- 16,229
- 109,605
- 259
Last edited:
Click anywhere to continue browsing...
Yah bas ek stereotype hai bhai, main mahila mandal Mein raha hun dost bhi mere mahila hi hai jiyada tar aur unke surrounding hi raha hu, ladkiyan bhi pahal karti hai 40% se jiyada karti hai, Sahi se dekha jaaye toh aaj ke jamane mein ladke hi pahal nahi karte, even the ugly once.Ragini ko Veer pasand tha isliye usne pahal ki, warna 99% time ladkiyaan pahal nahi karti.
Ye toh acchi baat hai.your pseudo feminist idea is debunked.
Mera kahana yah nahi tha, Mera kahana tha blaming per, vah Veer ko blame kar rahi hai abhi, iske upar maine kaha hai, feminist wahi karti hai situation create karti hai phir kisi Aur Ko blame karti hai.All in all uska poora focus Veer pe hai toh mujhe nahi lagta ye koi negative point hai. Wo na hi Veer ko hurt karna chaahti hai, na hi uske paison ka use kar use lootna chaahti hai, aur na hi use barbaad karna chaahti hai.
Bilkul nahi, mera keh na woh matlab nahi tha, mera kahana tha society ke mera ko lekar- galti koi aur karta hai aur blaming kisi Aur per.Tum Ragini ko aaj ki ladkiyon se kaise compare kar diye?
Maine Jo dusra reviews diye Hai, samay mile to unhen padhna. Waha iska thoda sa described version Diya Hai.Bhulo nahi ki Ragini ne hi Veer ko panah di thi. Nidhi ke sang wahi pehli aurat hai jisne Veer ko ek aurat ke qareeb hone ka ehsaas dilaya hai.
Obviously likhawat best hai, main aapki likhawat per Sawal nahin utha Raha, main Sawal utha raha tha Ragini pe. Uske character pe, Selfishness, victim blaming, creating a wrong situation pe. Likhawat to mast hai no doubt, isiliye to effect kar raha hai.Rahi baat favouritism ki... Wo sab ki apni apni choice hai. Mera kaam hai likhna. Simple. Aur, Ragini ka ye route best hai.
Intezar rahega!Abhi ke liye itna hi. Fursat hoke aage ka reply karta hu.![]()
Jo ladke pahal nahi karte to wo single hi to rehte hai bhai.Yah bas ek stereotype hai bhai, main mahila mandal Mein raha hun dost bhi mere mahila hi hai jiyada tar aur unke surrounding hi raha hu, ladkiyan bhi pahal karti hai 40% se jiyada karti hai, Sahi se dekha jaaye toh aaj ke jamane mein ladke hi pahal nahi karte, even the ugly once.
Veer se pyaar karti hai, uss par gussa hai toh uss se hi to naraaz hoyegi na? Kisi teesre ko to blame nahi degi. Aur, hume ye bhi dekhna hai ki use system ke baare me kuchh nahi pata. Use kuchh bhi nahi pata Veer kinn kinn musibato se hoke guzra hai. Use ye bhi nahi pata ki wo Disembowler se ladke aaya hai. Uske liye Veer wahi ladka hai jisne use gundo se bachaaya tha, uska devar jis se wo pyaar karne lagi. Simple.Mera kahana yah nahi tha, Mera kahana tha blaming per, vah Veer ko blame kar rahi hai abhi, iske upar maine kaha hai, feminist wahi karti hai situation create karti hai phir kisi Aur Ko blame karti hai.
Galti sirf Ragini ki to nahi hai. Veer agar nahi chaahta tha to boundary create kar sakta tha. Nahi hota uske saath physical. Dur dhakka deke alag kar deta. Physically to Veer hi strong hai na? Aisa to nahi hai ki Ragini uss par haavi ho gayi physically aur Veer se physical relation bana li? Veer capable tha Ragini ko door rakhne me.Bilkul nahi, mera keh na woh matlab nahi tha, mera kahana tha society ke mera ko lekar- galti koi aur karta hai aur blaming kisi Aur per.
Haan haan check karunga wo bhi.Maine Jo dusra reviews diye Hai, samay mile to unhen padhna. Waha iska thoda sa described version Diya Hai.
To yahi to character hai. Har character wise to hoga nahi.Obviously likhawat best hai, main aapki likhawat per Sawal nahin utha Raha, main Sawal utha raha tha Ragini pe. Uske character pe, Selfishness, victim blaming, creating a wrong situation pe. Likhawat to mast hai no doubt, isiliye to effect kar raha hai.
Ragini ko sirf Veer ka pyaar chahiye. Saccha pyaar. Aur, kuchh nahi. Hume ye bhi dekhna chahiye ki wo pehle bhi ek baar dhoka kha chuki hai. Aise me ladko par vishvas dobaara kar ke wo itna aage badhi hai. Uske mann me to aur bhi doubts rahenge ladko ko lekar... Still... Usne sab kuchh diya. Zaahir hai wo nakhre dikhayegi hi. Ragini ki jagah koi bhi hoga to wo bhi yahi sochega ki uska physically istemal kiya gaya hai. Kyu sochega? Uske liye itne updates kaafi hai samajhne ke liye.Mera dikkat Ragini se isliye hai, kyunki Main Veer and Ragini ke situation ko relate kar pa raha hu (not the incest way or divorced way) is situation ko maine bhi jhela hai, even the Ragini ke pair ka paralysis Hona hospital wala scene, mein relate kar pa raha hu. Ab agar aap kisi ke liye itna Kucch karo fir tumhen sunane ko mile ki tum uska physically use kar rahe the, tab kaisa lagega, Dil tutega nahi? Is Situation Mein veer Me hi hu. Isliye relate kar pa raha hun itna.
Pata nahi ju log aise kyun hai, humne toh na kabhi Pahle se approach Kiya aur Na kabhi single rahe10 couple pakdoge to unme se shayad 1 hi mile jaha ladki ne pahal kari ho. Baaki, 9 poore ladke hi honge.
Ju unn rare prajaatiyo me se ho jinme hum bhi shaamil haiPata nahi ju log aise kyun hai, humne toh na kabhi Pahle se approach Kiya aur Na kabhi single rahe![]()
Wahi to na ho raha mujhse ...Ava ki past dikhayi thi jisme usne sirf death flag lagaya tha nothing else...so damian ho skta hai as final boss khud kyon aayegaTake your guesses.
Donon bacche Thodi Hai adult hai, ek commutation ke Bina physical hona yahan per to Ragini hi galat hai pahle veer baad mein.Galti sirf Ragini ki to nahi hai. Veer agar nahi chaahta tha to boundary create kar sakta tha. Nahi hota uske saath physical. Dur dhakka deke alag kar deta. Physically to Veer hi strong hai na? Aisa to nahi hai ki Ragini uss par haavi ho gayi physically aur Veer se physical relation bana li? Veer capable tha Ragini ko door rakhne me.
Kya Ragini ko yah pata nahi fir se dadaji mar Gaye Hai? Is situation mein vah Veer se Aise behave kar rahi hai. System ka pata nahi chalo theek hai. Kya usne per Lage ghav ko nahi dekha?hume ye bhi dekhna hai ki use system ke baare me kuchh nahi pata. Use kuchh bhi nahi pata Veer kinn kinn musibato se hoke guzra hai. Use ye bhi nahi pata ki wo Disembowler se ladke aaya hai. Uske liye Veer wahi ladka hai jisne use gundo se bachaaya tha, uska devar jis se wo pyaar karne lagi. Simple.![]()
Boundary Kya hi create kare, pyaar Hai bolane se pahle hi Sab physical ho gaya! Phir boundary kaisa? You all so know how men's function, Na pyar ka izhaar hua na Kuchh direct sax ho gayi. Aise mein veer kiya boundary create Karega, use bhogne Ko Diya gaya bhog liya.Galti sirf Ragini ki to nahi hai. Veer agar nahi chaahta tha to boundary create kar sakta tha
Aise Mein to Veer ko bhi yahi kahana chahie, Ragini ne veer physically use Kiya.Ragini ki jagah koi bhi hoga to wo bhi yahi sochega ki uska physically istemal kiya gaya hai. Kyu sochega
Toh fir to Apun dono woh rare 1% mein se haiJu unn rare prajaatiyo me se ho jinme hum bhi shaamil hai
Pehli waali ko humne approach kiya tha. Dusri waali ne humko approach kiya. Tab se apun settled hai.![]()
That was good AF bro , writing your thinking then simply debunkedReverse the gender. Hmm, you mean Veer ladki ho aur Ragini ek ladka. Okay.Ab Ragini Veer ko seduce kar raha hai aur Veer uske saath physical relationship rakh leti hai. Okay.
Ab Ragini apna answer maang raha hai lekin Veer use latka rahi hai. It's still the same
Nothing changes even if the genders are reversed. So, your pseudo feminist idea is debunked.
Ab ju log sab Ragini ke selfishness ko Sahi thehra rahe ho to, Vivek bhi to sahi hai apni jagah. Usne khud ki Jaan ki sochi thi bahan. Ragini ke liye Veer bhi to first choice nahi tha, Veer bas ek option tha Ragini ke liye. Jo use waqt use samay use bachaya tha use need thi veer ki. Even veer uska pahla option nahi tha divorce ke baad usne dusre ladkon ko bhi see off kiya tha. Judge karo to a to z judge karo bhai. Main Vivek ko Sahi nahi thahara raha hu aur galat bhi nahi, Ragini ki tarah Vivek bhi apni jagah sahi hi hai.Ragini is a woman who got betrayed