Aati sunder update,
Kahi se bhi ye kahani padhi huyi nahi lag rahi ,
Nayi tajagi ke sath aap kahani ko aage bada rahe hai aur bahut bariki se old kahani ki kamiya dur karte aa rahe hai,
Sandhya ko apne kiye gaye sab atyachar yad aa rahe hai, raman ne bahut kutilta se abhay ke khilaf sandhya ko kiya aur abhay ko sandhya ke khilaf jaise gav walo aur sandhya ke bich kar raha hai ,
Malti ne abhay par kiye gaye sab atyachar dekhe hai aur wo apni bato se sandhya ko vapish Wahi dard de rhi hai,
Sandhya aur raman ke kukarm abhay hi nahi shayad malti bhi janti hai,