• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery ☆ प्यार का सबूत ☆ (Completed)

What should be Vaibhav's role in this story..???

  • His role should be the same as before...

    Votes: 19 9.9%
  • Must be of a responsible and humble nature...

    Votes: 22 11.5%
  • One should be as strong as Dada Thakur...

    Votes: 75 39.1%
  • One who gives importance to love over lust...

    Votes: 44 22.9%
  • A person who has fear in everyone's heart...

    Votes: 32 16.7%

  • Total voters
    192
  • Poll closed .

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,634
117,553
354
Kahani jo hoti he wo lekhak ka ek tarike se man-darpan hoti he, wo uske aantarik vicharon ko darshati he. Yu to samaj me kya chal raha he wo to sabhi dekhte he par dekhne ka najariya alag alag hota he !
Iss kahani me jaha shayad 1970s-80s ka kaal dikhaya gaya he uss hisab se logon ka mindset bhi showcase kiya he lekhak ne.
Sahi kaha...
Kahani ki shuruaat me Vaibhav kaisa tha, mid phase me yani bhabhi ke gaon tak wo kaisa tha aur ab wo kaisa he , isme jameen aasman ka fark he !
Vaibhav me aaye is tarah ke badlaav ki vajah zaahir ho chuki hai...waise bhi samay achhe achho ko badal deta hai to vaibhav kya cheez hai..
Ek aur character ko humne pichhe chhoda wo tha pandit jisne bade bhai ki bhavishyavani ki thi aur Vaibhav ke hath se anguthi nikal ke dusht sapno se mukt kiya tha wo ab nahi dikha, shayad shadi ke bahane bahar aaye.
Wo ek hi character nahi hai bhai...matlab ki bhavisywani karne wale dada thakur ke kul guru the aur mandir wala pandit alag hai. Kul guru ka kahi na kahi zikr abhi aayega kahani me lekin mandir wale pandit ka ab koi zikra nahi ho sakta kyoki wo ek mamuli Patra tha kahani ka jiska sirf utna hi kaam tha jitna usne Kiya...
Rahi bat anuradha ki to wo jaise pahle bataya ke Thakuron ke khandan se he par alag pde he to muze future me uska scope nhi dikhata !
Dekhte hain...
Kusum ki bat kare to wo komal nirmal man ki he, uski he maafi ne uske dono bhaiyon ko bachaya wrna Jagtap chacha ke hathon maare jate !
Par uska vivah Rupchandra se hona uske liye shocking news he, aur Vaibhav ke liye bhi !
Ek hi baar me koi dhaarna nahi bana leni chahiye...abhi to picture baaki hai dost ;)
Kahani apne sarvottam suspense shikhar par pahunch gai he, at least mere hisab se.
Yeah...ju ka hisab kitab galat nahi ho sakta. Afterall ju thakur ho :D
 

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,634
117,553
354
Dono update bahut hi behtarin rahe
Update ka ant bahut hi shocking rha,
Dada thakur apne papon ki mafi ke liye apne divangat bhai ki beti ko aise pariwar ke hatho soupne ke liye teyar ho gaye jisne unke sath har pal chhal kiya hai, ek tarah se kusum ki bali dekar apne pap done ja rahe hai,
Itne bade mukhiya se aise nirnay ki ummid nahi thi wo apne ghar ki beti ki ichha jane bagair uski kismat ka faisala kar liya , kya vaibhav savikar krega ye faisla
Dada thakur ke bare me itna jaldi koi raay mat banaao bhai...dusri baat abhi is baat ka nirnay nahi hua hai ki kusum ka byaah rupchandra se ho hi jayega. So let's see what happens next..
 

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,634
117,553
354
बहुत ही शानदार और लाज़वाब अपडेट है साहूकारो की असलियत उनके घर की औरतों के सामने आ गई और उन्हें ये सुनकर बहुत ही दुःख हुआ है
साहूकारो ने ठाकुर के परिवार के लोगो को मारा इसके बदले में ठाकुर ने साहूकारो के परिवार के लोगो को मार दिया। सजा के तौर पर दोनो को ही सजा होनी चाहिए थी क्योंकि साहूकारो और ठाकुर ने संगीन जुर्म किया है लेकिन ठाकुर महेंद्र ने भविष्य में इनके परिवार के साथ क्या होगा ये सोचते हुए दोनो को ही सजा नही दी ये फैसला बहुत ही अच्छा था अब देखते हैं ये आगे शांति से रहेंगे ।सफेद नकाबपोश अभी तक एक रहस्य बना है
Thanks
 

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,634
117,553
354
अब सोचने वाली बात ये है कि पुलिस को सूचना किसने दी ?????और दादा ठाकुर ने पुलिस वाले को जवाब तो दे दिया लेकिन अब वे नाम के ही ठाकुर रह गए हैं सच में ठाकुर को अपनी गलती पर पछतावा है लेकिन अब पछताने से क्या फायदा इसलिए कोई भी काम सोच समझ कर करना चाहिए जल्दबाजी और गुस्से में कोई भी फैसला नहीं लेना चाहिए ।
Jo hona hota hai wo to ho ke hi rahta hai bhai, baad me koi kaise bhi raay banaye..
 

TheBlackBlood

शरीफ़ आदमी, मासूमियत की मूर्ति
Supreme
79,634
117,553
354
बहुत ही दर्दनाक और दुःख भरा अपडेट है वैभव के बदलने पर किसी को भी विश्वास नहीं हो रहा है लेकिन अब वैभव ने भाभी को वादा कर दिया है कि वह अब बिल्कुल बदल जायेगा
वैभव ने कुछ तो गलत किया है जिसकी वजह से सफेद नकाबपोश उसकी जान का दुश्मन बन बैठा है देखते हैं ऐशा क्या किया है वैभव ने ???
Vaibhav ne apne jeewan me sirf maza kiya hai aur kuch nahi :roll:
 
Top