Nahi shaitan singh bus property chahta h puri kyo raj ke pita 18 saal ki umra mai bahar chale gaye the wo kya karte the kya nahi iska pata kisi ko nahi tha unhone property chod di thi ab shaitan singh ko lagta h ki raj heesa mangega phir choti chachi ka ladka hisaa mangega toh wo dar raha h usai ye pata h ki agar sachayi bahar ayi ki wo jinda h toh sab mare jayenge..... Wo bache isiliye h ki sahdev uska beta aur biwi mare ja chuke h....
Aur apne sahi kaha maine galti sudhar di h uttarkhand kar diya h thank you.... Aur richa ka role ab sabse tuff rahega ...uski entry solid nahi hogi par kuch aisa jarur karunga jisa.......readers ko bahut pasand ayega...kaptan ek business man h aur Raj ke dushman Up Mp delhi mumbayi mai jayda h ....kyo ye agai clear karunga.AAG bro galti batane ke liye shukriya ......apka review aj bi behtrin aur umda raha...........RICHA...ab karke dikhayegi..