Bhai jaan ek baat aap mujhe bata sakte ho kya aap kahan se kahan tak tempo chalate Ho. Mera bolane ka matlab hai aap kis area mein tempo chalate Ho
All over India, ya sirf merath mein ya Mumbai mein..

Humne aapke tempo Ke karname bahut Sune hain lekin kabhi dekhe nahin hai dekhna chahta hun.

Isliye maine poochha hai aap kahan se kahan tak tempo chalate Ho
