- 15,840
- 13,768
- 229
Kitni ajib hoti hai na jindagi?? ...
Usse bhi ajib hote hai jindagi jite samay har baar badalne wale waqt me hamare bahar aane wale emotions
Kabhi socha hai akhir kitne prakar ke emotions hote hai hamare life me?
Agar Google karoge to jawab milega 25
Lekin scientific study ki manoge to - human beings can experience over 34,000 different emotions
Hai na hasne wali baat? Itne emotions to ham gin nahi sakte is liye bas kuch 4 prakar ke basics emotions ko hi lete hain
Anger (рдЧреБрд╕реНрд╕рд╛)
Sadness (рдЙрджрд╛рд╕реА)
Fear (рдбрд░)
Happiness (рдЦреБрд╢реА)
Inko ham life me ek different mod pe jake experience karte hain
Lekin in 4ro mese jyada tar emotions ko ham ek sath kab experience karte hain pata hai?
Jab ham pyar me ho
Pata Hai kai log is baat se raaji nahi honge aur kai to aur bhi kuch bolenge
lekin yaha mai apni baat kar raha hu
Abhi mai in charo mese dar,udasi,gusse
ko ek sath experience kar raha hu
Pata hai kyu?
Kyu ki abhi abhi mere dost jiska naam nitin tha usne aake jo kaha wo sunne ke baad har premi ye sab experience jarur karega
Aise Kya they uske shabd bas yahi to aake kaha usne ki
"Aakash bsdk tu yaha cricket khel raha hai aur waha teri Akshda ko wo madarchod lakhan prapose kardiya"
Dar - is baat ka ki jise mai itne shiddat se chahta tha shayad wo aaj kisi aur ki hone wali hai
Udasi - is baat ki agar mai use ab tak himmat karke pyar ka ijhar karta to aaj shayad wo meri hoti
Gussa - is baat ka ki us sale chinal ke chode lakhan ne meri Akshda ko propose karne ki himmat kaise ki
Nitin - lodu kya soch raha hai ab chal jaldi
Mai (gusse me) - kaha huwa ye sab
Nitin - bhai mai pani bhar raha tha sarkari nal se waha tere wali bhi thi aur wo lakhan bhi jab Akshda pani bhar ke jane lagi to lakhan ne usko rok ke sida I love you boldiya aur bola ki uska jawab wapas aane pe de
Wo dono abhi bartan khali karne gaye hai tu chal abhi us lawde ko fodte hai waha pe
Ham baat kar rahe they to tab tak baki dost bhi wahi jama ho gaye they
Aur unhone bhi hami bhari ki ab jo bhi ho aaj lakhan ki amma sarkari nal pe chudke rahegi
Bat aur stumps to they hi pass bas aur kya chahiye tha unhe uthaya aur chal diye sarkari nal ki taraf
Meri Akshda ko propose karega to chodunga thodi
Meri Akshda bas meri ho sakti hai aur kisi ki nahi
Aur aaj ye mai sabko batane wala tha
Halwa thodi he ki koi mere pyar ko aise hi cheen ke le jane ki soche
Pyar se yaad aaya
Akshda se pyar mujhe kab huwa ye mai exact to nahi bata sakta kyu ki ham ek hi gali me rehte hai wo bhi bachpan se sath khel kud ke bade huwe hai kahe to achhe dost they
9th tak same class me they fir mere gharwalo ko mere future ki chinta hui to 10th aur 12th ke bord me achhe marks lane he ye bolke mujhe 3saal ke liye mama ke gaav bhej diya
Aur fir jab 12th ke baad mai wapis aaya to ab bade hone ka ehsaas aur ladke hone ka attitude mujhme agaya tha
To ladki se baat karne se to mai raha nahi
Wese uska aana jana hamare ghar pe laga rehta tha lekin mai bas apne dosto ke sath khush tha
Fir wo din bhi aaya jab se is sabki shurwat hui thi
Wo bhi isi sarkari nal se
Kehne ko toh mera number usse pehle tha lekin
Dost ke sath baat karne ke chakkar me mera dhyan nahi raha aur jab yaad aaya to dekha ki mujhse aage wo badh gai thi
Wo apne bartano me pani bhar rahi thi to kuch bol bhi nahi sakta tha
Lekin meri futi kismat use pani bharne tak nal ka pani chala (band ho gaya) tha
Maine usko dekha to uske chehre pe ek prakar ki khushi thi
Mujhe laga use pani milne ki khushi hogi
Lekin jab baad me usne ghar aake meri Maa ko chugli ki aur meri Maa se daant khate samay jab maine use dekha tab jake mujhe uski khushi ka matlab samjh aaya
Sach kehta hu gussa to bahut aaya lekin kar to kuch sakta nahi tha
Bas fir kya ladki samjh ke jane diya
Iske baad bhi bahut baar aise hi kuch na kuch bato pe usne maa ko meri chugli ki aur maine daant khai
Ab to uske chehre ki khushi dekhta to bhi mujhe gussa ajata tha
Fir jab mere didi ki shadi thi aur unke hatho pe Akshda mehandi nikal rahi thi tab didi ne mujhe pass bithaya tha aur bato bato me hamare bachpan ki baate nikali
tab maine uske chehre ki wo khushi fir se dekhi
Aur mujhe yaad aayi wo bachpan ki dost jisko har baar mai sataya karta tha aur ulta uske ghar shikayat le jaya karta tha
Aur Bhi bahut si bate thi jaise
"mitti aur daant hamne sath me khai hai"
Jinko batane ka matlb nahi hai lekin mujhe wo sab yaad araha tha
Uske baad shadi me kuch khas nahi huwa
Bas hamari normal si baat hui aur fir shadi ke 10 mahine bitne ke baad aaj tak bilkul nahi hui
Lekin ab jab bhi use mai dekhta to mujhe bachpan ke din yaad aaya karte
Ab toh uska wo khushi bhara chehra bhi mujhe achha lagne laga tha
Aur fir uske chehre ki khushi meri khushi ki wajah kab bani pata bhi nahi chala
Bas itna jaan lo ki ab uske chehre ko dekhne ke liye hi mai subhah uthta hu aur raat ko us chehre ko yaad karte huwe so jata hu
Khair..
Baat kare abhi ki toh Akshda sirf meri hai aur us madarchod lakhan ko mai fodne wala hu ye clear he
Ham log sarkari nal se pehle hi ruk gaye aur ye tay kiya ki mai aur nitin pehle waha jayenge aur jab wo lodu meri akshda se baat karne wala hoga usse pehle hi mai kuch bhi karke usse panga lunga fir dosto ke sath milke uski kutai kar dunga
Plan ke mutabik baki dost ruk gaye aur ham dono aage Jane lage
Jab ham pass pahuche to dekha ki
Abhi waha bas akshda khadi thi aur apne bari ka intazaar kar rahi thi
Is baar bhi waise hi thi ek dam khush
Jise uske chehre pe dekh kar hamesha mai uske pyar me beh jata tha
Aur ab bhi wahi sab mehsus kar raha tha
Jis wajah se gusse se bhara huwa mai shant hone laga
Teji se chalna chhod ke ab dhire dhire aage kadam badha raha tha
Mai aage badh raha tha ki uski najar 1 second ke liye mujhpe padi aur fir wo uski pyari si muskan aur badi ho gayi
Mujhe samjh nahi aaya kyu lekin agle hi pal jab Lakhan mere piche se aage badha to usi waqt mai wahi thehar gaya
Mujhe ruka dekh nitin mujhse puchne laga
Nitin - Aakash ruka kyu dekh wo lawda aage gaya hai chal jaldi
Uski baat sunke maine apni aankhe band ki aur wo sare pal yaad kiye aur fir piche mudte huwe nitin se bola
Mai - chal chhod nitin wapas chalte hain
Ye bolke mai wapis Jane laga to nitin ne mujhe roka
Nitin - Bhosdike tu pagal ho gaya hai kya Abe wo use haa bol degi to kya jhant ukhadega jindagi bhar
Uski baat sunke maine uske gale me bahe dali aur aage badhte huwe kaha
Mai - dekh abhi bataunga to tu nahi samjhega
Isliye baad me baat karte hain
Itna bolke mai baki dosto ke pass aaya aur unhe bhi samjha ke bhej diya aur khud ghar Chal aaya
Ghar aake bed pe jake gir pada rone toh wala tha nahi bas ye sochne laga maine aisa kyu kiya
Kya mere liye mera pyar important nahi tha?
Tha bilkul tha mujhe use hasil karna bhi utna hi important tha lekin usse bhi jyada important kya tha pata hai??
Wahi hamara 4th emotion KHUSHI
Aur yahi emotion toh pyar me sabse jyada mayne rakhta hai
Kya hota mai jake lakhan ko pit ta fir Akshda ko apne pyar ka ijhar karta fir kya??
Kya wo mujhe ha bolti?? .... Bilkul nahi
uski khushi nahi dekhi thi kya lakhan ko samne dekhne pe??
Mujhe Pyar hi usse uski khushi pe huwa tha to kya mai use mita deta ye sahi rehta??... bilkul bhi nahi
Bas is liye mai waha se wapas agaya tha aur mujhe ab ye bhi pata lag gaya tha ki
"Pyar me use hasil karne se pyar safal nahi hota uske khush rehne se pyar safal hota hai"
Wahi dusri taraf nitin ko Aakash ki harkat bilkul samjh nahi aarahi thi ki akhir usne aisa kyu kiya
Usne socha bhi ki kyu na khud jake lakhan ko Akshda se baat karne se roke lekin khud Aakash bola tha ki baad me bataunga to usne wesa nahi kiya
Sab dost chale gaye they to nitin bhi apne bartan lene ke liye wapas sarkari nal pe agaya
Waha abhi jyada log nahi they aur ab pakka tha ki Akshda lakhan ko apna jawab dene wali thi
Lekin use isse koi matlab nahi tha is liye wo aage badh kar apne pani bhare huwe bartan uthane laga aur tabhi uske kano me akshda ka jawab sunai diya....
"Sorry lakhan lekin mai Aakash se pyar karti hoon"
The end??