- 17,051
- 112,128
- 259
Last edited:
Tum log ek update ko ek update ki tarah hi dekhte ho man. But mein aise nahi dekhta... Mein entire story ko dekhta hu.
Ab tumne 15-20 din wait kiya uss update ke liye. Usme past aa gaya, to tumko maza nahi aaya.
Ab zara uski socho jo abhi abhi aa raha hai jab usko poore 196 update likhe hue mil rahe hai ya fir wo jo baad me ye story padhne aayega, jab ye story complete ho chuki hogi. Kya woh ye sochega ki yaha par past zyada dikha diya??
Nahi!Kyunki, use pata hai uske paas complete story padi hui hai. Past zyada ho, kam ho, farq nahi padta. Uske dil me ye Khushi rahegi ki bhai story complete hai. Aur, past agar itne acche se dikhaya jaa raha hai iska matlab hai ki saare characters par bina kanjoosi ke focus kiya gaya hai. Balki, use toh Khushi hi hogi ki jitna extra material mil raha utna better hai.
But abhi ke readers ko inn sab baaton se koi matlab nahi.Unko main storyline bas dekhni hai. Fir jab kahani khatam ho jayegi, tab yahi readers aake kahenge...
Ki Bhai wo thoda Veer aur Nidhi ke kuchh aur scenes hote toh accha rehta.
Yahi toh dikkat hai. Abhi unka focus ek update par hai. Usme mann mutabik cheezein nahi mili, to update ok ok. Wo ye jaante hi nahi ki agar ye cheezein nahi dikhayi to baad me fir kabhi nahi milengi. Kyunki, mein tab agle project par focus kar raha hounga, ya kya pata mein yaha fir rahu bhi ya na?
Isliye, har character par acchi tarah focus karta hu mein. Kyunki, ek baar ye finish hui toh iss se related koi bhi post nahi aayegi. Poori story cannon hai. Non cannon kuchh bhi nahi. Side updates jaisa kuchh bhi nahi.
Take you time broTum log ek update ko ek update ki tarah hi dekhte ho man. But mein aise nahi dekhta... Mein entire story ko dekhta hu.

Mafi Chata Hu Yadi Meri Bate Buri Lagi Haa Ye Sahi Hai Ki Yadi Puri Story Ke Hisab Se Dekha Jaye Ye Update Behtrin Tha Mere Sabdo Ke Liye Mafi Magta Hu Maine Kewal Ek Update Ko MadeNajar Rakhate Huwe Ye Bate KahiTum log ek update ko ek update ki tarah hi dekhte ho man. But mein aise nahi dekhta... Mein entire story ko dekhta hu.
Ab tumne 15-20 din wait kiya uss update ke liye. Usme past aa gaya, to tumko maza nahi aaya.
Ab zara uski socho jo abhi abhi aa raha hai jab usko poore 196 update likhe hue mil rahe hai ya fir wo jo baad me ye story padhne aayega, jab ye story complete ho chuki hogi. Kya woh ye sochega ki yaha par past zyada dikha diya??
Nahi!Kyunki, use pata hai uske paas complete story padi hui hai. Past zyada ho, kam ho, farq nahi padta. Uske dil me ye Khushi rahegi ki bhai story complete hai. Aur, past agar itne acche se dikhaya jaa raha hai iska matlab hai ki saare characters par bina kanjoosi ke focus kiya gaya hai. Balki, use toh Khushi hi hogi ki jitna extra material mil raha utna better hai.
But abhi ke readers ko inn sab baaton se koi matlab nahi.Unko main storyline bas dekhni hai. Fir jab kahani khatam ho jayegi, tab yahi readers aake kahenge...
Ki Bhai wo thoda Veer aur Nidhi ke kuchh aur scenes hote toh accha rehta.
Yahi toh dikkat hai. Abhi unka focus ek update par hai. Usme mann mutabik cheezein nahi mili, to update ok ok. Wo ye jaante hi nahi ki agar ye cheezein nahi dikhayi to baad me fir kabhi nahi milengi. Kyunki, mein tab agle project par focus kar raha hounga, ya kya pata mein yaha fir rahu bhi ya na?
Isliye, har character par acchi tarah focus karta hu mein. Kyunki, ek baar ye finish hui toh iss se related koi bhi post nahi aayegi. Poori story cannon hai. Non cannon kuchh bhi nahi. Side updates jaisa kuchh bhi nahi.
Bhai aapne bilkul sahi kaha . Hum aapke sath hai . Aap bus story ko complete karna jitna time chahiye utna le lo.Tum log ek update ko ek update ki tarah hi dekhte ho man. But mein aise nahi dekhta... Mein entire story ko dekhta hu.
Ab tumne 15-20 din wait kiya uss update ke liye. Usme past aa gaya, to tumko maza nahi aaya.
Ab zara uski socho jo abhi abhi aa raha hai jab usko poore 196 update likhe hue mil rahe hai ya fir wo jo baad me ye story padhne aayega, jab ye story complete ho chuki hogi. Kya woh ye sochega ki yaha par past zyada dikha diya??
Nahi!Kyunki, use pata hai uske paas complete story padi hui hai. Past zyada ho, kam ho, farq nahi padta. Uske dil me ye Khushi rahegi ki bhai story complete hai. Aur, past agar itne acche se dikhaya jaa raha hai iska matlab hai ki saare characters par bina kanjoosi ke focus kiya gaya hai. Balki, use toh Khushi hi hogi ki jitna extra material mil raha utna better hai.
But abhi ke readers ko inn sab baaton se koi matlab nahi.Unko main storyline bas dekhni hai. Fir jab kahani khatam ho jayegi, tab yahi readers aake kahenge...
Ki Bhai wo thoda Veer aur Nidhi ke kuchh aur scenes hote toh accha rehta.
Yahi toh dikkat hai. Abhi unka focus ek update par hai. Usme mann mutabik cheezein nahi mili, to update ok ok. Wo ye jaante hi nahi ki agar ye cheezein nahi dikhayi to baad me fir kabhi nahi milengi. Kyunki, mein tab agle project par focus kar raha hounga, ya kya pata mein yaha fir rahu bhi ya na?
Isliye, har character par acchi tarah focus karta hu mein. Kyunki, ek baar ye finish hui toh iss se related koi bhi post nahi aayegi. Poori story cannon hai. Non cannon kuchh bhi nahi. Side updates jaisa kuchh bhi nahi.
Yaha Par Sayad Mai Sahi HuThat means wo bhi ju ki tarah hi iss pareshani se joojh rahe hai.
Time will tell everything.
Aisa nahi hai mitr.
Heroines multiple hai. Ek nahi.
Humne abhi sirf Nidhi ka past dekha hai. Ye arc Nidhi ko limelight me laane ke liye hi tha. Abhi baaki female leads line me hai.
Unhe shine karne ki bas deri hai.
Aisa zaroori nahi.
Har character aisa nahi hota ki koi qareebi khatam ho gaya toh ye badle ki bhaav achanak se jaag gayi.
Ab mein hardcore badla lunga. Protagonist khoon taqatvar ho gaya. Andha-dhundh maarne laga. Revenge revenge revenge....
Ye sab south vouth ki movies me sahi lagta hai. Humne Veer ko Golu ko khote dekha hai. Ye toh uske sage dada ji hai. Kya lagta hai? Pehle kya asad padega uss par?
Hume Veer ko apne according nahi chalwana. Hume uske hisaab se chalna hai.Woh kin changes se guzrega. Uske kya bhaav hai. Kya emotions hai. Ye hume samajhna
Jab Arjun yuddh me ladne jaate hai. Tab waha par bhi toh past ko darshaya gaya hai.Yaha Par Sayad Mai Sahi Hu
Attack On Titan Manga Me Jab एरेन येगर Ki Maa Ki Death Hoti Hai To Waha Se Kahani Me Suru Hoti Hai
Mahabharata Me Jab Arjun Ke Bete Ki Maut Hoti Hai Tab Waha Se Kahani me Alag Mod Aata Hai Bas Us Ko Reference Le Kar Ye Bate Kahi Thi
Bura nahi laga mitr. Mein bas apna perspective bata raha hu ki kya difference hai ek author aur ek reader ke perspective me.Mafi Chata Hu Yadi Meri Bate Buri Lagi Haa Ye Sahi Hai Ki Yadi Puri Story Ke Hisab Se Dekha Jaye Ye Update Behtrin Tha Mere Sabdo Ke Liye Mafi Magta Hu Maine Kewal Ek Update Ko MadeNajar Rakhate Huwe Ye Bate Kahi
Aahh!Yaha Par Sayad Mai Sahi Hu
Attack On Titan Manga Me Jab एरेन येगर Ki Maa Ki Death Hoti Hai To Waha Se Kahani Me Suru Hoti Hai
Mahabharata Me Jab Arjun Ke Bete Ki Maut Hoti Hai Tab Waha Se Kahani me Alag Mod Aata Hai Bas Us Ko Reference Le Kar Ye Bate Kahi Thi
App Sahi Hai Writer Sahab Hum Readers Ke Man Me Kewal Aage Ke Jaanane Ki Jigyasa Hoti Hai Wo Story Ko Aage Badta Huwa Dekh Sakte Hai Koi Bhi Writer Ka Us Ke Perspective Samajne Me Kathinai Pata Hai Sayad Yaha Mere Se Ye Bhul Huwi HaiBura nahi laga mitr. Mein bas apna perspective bata raha hu ki kya difference hai ek author aur ek reader ke perspective me.