Subah saat baje Nandini Komal ke kamre ki taraf chal padi, kamre ka darwaaza thoda khula thha, Nandini ne jhaanka toh Komal bistar pe gehri neend mein thhi, woh andar aayi aur Komal ka chehra dekhte reh gayi. Ek ajeeb si chamak thhi uske chehre pe, muskuraahat thhi, jaise ke ek acchha sapna dekh rahi ho. Nandini ne use utthaaya nahin, neeche aayi aur apne kamre mein aa gayi aur packing shuru kar di.
Nandlal gym mein kasrat kar rahe thhe, saadhe aatth baje woh apni kasrat poori karke snaan karne gaye, Komal ab bhi so rahi thhi, unhone bhi jhaankh ke dekha aur use utthaana theek nahin samjha, neeche aaye aur gaadi aur ghar ki chaabiyaan leke ghar se nikal gaye. Nandini apne kamre mein baitthke unki aahatein sunn rahi thhi. Uska saamaan pack ho chukka thha, dus bajj rahe thhe, Komal utthh chuki thhi par kamre ke parde bandh thhe, toh samay ka pata nahin chala. Usne apna mobile utthaaya aur time dekha, phir chaadar phenki aur bhaag khadi hui washroom.
Naha toh woh teen baje hi chuki thhi, Nandlal ne use apne kamre mein bhej diya thhayeh sochke ke agar Nandini ki aankh jaldi khul jaaye, toh woh Komal ke kamre mein aayegi zaroor aur Komal ko wahaan naa paake pareshaan ho aur sab ke liye pareshaani khadi ho jaaye. Phir bhi shower kar liya aur maxi pehen ke neeche utri.
Nandlal dopahar mein do baje laute, Komal kitchen mein thhi, use roti belte dekha Nandlal ne aur andar aaye.
Nandlal: Bhabhi dikh nahin rahein hain…
Komal ka chehra utra hua thha, aadha gussa aur aadhi maayoosi thhi.
Nandlal: Kya hua?
Komal: Maa ne saamaan pack kiya hai…Jaa rahi hai woh…Subah hi jaane waali thhi, maine roka, kaha babuji se mile bagair woh nahin jaa sakti…
Nandlal: Hai kahaan Bhabhi? Aur jaana kyun hai?
Komal: Apne kamre mein babuji…Keh rahi thhi sharminda hai kal raat ke liye…
Nandlal: Kya? Sharminda? Kis baat ke liye? Aisa kya kiya usne kal raat ko ke woh sharminda hai?
Komal: Unhe chadh gayi thhi…Aapko kapde change karne bol diye nashi mein…Khaana khaake aapko bataaye bagair apne kamre mein chali gayi…Wagairaah wagairaah…
Nandlal: Arre yaar…Yeh bhi koi baat hui…Chal tu roti bana, main baat karta hoon unse…
Komal: Babuji, sorry…
Nandlal: Ab tu kis baat ke liye sorry bol rahi hai…Sab paagal ho gayein hain kya?
Komal: Woh main der tak sote rahi, aapko chai…
Nandlal: Main paagal ho jaaunga…Pehle teri maa se nipat ne de…Isiliye toh dusri shaadi nahin ki maine, chut ka chaska aur Amul ka maska chhudaaye nahin chhoot ta, aur dono sehat ke liye haanikaarak hotein hain…
Nandlal kitchen se nikal gaye aur tez kadam rakkhke Nandini ke kamre ke baahar pahunchke darwaaza halke se khatkhataaya.
Nandlal: Bhabhi…Kya aap do minute ke liye…
Nandini: Bhaiyya, andar aa jaaiyye please…
Nandlal ne darwaaza khola aur andar chale gaye, andar dekha ki Nandini bistar se khadi ho gayi aur uska saamaan darwaaze ke hi paas, packed pada thha, Nandlal uske saamne aaye.
Nandlal: Baitthiye Bhabhi..Please…Do minute baat kar lein, phir chaahe toh chali jaana aap…
Nandini bistar ke kinaare baitth gayi, Nandlal ne dressing table ke paas rakkha stool kheencha aur bistar ke kareeb rakkhke uspe baitth gaye aur uske saamaan ki taraf ishaara karte huey poocchha.
Nandlal: Kyun Bhabhi…Humse kya galti ho gayi…?
Nandini: Galti aapse nahin, mujhse hui hai…
Nandlal ne bistar ki taraf ishaara kiya.
Nandlal: Kya main yahaan baitth sakta hoon, stool chhota hai na…
Nandini ne haan mein sar hila diya, Nandlal stool se utthke bistar pe usse thodi door baitthe.
Nandlal: Kal jab aayi thhi toh bahu ki maa thhi, meri samdhan, hai na..
Nandini ne haan mein sar hilaaya, ek sawaaliya nazar ke saath.
Nandlal: Aur raat hone tak, aapne mere kehne pe sleeveless maxi pehen liya, mujhe drinks mein saath diya, aur mere kehne pe ek se do nahin, teen drink le liye, hai na…
Nandini ne haan mein sar hilaaya, Nandlal aage sarak ke uska haath apne baanye haath mein le liye, Nandini thodi si chaunk gayi, par unhe lene diya.
Nandlal: Yaani, dopahar se raat tak hum samdhi se dost ban gaye thhe…Hai na…
Nandini ne unka chehra dekha, kuch kaha nahin, par ab apni hatheli unke haath mein, dheeli kar di, Nandlal ne apna anguttha uspe chalaaya.
Nandlal: Toh doston ke beech sab chalta hai Bhabhi…Kal joh main shorts pehen ke aaya thha na, woh shorts main sirf aapki Bhabhi ke saamne pehenta thha, kal aapke saamne pehna, kyunki socha aap dost hain, aapse kya sharmaana, aapne notice kiya ya nahin, pata nahin, maine uske andar kuch nahin pehna thha…
Nandini chup rahi, Nandlal ne ab dusra haath apne haath mein le liya aur uske dono haathon pe apna anguttha chalaane lage.
Nandlal: Dost peene ke baad ek dusre ko keh ke nahin sote, bas gir jaate hain kahin bhi…Formalities nahin paalte dost…
Nandlal ab sarak ke Nandini ke kareeb aaye, unki taang ab Nandini ki taang ko chhoo rahi thhi.
Nandlal: Pata hai aapko Bhabhi, bahu kal se mere saath jaise rehti hai, waise reh rahi nahin hai…
Nandini se sawaaliya nazron se dekha unhe.
Nandlal: Agar aap nahin hoti kal, toh bahu meri god mein baitthke sar ki maalish karwaati mujhse…
Nandini chaunk si gayi, Nandlal ne haan mein sar hila diya.
Nandlal: Baat baat pe mujhse lipat jaati woh…Hansi mazaak karti, whatsapp ke jokes mujhe padh ke sunaati, chaahe woh kitne hi gande kyun na ho…Agar aap kal nahin aati, toh hum dono 3 Idioits nahin dekhte, koi adult film dekhte saath…Pata hai aise kyun rehti bahu mere saath, aur yahi sab woh aapke saamne nahin kar sakti…
Nandini ne naa mein sar hila diya.
Nandlal: Kyun ki woh mujhse darrti nahin hai…Woh jaanti hai uski kisi bhi baat pe main use daantunga nahin…Woh jaanti hai yeh uska ghar hai, sirf mera ya uske pati ka nahin…Woh jaanti hai iss ghar ka ek hi kaayda hai, khush rehna…Kisi baatka bura nahin maan na, kyunke yeh ghar mein apne hain, gair nahin…Aur apne ek dusre ko daayron mein nahin qaid karte…
Nandini unka chehra taak te rahi. Unke angutthe uske haathon pe chalte rahe.
Nandlal: Bhabhi, hadein hum banaate hain…Na banaaye, toh humein khush hone se koi nahin rok sakta…Khush hona, khulke jeena hamaare haath mein hai, kisi aur ke nahin…Agar hum khush rehna chaahein toh humein koi rok nahin sakta, par hadein bana ke, maryaada ke daayre banaake hum khushi ke raaste kaat detein hain…Galat sahi kaun banaata hai Bhabhi…Samaaj na…
Nandini ne haan mein sar hila diya.
Nandlal: Nahin Bhabhi, hum use banaane detein hain…Kahaan likkha hai ke ek bahu apne sasur se masti mazaak nahin kar sakti…Lipat nahin sakti…Yeh kaayde samaaj ne banaaye hain, aur aap jaise logon ne inhe apnaaye hain, isiliye bahu aapke saamne merese waise nahin rehti, jaise woh rehti hai…Daayra kheencha hai na aapne…
Nandini chup rahi, Nandlal ne uski aankhon mein dekha.
Nandlal: Bhabhi, mere haathon mein aapka haath hai, main aapke saath ek hi bistar pe kareeb baittha hoon, hum samdhi samdhan hain aur meri patni aur aapke pati ka dehaant ho chuka hain…Agar koi samaaj ka thhekedaar iss kamre mein dekhega humein aise, toh kya kahaani banaayega hamaare baare mein aap jaanti hai na?
Nandini ne haan mein sar hila diya.
Nandlal: Par kya hum ne kuch galat kiya…
Nandini ne naa mein sar hila diya.
Nandlal: Par agar bahu iss kamre mein aayi aur humein aise dekha usne, toh pata hai kya kahegi woh, ya kya sochegi woh…
Nandini ne naa mein sar hila diya. Itne mein Komal andar aayi.
Komal: Do saal mein aapne jitni baat mujhse nahin ki hogi, utni baatein aap kal se kar chuke hai maa ke saath..Main hi aap dono ko akela chhod ke maayke chali jaati hoon, hai naa…
Nandlal muskuraaye aur Nandini ke chehre pe muskuraahat aa gayi. Komal kareeb aa gayi, Nandlal ne uski kamar mein apna baanya haath band diye, Nandini ka haath unke daanye haath mein thha. Nandini ne Nandlal ka haath Komal ki kamar mein dekhke andekha kar diya.
Nandlal: Ab yeh apne asli roop mein aa rahi hai…Rotiyaan ban gayi?
Komal: Ban ke thandi bhi ho gayi…Ab chale, chhuhe daud rahe hain pet mein…
Nandlal: Tu chal, bas do minute mein aate hain hum…
Komal chali gayi, Nandlal ne phir Nandini ke dono haath apne haath mein liye, iss baar ek apna pan sa thha usmein.
Nandlal: Aap yahaan hamaare saath tab tak rahengi jab tak aap rehna chaahein, aur yeh soch ke jaane ka faisla nahin karna, ki yeh aapki beti ka sasural hai…Theek hai…
Nandini: Aap chaliye, main change karke aati hoon…
Nandlal: Main bhi…Haath moonh bhi nahin dhoya maine kaam se aake…Milte hain khaane pe…
Nandini ne haan mein sar hilaaya, Nandlal ne do kadam darwaaze ki taraf rakkha, phir palat ke Nandini ke paas aaye.
Nandlal: Bhabhi, aapne mere kehne pe kal maxi pehni thhi, maine aapke kehne pe shorts…Par maine shorts mein kuch pehna nahin thha, socha aaj aap meri baat samajh jaayengi aur ek dost ki tarah……Par aap nahin samjhi, dost aisi baatein samajhtein hain…Khair, khaane pe miltein hain….
Nandlal chale gaye apne kamre mein, Komal intezaar kar rahi thhi khaane ke mez pe, ek taraf se uski maa safed maxi mein aayi, andar bra nahin thhi yeh saaf dikh raha thha, dono nipple uss maxi mein saaf nazar aa rahe thhe.
Komal: Maa yeh maxi kab li tu ne…Nayi hai na…
Nandini: Maxi nayi hai, aur kuch naya nahin nazar aaya…
Komal: Aur kya hai…
Nandini ne apni chhaati pe ishaara kiya. Komal muskura di.
Komal: Maa, yeh ghar mein yeh koi badi baat nahin hai, babuji bhi toh kal tere saamne woh chaddi pehen ke aaye thhe aur andar kuch thha nahin…
Nandini: Besharam…Aisa kahegi apne sasur ke baare mein…
Komal ne apne maathe pe apni hatheli maar di.
Komal: Aapka kuch nahin ho sakta…Aur tu bra nahin pehni hai, iska koi reaction bhi nahin milega unse, unke liye normal hai…Tu aayi hai, isiliye mujhe bra pehenna padh raha hai…
Nandini: Matlab tu aise hi rehti hai unke saamne…
Komal: Haan maa…Ghar mein bhi kahaan bra pehenti thhi main…
Nandlal aaye, Nandini ki nazar phirse unki shorts pe gayi, kal raat jaisi hi shorts thhi aur aaj ujaale mein unke lund ka aakaar saaf nazar aa raha thha usmein. Nandlal ne Nandini ko dekha aur unki nazar uske nipples pe gayi, tan chuke thhe, par Nandlal ne dekhke andekha kar diya. Nandini ko achraj hua ke woh kitna normal behave kar rahein hain.
Komal ne khaana paroste huey apni maa ko dekha.
Komal: Dekha? Kaha thha na…
Nandini muskuraake haan mein sar hila di aur aankhein bhi dikhaayi Komal ko.
Nandlal: Kya dekha…?
Komal: Kuch nahin babuji, aap khaana shuru kijiye, maa beti ki baat hai…
Teeno ne khaana shuru kiya, halki phulki baatein chal rahi thhi.
Nandlal: Aaj baahar chalein Bhabhi, ghoom aate hain, film wagairaah…
Nandini: Jee bhaiyya…
Komal: Aap dono ho aaiyye na…Aaj mera dil nahin hai…
Nandini: Tu bhi chal na…Hum akele kaise…
Nandlal: Jaa saktein hain Bhabhi, par yeh bhi chalegi, main jaanta hoon ise kyun nahin aana…
Nandini: Kyun?
Nandlal: Bhabhi ise apna naya swimsuit pehenke tairna hai pool mein…Aapke saamne yeh pehnegi hi nahin…
Nandini: Pehen le..Main mana nahin karungi, par chal hamaare saath…
Komal ne uski chhaati ki taraf ishaara kiya, Nandlal bhi dekh rahe thhe.
Komal: Haan, ab toh tu pehenne degi, mujhe yakeen hai aur darr bhi nahin…
Nandini phir aankein dikhaayi, Nandlal muskuraayi uski baat pe, Nandini ko bhi hansi aa gayi, teeno hansne lage aur Nandlal ne jee bhar ke uski nipples ko ghoor liya, Nandini ne bhi dekha, aur iss baat ka use acchha bhi laga.
Khaana khaate khaate aur taiyyaar hote hote paanch bajj gaye thhe, Nandlal unhe pehle mall le gaya, Komal ne apne liye ek aur dress le liya aur teeno second floor pe uss dukaan se guzar rahe thhe jahaan se Komal ne apna G-String swim suit liya thha.
Komal ka G-String
Komal: Yahin se liya thha maa..
Itne mein dukaan ki salesgirl ne Komal ko pehchaana aur haath dikhaaya, Komal usse baat karne chali gayi andar, Nandlal aur Nandini baahar corridor ki railing ke paas khade thhe.
Nandlal: Aapne kabhi pehna hai swimsuit Bhabhi…
Nandini: Nahin bhaiyya, aisa mauka kabhi mila nahin…
Nandlal: Pehenna chaahengi?
Nandini ne Nandlal ke chehre ko dekhke muskuraaya. Ek sharaarat si thhi uski aankhon mein.
Nandini: Komal jis swimsuit ko pehenne se darr rahi hai, waisa toh bilkul nahin…
Nandlal muskuraaye aur uske kareeb gaye.
Nandlal: Woh waala dilaane toh mujhe bhi darr lagega…Pata nahin aap kya sochengi mere baare mein…
Nandini: Dost…Ek acchha dost…Wahi sochungi aapke baare mein…
Nandlal aur uski nazar mili.
Nandini: Par woh waala phir kabhi, agar aap dilaana hi chaahte hain, toh koi normal waala…
Nandlal ne haan mein sar hila diya.
Nandlal: Aap joh pasand karengi, wahi lenge…
Dono dukaan ke andar gaye, Komal un dono ko andar aate dekh hairaan thhi, unke kareeb aayi.
Nandlal: Bhabhi ko ek normal sa swimsuit dila de bahu, main zara apne liye kuch shirts dekhke aata hoon…
Komal: Normal sa…Yeh kaisa hota hai maa, tu hi bata dena…Agar maine kuch dilaaya mere jaisa toh phir saamaan pack ho jaayega iska…
Teeno hans diye, Nandlal wahaan se nikal gaye, Komal aur Nandini ne ek select kiya, Komal ko ek phone aaya, usne jawaab diya, suna aur rakh diya, aur salesgirl ke paas jaake use kuch kaha. Shopping ho gayi thhi, Salesgirl ne do bag de diye, Nandini ne poocchha bhi ke do kyun diye thhe, toh Komal ne kaha usne underwear li hai khud ke liye.
Film jaana bana nahin, par pet bhar ke naashta kiya mall ke food court mein, saadhe saat bajj rahe thhe, teeno masti mazaak karte ghar ki or nikle. Ghar pahunchke teeno apne apne kamre mein chale gaye fresh hone, Komal shorts aur sleeveless top mein hall mein aayi, bra nahin pehni thhi, Nandini ke kamre mein gayi toh wahaan uski maa nahin thhi, Komal ne baraamde mein check kiya, wahaan bhi nahin, par baraamde se paani ki aawaaz aayi, Komal bhaagi kitchen ki khidki se dekhne, toh uski maa pool mein utar chuki thhi, Komal hakka bakka ho gayi, woh bhaagi Nandlal ke kamre ki taraf, Nandlal shorts pehenke T-Shirt Chadha hi rahe thhe ke Komal kamre mein bhaagte huey aayi.
Komal: Maa pool mein utri hai babuji, use tairna nahin aata…
Nandlal ne T-Shirt utaar phenka.
Nandlal: Gehri taraf hai ya…
Komal: Use pata nahin hai babuji ke pool beech mein se gehra ho jaata hai, babuji jaaiyye na…
Nandlal bhaage room se aur unke peechhe peechhe Komal daudi, Nandlal jaise hi pool pe pahunche, dekha ki Nandini pool ke gehre hisse mein pahunchke doob rahi thhi, Nandlal ne chhalaang lagaayi chaar second mein uss tak pahunch gaye tez tairke, unhone Nandini ki kamar mein apna daanya haath baandha aur baanye haath se uska haath pakad ke apne kandhe pe rakh diya aur use paani ke level se uncha utthaaya.
Nandlal: Bhabhi chhoti chhoti saansein lijiye, main aapko uttha ke rakhta hoon…
Nandini saansein kheench rahi thhi, Nandlal ne use kuch pal saans lene di, jaise hi woh thodi normal lagi, Nandlal ne ab uski kamar kasi aur use apna haath uske kandhe pe kasne kaha.
Nandlal: Bhabhi pakde rahiye, main aapko uss taraf le jaata hoon…
Nandlal ne uska badan kasa aur apne baanye haath se tairte huey use pool ki uss taraf laaye jahaan woh pool mein khadi ho paati, dono paani mein ab khade thhe aur Nandini normal ho gayi thhi. Nandlal gusse mein thhe.
Nandlal: Keh ke utarna thha na, aapko kuch ho jaata toh…
Komal bhi pool ke kinaare pahunch gayi thhi.
Komal: Maa main saath aati tere, mujhe kyun nahin bataaya…
Nandini chup rahi, Nandlal ne uski kamar mein haath baandha, Nandini ne khud unke kandhe pe apna haath rakha. Dono pool ke kinaare aaye aur Komal ne Nandini ka haath pakad ke use baahar nikaala, Nandlal bhi baahar nikle, jaise hi woh nikle, Komal aur Nandini ki nazrein unki shorts pe gayi, unka lund tan chukka thha aur shorts mein tambu bana chukka thha. Unhonein dono ki nazrein dekhi aur muskuraaye.
Nandlal: Kya karein, jab uttejna badhti hai toh badan ka khoon daudne lagta hai, aur daudke isi jagah aata hai…
Teeno hans diye, par na Nandini ki, na Komal kin azar wahaan se hatt rahi thhi.
Nandlal: Bahu towel de, aur Bhabhi ki maxi kamre mein rakh de, main inka badan sukhaata hoon…
Komal wahin pade pool ke cupboard se ek towel laa ke Nandlal ko de di aur andar chali gayi, Nandlal Nandini ke baal sukhaane lage.
Nandini: Bhaiyya main sukha dungi…
Nandlal ne uski baat ansuni kar di aur ab sar se uski peetth ponchne lage, phir peechhe baitthke uski jaanghein sukhaane lage, Nandini ka badan unke haathon ke dabaav se pighalne laga thha, usne badan dheela chhod diya aur unhe ponchne diya, Nandlal khade hoke uske saamne aaye aur uski chhaati aur pet sukhaane lage, Nandini kin azar unke tane huey lund pe hi thhi, ab woh dheela hone laga thha. Nandlal ne neeche dekha phir Nandini ke chehre pe.
Nandlal: Chaliye, aapka badan sookh gaya aur mere badan ke khoon ne daudna bandh kiya…
Nandini aur woh muskuraaye aur Nandlal ne use uske kamre mein chhod diya, andar Komal Nandini ki maxi nikaale un dono ka intezaar kar rahi thhi.
Nandlal: Aap thoda aaraam kar lijiye…
Nandlal baahar aa gaye, Komal ne apni maa ko gusse se dekha.
Komal: Kyun Maa…Bina bataaye kyun..Kuch ho jaata toh?
Nandini: Kuch hua toh nahin naa…
Komal: Maa tu ne dara diya, babuji bhi…
Nandini: Baitthna, do minute maa ke saath…
Komal: Pehle tu yeh swimsuit se nikal aur yeh maxi pehen le…
Nandini swimsuit se nikal ke maxi Chadha di, woh bistar pe baitth gayi aur Komal ka haath pakad ke uske saamne bittha diya.
Nandini: Tu ne bra nahin pehna…
Komal: Yeh kehne ke liye bitthaaya…
Nandini: Nahin…Aaj bhaiyya jab mere kamre mein aaye, unhone bataaya ke tu gande whatsapp ke joke unhe sunaati hai, lipat jaati hai, adult filmein dekhti hai unke saath…Aur ab bina bra…
Komal: Maa, baat kya hai, saaf saaf bol na….
Nandini: Komal, tera pati do saal se yahaan nahin hai, unki patni ka saalon pehle dehaant hua…Tum dono aise khulepan se rehte ho…Aaj pool pe hum dono ke saamne unka joh haal thha…
Komal ko pata thha uski maa kya kehna chaah rahi thhi, par woh chup sunte rahi.
Nandini: Komal…Kabhi….Kaise kahoon main yeh…
Komal: Khul ke maa…Khul ke bol, main bacchhi nahin rahi…Sab samajhti hoon, par tere moonh se sunna chaahti hoon…
Nandini: Kya kabhi tere dil mein unke liye, ya unke….Chal keh deti hoon…Kabhi baat aage nahin badhi…?
Komal: Seedhe seedhe bol na, ke main unke saath soyi…
Nandini ne uske honthon pe apna haath rakh diya, Komal ne uske haath ko hata diya.
Komal: Maa, aaj pool pe tu ne bhi unki haalat dekhi, kya tujhe kuch laga nahin…
Nandini: Kya keh rahi hai tu, sasur hain tere…
Komal: Sach bol ke dekh na maa…Keh na, kuch laga unhe waisa dekhke…
Nandini chup rehke neeche dekhke ek second sochi, sach bataana hi theek thha. Usne apna chehra utthaaya.
Nandini: Haan laga…Isiliye pooch rahi hoon, kyunki tu ne kaha na ke tu bacchhi nahin rahi…
Komal: Maa, main roz subah apne bistar mein hi utthhi hoon aur babuji apne bistar se…
Baat sach thhi, kal raat bhi Nandlal ke saath maze lene ke baad woh subah apne bistar se utthi thhi aur woh apne. Uski maa taiyyaar nahin thhi itna bada sac hiss samay sun ne ke liye.
Komal: Maa, kuch kehna chaahungi tujhe, shaayad tujhe bura lage, par kehna zaruri hai…
Nandini: Keh de, bahut parde utthe hai yahaan…Sab utth jaane de…
Komal: Maa, mera pati do saal se mere saath nahin hai, babuji ki patni ka dehaant saalon pehle hua hai, aur tere pati ka bhi dehaant saalon pehle hua hai, aur aaj pool ke paas tujhe bhi kuch laga…Maa, bhookh sab ko lagti hai…
Nandini: Chup kar, sasur hain tere woh…
Komal: Haan maa, aur tere samdhi bhi hain, phir bhi tujhe kuch laga na…Maa jab bhookh lagti hai na, insaan insaan ko khaa jaane ke liye majboor ho jaata hai…Baat sasur bahu ya samdhi samdhan ke rishte ki nahin hai…Baat zarurat ki hai maa…Baat bhookh ki hai…Aur bhookh sab ko lagti hai, tujhe bhi lagi thhi pool ke paas…Hai na…
Nandini chup rahi, uska chehre taakte huey, Komal ne bhi uski aankh mein aankh daalke baat ki.
Komal: Maa, ek aakhri baat…Jis din bhookh bardaasht ke baahar ho gayi na, toh mere babuji se acchha uss bhookh ko mitaane ke liye koi dusra nahin hoga, woh toh tu ne bhi dekha hai…Tujhe utthaake paani mein tairen hain aur unki saans phuli bhi nahin….Aur jahaan baat unki aati hai, baat ghar ki chaar deewaaron mein rahegi aur badnaami ka darr nahin rahegi…Aur agar tujhe bhookh bardaasht nahin ho rahi, toh khaa le, mujhse zyaada khush aur koi nahin hoga….
Komal ki iss baat pe Nandini ne use zor ka thappad maar, phir jhattke se use apni baahon mein kheench liya, dono lipat ke rone lage, aansoon thamm rahe nahin thhe, kuch sacchhaaiyaan zarurat se zyaada kadwi hoti hain, aur jisne utna kadwa ghoonth pee liya, woh jee liya….
TO BE CONTINUED

KOMAL KA G-STRING