• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller BADLA 2 (Completed)

Aap kise female lead ke roop me dekhna chahte hai??

  • Archana

    Votes: 69 69.7%
  • Priya

    Votes: 14 14.1%
  • Isha

    Votes: 15 15.2%
  • Koi aur

    Votes: 28 28.3%

  • Total voters
    99

Swaraj

Well-Known Member
6,861
25,841
219
नकाबपोश सर पर कफ़न बांध कर निकला है । यह तो समझा जा सकता है कि वो " बदला " सिद्धेश और उसकी बहन के साथ किए गए जघन्य कृत्य का ले रहा है । और उसके लिस्ट में वो तमाम लोगों का नाम शुमार है जो प्रत्यक्ष या अप्रत्यक्ष रूप से उस कांड में शामिल थे । इसके पहले जिन जिन लोगों की मौत हुई वो सभी उस कांड से जुड़े हुए थे । पर इस बार इन्स्पेक्टर कुलकर्णी के मर्डर के साथ साथ तीन बेकसूर पुलिसियों की भी जान गई । " बदला " काफी विभत्स रूप अख्तियार कर लिया है ।
और जिस तरह से वो पुरे कांड का वाक्या बखान कर रहा है उससे साफ जाहिर होता है कि वो या तो भाई या बहन में से कोई एक है अथवा उन भाई बहन के खासमखास में से कोई एक है । राखी पर भी संदेह किया जा सकता है ।

मुझे तो लगता है सिद्धार्थ एक चिड़ी तक मार नहीं पायेगा । उसके पहले ही सारे काम नकाबपोश निपटा चुका होगा ।

सिद्धार्थ और उसके छोटे भाई कार्तिक का रोल दो खुबसूरत हसीनाओं के इर्द-गिर्द ही न सिमट जाए !
पर जो भी हो , जब जब हसीनाओं की एंट्री होती है , तब शमां में एक मिठास सी छा जाती है । भले ही वो पलक भटनागर ही क्यों न हो ।

दोनों अपडेट्स बेहद ही शानदार थे स्वराज भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
Thanks bro
Naqab posh ka khel shuru ho chuka hai lekin uska target koun koun hai wo aage dekhna hai. Insan badla lene me lag jaaye to kya sahi kya galat, ye baat shayad Kulkarni nahi jaanta tha,sid aaya to hai India me ek kasam ko poora karne ke liye lekin naqab posh kitna shatir hai wo shayad uske samajh ke pare hai, kya sid naqab posh ke saath me apna badla poora kar bhi payega wo dekhna padega Filhal to naqab posh ka palda bhaari hai
Sid ke saath purvi aapko aage dikhegi aur purvi ka role strong hota jayega, kartick aur kavya ka role nahi ke barabar rahega aage, aage kiska number hai wo dekhna Baaki hai
Saath rahiye
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
16,279
40,932
258
DING DONG

surbhi raichand ne darwaza khola to saamne purvi aur sid khade the

"ye Waqt hai ghar aane ka purvi??" surbhi ne sid ki aur dhyan na dete hue bola

"mom ye sid hai na mujhe tution dena chahta hai" purvi boli to sid chaunk pada, use khud pata nahi tha ki purvi usse tution padhegi

"tution?? Why?? Aren't your school and other tution classes enough, oopar se teri boxing wala shauk" Mrs rai chand boli

"mom sid..."

"poora Naam Bolo beta, you know i hate pet names" Mrs rai chand boli to sid ne bhi apna sar jhuka liya

"OK siddharth, sidhhart mujhe maths samjhayega just for few months" purvi boli

"hmm wo dekhenge, tu pehle fresh ho le"mrs rai chand boli aur purvi daudte hue chali gayi

" aunty purvi ke bachpane ke liye sorry, tution dene ka idea mera nahi uska tha, raat kaafi ho gayi thi aur purvi ko drop karna tha isliye use le aaya, agar mera aana aapko acha nahi laga to sorry aage se problem create nahi karunga" sid bola to Mrs rai chand gaur se dekhne lagi sid ko

Koi bhi ladka hota to impress karne me lag Jaata lekin ye ladka na sirf suljha hua hai balki use pata hai ki kaise situation ko tackle karna hai

"tution afar dena chaho to sirf early evening ko dena aur darwaza khol kar" Mrs rai chand bola to sid has pada

"OK aunty" sid haste hue bola to surbhi rai chand bina muskuraye nahi reh paayi

"aur rishte ko sirf dosti tak hi rakhna beta" surbhi boli

"aapki marzi ke bina rishta sirf dosti tak rahega" sid bola

Surbhi kaafi impress hui sid se, Na jaante hue na chahte hue sid kab acha lagne lag gaya pata hi nahi chala surbhi ko

"acha chalta hoon aunty, purvi a gayi to ja nahi paunga" bol sid ne namaste karte hue ek nazar ghar ko dekha aur tez kadmo ke saath chala gaya

Is ladke ke baare me aur janna zaroori hai, bohut kuch janna hai surbhi ko

----------------------------------------------------------------
"Arre dheere idiot duffer" kavya chillakar boli

"maine isliye bola tha cycle me nahi chalte hai" kartick cycle ka paddle maarte hue bola
Is nakchadi ladki ne naak me dum kar rakha hai, aur saste me koi room mil nahi raha warna kab ka room chod deta kartick

"bakwas band karke thoda speed badha le" kavya boli

"chup reh meri Maa speed badha raha hoon" bol kartick ne thoda speed badhaya

Kavya ne apni aankhen band ki, kartick ko kabhi bol nahi paayi lekin jaane anjane me bohut kuch lagne laga hai kartick, indirectly kai baar aise hi close ho paayi thi kavya lekin isse zyada nahi. Kartick ka school me acha khasa ranking aaya tha is baar aur is saal shayad school me to kya shayad poore city me top kare ye ladka

KREEEEECH

"brake kyun maara kartick" kavya ne aankh bina khole bola

Koi awaz nahi thi, Saamne andhere me 5 log khade dikhe use.
Dono cycle se utar gaye

"koun ho aap log??" kartick ne bola

THAKKKKKK

Hockey stick se ek zordar Vaar aur kartick door ja gira. Lekin turant uth khada hua

"kavya, bhago yahan se" kartick ne sab ki aur dekhte hue bola aur kavya ko peeche kar Saamne khada ho gaya

"nahin.... Nahin... Please aap log koun ho?? Aise kyun kar rahe ho??" kavya ghabrate hue boli

CHATAKKKK

kavya bhi gir padi aur ek patthar se sar takraya aur hosh kho baithi

Kartick kood pada un par lekin uske bas me nahi tha akhil se takkar lena

Laat aur ghoose baras rahe the US par

"bula apne chutiye bhai ko aur bata tu kahan hai" akhil ne cricket ka ek wicket ko kartick ke gaal par rakhte hue bola

"sidhhart Mittal tera Baap hai saale, agar use pata chala ki tum logo ne mujhe akele paakar maara hai to sabki maar lega" kamzor lekin buland awaz me bola kartick

"iski to mai" varun gusse se aage aaya to akhil ne rok diya

"ek pair aur ek haath already fracture hai bacche. Baaki ka part sahi salamat chahta hai to bata de apne bhai ko ki kahan hai tu" akhil bola

"maar de saale ko akhil khatam kar de saale ko" dushyant bola

"himmat hai Mittal ke chote bete ko maarne ka. Mera Baap jo karega so karega. Mera bhai tum sab ko Saans lene ke liye bhi tadpayega" kartick bola

"kya karein saale ka"david bola

" pehchaan liya to?? "dushyant bola

" mask hai na, itna mat dar"varum bola

Akhil chup raha, rakhi ki baat sunkar is ladke ko maarna sahi faisla nahi tha, lekin Tyson ki mout ne Paagal bana diya tha

Tabhi police ki jeep aayi, kartick hosh kho chuka tha tab tak. Jeep khadi karke inspector Kulkarni thodi door paidal chal pada us jagah par

"Kulkarni ji??" akhil bola

"Haan ab bhago isse pehle koi a jaaye, mus at khadi karte rehte ho" Kulkarni bola

"aage se nahi hoga Kulkarni ji" bol akhil apne saathiyon ke saath chala gaya

"saala kaise soya hua hai" Kulkarni bola aur kavya ki aur dekha. Girne ki wajah se uska salwar fat gaya tha aur us jagah par inspector ki nazar padi

"wah kya nazara hai bhai, aise hi ek nazara dekhne ko mila tha akhil ke badaulat 5 saal pehle jab prerna ko aise hi....." Kulkarni hasne laga

AAAAHHHHGGGG

AHHHHHHHHGHH

SAHABBBBB KULKARNI SAHABBBBBB

chillane ki awaz sun Kulkarni ne apna pistol nikal liya aur saavdhani se jaane laga apne jeep ki aur aur jeep ki aur Dekhte hi uske roungte khade ho gaye
Ander driver samet 3 policewale mare pade the
Kisi ne berehmi se chaku maara tha poore body me
Lekin kaise????

"koun hai?? Koun hai bastard Saamne aao" Kulkarni apna pistol idhar udhar ghumakar bola

THADDDD

Ek mota sa lohe ka rod haath par pada Kulkarni ke haath par pada aur Kulkarni Dard se uchal pada

THADDDD

turant hi wahi rod Kulkarni ke ghutne par pada aur Kulkarni Dard ke maare chatpatane laga

"aise hi Dard hua tha siddesh ko aur tune us haalat me daudaya tha siddesh ko, hai na Kulkarni" safed naqab pehne shaks bola

"m m mujhe maaf kar do m m mai kuch nahi jaanta, w wo to akhil madarchod tha jiske liye wo kaam kiya tha maine. P please" Kulkarni Jaan ki bheek maangte hue bola

"Bhaag Kulkarni Bhaag. Agar Bhaag paaya to teri galti maaf" naqab posh bola

Kulkarni jaise taise uthkar bhaga, dard ke maare aankhen band thi. Lekin Jaan Hai to jahan hai pata tha Kulkarni ko ek baar theek ho jaaye fir to paatal se bhi khoj nikalega is naqab posh ko aur...

THADDDD

Sahi salamat doosre ghutne me lohe ka rod maar diya naqab posh ne aur wahi gir pada Kulkarni

"sorry Kulkarni irada badal diya hai, wo kya hai tune do goliyan bhi chalai thi na siddesh par" naqab posh bola

"n n nahiiiiiiii" Kulkarni cheekh pada

THANNNNNNNN

THANNNNNNNNKKKKKKK

THAKKKKKKKKKKKK

teen Vaar sar par aur Kulkarni ne dum tod diya.

"ek ek kar sabko oopar Jaana Hai Kulkarni, kal Tyson gaya aaj tu gaya to parsu......" rod wahin fenk kar wahan se chala gaya naqab posh
Wahhhhh jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......
waiting for next update.......
 
Bilal jan

My Attitude your problem 🖕 Your attitude my foot
16,279
40,932
258
"kuch nahi sunna mujhe" shalini Mittal rote hue boli

"lekin maa baat to suno" kartick samjhane laga

"shut up kartick, bohut ho gayi tum dono bhaiyon ki man marzi, kartick you will return by tomorrow and sid you will wrap up the business structure within a week and come back" bhavesh Mittal bole

"papa mujhe samajh me nahi a raha ki aapko kisne aur kaise khabar ki kartick ke baare me??" sid ne poocha

"Baap hoon tum dono ka, pata hai mujhe ki kaise khabar leni hai India se" bhavesh bole

"to jisne khabar di usne bataya nahi ki kartick ka sirf accident hua hai wo bhi maamoli" sid bola

"dekho sid I don't want to argue with you guys, jo maine Keh diya bas Keh diya, tumhari wajah se ek baar shalini par kya beeti thi tumhe pata hai" bhavesh bole

"lekin uncle kartick cycle se hi gira tha aur koi baat nahi hai, mai bhi thi na uske Saath" is baar kavya bol padi

"koun ho beta aap??" shalini ne poocha to kavya ne apne baare me bataya, isse shalini thodi khush ho gayi

"maa isse bhi milo ye hai meri nayi friend purvi" sid ne door khadi purvi ko achanak Saamne khada kar diya

"h hi a aunty" ladkhadati awaz me purvi boli

"Arey beta ghabra kyun rahi ho, is idiot ko to dhang se introduce karwana bhi nahi aata" shalini boli to Purvi ko hasi a gayi

Sid ko isse fark nahi pada, balki wo surf kavya aur purvi ko aage kar shalini aur bhavesh ka faisla badalwana chahta tha, bhavesh ko sirf shalini rok sakti hai aur shalini ko patane ka ek hi tarika hai. Bas apni hone wali bahu ka impression dikha kar baat karwao

"Haan aur pata hai aunty hamesha bhaav khata hai aur kai baar call bhi nahi karta, khana bhi time par nahi khata" purvi ne complaints ka list lamba kiya hua tha

"hmm samajh rahi hoon, sid kaan khol kar sun le, agar meri pyari beti ka dil dukhaya to aisa padega ki naani yaad a jayegi" shalini boli to kavya aur purvi dono zor zor se hasne lage, door leta hua kartick bhi muh chupakar hasne laga

"Baaki haddiyan bhi tudwani hai??" kartick ko haste dekh sid bola to kartick serious ho gaya

"fine, lekin last and final. Agar is baar police ya aisi koi ghatna ghati to dono ko khud yahan aakar le jaunga" bhavesh ne apna faisla suna diya

Purvi aur kavya ne apne numbers share kiye shalini se

Sid kamyab ho gaya tha India se jaane se lekin abhi tak India aakar kuch zyada haasil nahi kiya tha usne, Tyson haath se nikal gaya aur ab ye Kulkarni. Lekin Kulkarni ka zikr to diary me hai hi nahi. Fir???

"bhaiyya lagta hai aapne kuch zyada dushman bana liye hai college me" kavya boli shalini aur bhavesh ka video call khatam hone ke baad

"aisa kyun Keh rahi ho kavya??" sid ne poocha

"kyunki jahan tak mujhe pata hai kartick ke aas Paas itne khatarnaak log nahi rehte aur hame maarne wala Keh raha tha ki apne bhai ko bula wagairah" kavya boli to sid chup raha

"dekhiye bhaiyya straight cut itna kehna chahungi ki jo bhi hai aage se kartick par hamla isliye nahi hona chahiye kyunki wo aapka bhai hai, ho sake to apne dushmanon se khub niptiye aise indirect hame na indulge kijiye" kavya boli

"kavya bhaiyya ko kyun ghasit rahi ho isme??" kartick bola to kavya gusse se kartick ki aur dekhne lagi

"kartick tujhe ache se pata hai ki hamla tujh par nahi balki sidhhart Mittal ke chote bhai par hua tha" kavya baras padi

Sid chup raha to Purvi ke apna haath uske kandhe par rakha

"kavya, pata hai ki tumhare dil me kya chal raha hai lekin kabhi ye janne ki koshish ki ki sid ke dil me kya chal raha hai??" purvi ne poocha kavya se

"ek taraf apne papa ke business ko sambhalna fir apne bhai ki aur dhyan dena aur apni padhai bhi poori karna, ek student aur kitna kar sakta hai??" purvi boli to kartick ka sar jhuk gaya

"pata hai ki kartick par hamla hua aur wo sid ke liye, lekin isme sid ka kya dosh???" purvi samjhana chah rahi thi kavya ko

"aage se tujh par ek aanch nahi aayegi kartick tu bas rest le" sid ne tasalli dena chaha

"agar bharat milap ho gaya to may i come in??" sid ne aankhen band kar di palak nahi atleast abhi nahi

"time zyada nahi loongi, everyone out" bol palak ne darwaza band kar diya aur kartick ki aur dekhne lagi, sid ka bhai dikhta lagbhag sid jaisa hi hai. Bas umra me chota hai

"kaise hua ye sab?? Kisne hamla kiya??" Palak ne poocha

"cycle se gir gaya tha" kartick bola

"cycle se girkar pair aur haath me fracture ho gaya wo bhi wahan jahan poora grassy area hai??" palak ne poocha to kartick idhar udhar dekhne laga

"ek kaan ke neeche padega to tote ki tarah sab bakne lagega" kadak awaz me boli palak to halka sa darr gaya kartick

"m mai sach Keh raha hoon didi mai cycle se gira tha" kartick bola

"didi ke bachhe inspector palak bhatnagar Naam hai mera, Filhal ke liye didi widi band kar aur sach bol" palak boli

Kartick itni buri tarah nahi fasa, agar palak ko sach bata deta hai to bhavesh India se wapas le jayega aur fir kavya se....
Dhat kya soch raha hai wo, kavya to jaise uske khoon ki pyasi....

"hello??? Kaise hua ye sab??" palak ne poocha

"cycle se gira tha cycle se aur sirf cycle se" kartick apni aankhen band karte hue bola to palak ne apna haath uthaya hi tha ki use call a gaya

"jai hind sir....... Hmm... Hmmm.... Ok... Right" bol palak ne apna cap pehen liya aur chali gai tez kadmon ke saath

Kartick ne jab apni aankhen kholi ja chuki thi palak, ek lambi Saans li usne

"waise koun the wo??" ye awaz is baar sid ki thi jo akela aaya tha kamre me, kartick Muskuraya
----------------------------------------------------------------
"lagta hai berehmi se maara gaya hai ye" constable bola to palak chup rahi

"kab tak report milega??" forsenic team se poocha palak ne

"kal tak madam, lekin Haan chod dekh kar itna to hai ki ek baar me nahi balki dheere dheere maara gaya hai" ek forsenic wala bola

"matlab??" palak ne poocha

"jaise ye left wala ghutna pehle toota fir uske baad right wala aur fir...." forsenic wala chup ho gaya

"lekin Baaki do constable ko kyun maara hamlawar ne" palak ne poocha to forsenic wale ke paas koi jawab nahi tha

"you carry on" bol palak sabko dhyan se dekhne lagi
Police par hamla karna koi mazak nahi hai, ek poore patrolling jeep ko khatam kar diya gaya hai poori ki poori Kulkarni ki team ko

Waise to Kulkarni doodh ja dhula nahi tha lekin fir bhi ye hamla seedha media houses ko licence de degi jaisa marzi waisa likhne ka aur already badnam police ko aur thoda footage milega free of cost

Damn it, kisne kiya ye sab??? Jisne Tyson Naam ke ladke ko maara kya usne???

College ke ba chon se pooch taach karne ar hi shayad kuch mile, abhi to bar ek ki aas hai ki aage kuch aur khhon na ho bas, warna poora shahar darr ke saaye me zinda rahega
Wahhhhh jabrdast mindblowing superbbb speechless update.......
waiting for next update.......
 
Naik

Well-Known Member
22,860
80,308

Bahot behtareen shaandaar update bhai
Maa or papa n tow seedha ultimatum de dia tha dono bhai ko wapsa aane k liye lekin hone wali dono bahowo n apni baato se saas or sasur ko mana lia or Sid ko ek or chance mil gaya apne dushmano se badla lene ka
Palak ji n kheech hi dia tha lekin kartik ki qismat achchi thi jo phone aa gaya tow bach gaya
Police ko marana matlab kanoon ka koyi dar nahi or media ko mirch masala lagake news pesh kerne ka mauka mil gaya
Ab dekhte h sid kaise is nakab posh tak pahochta h or palak kaise iss case ko handle kerti h
Har update ka baad kahani or intresting hoti jaa rahi h
Lajawab update bhai
 
Swaraj

Well-Known Member
6,861
25,841
219
"mai bol chuka hoon madam, mujhe kuch nahi pata is maamle me. Tyson ko mare shayad ek mahina bhi nahi hua aur aap is inspector ke mout me hame ghas it hare ho" Akhil bola to palak muskurai

Akhil ko police station bulaya gaya tha bas kuch sawal jawab karne ke liye

"right, mai samajh sakti hoon akhil ki aap ke saath inspector Kulkarni ka koi rishta nahi tha, fir iske mobile me aapke number par kai 7-8 calls aana wo bhi kal raat ko. Strange??" palak boli to Akhil hil kar reh gaya

"madam wo bas Tyson ke mout ke baare me call tha" Akhil palat kar bole. Baat sahi hai Kulkarni ko kal raat usne isliye hi call kiya tha

"hmm justified, lekin ajeeb lagta hai na ki ek police inspector ek college going student ke saath ek khoon ka discussion kar raha hai wo bhi kal raat ko 7-8 baar" palak muskurate hue boli to akhil chup ho gaya

"Filhal don't leave the city, agar fir zaroorat padi to call kar lungi" palak boli aur Akhil chala gaya

"madam, kya lagta hai???" constable ne poocha

"nahi yaar khooni to nahi lagta lekin pata nahi kyun lagta hai sab khoon ke saath kuch to similar hai" palak boli

"hamesha ki tarah aapki ye baat sar ke paar gayi madam" constable bola

"Tyson aur nupur Shrivastav ka khoon usi tarike se kiya gaya hai jaise Kulkarni ko mara hai khooni ne" palak boli

"matlab?? Sab me ek jaisa kya dekha aapne" constable ne fir poocha

"khoon karne ka tarika" palak ne fir zor dekar kaha to constable chup raha

"chaku ko kai baar maara tha nupur ke pet me, jaise gusse se koi apna poora gussa nikal raha ho, Tyson ko bhi usi tarah se chaku maara gaya tha aur is baar Kulkarni ka sar poora fat kar aisa haal ho rakha hai ki dekha tak nahi Jaata " palak boli

"lekin kai baar khoon ka pattern ek jaise hokar bhi case alag alag hote hai madam" constable bola

"hmm shayad sahi Keh rahe ho, lekin pata nahi kyun mujhe lag raha hai ki Saara khoon kisi ek kadi se judi hui hai" palak boli

"mujhe lagta hai koi toofan aane wala hai madam" constable bola

"toofan a chuka hai" palak boli dheere se

"matlab lag raha hai li khooni rukega nahi" palak boli

"fir kya hoga madam?? Kya rok nahi sakti aap ise??" constable ne poocha

"mushkil hai bohut mushkil" palak badbadai

"kuch kaha madam madam??" constable ne poocha

"chai pilao yaar ye baatein baad me karte hai" palak haste hue boli to chala gaya constable chai laane
Lekin palak ki muskurahat turant gayab ho gayi aur ek sakht chehre ke saath kuch sochne lagi
----------------------------------------------------------------
"Kulkarni gaya??" haath paanv fool gaye the sab ke

"lekin akhil pehle to laga tha sidhhart Mittal sab ke peeche hai, are you sure wo nahi hai??" sheetal ne poocha

"wo abhi pata chal jayega, akhil did you call up your sis??" ashika ne poocha

"Hmmm" itna bola akhil aur tabhi mini skirt aur black t shirt me purvi a gayi

"kya hai??why did you call me up??" purvi ne sid se poocha

"kahan thi tu kal shaam??" Akhil ne poocha

"seriously?? Ye poochne ke liye bulaya tha??" bol purvi jaane lagi

"purvi purvi chill, dekh hum kisi se nahi batayenge but please bata de kal kahan thi" rakhi boli is baar

"oh please stop your drama, aur waise bhi i dont ask you guys ki koun kiske Saath kahan gaya tha, everyone should mind their own business. Right??" purvi Akhil ki aur dekh kar boli aur chali gayi

"abhi mummy papa ko batata hoon teri kartoot" bol akhil call lagane laga apne ghar me

"bol beta" surbhi boli

"aapki beti kya gul khila rahi hai pata bhi hai aapko" Akhil bola

"tameez se baat karna hai to baat kar warna phone rakh rahi hoon" surbhi boli

"tameez?? Sidhhart Mittal ke saath har waqt chipki rehti hai aapki beti pata hai aapko??" Akhil gusse se bola

"pata hai, sidhhart ek suljha hua ladka hai akhil, uska family background kaafi strong hai. Academics achi khaadi hai uski aur maths par achi khaasi pakad hai, agar uska ek percent bhi hai tujhme to apni awaz oonchi kar. Aur Haan kal raat ko bhi wo yahan aaya tha baat karke gaya wo, ainda is maamle me mujhe to atleast kuch nahi bolna "bol surbhi ne phone rakh diya

Surbhi ke awaz ne hila kar rakh diya is baar akhil ko

" s sid hamare ghar aaya tha kal raat ko jab hamla kiya tha hamne uske chote bhai par "Akhil bola

" m matlab?? "rakhi ne poocha

" matlab siddharth Mittal khooni nahi hai"minal uth khadi hui

"matlab itne der tak Humne galat aadmi ko target kiya hua tha" ashika ne dono haathon ko apne sar par rakh diya

"Haan thanks to rakhi madam jo is sid ko hathyara banane par tuli hui thi, ab to khush hai aap??" minal ne rakhi ki aur dekhte hue kaha

"agar sidhhart nahi to koun??" Akhil ne poocha

Lekin iska koi jawab nahi tha kisi ke paas
 
Last edited:

aalu

Well-Known Member
3,073
13,083
158
नकाबपोश सर पर कफ़न बांध कर निकला है । यह तो समझा जा सकता है कि वो " बदला " सिद्धेश और उसकी बहन के साथ किए गए जघन्य कृत्य का ले रहा है । और उसके लिस्ट में वो तमाम लोगों का नाम शुमार है जो प्रत्यक्ष या अप्रत्यक्ष रूप से उस कांड में शामिल थे । इसके पहले जिन जिन लोगों की मौत हुई वो सभी उस कांड से जुड़े हुए थे । पर इस बार इन्स्पेक्टर कुलकर्णी के मर्डर के साथ साथ तीन बेकसूर पुलिसियों की भी जान गई । " बदला " काफी विभत्स रूप अख्तियार कर लिया है ।
और जिस तरह से वो पुरे कांड का वाक्या बखान कर रहा है उससे साफ जाहिर होता है कि वो या तो भाई या बहन में से कोई एक है अथवा उन भाई बहन के खासमखास में से कोई एक है । राखी पर भी संदेह किया जा सकता है ।

मुझे तो लगता है सिद्धार्थ एक चिड़ी तक मार नहीं पायेगा । उसके पहले ही सारे काम नकाबपोश निपटा चुका होगा ।

सिद्धार्थ और उसके छोटे भाई कार्तिक का रोल दो खुबसूरत हसीनाओं के इर्द-गिर्द ही न सिमट जाए !
पर जो भी हो , जब जब हसीनाओं की एंट्री होती है , तब शमां में एक मिठास सी छा जाती है । भले ही वो पलक भटनागर ही क्यों न हो ।

दोनों अपडेट्स बेहद ही शानदार थे स्वराज भाई ।
जगमग जगमग अपडेट ।
sanju bhai aapne kahan kee wo nakabposh rakhi bhi ho shakti hain... lekin aisa na hone ka sabse bara karan yeh hain kee,,, jahan se yeh ghatna shuru hui usme ek mukhya bhagidar rakhi bhi thee.... in ghatnao ke shuru hone se pehle hi wo akhil ke baaho mein thii uske bistar par,,,, uske baad hi toh siddhesh ko mara gaya tha aur prerna ka balatkar kiya gaya...

dhokhe kee shuruat toh ussi se hui theee,, baaki kirdar toh baad mein aaye... uska hissab mujhe lagta hain shabse akhir mein hoga... jab usse uski bewafai ka sawal kiya jayega..
 
aalu

Well-Known Member
3,073
13,083
158
sid scott free ho gaya hain in gang waalo kee najro se... sahi bhi hain wo khoooni nahin hain,,, lekin khooni banne kee tagri kosis kar raha hain... vifalta ke saath... maskman prerna nahin hain uske ek karan hain kee jis nirmamta se kulkarni ka sar fora gaya jaisa kee palak ne bataya hain.... itni takat se kisi hatte katte mard ko sambhalna aur wahee itni nirmamta diha ke uspe haawi hona kisi larki ke bas kee nahin...

anyatha wo koi bodybuilder ho... wahee palak kaa in sabhi ghatnao ko jorna wo bhi marne waale ke gusse ke karan toh usne yeh kyun nahin socha kee kulkarni ek ghuskhor gira hua daroga tha.... toh uske kayee dushman ho shakte hain... khair abhi koi raaz khulta nahin dikh raha hain..

lekin in shab baato mein akhil ke ghar mein sid kee kya izzat hain wo pata chal gayee jab uski hi maa ne bete se yeh keh ke latara kee uske barabar ek gun ho to batao...

palak sid ko cornor karne kee kosis kar rahi thee,, usse toh in shab ghatnao ke pechhe kee motive ko pehle khojna chahiye na kee khooni kaun hain... motive pata lagte hi ek step closer ho jayegi wo khooni ke...
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,360
304
संजू भाई.... 'आपकी' पलक से 'काजल' की बू आ रही है Naina जी से पूछ लो :D
Is Kahani ki pragati
Jab banegi sid & palak jodi :protest2:
 
RAAZ

Well-Known Member
3,117
7,510
158
"mai bol chuka hoon madam, mujhe kuch nahi pata is maamle me. Tyson ko mare shayad ek mahina bhi nahi hua aur aap is inspector ke mout me hame ghas it hare ho" Akhil bola to palak muskurai

Akhil ko police station bulaya gaya tha bas kuch sawal jawab karne ke liye

"right, mai samajh sakti hoon akhil ki aap ke saath inspector Kulkarni ka koi rishta nahi tha, fir iske mobile me aapke number par kai 7-8 calls aana wo bhi kal raat ko. Strange??" palak boli to Akhil hil kar reh gaya

"madam wo bas Tyson ke mout ke baare me call tha" Akhil palat kar bole. Baat sahi hai Kulkarni ko kal raat usne isliye hi call kiya tha

"hmm justified, lekin ajeeb lagta hai na ki ek police inspector ek college going student ke saath ek khoon ka discussion kar raha hai wo bhi kal raat ko 7-8 baar" palak muskurate hue boli to akhil chup ho gaya

"Filhal don't leave the city, agar fir zaroorat padi to call kar lungi" palak boli aur Akhil chala gaya

"madam, kya lagta hai???" constable ne poocha

"nahi yaar khooni to nahi lagta lekin pata nahi kyun lagta hai sab khoon ke saath kuch to similar hai" palak boli

"hamesha ki tarah aapki ye baat sar ke paar gayi madam" constable bola

"Tyson aur nupur Shrivastav ka khoon usi tarike se kiya gaya hai jaise Kulkarni ko mara hai khooni ne" palak boli

"matlab?? Sab me ek jaisa kya dekha aapne" constable ne fir poocha

"khoon karne ka tarika" palak ne fir zor dekar kaha to constable chup raha

"chaku ko kai baar maara tha nupur ke pet me, jaise gusse se koi apna poora gussa nikal raha ho, Tyson ko bhi usi tarah se chaku maara gaya tha aur is baar Kulkarni ka sar poora fat kar aisa haal ho rakha hai ki dekha tak nahi Jaata " palak boli

"lekin kai baar khoon ka pattern ek jaise hokar bhi case alag alag hote hai madam" constable bola

"hmm shayad sahi Keh rahe ho, lekin pata nahi kyun mujhe lag raha hai ki Saara khoon kisi ek kadi se judi hui hai" palak boli

"mujhe lagta hai koi toofan aane wala hai madam" constable bola

"toofan a chuka hai" palak boli dheere se

"matlab lag raha hai li khooni rukega nahi" palak boli

"fir kya hoga madam?? Kya rok nahi sakti aap ise??" constable ne poocha

"mushkil hai bohut mushkil" palak badbadai

"kuch kaha madam madam??" constable ne poocha

"chai pilao yaar ye baatein baad me karte hai" palak haste hue boli to chala gaya constable chai laane
Lekin palak ki muskurahat turant gayab ho gayi aur ek sakht chehre ke saath kuch sochne lagi
----------------------------------------------------------------
"Kulkarni gaya??" haath paanv fool gaye the sab ke

"lekin akhil pehle to laga tha sidhhart Mittal sab ke peeche hai, are you sure wo nahi hai??" sheetal ne poocha

"wo abhi pata chal jayega, akhil did you call up your sis??" ashika ne poocha

"Hmmm" itna bola akhil aur tabhi mini skirt aur black t shirt me purvi a gayi

"kya hai??why did you call me up??" purvi ne sid se poocha

"kahan thi tu kal shaam??" Akhil ne poocha

"seriously?? Ye poochne ke liye bulaya tha??" bol purvi jaane lagi

"purvi purvi chill, dekh hum kisi se nahi batayenge but please bata de kal kahan thi" rakhi boli is baar

"oh please stop your drama, aur waise bhi i dont ask you guys ki koun kiske Saath kahan gaya tha, everyone should mind their own business. Right??" purvi Akhil ki aur dekh kar boli aur chali gayi

"abhi mummy papa ko batata hoon teri kartoot" bol akhil call lagane laga apne ghar me

"bol beta" surbhi boli

"aapki beti kya gul khila rahi hai pata bhi hai aapko" Akhil bola

"tameez se baat karna hai to baat kar warna phone rakh rahi hoon" surbhi boli

"tameez?? Sidhhart Mittal ke saath har waqt chipki rehti hai aapki beti pata hai aapko??" Akhil gusse se bola

"pata hai, sidhhart ek suljha hua ladka hai akhil, uska family background kaafi strong hai. Academics achi khaadi hai uski aur maths par achi khaasi pakad hai, agar uska ek percent bhi hai tujhme to apni awaz oonchi kar. Aur Haan kal raat ko bhi wo yahan aaya tha baat karke gaya wo, ainda is maamle me mujhe to atleast kuch nahi bolna "bol surbhi ne phone rakh diya

Surbhi ke awaz ne hila kar rakh diya is baar akhil ko

" s sid hamare ghar aaya tha kal raat ko jab hamla kiya tha hamne uske chote bhai par "Akhil bola

" m matlab?? "rakhi ne poocha

" matlab siddharth Mittal khooni nahi hai"minal uth khadi hui

"matlab itne der tak Humne galat aadmi ko target kiya hua tha" ashika ne dono haathon ko apne sar par rakh diya

"Haan thanks to rakhi madam jo is sid ko hathyara banane par tuli hui thi, ab to khush hai aap??" minal ne rakhi ki aur dekhte hue kaha

"agar sidhhart nahi to koun??" Akhil ne poocha

Lekin iska koi jawab nahi tha kisi ke paas
Bohat sahi sab log confuse huay padey Hai ki aakhir Kaun. Har bar sid per shak aur Har baar munh ki khaa letay hain aur apne is shak ke chakkar me karthick ko aur thok diya. Dekhtay hain Kia ab yah sid ko poori Tarah clean chit detay Hai yah usi per shak kartey Rahege aur Qatil apna kaam karta rahega
 
Kala Nag

Mr. X
Prime
4,343
17,123
159

अब मजा आ रहा है
वाव
देखते हैं आगे क्या होता है
 
Top