Disclaimer
Har kissi ke sapne hote sab life me kuch na kuch pana cahte hai but unhe apni life se samjota krna padta hai.
Par agar life kisi ko dusra moka de toh un kawabo ko pura kerne ke liye.....
Yeh kahani ek esi hi mahila ki hai. Joh shadishuda thi uska ek beta tha. Par kya woh yeh mauka chunegi apne liye aur use iske bdle kya daav par lagana chahegi ...