol duga me
vani - thare baba ki to kal te dekhu hu usne
manne to paya koni
tinka - aa gye uper wale kamre me h sath me papa bhi h bola h koi pareshan naa kre
vani - chal to me chalu hu fir thank you tinku batan ke liye
tinka ko pata tha vani se kuch kahna matlab apni khud ki khaal utarwana
ek kamre me shyaam chaudhary or apne dono suputro ke sath gambhir mudra me baithe hue the
unke cahre se samajh aa raha tha baat zarur badi h
shyaam - kuch pata chala
bhiku - naa bapu kuch naa chala par bapu ye bhi to ho sakta h ki ye paise ranveeeer ne....
shyam - (gusse me)bhiku kitni baar bola h apna dimag chalaya kar
ye baal dekh rahe ho ye dhup me safeed nahi kiye
agar sanjay ko ranveer se paise lene hote to woh bahut pahle le chuka hota
bhiku - par bapu hamne uspar itne dino se nazar rakhi h naa to ussse kisi pariwaar ka admi mila h naa hi sahar ka koi amir admi
shyam ne bhiku ko ajib nazro se dekha
fir bade pyaar se bole bail (pyaar ka naam)
bhiku ke cahre par 440 volt ki smile aa gyi kyuki uska baap use tab hi bail bulata tha jab use uspar pyaar aata tha
bhiku - ji bapu
shyam - mene ke kahiya thi thare se
bhiku - yahi ki sanjay se kon milne aata h or itne din me kitne log mile mujhe sabki jaankari chaheye
shyam - to isme amir pariwar or garib pariwar thari maa chhod gyi
ab bhiku ko samajh aaya usse blander ho gya usne sirf amir pariwar ke log sanjay se milne aaye h yaa nahi is_par hi nazar rakhi thi jabki uske baapne sabki jaankari mangi thi
ab bhiku kaap raha tha uske baap se aaj bhi fatti thi uski (dar ki wajha se nahi woh apne baap se sabse zada pyaar or izzat karta h)
tabhi taad aaahhhh bhiku ne dekha ye lathi uske nahi uske bhai ke padi thi
ajit - bapu mene kya kiya
shyam - chaudhary hoke lugai ke pallu me banda reve h agar tu kabhi lugai ke daman se nikal jaya kre to ayise dimag wale kaam is_bail budhi ko naa diya kru me
budha ho gya h tu baba ferbhi lathi danda chalaya kre h
chacha ne naa farak padan wala thare chote mote latha te
chachi ki sutai thari sutai te zada asar kre h
ab ye awaz sun kar bhiku ke hi nahi baki dono ke cahre par bhi smile aa jati h
Chaudhary pariwar me unki beti vani hi to thi jiski nazar me uska pariwar koi galat kaam nahi karta tha
uske liye uska bapu hero tha
baba gabbar or chacha
woh joru ka gulam hi tha
shyam - chori kitni baar bola h kaam ke waqt parehsan naa kra kar
Vani - ooo dadda thare kaam se zaruri mara kaam se
Bhiku - ke hua lado ke kaam se tanne
vani - bapu dekh thare admi mara karte koni kabte kahiya hoya se mara ek kaam se par koi razi naa hoya karan ke liye
bhiku - accha bata ke kaam me karwau
vani - bapu manne kisi ka pata lagana se
bhiku - (gusse me) kisi ne thare se kuch kaha kya tu bata me khud dekhuga
vani - naa bapu naa yo to sirf se iste kusti to khali me ladu su or je iste kisi ne kuch kahiya
bapu dekh liyo fer me baat akhade me naa banduk te kru
bhiku - samjh gya kisi ne uski beti ko gussa dilaya h or uski beti uski shamat lane wali h
(Shyaam chaudhary sach hi kahte h bhiku sach ka bail budhi h warna ek pal ki aayi galo par lali se woh samajh jata ki uski beti gusse me nahi pyaar me h)
usne apne baap ki taraf dekha jo gahri soch me baitha tha
Asal me aaj se kuch din pahle
(Short flashback)
aaj shyam chaudhary bahut khush the aaj sanjay ko diya hua time khatm hone wala tha
unhe pata tha thakur pariwar ka ek beta aaj ya to izzat or naam kho kar apne hi pariwar ka dushman banega
ya use apni beti dekar dusre ko apna dushman bana lega
dono hi surto me chaudhary ka hi faida tha chaudhary sahab ke hisaab se
Arav apni sabhi bahno se bahut pyaar karta tha kyuki usne sabke hi piche kabhi naa kabhi hangama kiya hi tha
Chaudhary ko apni 5 ungliya abhi ghi me nazar aa rahi thi
place sanjay's office
To kya faisla liya tumne sanjay
kab rishta todne wale ho tum
chaudhary ko yakin tha sanjay naa to paise de payega or naa hi sanjay chahega ki woh barbad ho sajay ke pass sabse accha rasta tha ki woh chaudhary ki baat maan kar avni ki shadi uske ghar me kre
sanjay - abhi kuch zada to nahi pata par me rasta dhund hi luga rishta todne ka
ye sunkar to shyam ka dil andar hi andar uchalne laga
sanjay - par aap fikr mat kriye paise kaa intzaam ho gya h
shyam - aryy sanjay ab to ham samdhi ho gye h or chaudhary rishto me paise nahi dekha karte
sanjay - ek minute ek minute chaudhy sahab lagta h yaha kuch galat fehmi hui h
Mene kaha ki me rishta toduga par mene kab kaha ki me meri beti ki shadi aapke ghar me krane wala hu
Ab jhatka lagne ki bari chaudhary ki thi
Shyam - mt matlab
Sanjay - matlab mene faisla kiya h ki meri beti ki shadi waha hogi jaha woh chahegi ya to koi accha sa ladka dekh kar me kar duga
par ab me or mera pariwar naa to aapke bade bade pariwaro ka hissa h or naa hi hame koi matlab h
sanjay - ye lijiye thakur sahab aapke paise interest ke sath pure 40 caror
shyam - fir se sochlo sanjay kahi tum koi galti naa kar baitho
sanjay - aapke sath kaam karke accha laga chaudhary sahab
ye sun kar to shyam ka gussa or bhad gya sanjay ki baat kaa sidha saa matlab tha ki aap yaha se jaa sakte h
( Flashback end)
Shyam - ye kon h jo mere maksad ke bich aa gya
wahi dusri taraf
happy birthday to you
happy birthday to you
happy birthday dear priya
happy birthday to you
Happy Birthday my dear princess
priya - mom kya is baar bhi aap mere birthday par mere sath nahi hoge
ramiya - nhi beta me har baar ki tarha aaugi naa aapse milne
Ji haa doston ye h priya jo ki meri bua ramiya ki ikloti beti h jo apni nani ke ghar par rahti h
Ramiya ne use 2 saal pahle uski nani ke ghar bhej diya tha
yaha priya ko shuru me to maza aaya par dhere dhere woh uska man apni nani ke ghar se uthta chala gya
wajha thi
yaha sabka busy rahna
dhananjay aaj bhi apne thakur roopme the
savitri ko apne poti pote se fursat nahi thi or jitna pyaar woh priya ko deti thi shayad utna uske liye kafi nahi tha
ranveer sanjay or kajal apne kamo me busy rahte the
kamini to bujhi bujhi rahti hi thi
(Ghar ke jin member's ka zikr nahi kiya jaa raha h unki story baad me)
divya apne collage se time bacha kar jitna time bachta tha utna priya ko deti thi par pichle 3 mahino se uski zindgi bhi sahi chal nahi rahi thi
avni or rani ko ek dusre se fursat nahi thi
ek tarha se dekha jaye to priya family me aakeli pad gyi thi
school me pahle to uske kafi friends the par fir .................... (Aage pata chalega)
Priya - par mom mujhe aap sabke sath apna birthday celebrate karna h
ramiya - priya zidd nahi karte ek baar bol diya naa nhi matlab nhi
Priya - please mom kya ek baar papa ki bhi mujhe yaad aati h i miss my family mom please
ramiya - tum bahut ziddi ho gyi ho priya
lagta h tume punish karna hi padega
ab tumhari punishment yahi h ki tumhari birthday par koi celebration nahi hoga or naa hi me waha aaugi
priya - (rote hue) nooo mom please
par tab tak phone cut ho chuka tha
priya bhi kya karti apne birthday wale din bhi dress pahan kar nikal gyi apne school ki taraf
use kya pata tha aaj uski zindgi me tufaan aane wala h
.
.
.
.
.
ek taraf jaha vani abhay ka pata lagane nikli h wahi dusri taraf shyam chaudhary bhi abhay ko hi dhund rahe h
kya hoga jab dono ko pata chalega ek dusre ke irado ka
or konsa tufaan h jo priya ki zindgi me aane ka intzaar kar raha
Baki kaa to aapko pata hi h comment or comment or comment![]()
Ramya itni badal gyi, socha na tha, kaha itni caring loving thi aur ab apni beti ko hi aise treat kr rhi hai Jaise vo sirf ek jimmedari Ho or Vo usse bhag rhi ho...update - 26

JaldiAgla update bada chaheye yaa jaldi
Jaldi kahoge to raat yaa subha tak aa jayega bada kahoge to may be paroso raat ho jaye
Nice update bhai... Vani aur Shyam C. dono hi ek hi insaan ki talaash mai hai wo bhi alag2 irado ke sath yaha Sanjay ne Shyam C. se deal khatam kar diya aur ab apni beti ka rishta kahi aur karana chahta hai ab ismai to bada bawal hoga jab Ranveer ke gand mai laat padegi to gand faad chilayegaupdate - 26

Jaldi de doAgla update bada chaheye yaa jaldi
Jaldi kahoge to raat yaa subha tak aa jayega bada kahoge to may be paroso raat ho jaye
pehle story ka naam to bataoHallo dosto ye meri 2nd story hone wali h
Ye kahani h abhay ki to abhay or m ham dono aapko invite krte h
nay safar ki shuruwaat ke liye
aaye or jude abhay se