Update - 1
subah ki thandi hawa mujhe mehsus hui, aur mujhe mere muh muh dhul ka swad aya, main badi muskil se utha, main sadak ke kinare raat bhar se pada hua tha, aur meri haal sir dard se kafi kharab thi, main utha kar wapas ghar ki aur jaane laga, mujhe kal ka sara cheez wapas yad aa gaya...