- 326
- 999
- 93
waahhh kya update hai… but too dark deva ka kalu aur uski maa ko marna thoda jyada laga ho sakta hai unko maara na ho gayab kiya ho rampal ko tadpane ke liye….
Anu ki to duniya hi loot chuki h ab .. aage uski agni pariksha hai Jyoti ke jaise …
Gunja to pak saaf nikli past mai …. jyoti ke ye bahut aacha kiya khud se haveli aa gai hai…. Ek to kaam aisa kar diya hai usne jo deva ko sukoon pahuchayega …
Par uske abhi itni raaz hai ki deva aur uske beech ki khamoshiyou ki shuruat to ab hogi…
Kuch to reason hoga jo wo chup the ya wo bewkoof hi the … ab dekhte hai deva ka kahar kaise tutta hai us par ….
Jyoti ne kamal ko bhi chod diya sabit karta hai ki beta to wo deva ko hi manti h wo to us uska dil bahlane ke liye beta maan rahi the…
Baki aage dekhte hai kya kya hota hai …
Bahut hi aacha likha hai aapne