• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Non-Erotic जड़

xforum

Welcome to xforum

Click anywhere to continue browsing...

Rahul

Kingkong
60,514
70,681
354
wonderfull story bhaiya ji
 

kumarrajnish

kumaruttem
1,411
3,929
159
Good story niks bhai
Pichli story pe bhi dhyan de do
 
  • Like
Reactions: ashish_1982_in

ashish_1982_in

Well-Known Member
5,573
18,936
188
JAD

By - Niks96

Language - Hinglish

Purani Delhi railway station hamesha ki trah bheed se khacha-khach bhara hua tha...us bheed me se rasta bnaye hue me shaam wali Delhi-Sharanpur local train ki aur bhada ja rha tha...kyuki mujhe ek dost ki shadi me shamli jana tha...ye meri us route par pehli yatra thi...kher jaise-taise karke me train me chada...me waqt se thoda pehle aa gya tha...kyuki local train me wo bhi shaam wali me bethne ke liye seat uplabd thi...jo ki ek adbhud ghatna thi...jo log is route se daily up-down karte he shayad wo meri baat ko behter smaj payenge...

Kher me side wali seat par beth gya aur kaan me earphone lga kar gane sunne lga...train me pal-pal bheed badhti ja rhi thi...tabhi mere samne wali seat par ek budhe uncle beth gye...dekhne se karib 70-75 ke lag rhe the aur hatho me bent tha...muche ek dum safed thi jo unke chere par aai jhuriyo ke saat ache se suit kar rhi thi...is waqt tak train ek dum khacha-khach bhar chuki thi...bheed ka ye alam tha ki ek ladke ne apni tasreef meri seat par tika di...yani ab ek ki seat par do bethe the...train ne rengna shuru kiya...hawa ke halke thande thapade muh par pad rhe the...me hawa ke in thapado ko mehsus karta ankhe band kiye hue apne gaano me khoya hua tha...ki train ne brake lgaye mene ankhe kholi kar dekha train Delhi ke ek outskirt station par ruki thi... samne wale budhe uncle ne meri aur dekhar kuch bolna shuru kiya...jo earphone ki wjah se mujhe sunai nhi diya...mene earphone nikal diye aur unki baate suni...

"ye saab kuch jungle pda tha jab me tumhari umr ka tha" Uncle ne bola...me bas garden hila kar unki baato me sehmati jtai...tab tak train fir se aage chalne lgi thi...

"yehi en patriyo ke paar mere dost ka gaav hua karta tha...ab to wo rha nahi 2 saal pehle guzar gya" uncle ne btaya..."ab to uncle ji ye seher ban chuke hai gaav kha bache hai" mene bola...


"bhae ab tame bhi to bdal gya hai hmare tame me log gaav me rehna pasand karte the... mujhe aaj bhi khub yaad hai jab me chota tha mere gaav me ek baniya hua karta tha khub mota paisa tha uske paas dinbhar seher me baniyagiri karta par shaam ko apni bel-gadi se gaav aa jata... logo ne khub samjhaya ki itni dur roz aane jane se tumhari sehat kharab ho jaye gi aur uper se umr ka tagaza bhi ha wahi seher me ek ghar le lo... par usne kisi ki na mani...hamesha bas ek hi baat kehta "jo ped apni JAD se ukhad gya uska sukhna teh hai... JAD se juda hai tab tak hi hra-bhara hai" mujhe uski baat us waqt betuki malum padti thi... ab 72 saal ka ho chala hu ab jakar us baniye ke bato ka mtlb smaj paya...par aaj-kal ke nojawan gaav ke nam se hi bhagte hai... ha mana gaav me utni suvidhaye nhi milti jitni sehero me milti hai...par iska ye matlab ye to nhi ki apni Jado se hi kat jaye... mene bhi 35 saal school me nokri ki hai roz subha cycle se jata aur shaam ko ghar aa jata...mujhe to kabhi koi asuvidha nhi hui... kher ab tame tum jaise nojawano ka hai...mere jaise budho ki baat to bas ab chopal ya bus-train ki bheed-bhad me koi tum jisa sun leta hai...hahaha " uncle ne bola...mene bas unki bato me hami bhari....

"ab mera ye jo dost guzra he ise hi le lo...yha peeche iske gaav me iske purkho ki bhot zameen thi...ek waqt tha jab iske pariwar ka khub rutba tha is ilake me...par apne bacho ki baato me aakar sari zameen bech di...aur gaav chodkar Dilli me ja bsa...mene use khub samjhaya tha isa na kre par meri ek na mani balko ke moh me aakar aur uske balak bhi itne nalayak nikle sara pesa daru aur jue me uda diye... ab bhala khula pesa bhi kabhi bach paya hai jab tak wo zamin ke roop me hai tab tak hi surakshit hai...ab do baras pehle mra tha wo ginti ke das barah log the...jis gaav ko chodkar chaudhary banne seher aaya tha us seher ne bhi use na apnaya...bas wohi halat ho gyi dhobi ka kutta na ghar ka na ghat ka...ab bhale hi gaav me sukh suvidha na ho par admi ka maan saman to hota hai...jab wo marta hai to 50-100 admi arthi ke saat to jate hai...isliye me to yhi kehta hu admi ko ant tak apni JADO se juda rehna chahiye" uncle ne bola...mene garden hilakar swikarti di...

Ab halka-halka andhera ho chala tha aur vatavaran me thodi thand bhi badh gyi thi...uncle ne chadar se apna sharir dakh liya...train nhi apni raftar se aage badh rhi thi...

"mere teen ladke hai ek dilli rehta hai, ek Noida aur ek Meerut...5 saal pehle meri gharwali ki maut ho gyi thi...teeno ne khub kha mujse ki pitaji hmare sath chalo seher...wha khub sukh-suvida milegi...par me na mana...ha manta hu ab mera sharir budha ho chala hai...ankho se bhi kam dikhta hai aur sunta bhi thoda uncha hai sath hi ghutno me bhi dard rehta hai...par iska mtlb ye to nhi ki me apne gaav apni JADO se alag ho jau...
aur yehi nhi mere uper ek aur bhi zimedari he apni peedhi ko unki jado se jode rakhna...chalo man lo me unki baat manke unke saat seher chala bhi jau... to mujhe pta hai jaise hi me yha se gya mere balak aur pota-poti ka samband apne gaav apni jado se turat tut jayega... ab mere lare teez-tyoharo pe to wo log gaav aa jate hai... ha bhale hi mere marne ke baad wo jaise chahe kre... par me is tasalee ke saat to mar paunga ki meri peedhi mere rehte hue apni JADO se judi rhi " uncle ne bola...

Tabhi gadi ek station par ruki aur uncle khade ho gye..."chalo beta mera station aa gya... mujhe umeed hai mene tumhe jada nhi pakaya hoga wo kya kehte hai tum nojwano ki bhasha me BOR nhi kiya hahaha" Uncle ne kha... "ji nhi uncle mujhe acha lga apse baate karke" mene bola...uncle ne apna haat mere sar par rakhkar ashirvad diya... aur train se utr gaye...ye train ka safar meri ab tak ki zindagi ka sabse yadgar safar tha... un uncle ne mujhe apni jado se jude rehne ka ek jivan bhar ka sabak diya... ab me chahe kitna bhi busy kyu na rehta hu apni life me par saal me kamsekam ek ya do baar apne gaav apni jado me jarur jata hu...


SMAPT...
Very nice update bhai
 

Aakash.

sᴡᴇᴇᴛ ᴀs ғᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
45,778
157,681
304

Hello Everyone :hello:
We are Happy to present to you The annual story contest of Xforum "The Ultimate Story Contest" (USC)..

Jaisa ki aap sabko maalum hai abhi pichle hafte he humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time Pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit chat thread toh pehle se he Hind section mein khulla hai.

Iske baare Mein thoda aapko btaadun ye ek short story contest hai jisme aap kissi bhi prefix ki short story post kar shaktey ho jo minimum 700 words and maximum 7000 words takk ho shakti hai. Isliye main aapko invitation deta hun ki aap Iss contest Mein apne khayaalon ko shabdon kaa Rupp dekar isme apni stories daalein jisko pura Xforum dekhega ye ek bahot acha kadam hoga aapke or aapki stories k liye kyunki USC Ki stories ko pure Xforum k readers read kartey hain.. Or jo readers likhna nahi caahtey woh bhi Iss contest Mein participate kar shaktey hain "Best Readers Award" k liye aapko bus karna ye hoga ki contest Mein posted stories ko read karke unke Uppar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske aalwa aapko apna thread apne section mein sticky karne kaa mouka bhi milega Taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab k liye ye ek behtareen mouka hai Xforum k sabhi readers k Uppar apni chaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna suru kar shaktey hain or woh thread 21st February takk open rahega Iss dauraan aap apni story daal shaktey hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna suru kardein toh aapke liye better rahega.

Koi bhi issue ho toh aap kissi bhi staff member ko Message kar shaktey hain..

Rules Check karne k liye Iss thread kaa use karein :- Rules And Queries Thread.

Contest k regarding Chit chat karne k liye Iss thread kaa use karein :- Chit Chat Thread.

Regards :Xforum Staff.

 

Agasthya

𝕿𝖍𝖊 𝕯𝖊𝖛𝖎𝖑 𝖄𝖔𝖚 𝕯𝖔𝖓’𝖙 𝕶𝖓𝖔𝖜..
Staff member
Moderator
38,319
18,972
274
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 

Aakash.

sᴡᴇᴇᴛ ᴀs ғᴜᴄᴋ
Staff member
Sr. Moderator
45,778
157,681
304
Annual Story Contest - XForum
Hello everyone!
We are thrilled to present the annual story contest of XForum!
"The Ultimate Story Contest" (USC).

"Win cash prizes up to Rs 8500!"


Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 8000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 25th March ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th April 2025 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.

Important Links:
- Chit Chat Thread (For discussions)
- Review Thread (For reviews)
- Rules & Queries Thread (For contest details)
- Entry Thread (To submit your story)

Prizes
Position Rewards
Winner 3500 ₹ + image Award + 7000 Likes + 30-day Sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 2000 ₹ + image1 Award + 5000 Likes + 15-day Sticky Thread (Stories)
2nd Runner-Up 1000 ₹ + 3000 Likes + 7-day Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-Up 500 ₹ + 3000 Likes
Best Supporting Reader (Top 3) 500 ₹ (Each) + image2 Award + 1000 Likes
Reporting Plagiarized Stories imag3 200 Likes per valid report


Regards, XForum Staff
 
Top