• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Ek yodha

kas1709

Well-Known Member
11,419
12,226
213
Update 129

Meri training ka pehla mahina ek nightmare jaisa tha. Shika ne mujhe subah se lekar raat tak khada rakha talwar chalana, stance pakadna, aur apni body ko discipline dena.

“Zyada zor mat laga,” Shika ne kaha jab maine apni talwar ko ek bure strike ke saath ghoomaya. “Talwar ka wazan mehsoos karo. Force se nahi, balance se kaam lo.”

Main pasine se bheeg chuka tha, haath dard se kamp rahe the. Lekin Shika ke chehre pe koi reham nahi tha.

“Dobara,” usne kaha.

Maine apni saans ko sambhala aur talwar uthai. Shika ne apni talwar ko halka sa ghoomaya ek fluid, effortless motion jo meri talwar ke path ko block kar gayi. Ek second ke andar, uski talwar meri gardan ke paas thi.

“Tum bahut soch rahe ho,” Shika bole. “Talwar ko mehsoos karo socho mat.”

Maine apne thake hue hathon ko dekha. “Lekin bina soche talwar kaise chalau?”

Shika ne apni talwar ko mayan me dala aur meri taraf dekha. “Samay ke saath.”

Agle din, training aur zyada intense ho gayi. Shika ne mujhe ek choti si patthar ki machan pe khada kiya aur ek task diya jo tha, “Balance.”

Main apni talwar ko grip karta raha jab hawa tez hone lagi. Shika ne apni talwar se ek sharp strike kiya main apni talwar se usse block karne ki koshish ki lekin mere pvayu fisal gaye. Main zameen pe gir gaya.

Shika mere upar jhuke “Tum bas apni taqat pe bharosa kar rahe ho. Balance chahiye. aag, dharti, vayu, aakash aur pani ke flow ko samjho. Control karo.”

Maine apni saans ko control kiya aur dobara khada hua. Shika ne mujh par fir se strike kiya is baar main zyada shant tha. Maine apni talwar ko defensive position pe rakha, apni saans ko sambhala, aur strike ko deflect kiya.

Shika ke chehre pe ek chhoti si muskaan aa gayi.

“Shuruvaat achhi hai,” usne kaha. “Lekin yeh sirf shuruvaat hai.”

Do mahine ke baad meri body strong hone lagi thi. Muscles tight ho rahi thi, grip mazboot ho gayi thi. Lekin Shika ke training ka asli test tab aaya jab usne mujhe pehli baar elements ke saath train karne ko kaha.

“aag aur pani ek doosre ke virodhi hai,” Shika bole, apni talwar ko samne pakad kar. “Lekin jab yeh ek saath kaam karte hain… tab asli power dikhti hai.”

Main ek khule maidan me tha. Shika ke talwaar se aag ke chhote chhote flames nikal rahe the.

“aag ko apne talwar me lao,” usne kaha.

Maine apni saans ko control kiya, apni talwar ke wazan ko mehsoos kiya. Maine aag ke liye apni body ke andar ke garmi ko mehsoos kiya ek dhadkan jaisi jo mere haathon tak pahuch rahi thi.

Talwar ke blade ke upar ek laal chamak aayi. Shika ne ek sharp strike kiya main apni aag-wrapped talwar ko lekar aage badha. Talwar ke clash se ek chhoti si chingari nikli.

Lekin fir Shika ne apni talwar se pani ki ek lahar nikali jo mere talwar ke upar girte hi uski flame bujh gayi. Main peeche hat gaya.

“aag ko control karo,” Shika bole. “pani ko dushman mat samjho. Use apna saathi samjho.”

Maine apni saans ko dobara control kiya. Maine aag ko dobara apni talwar me bulaya is baar maine pani ko bhi mehsoos kiya ek thandi sanse jo aag ke garmi ke opposite thi.

Main aage badha. Shika ne pani ka ek doosra strike kiya maine aag ko twist kiya, usse paani ke flow ke saath milaya. Talwar ke blade pe ek laal aur neeli chamak thi.

Shika ne apni talwar neeche ki.

“Ab samajh aaya?”

Maine apni talwar ko neeche kiya, saans tezi se chal rahi thi.

“aag aur pani ek doosre ke virodhi nahi hain,” Shika bole. “Woh ek doosre ki taakat ko balance karte hain.”

Us din ke baad meri training badal gayi. Main sirf aag ya sirf pani pe focus nahi karta tha main dono ko ek saath laane ki koshish karta tha. aag ki garmi ko pani ke thande flow ke saath milana. Strength aur calmness ko balance karna.

Ek din, Shika ne ek bada test diya.

Usne ek bade pani ki lahar ko mere upar bheja. Main aag ke saath strike kiya lekin paani ke flow ko toda nahi. Maine apne andar ki shakti ko balance kiya aag ko paani ke saath milaya. Talwar ke blade pe ek fiery-blue chamak aayi.

Shika ne apni talwar neeche ki. “Bohot accha.”

Maine apni saans ko normal kiya, haath abhi bhi kamp rahe the.

“Ab agla step,” Shika bole. “Tumhe ab sirf aag aur pani nahi… baki elements ko bhi samajhna padega.”

Main apni talwar ke blade ko dekha, jo ab bhi thodi si chamak raha tha. aag aur pani ek saath… lekin abhi dharti, vayu, aur aakash ko samajhna baki tha.

Aur unke liye bhi Main ready tha.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Nice update....
 
  • Like
Reactions: Ek anjaan humsafar

VAJRADHIKARI

Hello dosto
1,484
18,154
144
Update 130

Paanchvein mahine tak, mera sharir mazboot ho chuka tha jahan kabhi sirf kamzori thi, wahan ab majbooti thi. Talvaar ki mutthi mere haathon ko ab chot nahi pahunchata tha. Mera man tez ho chuka tha, mere pratikriya aur bhi tej. Par Shika ne ye sunishchit kiya ki sirf shakti hi kaafi nahi hai.

“Shakti bina santulan ke sirf vinash hai,” Shika bole. “Talvaar ko samjho, apne sharir ko samjho par agar tatvon par niyantran nahi kiya, toh tum mar jaoge.”

Subah, ek patharile maidan par, bijliyon se ghirte asmaan ke neeche, prashikshan shuru hua. Shika apni lathi zameen mein gaad kar khade the, uski aankhein bilkul thandi aur ghehri thi.

“Paanch tatv hote hain,” usne kaha. “Aag, prithvi, pani, vayu… aur aakash.”

"Lekin me toh pahle hi 0ancho tatvon ke astra aur shaktiyon ka istemal kar sakta hoon" mene aatmavishwas se kaha"yaha tak ki mene black flames aur pink flames ko bhi use kiya hai"

"Acha... Phir bhi tumhe agni aur pani ko balance karne me 2 mahine lag gaye " unhone mere aatmavishwas chaknachur karte hue kaha "shakti ka istemal koi bhi kar sakta hai lekin important hai use kabu karna aur santulan banana" ekdum se mere bagal me aa kar "agar tum unhe kabu kar chuke hote toh jungle me bhi unka istemal kar chuke hote aur me kabhi tumhari shakti ko bandh nahi pata"

Uske aise bolne se mera aatmavishwas chaknachur ho gaya aur ab me phir se unke saamne training ke liye aa gaya

Usne ek kadam peeche liya aur apni lathi uthai. “Tatvon ko apni talvaar mein samao.”

Maine aankhein band ki aur apne sharir ke andar ki gati ko mehsoos kiya. Maine prithvi ko bulaya jo mere pairon ke neeche gunj rahi thi. Ek zordaar shakti ka bhaav mere sharir mein daud gaya. Phir maine hawa ko mehsoos kiya jo mere chehre se takra rahi thi.

Neeli bijli meri talvaar ke dhaar par chamak uthi, maine is urja ko aag mein badal diya. Talvaar bhadak uthi.

Shika ne apni lathi ghuma di aur achanak ek majboot aur jordaar pani ka pravah meri talvaar se takra gaya, turant hi aag bujh gayi.

“aag bahut jyada hai,” Shika ne thande swar mein kaha. “Aag sirf kha jaati hai. Yeh sthir nahi rehti.isiliye use kabu me rakho”

Maine gehri saans li aur phir se koshish ki. Is baar, maine hawa ko apne saath bulaya. Hawa mere chaaron taraf ghoom gayi, dhool ko udane lagi. Maine ise apni talvaar ke ird-gird lapet diya, ek tez dhaar banayi.

Shika ne phir apni lathi uthai. Ek jhatke se prithvi fat gayi aur ped ki jade mere pairon ko lapetne lagi. Maine turant talvaar se unhe kaat diya, par jaise hi hawa bikhari, talvaar bhi kamzor pad gayi.

“Hawa bina kendrit kiye bekaar hai.”

Maine zameen pe ek mukka maara. “Tum mujhe adjust karne ka mauka hi nahi de rahi ho!”

Shika ki aankhein tez ho gayi. “Asal yudh mein koi mauka nahi deta ab tak tum yuddh ke maidan me 5 baar mar gaye hote.”

Aur fir usne hamla kar diya.

Aag ka ek tez gola meri taraf badha maine pani ki ek lehar uthai aur use hata diya, ek bhaari dhuaan ud gaya. Par dhund ke us paar maine Shika ki chhaya dekhi tezi se meri taraf aati hui.

Ek patthar ka teela mere neeche se nikla maine chalang lagai, vayu ko apne neeche mehsoos kiya aur surakshit zameen par utaara.

Shika ki lathu mere sir ki taraf ayi jise maine mushkil se roka.

“come on,” Shika bole, uski aankhein ek alag chamak se bhar gayi. “Santulan. Pravah banaye rakho nahi toh maut nischit hai”

Maine haanpte hue peeche kadam rakha.

“Aakash ka kya?” maine poocha.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aaj ke liye itna hi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~
 
krish1152

Well-Known Member
6,254
17,377
188
nice update
 
park

Well-Known Member
12,858
15,304
228

Nice and superb update....
 
parkas

Well-Known Member
31,078
67,210
303

Bahut hi shaandar update diya hai VAJRADHIKARI bhai....
Nice and lovely update....
 
Ek anjaan humsafar

Well-Known Member
2,901
4,007
143

Mind-blowing update ✍️ dear bro, tnq🙏. Paanch tatvon ki santulan banane ki training Abhi chal Rahi hai, bahut khoob 👌. Aapki agli upcoming update ✍️ ki intezar rahegi 😵 humein, Bhai
 
Last edited:

dhparikh

Well-Known Member
11,945
13,764

Top