Awesome update
Shankar se purani haweli ke kuchh Raj samne aa rahe hai
Udhar sayra jasusi kar rahi hai chhupkr
Sanaya Sandhya ki bahan nikal aayi hai
Raj main hu na ka sahrukh khan ban Raha hai jabrdasti
Uska kirdar boring lagne laga hai kyoki uske Karan chandni ka vayvhar dabkar aa raha hai
Ek CBI Officer college londe ke ajib greeb vayvhar se impress ho rahi hai koi matching nhi lag rahi hai har scene Inka repeat telecast jaise hai ,
Sanaya ab kya kregi kya abhay se dur jayegi, ya abhay ke liye apna payar barkrar rakh payegi,
Shalini kya gav me king ke sath aane wali hai
Agle update ka wait rhega