N
Nice update jaisa aman ne abhay ke sath kiya tha bachpan mein aaj same uske sath bhi hua ,ye dekh achha laga .aman ke dono dosto ka bhi ilaj achhe se hona chahiye .
Sayera ke muh se anjane mein hi uske dil ki baat nikal gyi par usne chhupa liya . Ab abhay thahra naadan wo sayera ki feelings ko samajh hi nahi paaya .
Sandhya ko bura lagta hoga jab uske samne hi abhay shalini ko maa bolta hai par usko tokta tak nahi

.
Dekhna hoga ki mele mei. Kya dhamaal hota hai . Intezaar rahega agle rasprad update ka