- 17,616
- 113,234
- 259
Last edited:
werewolf bhai...ek request hai..update dene ka agar samay nahi to koi baat nahi ..hum mahino intezaar kar lenge ..magar ek comment karke apni kahani ke diwaano ko suchit to kar hi sakte hain.....agar meri baat se aapko taqleef hui hai to uske liye main maafi chahunga...dhannywaad
Rihanna & Moon Light जी ही अपडेट के इस लेट लतीफी की दोषी है।Mene already bata diya hai bhai. Update mega update hai. 2 update ke barabar. Jaise hi complete hoga, mein yaha post kar dunga. Time nahi de raha hu.
Ye dono kya Werewolf ko pm me uljhaye hai kya![]()
Ye dono nahi miyaa
Bhai samaj sakte hainYe dono nahi miyaa
Hamari wali ke kaaran updates late ho rahe hai. Usko pata nahi aaj kal kya chaska chadha hai. Roz raat ko 11 ke baad call karti hai aur call pe hi bani rehti hai. Baat karti jaati hai. 1 ke pehle toh Sona hi nahi hai use. Aur uss chakkar me mujhse Kam se kam 2 ghante baat karti hi hai. Yahi jo samay hai mein updates ke liye utilise karta hu mostly.
Magar aaj kal kuch dino se woh yahi routine pe bani Hui hai. Ab mana bhi nahi kar sakta. Usko kaun bataye ki mujhe story likhni hai. Yahi kaaran hai jiske chalte mujhe mera bacha hua samay nahi mil paa raha hai aur updates late ho rahe hai.![]()
Baaki, Rihanna aur Moon Light toh eid ka chaand ho gaye hai.Aur Death Kiñg bhi. Pata nahi kaha chale gaye sab.
![]()
Same situation Bhai but Maine bta Diya hai ki story padta hunYe dono nahi miyaa
Hamari wali ke kaaran updates late ho rahe hai. Usko pata nahi aaj kal kya chaska chadha hai. Roz raat ko 11 ke baad call karti hai aur call pe hi bani rehti hai. Baat karti jaati hai. 1 ke pehle toh Sona hi nahi hai use. Aur uss chakkar me mujhse Kam se kam 2 ghante baat karti hi hai. Yahi jo samay hai mein updates ke liye utilise karta hu mostly.
Magar aaj kal kuch dino se woh yahi routine pe bani Hui hai. Ab mana bhi nahi kar sakta. Usko kaun bataye ki mujhe story likhni hai. Yahi kaaran hai jiske chalte mujhe mera bacha hua samay nahi mil paa raha hai aur updates late ho rahe hai.
Baaki, Rihanna aur Moon Light toh eid ka chaand ho gaye hai.Aur Death Kiñg bhi. Pata nahi kaha chale gaye sab.
![]()
Tum toh bata diye Bhai par same cheez mein nahi kar sakta.Same situation Bhai but Maine bta Diya hai ki story padta hun