- 13
- 26
- 3
Hi guys I am new here..
Ek story likh raha hu umeed hai ap sabko pasand aayegi
Ek story likh raha hu umeed hai ap sabko pasand aayegi
ये आंटी अंकल दोनों ही घाघ लग रहे है, शायद saima को फसा रहे है अपने जाल मेYe kahani puri tarah se kalpanik hai iska sachai se koi lena dena nahi hai..
Mera naam saima hai saima khan age 58years
Is waqt meri halat bahut kharab hai
Aur mai apko apni safar-e-zindagi ke kuch hisse share karna chah rahi hu jo ki maine apne pariwar se chipaya apni zindagi se chipaya khud se chipaya is sach ko.. Aur sayad ye sach mere sath upar b chala jayega isliye mai yahan wo sach bata kar khud ka bhoj utarna chah rahi hu..
Ye baat un dino ki hai jab meri age sirf 26years ki thi aur meri shadi ek ache ghar me hui thi mere ghar me mere sauhar naseer khan aur mera beta jiski age 3saal ki thi bas teen sadasya rahte the..
Mera ghar na to bahut bada tha na hi bahut chota niche do room ek kitchen aur ek bathroom tha aur ek lawn jo ki kitchen ke just samne tha..
Roz ki tarah meri zindagi ek jaisi hi thi.. Mere sauhar electrician the jinki shop mere ghar se 5km.ki doori par thi.. Roz wo bike start karte aur nikal jaya karte the... Aur sham. Me 7baje ghar wapsi hoti thi.. Aur mai din bhar ghar ka kaam kar ke free ho kar so jaya karti thi..
5km door hi sab kuch tha mere ghar out area me tha jo ki ek chota sa muhalla balki colony type tha.. Mjhe b ghar ka saman jab le jana hota tha to rickshaw par jaya kar thi..
Mai subah ka kaam khatam karke apne bete sameer jisko mai pyar se sam bulati thi lawn me baith kar use khana khila rahi thi ki mere ghar ki bell baji tring tring
Maine uth kar bahar ka darwaza khola to patel uncle the
Patel uncle jinke age kareeb 45years ki thi ye hamare padosi the inka aur inki wife ka roz mere ghar aana jana tha... Khush mijaz the
Lekin main pichle kuch mahine se notice kar rahi thi ki patel uncle mjhe ajeeb nazron se dekh rahe the... Pata nahi q mjhe kuch samjh me nahi aa raha tha..
Are patel uncle aap aur aunty nahi aayi..
Patel uncle andar aate hue..
Patel.. Nahi wo thoda kaam me busy hai
(Patel uncle hamesha ek boxer aur tshirt me rahte the unki sarkari naukari thi jo ki ab retirement ke bad pension aati thi.. Unka ek ladka aur ek ladki hai.. Ladki ki shadi ho gayi aur ladka videsh me job karta hai)..
Patel uncle andar aa kar sofe par baith gaye
Maine unse chai ka pucha aur chai lene chali gayi ki tabhi lite chali gayi
Pure ghar me andhera ho gaya.. Din hone ki wajah se thodi thodi roshni bahar ki andar aa rahi thi.. Ghar me inverter b nahi tha..
Bijli jyada jati nahi thi isliye naseer ne inverter nahi lagwaya tha.. Din bhar me ek ghante ki jati thi..
Mai soch rahi thi ki ab chai kaise nikalu ki tabhi lite aa gayi.. Maine turant chai nikali aur lawn me aa gai to dekha uncle mere bete ko godi me liye khila rahe the... Maine chai table par rakhi aur apne bete ko bulaya to wo uncle se lipat gaya
Maine kaha beta arsh arsh mere bete ka naam tha..
Yahan aao
Wo umum kah kar fir uncle se lipat gaya
Main jabardasti use lene lagi.. Aur uncle ne hath badha kar jaise hi use dena chaha to unka hath ka sparsh mere boobs par mahsus hua.. Maine jhat se arsh ko le liye..
Ye sab bahut achanak hua.. Maine arsh ko liya aur sofe par samne ja kar baith gayi .. Maine uncle ko chai peete hue dekha to unki aankh me chamak thi.. Wo ghur kar mjhe dekh rahe the.. Aur mere mathe se pasina choot raha tha.. Is hadse ke baad..
Uncle ne chai pi aur chale gaye.. Unke jate hi Maine darwaza band kiya aur dupatta utar kar sofe par phenka aur pankhe ke niche baith gayi..
Mai hamesha salwar suit pahanti thi.
Dekhte hi dekhte sham ho b ho gayi mere darwaze ki bell fir baji Maine dekha to samne aunty thi Maine unhe andar bulaya aur baith kar gappe ladane lagi..
Tabhi unhone pucha saima tum kya khati ho jo itna fit rahti ho
Fit to khair mai thi mere boobs 36 ke ubhre hue the kamar normally jaise indian girl ki hoti hoti aur hips. Thoda sa bahar nikle hue the..
Maine ka kuch nahi jo sab khate hai..
Aunty.. Acha lekin tmhara pati tmhe ek din b pyar kiye bina chodta nahi hoga..
Saima.. Nahi aisi baat nahi hai
insan ko lagta hai ki woh apne sab raj chhupaya huva hai..jaise saima ko lgta hai ki uske raj hamesha sirf usse malum the aur ab woh bata rahi hai pne antim samay me..lekin aisa kabhi nahi hota..jab saima ne apne pati ko dhoka dene ka socha hoga ya uske sath kucch huva hoga..uske logo ko raj pata chal hi jate hai lekin koi iss bare me baat nahi karta..jiska raaj hota hai usse lagta hai ki kisko nahi pata lekin bahot log jaan gaye hote hai iss bare me..!!Aunty... To kya nahi karte
Saima.. Nahi nahi mai aunty ki baton me ulajh si gayi
(Meri aur naseer ki sexual life thodi si bekar thi.. Humara sex 10din me ek baar hota tha wo b jab naseer ka mann hota tha tab.. Shadi ke shuruwat me to thik tha lekin baby hone ke baad sab badal gaya)
Aunty... To fir karte hai
Saima.. Are aunty aap b kin baton me lag gayi.. Chai piyengi mai ja rahi hu banane
Aunty.. Nahi mjhe ghar par abhi khana banana hai.. Aur aunty uth kar chali gayi
Aunty ka rang sawala tha moti b thi.. Patel uncle par bilkul fit nahi baitthi thi.. Mjhe to ye samajh nahi aa raha ki akhit Patel uncle ne inke sath shadi kaise kar li
Aise hi 7baj gaye naseer b aa gaye hum dono ne khana khaya aur so gaye..
Subah main jaldi hi uth gayi naha kar ek pink suit pahna aur naseer ko chai di bana kar jab wo kaam. Par nikal gaye to Maine b arsh ko God me uthaya aur ek bag liya aur ghar ke bahar aa kar gate lock kar ke deepak uncle ke ghar jo ki mere side me hi tha.. Ja kar bell bajayi.. Turant hi darwaza khul gaya.. To dekha patel uncle khade hai..
Saima.. Uncle mai wo bazar ja rahi thi ghar ka saman lene to socha arsh ko aunty ke pass chod du..
Patel.. Ha acha kiya tumne lao mjhe do mai autny ko de deta hu
Ye kahte hue uncle ne hath badhaya aur maine b hath badha kar arsh ko unhe dene lagi. Jaise hi uncle ka dono hath mere baju ke bich me se andar gaya arsh ko lene ke liye ki unki dono hathon ki 4ungli direct mere dono boobs se takra gayi kuch pal ke liye aur unhone jhat se arsh ko le liya ...
Ab mjhe current sa laga mere jism me ye pahli baar nahi tha.. Mai arsh ko de kar mud kar road par aane lagi..
Aur sochne lagi.. Pahli baar bhul ho sakti hai dusri baar kaise ho sakti hai.. Lekin ho b sakta hai jab insan kisi ko lene ke liya hath badhata hai.. To touch ho sakta lekin do do baar..
Ye sochte hue mai road par aa gayi aur koi khali rickshaw par daye baye nazar ghuma kar dekhne lagi
Tabhi mjhe ek auto road kinare khada hua mila mai uske paas gayi to dekha us auto par do log the sayad friend the..aur pucha bhaiya chaloge bazar road.
Usne mjhe dekha aur bola jarur chalenge baithiye..
Mai naqab me thi mera munh dhaka hua tha
Bas mere nazre khuli hui thi..
Unme ek bola jarur chalenge baithye ap
Mai auto me baith gayi aur wo dono aage baith gaye jisme se ek auto chala raha tha aur ek uske side me baitha idhar udhar ki baat kar raha tha..
Mai rasta dekh rahi thi.. Tabhi auto ek kache raste par mud gaya..
Isne mod q liya..
Saima.. Bhaiya aapne mod q liya.. Ye kahan le ja rahe ho..
Usme se ek ne bola jo side me baitha tha.. Aap dariye mat ye short cut hai.. Pareshan mat ho
Wo rasta bahut kharab tha kacha rasta tha agal bagal khet hi khet the.. Fir auto kuch door aage ja kar ruk gaya.
Mere pasine chutne lage kahin in dono ne mjhe kidnap karne to nahi laye hai..
Saima.. Bhayya apne yahan q rok diya.. Mjhe aap wahin chod den. Maine ghabrate hue kaha..
Rajesh dekho mam ji darr rahi hai..
Side me baithe wale na kaha jiske hath me handle thi..
Fir rajesh piche palta.. Aur bola
Mam ji ye dekhiye mera ghar bas do min me aaya.. Mera mobile choot gaya tha..
Aur wo andar chala gaya
Uske jate hi doosra wala bola
Mam ji aap pareshan na ho ye rasta direct bazar me nikalta hai..
Usni meri nazron me dekhte hue kaha..
Saima.. Theek hai bulao apne dost ko kya naam hai uska.? Mjhe der ho rahi hai..
Uska rajesh naam hai aata hi hoga aur mera naam mohan hai..
Saima.. Acha thik hai
Utni hi der me rajesh aa gaya aur auto start kiya.. Aur fir usi road par chalane laga.. Mjhe hachka jyada lag raha tha.. Pure raste mohan mjhe palat palat kar dekh raha tha aur rajesh se baat b kar raha tha..
Tabhi road khatam hui aur mod aaya to Maine dekha mai sahi bazar pahuch gayi thi..
Mohan piche palatte hue dekha mam ji aa gaya apka bazar ab aap jaye..
Main auto se utri aur kiraya mohan ko diya aur bazar chali gayi