Yeh jism hai toh kya-
Yeh rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya-
Yeh ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chaahne ki aas ne
Tarah Tarah shikast hi hua
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai
Yeh rooh ka libaas hai
Yeh dard hai toh kya-
Yeh ishq ki talaash hai
Fanaa kiya mujhe
Yeh chaahne ki aas ne
Tarah Tarah shikast hi hua
Wahaan jahaan tuhi mera libaas hai
Wahaan jahaan teri hi bas talaash hai
Wahaan jahaan tujhi pe khatm aas hai
Wahin shuru, wahin pe daafn jaan hai