Creepy story
Well-Known Member
- 2,796
- 5,809
- 144
EK BADI SI MAHAL ME BAHUT SARE LOGON EKATHE SAMIL HUE THE MANO KOI FESTIVAL HO AUR SAB JASN MANA RAHE HAI .
TABHI BAHUT KI KHUBSURAT LADKI DIKHNE ME KOI PRINCESS HO SIDHIYON SE UTAR RAHI THI
SAB LOG USS LADKI KO DEKH KHUSIYON SE NARE LAGANE LAGE
PRINCESS MONICA JUG JUG JIYE .
JAB WO LADKI THORN KE PASS PAHUNCH GAYI TO WAHAN KE KING KHADE HUE AUR SAB LOGON KO ISARO SE SANT REHNE KA ADESH DIYA .
JAB SAB SANT HO GAYE
RAJA BOLNE LAGTA HAI .
KING - Ap sabko meri beti Monica ki Janam din par Ane keliye sukriya .
Aj princess Monica 18 saal ki ho gayi hai .
Iss mouke par meri beti ap sabme apna pyaar batne ke sath sath ab sab usko apna duayen jarur deijiyega .
Aur tabhi queen bolne lagi
Aj me princess Monica ko iss altos kingdom ki warish ghosit karti hun .
Yeh bat sun sab log khusi se chillane lage
Hail queen Gabriel
hail queen Gabriel
Hail king Aflatun
Hail king Aflatun
Hail princess Monica
Hail princess Monica
JI ME HUN PRINCESS MONICA
AJ MERI ATHARWI JANMDIN HAI .
MAIN Altos kingdom ki princess aur rules ke hisab se me hungi mere rajya ki agli queen .
Ab sabko to pata lag hi chuki hogi
Mere pita hain King Aflatun aur maa hai Queen Gabriel
Ab sabko iss kahani meri atmkatha jarur sunaungi kaise me Bewash Hui . kaise rahi meri Puri zindegi ki kahani .
Sab ke pyar ke sath me age badhungi meri nayi kahani ko likhte hue .
Gabriel is male name kindly change Monica's mother name




























