- 17,313
- 112,686
- 259
Last edited:
Dhanyavad. Jaan ke achha laga ki ju ko pasand aaya.Shuru se lekar ant tak, suspense ka ek aisa jaal buna gaya hai ki har pal kuchh naya, kuchh unexpected hota raha. Vasai ke slaughterhouse ka setting toh dhashu tha - woh veerana, zung laga hua, sookhe khoon ki baasi gandh, timtimata bulb, aur lambi parchhaiyaan, sab kuchh ek aisa mahaul banata hai jo ek sihran paida karta hai.
Yeh jagah ek villain ke hideout ke liye perfect thi, aur iska description itna detailed tha![]()
Yes. The internal conflict as well as the conflict happening outside. The physical brawl.Trisha ka character is update mein jaan dal diya. Ek DSP ke roop mein uski authority aur determination toh ek taraf, lekin uske andar ka emotional conflict usse aur bhi real banata hai. Uska apne pati Rohan se jhooth bolna, Veer ke baare mein chhupana. Aur yehi baat ko lekar uska guilt, uske character mein itni depth daal deta hai.
Yup.Jab woh sade kapdon mein, badge jeb mein chhupaye, pistol aur camouflage jacket ke saath raid ke liye nikalti hai, toh uska yeh roop ekdum badass laga
Lekin jab woh Veer ke baare mein sochti hai, uski beti ko Veer ke dwara bachaye jaane ki yaad dil mein ubharti hai, toh uska ek halki soft side bhi dikhta hai. Yeh duality uske character ko itna compelling banati hai ki uski har ek decision read karne wale ko sahi lagti hai.
Haha. Uss raat isliye update nahi aaya tha. Iss twist par hi work kar raha tha mein. I'm glad people enjoyed it. Ab agle update me sab clear ho jaayega.Ab baat karte hai Dhananjay ya Ranjeet ki - yeh twist toh dimaag hila dene wala tha bhai.
Shuru mein Dhananjay ek typical underworld don jaisa laga. cigarette, beer, khuli shirt, aur woh shaatir muskurahat, sab kuchh ek dangerous desi villain ki vibe deta tha. Uska slaughterhouse mein apne aadmiyon ke saath plan banate hue, Veer ko trap karne ki taiyaari, aur woh bhojpuri mein gaaliyaan. sab kuchh ek perfect antagonist ke roop mein fit baithta tha
Lekin jab reveal hua ki yeh Dhananjay nahi, Ranjeet Mandal hai, toh poori kahani ka angle hi badal gaya. Yeh twist itna unexpected tha ki ek pal ke liye dimaag blank ho gaya tha.
Exactly. Shuru me toh wo poora confident tha. Akhir adda uska tha. Aur, uske khilaaf keval ek Veer. Jo Ranjeet ke nazariye se ek naujavan ladka tha jise bas college aur business tak ka hi seemit gyaan tha.Ranjeet ka backstory - Bihar ka gang leader, drugs smuggling, aur guru ji ke liye kaam karna yeh sab uske character mein ek alag hi raazdaari jodta hai.
Uska apne hi aadmiyon ko jaan boojh kar police ke haathon pakadwana, Veer ko trap karne ka plan, yeh sab uske shaatir dimaag ko dikhata hai. Par uski dimaag ke peeche koye aur hi hai.
Jab uska plan fail hota hai aur ek-ek karke uske aadmi gayab hone lagte hai, tab uski ghabrahat aur dar uske character mein ek naya dimension jodta hai.
Thank God ju ne update ke peechhe ke maqsad ko samjha.Veer ka track toh poori update ka ek mysterious heartbeat tha. Woh kahin nazar nahi aata, lekin uska presence har jagah mehsoos hota hai. Uska naam jab bhi aata hai chaahe Trisha ke dimaag mein, chaahe Dhananjay ke muh se ek mysterious feel pehele update se hi aa rahi thi.
System ka perk - Mystic Stroke ka reveal hona, sab isse aur bhi intriguing banata hai.
Yahi sab hum next update me jaanenge. Saare doubts clear ho jaayenge regarding both Vandna and Ranjeet. Thoda flashback bhi dekhenge hum.Veer ka Vandna ko lekar Parijaat ghar aana aur uska woh thoda intense moment jab woh Vandna ko ghoorta hai, yeh ek aisa cliffhanger tha ki ab agli update ka intezaar bilkul nahi ho raha.
Veer ka character itna enigmatic hai ki uske har ek action ke peechhe ek bada raaz chhupa hua lagta hai.Vandna ka scene toh bas goosebumps wala tha! Jab woh Dhananjay ki maut par paaglon ki tarah hasti hai, toh ek pal ke liye laga ki yeh aurat sach mein pagal ho gayi hai. Uska woh reaction, jo rone ke bajaye hasna tha, usne uske character mein ek ajeeb si raaz daal di.
Vandna ka apne bete ke liye “tha” shabd ka istemal, yeh hint ki asli Dhananjay shayad marr chuka hai, yeh ek aisa plot point hai jo kahani ko ek naya direction deta hai.
Bahut bahut dhanyavad.Action sequences ka toh kya kehna! Slaughterhouse ke andar ka har ek encounter, bandookon ki goli, cheenkhein, aur woh andhera
sab kuchh itna intense tha ki...
Trisha aur Anil ka team kaise strategically slaughterhouse mein ghusne ki koshish karta hai, RAU ka flank karna, aur Dhananjay ke aadmiyon ka resistance - yeh sab ek action movie ke high stakes chase jaisa laga. Nicely done.
That's using the environment. And, Veer is insanely good at that... Even Renshu admits that. And, we have already seen it. Crimson, Jaw Long, Disembowler. Veer smoked them all using their own environment.Generator shed mein aadmi ka current lagna, steel gate ka girna, aur ubalte paani ke tank mein aadmi ka girna yeh sab scenes itne graphic aur thoda horrifying the ki aankhon ke saamne woh dardnaak maut dikhti thi.![]()
It's the late realisation. The realisation hitting upon her that the very thing she wanted to protect... was destroyed by her own hands accidentally.Conveyor belt par Dhananjay ka hook se latka hua shav aur Trisha ka uspar goli chalana, yeh ek aisa moment tha jo thoda horrifying tha Trisha ke liye. Trisha ka guilt aur uska dar ki kahi usne galat se Dhananjay ko maar diya, yeh uske character ko aur bhi insani banata hai,yehi darshata hai ki woh sirf police wali hai koye system holder ya hero nahi. DSP koye aam insaan to nahi hai par hai to ek insaan hi. Feels realistic.
Yeha pe veer ki intelligence bhi dikhaya gaya hai, click! Flash? Usne photo leli jab Trisha ke gun se nilki goli Dhananjay pe lagi. If the situation goes wrong for veer jo ki hoga hi, Isse future mein Veer ko madat milegi. Smart wringing.
He's not a new character. Raman wahi hai jo Slogan ke guru ji ka right hand man tha. Wahi hai ye.Patna ka epilogue Baba ji ka character jo baahar se ek spiritual guru lagta hai, lekin andar se kuchh aur hi hai. usne update mein ek naya layer jod diya. Uska asli naam Raman reveal huya, aur uska Ranjeet ke maut par reaction, yeh sab ek bade conspiracy ka hint deta hai.
Baba ji ka bhand philosophical gyaan aur uske saath hi uska shishya se paise aur suraag mitane ki baat, yeh ek aisa contrast tha jo uske character ko ekdum unpredictable banata hai.
Yahi toh system ka uddeshya hai. Apne host ko taqatvar banaana. System jo karta hai, wo kaise bhi kar ke fate se jud jaata hai. Wahi karwaata hai jo sahi hota hai. Jis disha me badhna chahiye aage. Aur, ye sirf Veer ke system ke saath nahi hai.System aur uska naya perk, Mystic Stroke, nice, nice, nice. Meine ek chhiz notice Kiya hai system ke bare mein, jab bhi veer ko koye jarurat hota hai ye fir future main jarurat padne wali hai system usse uss se related hi skills deta aa raha hai, to Mystic Stroke bhi ek aham hissa hone wala hai for sure.
It's Veer's changed behaviour. It's all Veer. Veer hai jo Pari se minimal baat kar raha hai. Otherwise, Pari toh chaahti hi hai uss se baat karna.Yeh perk painting aur artistry se related hai, jo shayad Veer ke character ke kisi naye aspect ko dikhayega.ya fir kucch raaz jarur khol ke jayega ye perk.
But I'm missing pari kafi samay woh kam dikh rahi hai, I mean woh Veer ke saath hi hai fir bhi you know....
You'll come to know.Ok, 1 thought aaya hai mujhe iss update se ki - Vandana, ho sakti hai uski ancestors Parijaat ghar se belong karti ho?
Bas yunhi aisa thought aaya mujhe.
Rampal nahi man. Woh Raman hai.Dhananjay ka name kyun churaya gaya, beech mein woh mara kaise. Ranjeet ne ye sab rampal ke kehne pe kiya, asali Dhananjay ke mout ke peechhe rampal haath hai? Ya Ranjeet ka? Rampal ye wahi aadmi jo kaye saalon pehele keara ke case mein tha ab saamne aaya. Aise hi kuchh questions ke saath update end hoti hai. Rampal directly to nahi par indirectly veer and story se connect hai.
Thanks a lot. I appreciate it. Ju bhi writer ho toh aur achhe se cheezon ko samajhte hoge compared to the normal readers. Yes. I agree with that statement. Thanks for this massive detailed review.Overall, yeh update action, suspense, mystery, kq mix tha. Ye wala update sabhi update se jayada smartly likha gaya hai. You can claim it ye smart update tha.
Woh thoda typo ho gaya, taxi mein tha tabRampal nahi man. Woh Raman hai.
Saare sawaalo ke jawaab next update me
Beshaq ab full status aur stats me bhi antar dikhega. Next update me shayad mein full status show karunga. But uske liye mujhe kaafi kuchh edit bhi karna padega. Also, ek point ko badhaane ke liye kitne points lagte the ye bhi bata Dena agar yaad ho toh. 100 tha kya?Mein bhool jaata hu. Iss baar note kar ke likh lunga kahi.
I don't think ki veer ne stats upgrade kiye hai jaha tak mujhe yaad hai,jaw long se fight ke baad toh aura vision ko upgrade kiya tha uske alawa toh points ka use hi nahi kiyaWerewolf bhai stats ka confirmation hogaya
163 update mein mention hai
level 8 mein 50 point se ek point stats upgrade karta .
Level 9 mein 75 points se ek point stats upgrade karta hai
Aur abhi level 10 chal raha yani isme increase huwe Toh 100 point ka ek point upgradation hone chahiye .
Waise iss aur confirm karne ke liye kya aap bata sakte hai veer ne Jawlong fight ke baad kya apne point kahi invest kiye hain
Any reader read my comment can you clarify Ki veer ne jaw long fight ke baad apne stats upgrade kiye ho .