Yeh kahani logo to thodi si ajeeb lagegi. Thoda alag tareeke se banaya hai. Hope you will like it. Yeh kahani Xforum se liya hai. All characters are frictional. Thoda hatke yeh story banai hai.
Kahani ke main character.
(1) Kamini Sharma :- Age 31 years. Beautiful and simple woman. Jamadar village mein clinic doctor. City mein rehne wali lekin job ki wajah se village mein transfer hui.
(2) Babu laal :- Age 65 years. Village mein tea stoll chalata hai. Dikhane mein kala lekin man ka bahut saaf. sir pe baal nahi aur sharir mota bhi.
(3) Bhushan :- Age 66. Gaon mein painter tha. Art ka shaukhin. Pictures banata tha. Baal sabhi safed aur patla sharir se.
Baki ke characters time aane par introduce honge.
Toh yeh kahani hai Kamini ki. Jo bahut hi khoobsoorat thi. Lekin jindagi utni aachi nahi. 24 saal ki umar mein shadi ki ek businessman se. 5 saal baad divorce ho gaya dono ka. Husband ke saath aacha relation nahi ban paya tha. Kamini ke papa 2 saal pehle chal base. Maa ek Government College ki professor.
Kamini ne doctor ki padai poori ki. Lekin usne socha ki gaon mein clinic ki kami hai to kyon na woh waha clinic khol de. Agra city mein rehna wali Kamini gaon aa gayi. Kamini ki maa Agra mein hi reh gayi.
Kamini ko gaon mein saab memsaab kehke bulate the. Sabhi log uska bahut respect karte. Subah ko 9 baje se sham ke 5 baje tak clinic mein rehti. Gaon mein Kamini ko aaye 2 mahine hi hue. Zindagi bahut aachi chal rahi thi.
Ek deen ek aadmi Kamini ke paas pahucha. Woh aadmi Babu hi tha. Use bukhar tha.
Babu laal :- Memsaab mein andar aau ?
Kamini :- Ha aa jaiye.
Babu laal andar aata hai aur chair pe beth jata hai.
Kamini :- Kya hua aapko ?
Babu Laal :- Memsaab 2 dino se bahut bukhar hai. Aaj socha aapke paas aa jau.
Kamini ne us aadmi ha checkup kiya aur kuch medicine bhi di. Medicine ka price bahut ki kaam tha. Price sunte hi Babu Laal ko ajib laga. Aakhir itne kam daam kaise ?
Babu Laal :- Memsaab itna kaam daam kaise ?
Kamini :- Usme kaam daam ki kya baat. Maine sahi daam bataya.
Babu Laal :- Ajib baat hai. Doosre jagah jao to Doctor jyada lete hai aur aap hai ki .....
Kamini :- (bich mein bolte hua) Esi baat nahi hai. Mein ek doctor hoon mera kaam hai doosro ki seva karna. Paise jyada lene se meri seva kisi kaam ki nahi rahegi.
Babu Laal jaise khush ho gaya. Use Kamini ki yeh baat aachi lagi.
Kamini :- Aapka naam kya hai ?
Babu Laal :- Mera naam Babu Laal hai. Mera yaha hi paas mein tea stoll hai.
Kamini :- Aacha. Kya aap roj mere liy chai laayenge ?
Babu Laal :- Ji memsaab. Aap kahe to aaj se hi laa doon.
Kamini :- koi jaroorat nahi. Aap pehle thik ho jaiye. Kal se aaiyega.
Babu Laal ne use Thank you bol kar chala gaya. Babu Laal ko Kamini ka yeh bartav bahut aacha laga.
Kamini jo dil ki bahut aachi hai. Pitaji ke gujar jaane ke baad Kamini ko dukh to hua lekin apni maa ko sambhalne ke liye us dukh ko apne par havi na hone diya. Papa ke paas paisa khub tha aur to aur Maa ki job salary bhi kafi aachi thi. Kamini clinic se aacha khasa kama leti thi. Paiso ki koi kami na thi. Zindagi roj ki tarah chalti rahi. 2 mahine gaon mein kaise beet gaye pata hi na chala.
Raat ke 8 baje Kamini apne room mein thi. Kamini us waqt aram kar rahi thi. Thodi der baad ghar ka naukar aaya.
Naukar :- Memsaab khana taiyar hai.
Kamini :- Thik hi main abhi aati hoon.
Naukarani ka naam tha Radha. Age 40 years.
Dinning table pe jaise Kamini pahuchi tabhi Kishan usse kuch kehna chahata tha.
Naukar :- Memsaab woh....
Kamini :- Kya hua ? Koi baat kehni hai ?
Naukarani :- Maaf karna memsaab woh kal se 10 deen tak mein aa nahi paunga.
Kamini :- Kyon kya hua ?
Naukarani :- Baat esi hai ki mujhe ghar ke kuch kaam ki wajah se bahar jaana hai aur thoda bahut pati ke saath risthedaro ko bhi mil aau.
Kamini :- Koi baat nahi. Lekin 10 deen baad pakka aa jana.
Naukarani :- Ji memsaab.
Itna kehte Radha chali gayi. Kamini ne khana khakar sone chali gayi.

Last edited: