rupa ka achanak mil jana aur apne pyar ke baare me batana shock jaise tha vaibhav ke liye .
vaibhav ka ye sochna ki wo kabhi rupa se pyar nahi karta tha

bura laga ..sach baat hai ki saare khun kharabe ki jad vaibhav hi hai jo bas ladki aur aurat ko bhogna pasand karta tha .
kya kabhi usko rupa ke pyar ka ehsas nahi hua

. jisne apne pariwar ke baare me na sochkar vaibhav ke baare me socha uska pyar thukrana galat hi hoga .
ab udhedbun me hai vaibhav ki wo kya kare ,ek tarah rupa ek taraf anuradha .