• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Raaz ki Dost Nikita

Mohit Raina

New Member
14
34
13
Hello Dosto, main koi writer nahi hun..par ek try karne me kya harz hai hehehe
jaldi hi pahli update dunga jo ek ladka aur ladki ke dosti pe aadhaarit hogi...

Update 1

Dosti...ek aisa rishta hai jo har rishte me maujood rahta hai..

Beti agar apni maa ke jyada kareeb ho to wo beti ke sath sath maa ki dost bhi hoti hai

Baap agar bete se jyada frank hai to unke rishte me bhi dost ki jhalak dikhti hai

Bahut se safal couples ki khushnuma shadi ka raaj unka pati patni se jyada ek dost hona hota hai

Bhai-bahan, Ya bhai-bhai ka pahla dost bhi unki sibling hi hoti hai

wo kahte hai na ki jindgi me bhale hi kuch na ho lekin agar 1-2 sacche dost mil gye to koi kami mahsoos nhi hoti

par kya hota hai jab 2 bilkul different personality ke ladka ladki dost bante hai.. tab ye upar ke saare samikaran aur rules ek dum ulat ho jaate hai..

aksar kaha jata hai ki agar ladka ladki mai bahut jyada gahri dosti ho jaaye to wo pyaar me badal jaati hai..

kya sach me aisa hai??

pyar ki shuruwat dosti se hi hoti hai??

kya ho agar ladki ke jajbaat tumhe ek dost se jyada na maane??

har kisi ladke ki tamanna hoti hai ki ek pyar krne wali acchi ladki mile, koi ladka kabhi ye nhi maangta ki usko ek acchi dost ladki ke roop me mile...

Thik aisa hi apna ye Raaz hai, umar 21 saal, dikhne me thik thak aur maa baap ka eklauta ladka aur apni badi bahan ka eklauta bhai..
family upper middle class hai aur iske father ka accha khaasa electronics gadgets ka business hai.. paise ki koi kami nhi thi.. upar se eklauta ladka to laad pyar ki bhi koi kami nahi rhi ghr se

par itna sab hone ke bawjood bhi dil ka ek kona kisi khaas insaan ke pyaar ke liye reserve rahta hai... raaz ka bhi wo kona abhi khaali hi hai.. uska sabse bada reason hai iska thoda introvert hona..
ladki pasand bhi aai hai isko par..kya kare.. koi pasand hai to uss se baat bhi krni padti hai.. jo himmat se kabhi nhi juta paaya

study me shuru se thik thak rha tha to iske father ne iska admission ek classy private engineering college me karwa diya.. aaj kal engineering bhi fashion ke liye ki jaati hai... kyuki padhaai poori kr ke isne judna to apne baap ke business se hi hai

2 saal engineering ke complete ho gye hai.. ab ye third year me aa gya hai.. aur 2 saal hi isko hostel me rahte ho gye hai... wo bolte hai na jo engineering college ke hostel me rah liye.. to samjho wo 72 ghaat ka paani pi liya.... ab ye bhi thoda style me rahne lga hai.. aur shokiya taur pe cigarette bhi peene lga hai..

college campus ke bahar hi ek mast sa cigarette point hai.. ye aksar college ka pahla lecture attend krne se pahle ek cigarette peeta tha..

aaj bhi kuch waisa hi din hai.. par mausam ka mood thoda kharab hai... aaj subah 5 baje se hi barish ho rhi thi.. aur ab 10 baje bhi halki boonda baandi ho rhi thi.. ghane kaale baadal abhi bhi aakash me the..aur kabhi kabhi garaj bhi jaate the...

Raaz es khoobsurat mausam me cigarette ke kash poore maze se maar rha tha.. aur upar aasman me dekh ke kabhi kabhi ek ajeeb si feeling bhi aa rhi thi.. ye hi..ki shayad koi hota jis se wo es mausam ki khoobsurti ki baat krta

wo mausam aur apni cigarette ke kash me poora khoya hua tha.. tabhi achanak usko dhakka laga..ya koi us se takraaya.. aur uske mood ko aur mast banaane wali cigarette uske hath se chhut ke niche gir gyi..

raaz ko bda gussa aaya ki ye kon bewakoof hai.. aur wo uspe chillane ke liye muda... par wo nazara dekh ke uske shabd muh se bahar nikalne ki himmat na kr sake....
ek masoom se face wali ladki, jiske baal thode curly the..aur uske baal thode barish ke karan bighe hue the..

IMG-20190614-WA0002.jpg

ek blue color ki jeans aur upar ek red top.. wo bina kisi chinta ke apne baalo ko aur jeans ke upar se barish ke paani ko saaf kr rhi thi... wo cab se aai thi..aur barish se bachne ke liye badi fast cigarette point ke chhajje ke niche aane ke chakkar me raaz se takra gyi..

raaz ko ummed thi ki ye kam se kam sorry to bolegi...par wo jo boli raaz bas dekhta rah gya.. wo apne baal aur cloths ko sahi kr ke raaz ko smile se boli..."cigarette is injurious to health"
aur phir apni friends ko usne hath wave kr ke "hiii" kiya jo college gate pe chhaata le ke uska wait kr rhi thi...aur ek dum se usne apne notes ki book ko sar ke upar kiya barish se cover krne ke liye aur unke paas bhaag ke pahuch gyi..

raaz to bas khade khade dekhta raha ki ye hua kya hai... wo kabhi upar aasmaan ko dekhta aur kabhi us ladki ko jo apni friends ke sath chhaate me hasti hue baate krti hue college me ja rhi.. wo decide nhi kr paa rha tha ki ye upar aasmaan ka mausam jyada mast hai ya ye.. jo wo dekh rha..

wo inhi khayaalo me tha ki tabhi usko cigarette wale ki voice aai

"bhaiyaa ek aur cigeratte du??? wo bhi muskra rha tha.. jo hua usko dekh ke

raaz uski aur muda aur aur uske dimaag me usi ladki ki voice gunji..."cigarette is injurious to health"

usne apne sar ko ekdum se jhatka diya aur smile se bola...hmmm...

aur phir se cigeratte jala ke peene lga... cigarette peete usko niche pahle wali cigarette padi hue dikhi to muskaraate hue peene lga..

usko bhi ab ye sab ek funny incident hi lg rha tha....

Continued.......
 
SultanTipu40

🐬🐬🐬🐬🐬🐬🐬
Prime
14,840
19,730
229

:congrats: for new thard

Nice update

Mast likh rahe ho bro aage kya hota hai dekhte hai

wetting next update ke liye
 
mashish

BHARAT
8,032
25,929
218

good start
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,342
304
:congrats: For new story...
shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi bahot dilchasp suruwat huyi hai kahani ki...
dilkash kirdaaro ki bhumika bhi..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills... :applause: :applause:
 
Jaguaar

Well-Known Member
17,679
61,141
244

:congrats: for new thread bhai

Update bahot hi mazedaar tha. Aise hi likhte raho
 
Mohit Raina

New Member
14
34
13
:congrats: For new story...
shaandar update, shaandar lekhni shaandar shabdon ka chayan aur sath hi bahot dilchasp suruwat huyi hai kahani ki...
dilkash kirdaaro ki bhumika bhi..
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills... :applause: :applause:
Bahut Bahut Sukriya Naina ji...
 
  • Like
Reactions: Harry killer
Top