• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,446 82.6%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.5%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 239 13.7%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 38 2.2%

  • Total voters
    1,750

Werewolf

𝕽𝖚𝖒𝖇𝖑𝖎𝖓𝖌
Supreme
18,206
114,241
259
Last edited:

monsterking

Member
141
142
43
Update - 3 ~ A Full Fledged Plan

Ab tak...

Brijesh (zorr se) : Ab khade khade intezaar kya kar rahe ho? Aage badho aur apne Dada jii ko tohfa do.

Manorath : Aao Veer!

Aur apne Dada jii ki sahuliyat se Veer aage badhte hue apne Dada jii ko gift dene jaane laga.


Ab aage...

Veer ke Dada jii, Manorath uss par kayi hadd tak bharosa karte the. Kyuki jitni bhi shikaayat wo sunte aa rahe the, unhone aaj tak Veer ko kabhi apni aankho se koi galat kaam karte nahi dekha tha. Aur aaj ye pehli baar nahi tha jab Pranjal ke muh se unhone Veer ki ghatna ke baare me suna tha.

Ye toh saalo se chala aa raha tha. Koi na koi aake Manorath ke saamne Veer ke karmo ki shikaayat karta tha aur Veer keval sar jhukae khada rehta tha. Veer virodh kiya karta tha par uske paas apni baat ko sahi saabit karne ka koi proof nahi rehta tha. Aur isliye ab usne virodh karna bhi chorr diya tha.

Aaj bhi kuch aisa hi tha. Veer ke paas koi saboot nahi tha apni begunaahi saabit karne ka. Aur kya kehta woh? Kon uski baato ka yakeen karta?

Pichle kayi saalo se jo image uski ghar me bani hui thi, uske chalte toh koi uss par reham bhi nahi khaata tha.

Jab Veer apne haatho me wo flower vase lete hue aage badha tabhi achaanak se pata nahi kya hua uska perr fisla aur wo buri tarah saamne ki orr jaa gira.

*Crash*

Flower vase uske haatho se chhuth kar gol ghumte hue ek tezz shor karte hue neeche jaa gira aur ek hi jhatke me wo sundar sa vase dherr saare tukdo me bikhar gaya.

"Aaaaaaaaaaa," Waha baithi mahilae aur ladkiyo ke muh se kuch aisi hi hairaani bhari awaaz nikli.

Aur fir ek shaanti sii chhaa gayi.

Sab ki aankhein phati ki phati reh gayi. Sabhi Veer ko aise dekh rahe the jese maano usne kisi ka khoon kar diya ho.

Dekhe bhi kyu na, akhir wo flower vase itna keemti jo tha. Manorath ko shuru se hi paudhe aur flower vases ka boht shauk tha, yahi kaaran tha ki unke ghar me ek alag se garden bhi tha.

Iss waqt Veer ki haalat kharab thi. Usne khud apne Dada jii ke liye ek flower vase chunn ke rakha hua tha jisse wo baad me unhe dene waala tha. Iss vase ke saamne uska vase toh kuch bhi nahi tha. Par ab kya? Ab toh wo vase uske haatho toot chuka tha.

Bas! Brijesh jo apna gussa pehle hi badi mushqil se control kiye hue tha wo uth khada hua aur chillaaya.

Brijesh : Haram khor! Tujhe pata hai wo tohfa kitna mehnga tha?

Apne Dad ki garajti awaaz sunn ek baar fir wo sihar utha. Brijesh usse aag babula hoke khaa jaane wali nazro se ghur raha tha.

Manorath : Brijeesshhhh!!!

Brijesh : Papa jii... Aap... Aap jaante hai ye tohfa kitne ka tha? Ye flower vase 3 lakh ka tha. Mene khud import karwaya tha China se isse aapke liye... Aur iss bewakoof ne...

Vase ki keemat sunte hi waha khade logo ko jese ek bada jhatka laga. 3 lakh unn sabke saamne yu barbaad hoke bikhar ke jo pade hue the.

Sabse zyaada haalat toh Veer ki kharaab thi. Uski samajh nahi aa raha tha wo kare kya.

Brijesh se ab raha na gaya, wo wese hi kayi saalo se Veer se pareshaan tha. Veer uski harr umeedo par paani ferr deta tha.

Veer ki taraf tezz kadmo ke saath jaate hue wo usse ek zorrdaar thappad maarne hi wala tha ki...

Manorath : Brijeessshhh!!

Brijesh : Par Papa jii...

Manorath : Aaj mera janmdin hai. Aur mere janmdin ke din tum aisa suluk karoge toh matlab hi kya. Jo hua usse ek galti maan ke aage badho. Vase kitna hi mehnga kyu na ho, wo toh ab toot chuka hai. Ab uske peeche rone ka koi fayda nahi. Rahi baat paiso ki toh iske paise mein de dunga.

Brijesh : Ye aap kesi baatein kar rahe ho Papa jii? Aapka janmdin hai. Mein bhala aap se paise kyu lunga?

Manorath ki baat sunn Brijesh ne apne haath rok liye par uska gussa abhi tak kam nahi hua tha.

Pranjal : Dada jii, mene Veer se kaha tha baahar hi ki apne shoes utaar de kyuki baarish se geele ho chuke hai. Par Veer ne meri suni hi nahi. Bola ki maids toh ghar me lagi hi hai, wo kis kaam aaengi?

Aur uski baat sunn sabhi ki nazre Veer ke perro par gayi jo geele jute pehna hua tha aur farsh ko ganda kar raha tha.

Aur ye dekh Brijesh aur krodhit ho gaya. Tabhi Veer ki stepmom Shweta uth khadi huyi.

Shweta : Veer din ba din laaparwaah hota jaa raha hai.

Pranjal : Veer! Apne jute utaaro, idhar aao ye sleepers pehn lo aur ab galti ho gayi toh ho gayi. Ye dekho bhagwaan ka prasaad rakha hua hai. Dada jii ko ye prasaad do aur unse maafi maang lo.

Pranjal usse haath pakad ke uske jute utarwaata hai aur usse wahi Dada jii ke paas rakhi ek sleepers ko pehna deta hai. Pranjal ne wahi table pe rakhe hue dahi shakkar jo ki bhagwaan ko chadhaaya gaya tha usse katori me laake Veer ko thama diya.

Pranjal : Jao Veer! Dada jii ko prasaad do aur maafi maango.

Veer bechaara itna seham gaya tha aaj ki ghatnao se. Aaj uski zindagi ka sabse manhoos aur bura din tha.

Veer ne prasaad ki katori haath me thaami aur wo aage badha hi tha ki firse uska perr na jaane kese fisla aur prasaad ki katori uske haath se chhatak kar seedhe uske Dada jii ki orr jaa giri.

Aur saara ka saara prasaad uske Dada jii ke kapdo par jaa gira.

Bas! Brijesh ka jo gussa abhi apni limit par tha, wo cross ho gaya. Wo aage badha aur...

*Chataak* *Chataak* *Chataak*

Thappado ki jhadi laga dii aur Veer ke gaalo par raseed raseed ke maarte gaya.

Thappado ki goonj se Kavya sehamte hue sab kuch dekh rahi thi. Usse waqai Veer pe taras aa raha tha. Arohi bhi bauhe sikodti hui saamne ho rahe drashya ko dekh rahi thi.

Wahi Pranjal aur Vivek khushi se fule nahi sama rahe the.

Vivek (khuspusaate hue) : Yahi hai wo grand show... Haha!

Ragini : Ohhh! Toh tum iski baat kar rahe the. Par... Par ye kuch zyaada nahi ho gaya?

Vivek : Hmph! Zyaada kaha ye toh abhi bhi kam hai.

Ragini : Aur ye idea kis ka tha?

Vivek (smiles) : Chote ka...

Ragini (hairaani me) : Pranjal ka??? Devar jii kuch zyaada hi chatur ho rahe hai aaj kal...

Idhar thappado se Veer ke gaal laal ho chale the.

Brijesh (gusse me) : Tu jaanta hai aaj tune kya kiya hai? Haram khor!!! Wo prasaad hamaare kul ki devi ka tha. Aur tune usse zameen pe gira diya? Aur wo bhi Papa jii ke upar? Naye kapde bhi kharaab kar diye tune unke... 3 lakh ke tohfe ka chuna laga diya... Roz roz tere haath se kuch na kuch gadbad hoti hi hai. Beta nahi panauti hai tu... Mein kehta hu nikal jaa... Nikal jaa issi waqt ghar se... Aur ahinda se iss ghar me qadam bhi mat rakhna...

Aur Brijesh usko haatho se pakad ke ghaseet ke baahar le gaya aur zorr se dhakka dete hue usse darwaaze ke baahar fek diya.

Ghar me maujood sabhi log darwaaze ki orr tezz kadmo ke saath aae siwae Manorath ke...

Aaj tak Devi ke prasaad ka aisa apmaan unke kul me kisi ne bhi nahi kiya tha. Manorath khud abhi iss waqt atyant dukh aur gusse me tha. Issi kaaran usne Brijesh ko bhi iss baar nahi toka.

Aur wo wahi baitha hua chup chaap apne hi mann me Devi se shama maangne laga.

Brijesh : Nikal jaa! Nikal jaa iss ghar se... Aaj se tera aur mera koi sambandh nahi. Marr gaya aaj se tu mere liye... Mera koi beta nahi hai. Khabardaar yadi tune iss ghar me dubaara kadam bhi rakha toh...

Veer kaapte hue sab kuch apni aankho se dekh raha tha, ye pal bhar me kya se kya ho gaya. Aaj kyu uske saath ye sab hua?

Veer ki sauteli Maa, Shweta saamne ke nazaare ko badi hi khushi se dekh rahi thi. Uski mann ki muraad poori jo ho gayi thi. Ab uski beti hi jaydaad ki maalkin banegi. Yahi sochte hue wo apni beti ki orr mudi toh dekha ki uski beti, Bhumika ke chehre par koi expression nahi the. Aur ye jaan kar Shweta ko khushi hui. Ki uski beti ke mann me bhi Veer ke prati koi bhaav nahi hai.

Veer ke aasu uski aankho se lagataar bahe jaa rahe the. Par wo kuch nahi bola.

Wo chup chaap utha aur baahar ki orr chal diya. Usne apne jeb me se gaadi ki chaavi nikaali aur wo gaadi on karne hi waala tha ki peeche se Brijesh ki awaaz aayi.

Brijesh : Ye gaadi teri nahi hai...

Aur Veer chaavi ko gaadi me lage hi chorr kar ghar se baahar nikal aaya.

Usne ek jhalak peeche mud ke dekha. Shweta aur Bhumika usse bina koi bhaav ke dekh rahi thi. Brijesh ki aankho me bhayaanak gussa nazar aa raha tha. Wahi uske Karunesh chacha bhi usse bina koi bhaav ke dekh rahe the.

Uski Sumitra chachi thoda chintit zaroor prateet ho rahi thi.

Vivek aur Pranjal ke chehro par halki khushi nazar aa rahi thi. Ragini aur Arohi bauhe sikode jese kisi soch me doobi hui thi. Jab uski nazar Kavya par gayi toh Kavya ne sehamte hue sar jhuka liya.

Bas! Uske baad Veer palat ke ghar se dur jaane laga. Ghar ke security guards bhi Veer ko jaata hua dekh rahe the.

Achanak baadal garje aur baarish firse shuru ho gayi.

Par Veer na ruka. Aur kuch hi palo me wo apne gharwaalo ki nazro se ojhal ho chuka tha.

Iss waqt Veer ko baarish acchi lag rahi thi. Usse apni lag rahi thi. Jab Ajay se maar khaate waqt wo ghar laut raha tha tab bhi baarish ne uska saath diya tha. Aur abhi jaha uske ghar waalo ne usse ghar se nikaal ke usse akela chhorr diya tab bhi baarish uska saath de rahi thi.

Uske saath saath mausam bhi yu ro raha tha. Veer bina koi awaaz kiye rote rote bas chalta jaa raha tha.

Usne apne seene par latka pendant apne haatho me thaam liya. Ek bada hi pyaara sa pendant tha, ekdum alag type ka.

Usse bheenchte hue Veer ke aasu aur tezzi se behne lage. Ye woh pendant tha jo uski asli Maa ne usse pehnaaya tha.

Veer ko apni asli Maa ke baare me kuch bhi nahi pata tha. Bas itna pata tha ki uss Maa ne usse janm diya hai. Jab bhi wo Brijesh se apni Maa ke baare me puchta tha toh Brijesh bas ek hi baat bolta~ "Naam mat lo uss kameeni aurat ka..."

Uski Maa ka naam tha Bhawana. Veer ke janm ke ek saal baad hi dono ke beech talaak ho gaya aur Bhawana ghar se chali gayi thi.

Kaha gayi woh, kis haal me hogi abhi, zinda bhi hai ya nahi uski Maa usse kuch nahi pata tha. Yaha tak ki uski Maa ka naam bhi uske Dada jii ne usse bataya tha. Na hi uss aurat ko lekar ghar me charcha hoti thi na hi koi uske baare me koi topic chedhta tha.

Veer ko toh ye bhi nahi pata tha ki uski Maa kesi dikhti thi. Koi bhi photo album nahi tha, uski Maa se judi koi bhi cheez nahi thi ghar me.

Baarish ke kaaran sadko par abhi gaadiya bhi kam chalti hui nazar aa rahi thi. Usse nahi pata tha wo kaha jaa raha hai. Jab tak uske perr chal rahe the wo bas chalta jaa raha tha. Usse apni sagi Maa ki yaad aane lagi. Yadi wo yaha hoti abhi toh uski Maa uske saath kesa vyavhaar karti? Kya usse pyaar deti? Ya fir Brijesh ki hi tarah wo bhi...!?

Paani se bheega hua Veer main road par aa chuka tha, abhi wo mudne hi waala tha ki ekdum se ek car mod se aayi aur Veer ne palat ke car ko dekha.

Par tab tak boht derr ho chuki thi.

Car ka agla hissa uski pasli se takraaya aur thokar hote hi wo zorr se jaate hue dur gir pada.

"Ohhhh! Noooo...." Car me baithe ek aadmi ke muh se nikla.

Car ko jhatka lagte hi peeche baithi ek ladki forun hi aage ki seat se jaa bhidi, "Aaaahhhh!"

Aadmi : Madam aap theek toh hai na?

Ladki (sar malte hue) : Haa! Mein... Mein thik hu.

Fir jese hi uss ladki ne saamne dekha toh uski maano saasein hi atak gayi. Saamne ek ladka zameen par dala hua tha aur usse samajhne me derr na lagi ki abhi abhi uski car kis se takraayi thi.

Wo ladka waha baarish me car se bhid ke pada bheeg raha tha.

Ladki (ghabraate hue) : Ye... Ye....

Aadmi : Inn sab ka samay nahi hai Madam. Hume jald hi nikalna hoga.

Aur itna bol wo aadmi forun hi gaadi aage badhaane lagta hai.

Ladki (chillaate hue) : Ye kya bol rahe ho aap? Nahi... Hum aise usse chorr kar nahi jaa sakte...

Aadmi : Madam! Baat ko samajhiye... Iss waqt humaara yaha se nikalna boht zaroori hai.

Aur usne car ke accelerator par perr rakh car aage badha dii.

Ladki peeche mud window se uss ladke ko dekh rahi thi, uska nichla honth daato tale zorr se daba hua tha ki maano khoon hi nikal aae. Aankho me halke aasu bhi aa chuke the.

"I'm sorry..." Usne mann me kaha.

Aur wo car palak jhapakte hi logo ki nazro se ojhal ho gayi.

Idhar accident dekh aas paas ke jo bhi log dukaan ke neeche baarish se bachne ke liye khade hue the wo daudte hue aae aur Veer ko uthaane lage.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!
Dhanyavaad!

Do leave a like!
Veer keliye bad update but mast update great story
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Werewolf

𝕽𝖚𝖒𝖇𝖑𝖎𝖓𝖌
Supreme
18,206
114,241
259
The update kicks off with Purvi waking up in her bedroom, Her hand reaching for Veer, The way the narrative paints this curtains se chhanti dhoop, bistar ki warmth, aur Veer ke perfume ki faint khushbu, feels so damn viscera.

Yeh moment sirf absence ke baare mein nahi hai, it’s about a connection that’s too messy to define. Her sleepy “Veer?” call is almost desperate, aur uski complexity ko seedha dikha deti hai.

Jab Purvi dining table par Veer ka banaya breakfast dekhti hai aur Veer ka note, “Good Morning, Maasi!”, aur uska terhvi ke liye subah-subah nikal jana, shows he’s not just a good boy but a man carrying heavy responsibilities with zero complaints.

Yeh chhoti details like him nailing her favorite dish, proves the compaction between them. koi show-off nahi.
Yes. Arun ki abscense aur Veer ki presence ne Purvi par kayi saare changes laa diye hai. Pyaar toh wo pehle se hi nyochhavar karti thi Veer pe.

Veer ne hi use depression se baahar nikaala tha. Usne apni santaan jab khoyi thi tab Sumitra Veer ko leke hi uske paas aati thi aur Veer hi use apne khoye hue bacche ki yaad dilaata tha.

Kehna galat nahi hoga ki wo apne bacche Ayush se bhi zyada pyaar agar Veer ko karti ho. :approve: Upar se Veer aur Ayush ka koi comparison hi nahi hai. Ayush story me involved nahi hai. But you can already tell that Veer aur uske beech koi competition ka sawaal hi paida nahi hota.

These little factors make Purvi like Veer even more.
Purvi ka self-doubt, ki shayad Veer uske khane ki tareef sirf formality ke liye karta hai, uski vulnerability ko expose karta hai. It’s a sharp jab at her insecurities, making her more human than some saintly figure.

Ab Purvi ka sensual moment 🔥😁
apne doodh par haath pherna, Veer ke hickeys dekhna, aur us “meethe dard” ka ehsaas, she's over-romanticized.
Hickey accha to lagta ki lover ne diya par do Deen baad waha khujali bhi hoti hai 😂


lekin narrative isse handle karta hai with a finesse that’s neither crass nor coy.

The way she owns it, with zero shame "zara bhi nahi" is seems a middle finger to societal judgment.
Well, khujli sabko nahi hoti. :D Jinki skin sensitive hoti hai unhe hi hoti hai. Otherwise, mainly hickeys don't do anything. You can feel sore though if the mark is really thick.

Purvi ke case me uski skin itni sensitive nahi hai ki hickeys se use itching hoye. :D
But her fear of Bhavna’s wrath, “Agar pata chala ki kaise mein uske bete ko bigaad rahi hu, toh Bhavna mujhe maar daalegi,” is real, lekin uska defiance uski strength ko scream karta hai.

ek aurat jo apne desires aur guilt ke beech apna raasta khud banati hai, without begging for approval.
She's actually afraid of Bhavna. Use pata hai ki how much Bhavna dotes on Veer even though she don't show it explicitly.
The terhvi scene flips the mood to little heavier, jaha hall ki sannaati khamoshi aur agarbatti ki khushbu ek intense backdrop banati hai. Veer ka har guest ko scan karna ki kon aaya, kon nahi, ek chess player ki tarah hai, calculating and cold.

The nod to the Hotel Prestige attack aur Karan-Kaera ke messages show ki ek bada khel chal raha hai, aur Veer is in the middle of it. And jo thode Deen baad Sonia se connect karaegi stroy ko.

Uska mental tally of loyalties and betrayals is straight-up ruthless, proving he’s not just a family guy but someone who keeps score.
He's analysing it. Kyunki, Yarnia ke failure ke baad, Veer jald hi wapas se use khada karne ke liye aage badhega. And, he needs trustworthy connections. :declare: He'll remember ki kaun kaun terhvi me aaya tha aur kaun nahi.
Karan aur Kaera ka absence, despite their koshish, hits hard, aur Kishore ke control ka hint ki future Mein Ek clash to Banega hi, Kishore is being very sensible here. Who would send their kids to Veer’s house at this hour, especially after the Prestige incident?
Exactly. :approve: Kishore apne perspective se sahi bhi hai.
Suhana baby ka arrival 😌
Uska polished look charcoal blazer, beige trousers aur nervous energy jab woh Veer se milti hai, You reminded me of some of my colleagues.

This creates a spark that’s hard to ignore. Their banter, especially the “teen favors” callback, with just enough flirt to keep it spicy without being sappy. 🔥

Suhana ka blush jab Veer uske baal kaano ke peechhe karta hai, aur uska heartbeat ka badhna, is pure chemistry, no fluff 🔥
Yehi scean nidhi ke saath dikha do:peperee:
Nidhi ke apne scenes rahenge bhai. No need to worry. Sabke apne apne scenes hai badhiya waale :hippi:
Tej aur Kavya ka interruption keeps it from getting too mushy, aur Suhana ka gratitude for Veer’s acknowledgment of her Prestige heroics feels earned, not forced. Yeh dynamic shows they’re more than just allies they’re on the edge of something deeper, but like the narrative jo isse overplay nahi karta.

Bhavna aur Brijesh ka face-off is the chapter’s knockout punch. Bhavna ki barely contained rage aur Brijesh ka desperate, almost pathetic plea rip open old wounds.

Her “Marr gayi hai ye Bhavna aaj se tumhare liye,” is a straight-up dagger to the heart, 🔥 carrying decades of betrayal.

But I feel like uss waqt Brijesh Ne jo kiya tha har ek mard wahi karta uss samay, uss situation mein. but again Sawal agar pyar per hai to Vishwas Bina pyar Kaha.
Beshaq. Brijesh hurt tha. But galti uski hi thi. Hum uss se uss waqt ke liye thodi si suhanubhuti rakh sakte hai, lekin sahi toh bhavna hi thi.

Jeevansathi thi Bhavna uski. Prem kiya toh bharosa rakhna chahiye tha.

Isliye, bhavna ne wo line kahi — "Tumne mujhse pyaar kabhi kiya hi nahi. Tum bas mujhe paana chaahte the."

Jo ki kahi na kahi Brijesh ne prove kar diya tha kyunki, jaise hi usne Bhavna ki wo tasveer dekhi usi waqt use aisa laga jaise Bhavna se uski saari chaahat khatam ho gayi. Apni paayi gayi aurat kisi gerr ke saath me.

Prem hota toh wo Bhavna ki baat toh sunta.
Brijesh ka Veer ko leverage banane ka attempt is low, aur Bhavna ka “Khabardar!” is a roar🔥

Yeh scene Bhavna ko ek fierce, unapologetic force banata hai, aur Veer ka isse witness karna uske internal conflict ko hint karta hai. Her tight grip on his wrist, like she’s scared he’ll vanish, is a raw, wordless expression of love and fear.

Are you hinting something? Or I'm sniffing something wong? 😂
Bhavna showed her possessive side towards Brijesh. That's it.

Wo ye side bahut hi kam dikhaati hai but agar need hoti hai toh ye side apne aap saamne aa jaati hai.
Arohi ka goodbye is a quiet heartbreak.
Man! Kab se Arohi ko scean mein dekh na cha raha tha, jab aaye aur chali bhi gaye. :verysad:

Her hesitation to leave for Ahmedabad aur Veer ka impulsive cheek kiss feel authentic, not some cliched tearjerker. Kavya ka cheeky almost-kiss moment is a slick curveball, keeping the tone sharp aur playful. Yeh scene proves the you know how to mix tender with fun, avoiding any lame sobfest. 🔥
Arohi chali jaayegi but beech beech me use dikhaate rahunga mein to keep her relevant. :approve: So, no need to worry about her at all.
Ju ko yaad hai? Maine bola tha na veer ne photo leli aur isse Trisha ke against use Karega in future 😁
Of course. :D There's a reason why I wrote *click* onomatopoeia. The flash description. I wanted you all to know.
Aadesh toot gaya but still gritty vibe de raha hai uska charector. His injuries from Veer’s beatdown aur paranoia over the Balhaar video make him a villain who’s not just evil but human scared and cornered, still gritty.

Trisha ka arc is just as intense her reckless raid, transfer order, aur blackmail note from veer with that damning photo throw her into a corner.
Aadesh abhi silent hai. That beatdown by Veer has put some sense into him. :hinthint:
Pari ki guilty vibes aur Quest Hunt ke savage notifications like “Congratulations for being the absolute disgrace” are hilarious, first pari Veer ko tease kar raha hai 😂 apne host ko.

Though they drag a bit. The Urban Ghost skill ka grab aur Beowulf’s Blessings fusing into Eternal Beowulf is a game changer, man! This will make Veer a legit powerhouse.

Finally Hamein beowulf fir se dekhne ko milega 🔥 aur bhi next lvl pe.
Yup. The card is enhanced. It's Eternal Beowulf now. :hippi: Game changer, yes. But it will have its own demerits as well. We'll see that in the upcoming updates.
Suhana ka iconglobe message ties personal loyalty to high-stakes corporate drama, setting up a juicy conflict. Ab veer suhana ko madat karta hai to kaera ke against jana padega, sayad ye woh moment hoga jaha kaera jealousy ko pahchanegi. And sonu bhi ab limelight mein aate dikh rahi hai, drama clash to hoga thoda bohot, Sonu kaera rahegi to.
Suhana ne kaha hai... Veer mana nahi kar sakta. :cry2: Karna hi padega. Phir, saamne Kaera hi kyu na ho.
update messy relationships ko dissect karta hai Veer ke bonds with Purvi, Suhana, Arohi, tej, Bhavna ek raw tapestry banate hain. And the shift from intimate to high-octane is seamless.

Yeh update jo Family Affairs ke core raw emotions, sharp characters, aur high-stakes drama ko nail karta hai.
chahe woh Purvi ke intimate moments ho ya Veer ke strategic observations. Prose mein finesse tha aur pacing bhi perfect tha na zyada slow lagta hai, na hi rushed.
Thanks a lot man for the detailed and massive review. Jaisa ki maine pehle bhi kaha tha ki — ek writer hi aur gehrayi se agle writer ke work ko baaki readers se behtareen dhang se parakh sakta hai. Since ju are a writer as well, ju know how to see things differently.

It means a lot. Keep supporting as usual. ✨ :five:
 

Werewolf

𝕽𝖚𝖒𝖇𝖑𝖎𝖓𝖌
Supreme
18,206
114,241
259
Veer system holder hai, lekin business me abhi woh koi aisa toup nahi hai. Abhi bahut lambi journey hai.

Yarnia aur Prestige filhal tabah ho chuke hai aur Food truck filhal bahut chota business hai.

To aise me ye bhi sawal hai ki Suhana ne kis sense me uski madad mangi hai, Directly Iconglobe se to Veer deal karega nahi.
Exactly. Pata chalega aane waale updates me. Bas dekhte jao. :declare:
 

Werewolf

𝕽𝖚𝖒𝖇𝖑𝖎𝖓𝖌
Supreme
18,206
114,241
259
Ju puch Rahe Thee na ek baar kya story mein change aaye
Just notice pehle Vulgar words ju jyada usee karte thee Recent mein meine na dekhe itne vulgar words
Khass kar family ke liye.
Veer pehle amateur bhi tha bhai. Par, jaise jaise wo aage badha hai. Notice karna ki wo ab gaali bhi kam bakta hai. In fact cuss words me 'fuck' 'shit' yahi sab bas nikalta hai ab uske muh se. Jabki pehle maa behan ye sab gaaliya bhi di hui hai Veer ne.

So, he's getting more matured. He deal with actions now instead of just words.
Ye to clear hi hai ki pehle ke narration aur ab ke narration me bahut difference hai. Ab kahani alag level par hai.

Although pehle ka narration bhi forum ki 99% stories se behtar hi hai.
Yes. Likhte likhte skills enhance ho jaati hai. Abhi ke narration me aur pehle ke narration me bahut antar hai ab.
 
  • Love
Reactions: Avaran

Werewolf

𝕽𝖚𝖒𝖇𝖑𝖎𝖓𝖌
Supreme
18,206
114,241
259

Samar_Singh

Conspiracy Theorist
4,830
6,642
144
Last edited:
  • Like
Reactions: Werewolf

Samar_Singh

Conspiracy Theorist
4,830
6,642
144
To vo is party mr nagi delhi wali party me tha
Story padhi bhi hai yaa nahi?

Casa Belle ki party me bhi ek aadmi tha Sonia ke sath jisse Sonia kuch business deal kar rahi thi.
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top