Bilkul denge bhai
mai apne reader bhaiyon se bolta hun sujhaaw den jisse ye story aage badh sake![]()
Click anywhere to continue browsing...
mai apne reader bhaiyon se bolta hun sujhaaw den jisse ye story aage badh sake![]()
Wow kash main aise likh pataupdate 4
ye bahut bada qatle aam hua tha is case ko inspector devraaj ko diya gaya tha jinke sath hawaldaar aditya bhi tha ye dono police ki aan baan aur shaam the dono ne apna kaam suru kar diya tha magar kuch hath nahi lag raha tha kyunki ye underworld don ke bete jonty ka sab kiya dhara tha magar dono haar manne wale nahi the inko jurm karne walon se sakht nafrat thi aur ye ab jaise bhi jonty ko sabak sikhana chahte the..devraaj gusse me bola is jonty ko mai chhodunga nahi bas sabut mil jaye ki uska hath hai is sab mamle me jispar aditya ne bhi muhar laga diya usko bhi ab inspector banne ka sapna pura hota dikh raha tha
update 2
log nachte gaate hue baraat lekar pahunch gaye sab log khana pani karne lage udhar dulha jakar mandap me baith gaya aur dulahan ka intzaar karne laga.kuch der baad dulahan hath me Jaimaal lekar aane lagi uski saheliyian bhi sab sath bahne baki ghar wale sab bahut khus the magar tabhi goliyan chalni suru ho gayi charon taraf se wahan bhagdad Mach gayi charo taraf kuch hi der me sadi ka mandap qabristan ban chuka tha aur mandap par jonty baitha hua tha aur Joor joor se ro raha tha wo idhar naina yani dulahan behos ho gayi thi aur rahul pata nahi kahan bhaag gaya tha
update 3
kuch der baad ka mahol ye tha ki bachane wale log aa gaye the aur jo log jinda the unko hospital pahuncha rahe the.naina ko bhi hospital pahuncha diya gaya tha uske sath uski bahen sona bhi thi aur rahul kamjor dil ka hi sahi hospital pahunch gaya tha waise bhi na pahunchta to naina ne pata nahi kya kar dena tha..udhar jonty ko uske aadmi kisi tarah samjha kar le gaye wahan matlab sadi ke mandap se aur jonty ye bol kar gaya tha ki jab tak mai jinda hun tum dono ko shadi nahi karne dunga..to chaliye hospital me dekhte hain kya ho raha hai..naina ne hosh me aate hi sona se puncha rahul mar gaya kya to sona ne badi masumiyat se jabaab diya ki hamko kuch nahi pata hai didi wo kahan gaye tabhi unhone mujhe aate hue dekha to dono khus ho gayi maine unhe bataya ki ghar wale sab bach gaye mai unko wahan se nikaal kar tumhare pass aa gaya to naina ne gusse kaha ki tumhe hamari koi fikar nahi hai na to maine kaha ki sona thi na tumhare pass aur jonty agar kisi se darta hai to kewal sona se ishiliye tum jinda ho
update 4