- 322
- 993
- 93
Bhai maine disagree nahi kiya h kisi bhi thoughts se maine apni bawnaye jahir ki h na mujhe bura laga ki usne unko maara hai.Bhai usne kalu aur uske maa ko bina derd diye mara hai ...aur usne clear Kiya hai ke kalu ek mund bhudhi lerka thaa....to usee aage chal ker kafe taklif jhelne pertee....usne kalu aur shudha ko mar ker apna badla liya hai rampal se ...aur esi dark character wale logon ka badla esaa he hota hai ....wo apne dusmano ko jaan se nhi marte ...usee jinda rekhte hai ..aur unhe derd dete rehte hai ....
Aur story me pahele se clear hai ke deva ek dark character hai ...usee hum hero man rhee hai ..per asal me wo ek villen hai...wo apna badla lene ke liye kisi bhi had tak jaa sakta hai ....
Aur rhee baat khamoshi ke ..to jyoti ke yhi KHAMOSHIYAN aaj deva ko esaa bana diya hai...aab mujhe pata chala iss story ka taitel KHAMOSHIYAN kyu hain....
Rahi baat jyoti aur deva ki to mere hisab se jyoti ke pas har wo reason h ya wajah h jo bhi usne kiya h wo majburi , bewkoofi , bholapan , anjan hona kuch bhi ho usne jo kiya h baki writer ki marji hai