• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,455
35,740
244
Aur ghar ka bhedi ka khulasa kab hoga q ki. Uspe kisi ka sak nhi gaya ki raaste Mai , ghatna aur abhay ke baare na milna nirasa , is baat pe kisi ki v najar nahi na Chandni , na Sandhya , na koi aur. Jikr kiya , jabki Chandni ko Cid batakr prastut par budhdhi ek v nhi yaa fir kahun be gun hai. ,

Baaki rahi Sandhya kaa to jab tak ye abhay ko paane ke liye abhay ki trah se na sochegi tab tak nhi milega
Jaise sandhya Raj ka sahara le rahi hai , mujhe lagta hai isse kahin wo galat na samajhle Raj aur sandhya ko ,
Aur hoga v yahi q ki abhay fir sochega Raj dosti nibha raha hai sandhya ke wajah se. ,, bahut loop hai story mai
Aagla update dekhte hain kon kitna deemag lagata hai
Thank you sooo much Ali is back
 
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories
🔥 Read Next Hot Story →
Discover more exclusive stories

DEVIL MAXIMUM

"सर्वेभ्यः सर्वभावेभ्यः सर्वात्मना नमः।"
Prime
11,455
35,740
244
Badhiya update bhai

Shalini ji ne ate hi raman ki lanka laga di ab dusra number lagta ha rajesh ka hoga or jaise dono plan bana rahe han abhay per hamla hi sakta ha

Idhar abhay ke muh se maa nikla to ek oal ke liye to laga sach me hi sandhya ko maa bol diya isne but shalini ko bola usne sandhya ke liye abhi bhi dilli dur ha sab lage ha spni spni koshishon me but lagta ha sb shalini ji hi kuch karke jayegi lagta ha

MM munde to detective nikla ye surprise tha

Idhar last me ye jo orat ha haweli wali ye bhai shanya bhi ho sakti ha shak ki sui udhar bhi jaa rahi ha thoda sa hi but shak to ha kher lagta ha jald hi uska pata lagne wala ha
Thank you sooo much dev61901 bhai
.
Sorry is bar ke leye jyada details me nahi kar paa raha hoo kam ki wajh se time kam mil raha hai uper se festival hope aap samj sakte ho bat bhai
 
Top