- 185
- 651
- 94
Choraha ki waja se is story par frq parh raha hai .
Dekhty hyn aj update aata hay k nahi .
Dekhty hyn aj update aata hay k nahi .

To chalo ek kam karte hChoraha ki waja se is story par frq parh raha hai .
Dekhty hyn aj update aata hay k nahi .![]()
Kash k chorahaa shuru e naaa hoti to e achaaa thaaa
Baat aisi he dosto ki ye dono he kahaniyan aaj ke samay mere liye bahot jaruri hai. Aapko Chauraha agar pasand nahi hai toh beshak usko matt padhiye lekin us kahaani ki wajah se he main pyaarChoraha ki waja se is story par frq parh raha hai .
Dekhty hyn aj update aata hay k nahi .![]()
UchitWo baat toh suni he hogi ki eksaar jiwan jyada samay tak laabhdayak nahi rehta. Badlaav jaruri hai aur mishran bhi.
Baaki agar aapko lagta hai ki Chauraha likhna mera galat fainsla hai toh bhai aap yahi maan lijiye ki wo kahani kahi hai he nahi aur pyaarbar ko main apne vyast jiwan ke bawjood likh raha hu.
Dhanyavaad.
Aaj ka update raat 11 baje haajir rahega. Kuch pal deri ho jaaye toh kripya shaant rahiyega. Update jarur dunga.![]()
Kisi pe filamaya uss se kya sir ji iss situation pe fit baithta haiEnigma sir ji
Bahut pahele ek gana suna tha kis film ka he nahi malum lekin mere khayal se rajes khanna par filmaya gaya tha
Kuch to log kahege logo ka kam he kahana
Chodo bekar ki bato ko kahi bit na jaye rena
Sayad me galat hu devanand par filmaya ho
pyarBaat aisi he dosto ki ye dono he kahaniyan aaj ke samay mere liye bahot jaruri hai. Aapko Chauraha agar pasand nahi hai toh beshak usko matt padhiye lekin us kahaani ki wajah se he main pyaarbar ko aage likh pa raha hu. Wo baat toh suni he hogi ki eksaar jiwan jyada samay tak laabhdayak nahi rehta. Badlaav jaruri hai aur mishran bhi.
Iska ye matlab nahi hai ki mai koyi bhedbhaav kar raha hu dono kahaniyon me. Mera samjhaane ka matalab ye hai ki mujhe lekhan se ek vishraam lena tha mahine 2 mahine ke liye kyonki dimaag aur soch ko bhi thoda araam jaruri hai. Chauraha toh mere dimaag me pichle saal se he daud rahi thi jisne mujhe avkaash lene ki jagah badlaav ko prerit kiya. 2 alag kahaniyan likhte hue main utni thakaan mehsoos nahi karta. Mann jab halka hota hai toh pyaarbar likhta hu aur agar raat me neend nahi aati toh Chauraha ki kuch panktiyan type kar deta hu. Main apne dimaag ka vistaar karna chahta hu bhai na ki isko ek he disha me qaid karna. 2-2 kahani likha yakinan chunoti hai parantu ye sahi bhi hai apne aap ko behtar karne ke liye.
Baaki agar aapko lagta hai ki Chauraha likhna mera galat fainsla hai toh bhai aap yahi maan lijiye ki wo kahani kahi hai he nahi aur pyaarbar ko main apne vyast jiwan ke bawjood likh raha hu.
Dhanyavaad.
Aaj ka update raat 11 baje haajir rahega. Kuch pal deri ho jaaye toh kripya shaant rahiyega. Update jarur dunga.![]()