to jab college gya aur uski jab ragging ho rahi thi to uski help Raghav ne ki to us din se wo uska dost ban gya
aur daily ghar par uska naam din main 50 baar leta
ki Raghav aisa hai Raghav waisa hai
ye karta hai wo karta hai yaha tak ki Raghav usko pocket money bh kharch nahi karne deta tha.
pucha to bola ki wo kafi paise wala hai
par Delhi ka nahi hai padhne ke liye aaya hai aur pg main rehta hai
to hum ne usse usse dur rehne ko bola par wo to uske aur karib hone laga tha
yaha tak ki ghar par bulane ki zid karta
main samjhati ki ghar par do jawan ladki hai
ji ha do jawan ladki kyu ki meri badi beti bhi hamare sath he rehti thi
kyu ki uske saas sasur gaon main rehte the aur usse gaon main rehna pasand nahi tha.
kafi samjhane ke baad bhi usne Raghav ko apne birthday wale din bula liya mana karne ke baad bhi
usko uske abbu ka dar dikhaya ki kaise usse ghar main pat wo nahi mana
aur jab hum teeno ne Raghav ko dekha to dekhti reh gai