• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Himmat-wala (incest .. adultery .. action .. thriller) (Completed)

How Many Numbers Do You Give To This Story?

  • 100

  • 90

  • 80

  • 70

  • 60

  • 50

  • 40

  • 30

  • 20

  • 10


Results are only viewable after voting.

ANUJ KUMAR

Well-Known Member
2,669
13,383
158
Update: 1
.
.
.
.
Location: Mumbai.........Kotha Rekha Baai
*
*
*
*
*


Kothe par ladkiyan paida hona kaam bhi baat hai ... kothe ki malkin ladki ke paida hone par poore bazaar me mithai bant'ti hai .. un ki khushi dekhne layak hoti hai...kothe par khoob charaghan kiya jate hai ... ladki ki maa ko sab kothe waliyan badhai deti hain .. jaise jaise wo badi hoti hai us ke nakhre uthaye jate hain us ki har khawaish poori ki jati hai ...


lekin wahi jab kisi kothe par koi ladka paida ho jaye to apshagun maana jata hai ... jis ke chalte
us ka jeena haram kar diya jata hai use naali ka keeda bana diya jaata hai...


Kothe par paida hona us ke apne hath me to nahi ye saab to bhagwan hi karne wala hai lekin ye sangdil duniya aur us se badh kar kothon ki dunya ..
Us ladke ki zindagi haram kar di jati hai ... baazar wale aur padosiyon ke kothon me basne wali dunya us ladke ko apna mushtarka kutta samajh leti hain ...


Mere saath bhi aisa hi hua .
Doosron ke liye ye kotha hai lekin mere liye to ye ghar hi tha jahan meri maa aur behen rehti thee meri value us ghar me ek kutte se bhi kam thi sara din ghar ke kaam mujhse karwaye jaate . ghar ki saffai se le kar bathroom ki safai aur bahar se kuch bhi saman lana ho jo is bazar se mil sake us saman ko laane ki zamedari bhi meri thi .. halanke kothe par aur bhi bande the ... rekha baai kisi se bhi kaam karwa sakti thi . lekin najane usay mujhse kis baat ki dushmani thi .. nafrat ki inteha ki had tak thi to rekha aur mere beech ....

agar kisi kaam me late ho gaya to wo maar padti ke tauba hi bhali .. aaj bhi mere jism par bachpan me huye tashaddud ke nishan mojood hain ... mujhe sab bardasht karne ki adat pad chuki thi mera is dunya me meri maa aur behen ke ilawa koi tha bhi nahi ...


Shuru shuru me jab mujhe maar padti thi to maa ke mujhe bachane ke liye kuch bhi na karne par mujhe bohat bura lagta tha lekin baad me maa rekha baai se chup kar mere zakhm par marham laga diya karti thi . har baar nahi kabhi kabhi

Rekha baai ki nazar bohat tez thi wo mujhe gandgi me pade kisi kachre se kam nahi samajhti thi ..
Maa ne kai baar rekha baai ke pair pakde mujhe na maare
Lekin rekha baai ko is koi se koi farq nahi padta tha ..
Rekha baai ka kisi ko ghoor kar dekhna hi qayamat la deta tha bohat ghusse wali thee rekha baai ..


Ek baar maine maa aur apni choti behen ke ghungroo kahin chupa diye the ..jab shaam zaroorat padi to kahin nai mile
Ab ghar me koi bhi cheez idhar udhar ho jaye aur mujh par shak na ho kisi ko Ye ho nahi sakta tha rekha baai mujhe ghoor kar dekhne lagi lekin us ke aise dekhne se mujhe koi farq nahi padta tha.. rekha baai ne mujhe bohat kaha ke main ghungroo la ke doon lekin main nahi maana .. us din saare record hi tod diye rekha baai ne .. pehle wo khud maara karti thee us shaam rekha baai ne kothe ke guard ko mujhe peetne ke liye bol diya .. ..
Pata nahi us harami guard ko mujh par kis baat ka ghussa tha saale ne wo maar lagai mera anjar banjar udhed kar rakh diya ..
Meri cheekhen poore baazar me goonj rahi thee maa aur choti ro rahi thi lekin bachane wala koi nahi tha bohat maar khaane ke baad me behosh ho gaya to mujhe ek gande se kamre me phenk diya gaya ....

Us raat maa bhi mere paas nahi aai
Wo bhi bechari kya kar sakti thi agar wo meri zayada taraf-daari karti to rekha baai maa ko dhamki deti ke agar wo meri fikr zayada karegi to wo mujhe ya meri behen ko kisi ke hathon bech de gi .. ya phir maa ka gangbang karwa degi .. me waqt ke saath saath ye sab jaan gaya tha ..

Us raat rekha baai ko maine nahi bataya ke maine ghungroo kahan chupaye hain majbooran rekha baai ko naye ghungroo laane pade .. maa wo naye ghungroo baandh kar saari raat naachti rahi
Lekin main phir bhi khush tha ke maine kisi ko ghungroo ke baare nahi bataya . Main khush kyun tha mujhe is baare koi andaza nahi tha lekin apni himmat maine tootne nahi di .. roz roz ki maar aur nazar andaz kiye jaane ki waja se main dheet ziddi aur sarkash ho gaya tha ...


Ye waqia tab ka tha jab me 10 saal ka hua tha ..
Ab me 11 saal ka ho gaya tha.
Sara din kaam karna kabhi ghar ki safi kabhi bazaar ka chakkar lagana
Is beech main apne dost ("paanwale uncle"
Main un ko dost hi bolo ga wo umar me mujhse bohat bade the
lekin meri unse bohat jamne lagi thi
Is liye hum dono dost ke jaise baat kiya jarte the

mere dost ka naam ajit hai lekin bazaar me sab usay ajju bolte the... par main us ko ajit bhai hi bolta tha)

Ek din me paan lagwa kar kothe par wapis aaya to shaam ka waqt ho chuka tha maine rekha bai ko paan diye aur andar kamre me chala gaya ..Andar maa aur choti dono bed par bethi thee..

Maa ....... Aaja mera beta yahan beth mere paas tu to mere paas bethta hi nahi

Vijay ..... Baaji tum bhi har waqt masroof rehti ho aur main bhi to saara din kaam me phansa rehta hoon time kahan se nikalon ..
(main maa ke paas bohat kam bethta tha.. mujhe maa ke nachne aur jism faroshi se sakht nafrat thi .. lekin apni maa se nahi .. phir bhi main apni maa ke paas zayada nahi bethta tha jab bhi main maa ke paas bethta tha to meri feeling ajeeb ho jati thi mujhe ghussa aane lagta tha dil karta har taraf aag laga doon ya is kothe ko hi jala doon)

Maa ....... Vijju beta kamre me to mujhe maa bola kar kyun dukh deta hai apni maa ko ...

(Kothe par meri value na hone se mera naam bigad kar vijay se vijju ho gaya tha ek paanwale ke ilawa koi bhi mujhe vijay nahi bolta tha .. par mujhe ghussa nahi aata tha. vijju bhi acha naam hai..)

Priya .... Haan bhai maa ko maa kyun nahi bolte

Vijay .... Arre maa kyun bolon .. me kon sa ghar pe hoon ye kotha hai .. yahan to sirf baaji hoti hai maa nahi hoti tum bhi to sab ke saamne maa ko baaji hi bolti ho ...

Maa ...... (Rote huye) main kya kar sakti hoon mera koi zor nahi chlata yahan par ...

Vijay ..... Baaji to phir sab chhod kyun nahi deti....

Maa ....... Vijju tu abhi chota hai naa sab nahi samjh sakta . yahan se rehai paana na-mumkin hai . agar hum yahan se bhaag bhi jayen to kahan jayenge . hum jaison ke liye ye kotha hi saif hai ...

Vijay ..... Baaji tum har waqt aise hi baatein karti ho priya abhi choti hai kya jab ye jawan ho jayegi to ise bhi apne dhande me laga lo gi .....

Maa ........ Main kuch nahi kar sakti agar galti se kisi ko hamari baaton ki bhanak bhi pad gai naa to pata nahi kya ho jaye ..rekha baai bohat khatarnaak hai agar us ne ghusse me tum ko ya teri behen ko kisi ko bech diya to me to mar hi jaaongi .
Tum kya samjhte ho me apni marzi se nachti hoon ... apne marzi se apne jism ko bechti hoon ... are agar me ye sab apni marzi se kar rahi hoti to mere paas paise hote ...
nachti main hoon raat ko jism bechti hoon lekin paisa saara rekha baai ke paas jata hai . "Ye bol maa apne dupatte ko mohn me daal kar rone lagi "

Yahan khul kar rone par bhi pabandi hai .. choti bhi maa ke gale lag rone lagi.

Kothe par rehte ladki ho ya ladka us ke damag ki age us ki real age se zayada hoti hai meri priya bhi zamane ki sab oonch neech jaan gai thi ...

Priya ..... Bhai jaldi se bade ho jao naa phir hum ko yahan se nikal kar le jaana ... mujhe bhi yahan acha nahi lagta ..

abb me kya kar sakta tha me thehra 11 saal ka ladka
Samajh bhale hi dunya ki saari aa gai thi lekin yahan se maa aur choti ko bhaga kar le jaana na-mumkin tha ..
Rekha baai se panga lena matlab seedha seedha jaan khatre me daalna ..

Main kuch nahi kar sakta tha .. khoon ke ghoont pi kar chup ho gaya

Kuch der baad main bahar aa gaya aur maa lag gai apne dhande par ...

din aise hi katne lage

Sab kuch apni routine par chal raha tha ke ....ek din


Ek Din..

Bagga naam ka ek gunda kothe par aaya us ka bohat tehka tha saath ke doosre shehar me .. agar yahan rekha bai ka danka bajta tha to bagga ke shehar me bagga hi sab gundon kaa baap tha ab gundon kaa baap hai to zahir hai harami bhi sab se zayada ho gaya ..
Rekha baai us se darti nahi thi lekin bila waja us se koi panga bhi nahi lena chahti thi ..

Lekin jo ho hi haramzada usay har koi apne jooton ke neeche hi nazar aata hai
Maa ka naach dekhte dekhte bagga apne hosh kho betha..
us raat maa ko bhi pata kya hua .. maa ne naachte waqt jo gaana gaaya ..
gaana sun mere saath saath baai bhi jhoom rahi thi
mujhe maa ki awaz achi lagti hai
lekin doosre ke saamne dhande ke dauran nahi .. maine bataya tha intro me maa ki personality,figure un ki awaz un ki ankhen koi bhi dekhe to khud par se contol kho de ..

Aaj maa ki awaz me ik dard tha jaise maa andar hi andar tadap rahi hoon .. is liye un ki awaz aaj bohat ghazab ki thi ..

sab cheezon ke gombination ne maa ko aisa show kiya ke bagga khud par contol kho betha ... wo apni jagah se khade hua phir chal kar maa ke paas aa kar maa ka haath pakad liya ...............
.
.

ek dum se poore haal me sannata chha gaya ...

Awesome
UPDATE ::: 15
*************
ABB TAKK
*************

aunty ..... haan haan beta tum yahan hamare bete ban kar reh sakte ho ..

sab ki baatein sun kar main hansne laga.

aunty .... is me hansne ki kya baat hai..??

vijay .... hanso nahi to aur kya karoon aap sab mere baare jaante hi kitna hain aise kaise koi bhi kisi bhi anjaaan ko apne ghar me rehne ke liye bol sakta hai. ye mazaaq nahi to aur kya hai...

aunty .... beta koi anjaan kisi gair ke liye apni jaan khatre me nahi daalta phir tumne kyun apni jaan ko khatre me daal kar meri beti ki izzat lutne se bachai.

vijay ...... wo alag baat hai lekin main yahan nahi reh sakta..


""Kyun nahi reh sakte beta tum yahan"" ek awaz sunaai di

********************************************************
UPDATE ::: 15

ABB AAAGGEEEE


hum sab ne awaaz ki disha me dekha

shetal ... (khushi se chillate huye) papa aap aa gaye.


papa ....haan beta mujhe to aana hi tha. itni badi problem jo ho gai thi.
to is liye mujhe aana hi pada.

dono ladkiyan apne papa ke gale lag gai."natasha apne papa ke gale rone lagi"

natasha ke papa(main unhe uncle hi likhunga) mujhe dekh rahe aur main bhi unki ankhon me dekh raha tha.


*********************************
Short Intro.......
*********************************
harsh chauhaan... age:44 jaane mane businessman hain detail baad me
deksha chauhan.. age:42 wife harsh chauhaan
natasha beti .. age:18
shetal beti .. age:15

*********************************

Kaafi rob aur dab-dabe wala banda lag raha tha achi personality thi.
ooncha-lamba, choda seena, mazboot jism--bada hi shandaar admi lag raha tha. mujhe uncle ki personality dekh bada hi acha laga.

unvle ki personality dekh"akhir mujhe bhi to kuch aisa hi banna tha"

sorry main galat bol "mujhe aisa banna tha k mere jaisa phir koi bann na paye"

uncle..... haan beta bolo tum yahan kyun nahi reh sakte.

vijay..... uncle har kisi ka ghar hota aur ye ghar mera nahi hai.


Aunty .... aise matt bolo beta jab humne tumko apna maan liya hai. to ye ghar tumhara bhi to hua na.


shetal ...... Papa bhai Ko yahan se jane na dena. please papa ... bhai bohat achhe hain...main in ke saath kheloongi."train me dari sehmi si ladki abb ekdum masoom si bann kar bol rahi thi" mujhe meri priya yaad aane lagi.
lekin fir maine apne sarr ko jhatak diya.. filhaal sochon se gurez hi achha hai

uncle ...... to beta ji abb to shetal beti ne bhi tumko apna bhai bana liya hai.
abb to yahi reh jaao. humen bhi beta mil jayega...

Vijay ..... uncle har insaan ki zindagi me koi na koi uljhan hoti hai. mere yahan na rehne ki bhi waja hai.

uncle ....... aur wo waja kya hai. ?????????


Vijay ....... Sorry wo main aap ko nahi bata sakta.......
""maine apne lehje ko sakht banate huye kaha""

""uncle aunty aur dono ladkiyan shocked ""

uncle ...... .huuuuu matlab koi ghambir baat hai.
dekho beta hum tumhen yahan se jaane to denge nahi. agar tumhare saath koi masla hai.to tum humen bata sakte ho. agar tum batana chaho. ho sakta hai k tumhare kisi kaam hi aa jayen.


vijay ....... (Hanste huye) Kuch masle aise bhi hote hain jin ka solution har
kisi ke paas nahi hota.


uncle...... to hum milkar koi raatsa dhoondnge.


Vijay........ aap kuch nahi kar sakte. aur mera yahan rehna na sirf aap sab ki zindagi ke liye khatra hai balke mere yahan rehne se aap ki family ki izzat bhi khatre me aa jayegi.


Uncle ...... dekho beta agar baat khatre ki hai. to hum kisi se nahi darte. aur agar hamari izzat tumhari waja se ja sakti hai. to tum humpar bharosa kar sakte ho. Phir aunty ki taraf dekh kar bole.
ise apni maa samjho aur batao ke masla kya hai kya waja hai tumhare yahan rehne se hamari izzat khatre me aa jayegi. aur abb to tum mujhe bhi bohat pasand aa gaye ho. aur itni choti si umar me itni badi badi baatein kaise kar lete ho. ""uncle ki is baat pe "teeno maa betiyan" hansne lagi.""

uncle ..... daant kyun nikaal rahee ho. mene koi joke sunaya hai kya.

shetal khilkhila kar hanste huye boli

""Papa aap ke aane se pehle maa bhi yahi baat kar rahi thi""
is liye hum sab ko hansi aa gai.


uncle ..... (meri taraf dekh kar) beta bolo kaya kehte ho abb to haan bol do.dekho sab kaise tumhari haan sunne ke liye tumhari taraf hi dekh rahe hain...


""..mujhe bhi lagne laga itne achhe logon ka agar saath mill jaye to mujhe faida ho sakta hai. aur mujhe yahan reh kar kuch ban'na bhi hai. in logon ko chhod kar jaaonga to aise log phir se nahi milenge. mera bhi dil tha in ke paas rehne ka. lekin aise kaise reh sakta tha main. rekha baai ka khatra tha. Kahi meri madad karne ke chakkar me rekha baai in bhale logon ka nuqsan na kar de.
aur doosri baat inko agar pata chala ke main kothe ki paidawaar hoon to inka kya reaction ho ga aur phir agar bahar se koi aisa mil gaya jo mujhe janta ho aur wo aas paas ke logon ko bata de to uncle aunty ki kya izzat reh jayegi. nahi ya to mujhe yahan se chale jana cahiye ya phir mujhe inko sab sach bata dena chahiye.

uncle ..... beta itna kya soch rahe ho. Koi faisla kar liya ho to batao.



""main dono ladkiyon ki taraf dekhne laga abb inke saamne kaise bataon.""

uncle ne notice kar liya main dono ladkiyon ke saamne baat karna nahi chahta aur ladkiyan bhi samajh gai. wo uncle ke bolne se pehle hi jaane lagi.

Dono boli..... maa papa aap bhai se baat karen hum thodi der me aate hain.


dono chali gain.""dono kaafi samajhdaar the""


main bed par beth gaya. aur sochne laga inko kya bataon.


Aunty .....haan beta abb batao asal baat kya hai.


Vijay...... aunty baat bohat badi hai. ya to aap sune hi naa aur agar sun'na hi chahte hain to bura mat manana warna mujhse bardasht karna mushkil ho jayega.

"Meri baat sun ke aunty ki ankhon ke saamne mere behosh hone se pehle ka manzar aane laga.


aunty ... theek hai beta tum batao hum bura nahi manenge..


vijay .... theek hai sun'na hi chahte hain aap dono to phir suniye. main ek tawaif ka beta hoon.


"dono meri baat sunn kar shocked ho gaye"..ek baar dono ne ek doosre ko dekha phir kisi gehri soch me gum ho gaye"

"Kuch der dono khamosh rahe. " phir aunty boli


aunty ....... to beta is me tumhari kya galti hai. ye to bhagwan ka kaam hai. wo jise jahan chahe paida kar de is me tumhari kya galti hai.


vijay ..... kenha asaan hai. us pe amal asaan nahi hai.


uncle....... beta humen isse koi farq nahi padta.Tum kaun ho.?? kis ke bete ho.??hum tumse ye kabhi bhi nahi poochhenge..


vijay....... lekin mujhe farq padta hai mere yahan rehne se aap sab ki izzat khatre me rahegi koi bhi aisa shakhs mil sakta hai. jo mujhe pehchan jaye.To phir aap usko kya jawab denge aur baat aas paas phail gai to is ka asar sab se zayada aap parr hi padee ga. aap betiyon wale hain mere yahan rehte aapki betiyan badnam ho jayengi.dunya ko to bas baat karne ki aadat hai wo aap sab ke dil ki sachhai ko kaise maanegi. aur aap kis kis ka mohn band karenge.
mujhe kya faaraq padega. main to jabse paida hua hoon ye sab sunte aaya hoon.

dono meri ye baat sunn kar phirse chup ho gaye. aur kisi gehri soch me doob gaye...



vijay ...... ""acha aunty ji abb me chalta hoon.""

"""dono apni soch me gum the unko pata hi nahi chala mere kamre se bahar nikalne ka"""
main bhi in bhale logon ke liye kisi pareshani ka bayes nahi ban'na chahta tha.
"haan lekin maine dil me ek faisla kar liya tha jab kisi kaabil ban jaaonga to in logon se mulaqat zaroor karta rahunga"

main chalta hua kamre se bahar nikla phir kothi se bhi bahar nikal gaya.

"maine kothi ki taraf ghor se dekha kahi bhool na jaaon. aur phir kothi par likhe address ko damag ke khane me fitt kar liya" abbmain ek din yahan zaroor aaonga. sab bohat hi mohabbat karne wale log hain.

kothi delhi shehar ke bahri taraf thi.. main apne hi khayaalon me dooba chalta hi ja raha tha. socho ne yalghar ki hui thi sharir ka ang ang dard kar raha tha. lekin abb bardasht karne ki aadat ka faida hone laga tha.

***********************************************
Loation: Harsh Chauhan Home

harsh aur uski beti dono hi apne apne khayalon me doobe huye.kaafi der baad unka dhayan natasha ki awaz se toota. natasha ke saath shetal bhi thi aur natasha ke hath me ek tray tha jispar kuch glaas me juise tha.

natasha ... maa papa aap aise gum-sum kyun bethe hain aur vijay bhai kahan hai."ye sunn dono hadbada gaye. unko pata hi nahi chala vijay kahan gaya"

aunty ..... arre abhi to yahi tha. kahan chala gaya....shetal beta dekho kahi bathroom me to nahi chala gaya.."shetal bhaag kar baathroom me gai lekin door open hi tha aur baathroom khaali" ye dekh shetal rone lagi aur phir bhaag kar poore ghar me vivya ko dhoondne lagi. vijay kothi me hota to milta naa. wo to kab ka kothi se ja chuka tha.
shetal phirse roti hui bhag kar room me aai.."maa papa bhai kahin nahi dikh rahe aap ko to pata hoga bhai kahan chale gaye hain"

abb dono ko apni galti ka ehsaas hua k wo apne khayalon me itna kho k wo behcara vijay is logon se nirash ho kar hi chala gaya.
harsh chauhaan ko khud par ghussa aane laga jis ladke ne uski beti ki izzat aur jaan bachai. wo khud uske liye kuch bhi nahi kar sake aur usay jaane se rok bhi nahi paye.

natasha ke hath se tray to kab ka gir chuka tha. aur bed par beth roye ja rahi thi. aaj pehli baar usay kisi ladke me apne bhai wali feelings aai thi.wo bhi na-jaane kahan chala gaya. aunty bhi nadamat ke aansu bahaye ja rhai thi.
sabse zayada buri halat to shetal ki usne ko kabhi socha bhi nahi tha k uska bhai yahan se chala jayega. thodi si der me usne na-jaane kitne khawab bun liye the.
bhai ke saaath ye karrongi..bhai ke sath wo karrongi..bhai ke saath ghoomne jaaongi..apni saheliyon se apne bhai ko milwaongi..aur bhi najane kitne armaan dil me saja liye the is nanhi si pari ne. sab ke sab chakna-shoor ho gaye the. shetal bechri ki to rone se hichkiyan aane lagi thee. shetal ki halat dekh aunty ne harsh ko hilaya aur kaha..

aunty .... abhi bhi wo zayada door nahi gaya hoga aap ja kar usay dhoond kar layen. harsh chauhaan hadbada kar khada hua. aur bhagta hua bahar a kar apni gaadi nikal kar delhi ki sadkon par vijay ko dhoondne nikal pada. abb dekhte hain harsh chauhaan ko vijay milta hai ya nahi.....peeche kothi me matam chhaya hua tha. thodi der me kitni khush thi sab aur abb saari khushiyon ko kisi ki nazar lag gai thi.
is pariwar ka poore delhi me koi rishtedaar bhi nahi tha.
*********************************************************************************

Location: Delhi

main chalta hua kamre se bahar nikla phir kothi se bhi bahar nikal gaya.

"maine kothi ki taraf ghor se dekha kahi bhool na jaaon. aur phir kothi par likhe address ko damag ke khane me fitt kar liya" abbmain ek din yahan zaroor aaonga. sab bohat hi mohabbat karne wale log hain.

kothi delhi shehar ke bahri taraf thi.. main apne hi khayaalon me dooba hua chalta hi ja raha tha. sochon ne yalghar ki hui thi sharir ka ang ang dard kar raha tha. lekin abb bardasht karne ki aadat ka faida hone laga tha.main shuru se dheeet bhi tha.
dard to bhool kar main apni hi banai khayalon ki dunya me gum chalta raha.

na-jaane kitna door tak chala gaya tha. mujhe koi andaza nahi tha. jab main kothi se nikla to 2:PM ke aas paas ka time to hoga shayad. confirm nahi hai. bas andaza hi tha.

mujhe khayalon ki dunya se bahar nikalne wali ek cheekh thi.
jis me dard tha jaise koi khatre me ho.

maine hadbada kar apne ird-gird ke mahol ko dekha door door tak koi bhi makaan nahi dikhai de raha tha."chalte chalte main itni door kaise aa gaya. mian itna apne khayalon me gum tha ke mujhe pata hi nahi chal"


sansan ilaka tha. road se kaafi door jhadiyon me kuch log dikhe mujhe.
main us taraf ko chal diya. jab wahan pohncha to dekha ek ladki zameen par padi karah rahi hai aur ek aurat ke saath gunde type bande zabarsati kar rahe the.....
Nice update
 
  • Love
Reactions: asadjee

ANUJ KUMAR

Well-Known Member
2,669
13,383
158
update :::: 16
**************
abb takk
**************

kothi delhi shehar ke bahri taraf thi.. main apne hi khayaalon me dooba hua chalta hi ja raha tha. sochon ne yalghar ki hui thi sharir ka ang ang dard kar raha tha. lekin abb bardasht karne ki aadat ka faida hone laga tha.main shuru se dheeet bhi tha.
dard to bhool kar main apni hi banai khayalon ki dunya me gum chalta raha.

na-jaane kitna door tak chala gaya tha. mujhe koi andaza nahi tha. jab main kothi se nikla to 2:PM ke aas paas ka time to hoga shayad. confirm nahi hai. bas andaza hi tha.

mujhe khayalon ki dunya se bahar nikalne wali ek cheekh thi.
jis me dard tha jaise koi khatre me ho.

maine hadbada kar apne ird-gird ke mahol ko dekha door door tak koi bhi makaan nahi dikhai de raha tha."chalte chalte main itni door kaise aa gaya. mian itna apne khayalon me gum tha ke mujhe pata hi nahi chal"
sansan ilaka tha. road se kaafi door jhadiyon me kuch log dikhe mujhe.
main us taraf ko chal diya. jab wahan pohncha to dekha ek ladki zameen par padi karah rahi hai aur ek aurat ke saath gunde type bande zabarsati kar rahe the.....


********************************************************************************
update : 16
*********************
abb aagee
*********************
""ye dekh kar mera damag hi kharab hone laga saala abhi ek hi din hua hai kothe ki dunya ko chhode huye, aur yahan bhi kothe par rehne wali bebas,majboor aur laachar ladkiyon aur auton ki tarha koi bhi koi bhi ladki ho ya aurat mehfooz nahi.
kya koi aisi jaga bhi hai jahan aurat-zaat ki izzat ki jaati ho. har koi aurat ko sirf bhogne ki machine hi samajhta hai. saali dunya jab bhi kisi akeli ladki ya aurat ko dekhti hai to raal tapkane lagti hai harami saale kutte kahi ke""

""mera ghussa aakhri had ko chhone laga mera saara dard kahan gaya mujhe nahi pata. mujhe apni maa ki bebasi yaad aane lagi jab bhi uska uttra hua chehra dekhta tha main sab samajh jaya karta tha. ke maa hi ye aisi halat kyun hai..!!

aaj bhi ek maa ki izzat khatre me thi. aur mere rehte koi ek maa ki izzat ko taar taar kare main uska sarr hi ukhad ke rakh doonga. aaj mujhe apne andar ki dunya hi badli hui mehsoos hone lagi.aisa lagne laga ke mere andar koi jawalamukhi ubal raha ho. aur bahar aane ko bechain ho raha ho...

lekin ek baat thi, main ladai ladna nahi janta tha. is liye sochna pada k aisa kya karoon k us bechari aurat ki izzat bach jaye. kuch samajh nahi aya to time ko barbad na karte huye main bhaag kar ek gunde ke peche aaya aur ek zorrdar laat us ke pichhwade par de maari wo thodi door ja kar gira. lekin tab-tak doosra sambhal gaya. aur meri taraf lapka. mene bhi aage badh kar uske pet pe sar ki takkar de maari takkar kuch zayada hi zorr ki lag gai. wo pet pakad kar thoda peeche hata.
mujhe bhi chakkar aane lage. saala gende ki nasal se tha wo. wo gunda to gira nahi lekin mera sarr chakra gaya. phir Pehle gunde ne aa ke mujhe peeche se laat maari meri gaand hill kar reh gai.


"aaaaaaaaaaaaaaa mamaaaaaaaaaaaaaaa" merrrrrrraaaaaaaaaaaaaaaaa piiiiccccccchhhhhhhwwwwwwaaaaaaadddddddaaaaaaaaaaaa""

""haye maarrrr diyaaa saaale haraaami ne""

"saala apni choton ko to main bhool hi gaya tha". chutdon ka ek baar phirse hashar nashar ho gaya. dil kiya bhaag loon yahan se kahi aunty ko bachane ke chakkar me mere chuttdon ka hi satyanash na ho jaye"

gunde ki lat lagne se main uchhal kar aage doosre gunde ke oopar ja gira. abb sarr ke chakkar to kam ho gaye the lekin chuttdon ka dard jaan nikalne laga.
jis gunde ke oopar me gura usne mujhe apne upar se utha kar side phenk diya.aur dono gunde milkar chal diye us aurat ki taraf.

main ladai me shamil to gaya tha ghusse me aa kar. lekin mujhe to ladna bhi nahi aata tha. ""kya karoon"" abb ladai to ladni hi thi.


""...ladonga nahi to seekhon ga kaise .. aur seekhon ga nahi to apni maa aur behno ko bachaonga kaise..""

aisi soch ke aate hi meri himmat badhne lagi. ek ladki ki awaz sunaai di. wo chekhte huye ""maa utho .. maa utho"" ..bol rahi thi. Maine dekha to dono gunde phir se us aurat par jhapatne Ki tayyari kar rahe the. maine idhar-udhar dekha koi kaam ki cheez mil sake to kuch kiya jaye.

ek chota patthar ka naukeela tukda nazar aaya mujhe. Wo kuch zayada hi chota tha. 4" kaa chote se pathhar ka tukda tha. chalo kuch na kuch to hai shayad is se kaam ban jaye. maine us pathar ki nok ko apni ungliyon ke darmiyan se bahar nikal kar apni muthi ko band kiya aur nok wali side ko ek admi ke sar pe peeche ki taraf zorr se maara lekin wo saala ain moka par achanak se thoda sa ghoom gaya. patthar use laga zaroor. lekin kuch khaas faraq nahi pada. wo satark ho gaya aur doosra gunda bhi ye dekh chokanna ho gaya. abb un dono ko mujhpar ghussa kuch zayada hi aane laga tha.(saala kal ka chokra un gundo se ladega) maine unke man-pasnad kaam me taang jo ghusa di thi.abb wo dono gunde mujhe chhodne wale nahi the. saale dono achanak se mujh par jhapat pade....

meri sehat achi hai jism bhi mazboot hai main kamzor bhi nahi hoon. bas in teen chaar dino me kuch kuch puncture ho gaya tha.lekin wo dono haraam ke jane poore saaand the. mujhse takraye aur me kise bache ki tarha uchalta hua thoda door ja kar dhadam se neeche gira.

"aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa"
main phirse pichhwade ke ball gira ek baar to mujhe din me hi taare nazar aane lage. aise laga main zameen parr nahi zameen parr pade chote chote patthar ke naukeele tukdon par ja gira hoon aur saare chote chote patthar mere pichhwade me ghus gaye hain. meri cheekhen nikalne lagi..
wo haramzaade dono gunde hansne lage ....

""lekin maine ek baat par dhayan zaroor diya tha.""

girte girte bhi "patthar" ko maine apne haath se chhootne nahi diya. ek gunda aage mere taraf aaya aur mere pet parr ek laat marne laga. khud ko pet me padne wali se bachane ke liye maine apne dard ko bardasht karte huye apne hath me mojood patthar ke naukile hisse ko us gunde ke ghutne ke jod par apni bachi khuchi taqat laga kar maar diya. patthar ki nok sahi se uske ghutne par lag gai.

Aaaaaaaaaaa marrrr gayyyyyyyyaaaaaaa ....
ki awaz us veraane me goonj gai aur wo apne ghutne ko pakar langdata hua ek taang par nachne laga. doosra admi kuch der ke liye pehle admi ki taraf dekhne laga usay pata hi nahi chala ke us ke dost ko chot kis cheez se lagi hai. wo is liye thoda surprised tha. maine doosre gunde ke peeche aa kar usay koi moka diye bagair us ke sarr ke pichhli taraf us naukeele pathar se apni poori taqat se warr kar diya.

Kyunki main darr gaya tha agar ab agar main inke hath laga to ye mujhe zinda nahi chhodenge. kyunki maine ek gunday ko zakhmi kar diya tha. in jaise harami admiyon ki nature main achhi tarha se janta tha. mujhe ladna bhale hi na aata ho lekin jis mahol me main raha hoon wahan in jaise haram-zaadon ki dunya basti hai. is liye is dunya ki saari haram-zadgiyon ka knowledge tha mujhe. bas ladna nahi aata tha. jis admi ke maine peeche se patthar maara tha. usay pathar kuch zayada hi lag gaya tha. wo behosh hone ke kareeb tha. pehle wala bhi abhi tak langda raha tha lekin abb tab usne apne dard par kaabu pa loya tha. haan langda zaroor raha tha.


maine uski taraf dekha

""' ohhhhh terrriii bheennnn nu ke..""""

Saale ne chaku nikal liya tha.

mujhe to hath se bhi sahi tarha se ladna nahi aata tha. isne to chaku hi nikal liya tha.. ab kya karoon..???

chaku dekh kar chutdon ke saath saath abb gaand me bhi kuch kuch chubhne laga.saala kahi aaj main marr hi na jaon.

"aise kaise main marr sakta hoon. main yahan marne ke liye to nahi aaya. kuch to karna padega"

maine idhar udhar dekha wo aurat aur ladki abb kaafi door khadi thi.

main us ladki aur aurat ko dekh heran reh gaya"me ladai me inta gum tha ke mujhe in dono ka pata hi nahi chala . "chalo acha hua abb to wo dono safe hain"


Abb is chaku wale se kaise bachoon. itna to mujhe pata tha wo saala abb itna tezi se nahi lade ga langda jo ho gaya tha.
uska chaku dekh kar mujhe laga is doosre gunde ke paas bhi chaku hona chahiye jo behosh pada hai. maine jaldi ne us ki talashi leni shuru ki.

Mujhe uske paas se chaku mil gaya. maine jaldi se chaku nikal kar apne hath me pakad liya.
saala wo langda itni der me mujh tak pohnch gaya tha. isse pehle ke wo mere chaku marta main jaldi se neeche gir gaya.warna mera gala hi cut jata.
wo ek pair se langda ho gaya tha to khud ko sambhaal nahi paaya aur girne laga.
wo gunda mere upar hi girne wala tha, Main jaldi se kalti maar ke side ho kar khud ko bachaya, kahin mujhpar na aa gire, aur mera raam naam satya yahi ho jaye aur maa aur behno wahi kothe pe......

Wo chaku samet apne sathi ke oopar gira us ka chaku uske apne saathi ki hi peeth me ghus gaya. maine der nahi ki. maine jaldi se apne hath ki muthi me dabe patthar se us gunde ke bhi sarr parr waarr kar diya wo bhi neeche gir gaya. phir maine teen baar aur uske sarr pe zorr se us patthar ko phir se maara us ka kaam khatam. Shayad ye bhi behosh ho gaya tha....

Maine usay laat se hila kar dekha wo side me palat gaya lekin behosh tha
maine aurat ki taraf dekha. to wo aur us ki beti meri taraf aa rahi thi.

aurat rote huye mujhe boli.....""Beta me tera kis mohn se shukriya adaa karoon tumne humen bacha liya........

vijay ....... aunty ji aisi baat na karen aurat ki izzat badi keemti hoti hai.


"phir khud me hi bola" is baat ko mujhse behtar kaun jaan sakta hai.

mujhe aapko is halat me dekh kar bohat bura laga. is liye mujhse raha nahi gaya. to aap ki madad kar di.

aunty .... beta tum na aate to mera aur beti ka pata nahi kya hota.


""Maine ladki ki taraf dekha. Darri darri hui si masoom si phatte purane se kapde pehne huye mujhe tukkar tukkar dekh rahi thi...."""

Vijay ..... Aunty aap ka ghar kahan hai.

aunty ....Beta Shehar ke shuru me jo abaadi hai wahan rehti hoon.

vijay ... aap yahan kese aai is veran ilake me ....


aunty. .... beta Yahan se thodi ek aur basti hai. Wahan meri beti ke liye dawayi lene ja rahi to ye gunday raaste me mil gaye. Ye mujhe pehle bhi pareshan karte rehte the. aj mujhe dekh kar ye mere peeche aa gaye.


vijay .... to itni door ja ke dawayi lene jaane ki kya zaroorat thi. aur agar aapko ye gunday pareshan karte the to aapne apne ghar me kisi ko bataya kyun nahi.


aunty .... jahan hum rehte hain wahan ka doctor aaj nahi aaya tha. is liye paas wali basti ja rahe the... (phir rote huye) hamara is dunya me aur koi nahi hai. hum dono maa beti akele hi rehti hai.


Vijay .... gundon ki taraf ishara karte huye.

vijay .... ye dono kaun hain.


Aunty ......""darrte huye"" ye hamare ilake ke awara gunde hain saara din
gunda-gardi karte rehte hain.


Vijay ..... phir to masla ho gaya abb kya karen ye to abb humen bhi nahi chhoden gay.


aunty .... (rote huye) beta in dono ke aur bhi saathi hain abb ye hum maa beti ko utha len jayenge hum to pehle hi dar-ba-dar ki thokren khate huye is jaga aye the. ab kahan jayenge hamare paas to koi thikane bhi nahi.



maine dono gundon ki taraf dekha.


""""Ohhhhhhh terrrrrrrrrrriiiiiiii"""
Nice update
 
  • Love
Reactions: asadjee
Top