Nice and excellent update....Update 3
Gunja so rahi thi.. uske kaann me chidiyon ki chehchahat aa rahi thi.. thandi hawa lag rahi thi.. gunja ne ankhen kholi.. samne Rudra ki chatai khali thi....gunja that se uth gai charon taraf dekhne lagi... Rudra kahin nahi dikhai de raha tha.. Mann me ye kaha chala Gaya.. subeh subeh.. yahan kahin hoga.. asman bas abhi neela huwa tha.. suraj ki lalima bas suru hui thi... kuch der intzar karne ke baad bhi Rudra nahi aya..to gunja ko bhay lane laga.. usne Rudra ko aawaj lagaii.. per koi response nahi aaya... gunja ki ankhen naam ho gai.. uska dil baitha ja raha tha... Rudra ka koi response nahi ... asoowo ki dhaar behne lagi.. kuch der baad.. usne apne ansoon ponche.. to samne nadi me ...ek sir use dikhai diya.. ankhen bannd kiye... bas sir hi uper tha....
Gunja ne gaur kiya.. wo sir pani me gol guma...
Gunja ne nadi taraf daud laga di.. rudraaa.....bhag ke pani me aa gai... rudra se lipat gai... rudraaa...
Rudra..kya huwa didi...aap ro rahi ho...
Gunja Rudra ke scene se chipak gai.. tu thik to hai ..
Rudra Haan Mai thik hoon..didi...
Gunja..to pani me kya Kar raha hai..
Rudra.. Mai to dyan Kar raha tha didi.. chalo bahar chalte hai.... dono bahar aaye.. aap rone kiu lagi...
Gunja.. kitni der se Mai tumhe bula rahi hoon.. tumhe koi awaj nahi di.. na kuch Bola fir tum pani me tair rahe the ankhen band..
Rudra .didi Mai to dyan Kar raha tha.. ek hi din me itna prem..
Gunja.. haan Teri hi galti hai
Rudra.. meri galti.. achcha meri galti haii..bas.. ansoon ponche.. chalo aab challte haii
Gunja.. aab baith Mai fresh ho leti hoon.. fir chalte hai.. tum tab tak dyan Kar lo..
Gunja.fresh hoke aai....Rudra ko dekhne lagi wo dyan mudra me baitha huwa tha...kitna pyara hai.. ye.. jitna sehej ye dikhta hai utna hai nahi... rudra utho...
Rudra ne ankhen kholi..samne gunja gile kapdon me jobuske badan se chipke huwe the..Rudra ne dekha.. Mann me sach me kadak maal hai didi..
Dono chal diye.. gunja..pehle kuch kapde lene padenge... aise to ..
Rudra..hhmm.. praise
Gunja..ye hai na.. bahut hai hamare liye...
Rudra..hhmm didi aap kuch kuch samajh rahi hongi mere sath rehna kathin hai
Gunja..mujhe bhi dyan karna sikha dena.. Mai Kar loongi.. tension na le ... Rudra mskaya.. dono dopher taak jungle se nikal se city taak aa gaye the... dono ne pehle kapde liye apne liye...
Gunja..chal kuch aur bhi lena hai..
Rudra..Haan chalo... dono undergarments ki shop pe gaye.. .gunja ne bra panty ka kaha... Rudra sath me hi tha. .usne kuch nahi kaha.. gunja.. salesgirls se...changing room hai..
Salesgirl ne ishara kiya.. gunja ek set bra panty ek etc salwar sure like gai change karke aai.... aap bhi change Kar liye yagya to poorn ho Gaya hai.. Rudra ne kuch nahi kaha.. wo bhi change karke aaya .
Gunja.. bas dekhti rahi.. Rudra ko handsome.. Salesgirl bhi..
Dono ne jyada samay nahi gawaya aur nikal gaye.. agle din dono..poori rant safe kiya poori din safar kiya... raat ko pahunch gaye mumbai...
Gunja..Rudra aab hame yahin rehna hai..
Rudra.. fir sonch lo didi... didi se gunja banna asan nahi mere sath jeevan kasht bhara ho sakta hai..
Gunja.. dono sath milke sab kashton ka niwaran karenge.. himmat ki kami nahi mujhme.. tum to samajhdar ho bahut jante ho.. mujhe bhi sikha dena...
Rudra..thik hai.. per yahan hamare pass koi identity nahi hai.. hame koi rent pe bhi ghar nahi dega.. hotel me bhi nahi ...
Gunja.. sab hoga..dheeraj rakh... waise meri many me sindoor hota to koi jyada sawal nahi karta..
Rudra..badi jaldi hai meri dulhan banne ki..
Gunja..yahin samajh le..per baat to sahi hi kaha hai...
Rudra.. chalo station se bahar chalte hai... dono bahar aaye.. texi kiya...
Driver..kahan chalna hai..
Rudra.. ne bataya... driver chal diya... ek ghante baad dono pahunch gaye... Rudra ne paise diye.. driver chala Gaya..
Gunja..yahan to kuch bhi nahi hai hum rahenge kahan..
Rudra.. aise hi khule asman ke niche.. Kal subeh kuch karta hoon... dono ne.. Narayan ke ped ke niche beech ke kinare raat gujari... agli subeh dono nikal gaye..
Gunja..tum kya dhoondh rahhe ho..
Rudra.. Jo fake I'd bana de.. abhi ke liye... bahut dhoondhne ke baad travel agency wala mila paise dekh ke maan Gaya... kaal mil jayegi.. Rudra ne Das hazar aur rakhe.. aaj hi chahiye...
Wo man Gaya.. shaam taak dono ke hath me id thi... haridwar ki hi fake banai thi...
Sath hi Rudra ne ghar ka bhi intzam kiya.. teen lakh me ek kamra kitchen Matlab chote ghar ka intzam bhi ho Gaya.. do dino me dono ne use khareed bhi liya gunja ke naam se... dono apne ghar me the...
Rudra..kya sonch rahi ho gunja..
Gunja.. tumhare MO se mera naam kitna achcha lagti hai...naam hi liya karo..
Rudra..Haan thik hai..
Gunja..sonch rahi hoon..kuch din pehle koi anathalay me thi.. koi thikana nahi.. aaj tum ho mere sath aur mere pass ek ghar hai..
Rudra..haan gunja.. per abhi bas deevaren hai ghar to hum ise banayenge... agle din Rudra ne ek job bhi dhoondh li... gunja ko bataya...
Gunja.. hhmm per bina document ke tumhe job mili kaise...
Rudra.. bas sanyog samjho gunja.. Mai job ki talash me tha.. ek restaurant me Gaya Chai hi pi leta hoon.. wahan pe ek lady baithi thi.. Ragini mittal Nam hai.. mittal industry ke owner ki beti thi... mene dekha wo kisi gambeer sonch me doobi hai hai Chai ke cup ko hi dekh rahi thi...
Mene pokncha.. miss any problem.. aap gambheer tension me hai..
Ragini..hhmm tumhe matlab..
Rudra.. nahi per Janne me kya burai hai.. kya pata aap ki problem ki key mere pass ho...
Ragini ne ek bar mujhe dekha.. fir batane lagi.. business me loss ka samna Karna pad raha hai.. uske papa bahut pareshan hai..unhe koi sahi rasta nahi soojh raha hai.. Mai bhi unki help nahi kar paa rahi hoon...
Rudra.. hhmm.. chaliye mulakat karaiye apne pita se.. dekhte hai kya Hal nikala ja sakta hai... ragini man bhi gai uski car se Mai mittal industry pahuncha.. Mr mittal ke samne baitha tha...
Mittal.. ye kon hai beti..
Ragini.. papa ye hai Mr rudraveer singh.. insanity kehna hai inke pass solution hai hamare business ko waps track pe lane ki..
Mittal.. beti ye khud bhi abhi bachche hai bhala..
Rudra..sorry to intrupt you sir.. don't judge me bofore.. aap apni problem bataiye..
Mittal.. hhmm tumhe kya chahiye
Rudra..aap ki company me advisor ki post.. with asking me any question about me..
Mittal ne bataya.. Rudra ne solution bataya..mittal bahut badhiya laga... Mr Rudraveer aap ka sukhav bahut badhiya hai. Thik hai aap ko advisor bana doonga...per..
Rudra..ye kaam karega sir.. aap be fikar rahiye...
Gunja. . Tum rehesmai ho Rudra..
Rudra..Haan ye to hai gunja... Das din beeet gaye.. Rudra office Janne laga.. gunja ne ghar sambhal liya... Das din baad .. Rudra gunja hame market chalna hoga...kuch shopping karni hai..
Gunja..abhi se.. chalo ...
Dono ne shadi ki shopping ki... gunja bahut khush thi.. dono wapas aaye..
Gunja.. Rudra. Shopping to ho gai..per shade Kab karoge..
Rudra..kaal karenge...
Gunja..kaal.. bahut badhiya... dono khana kha ke so gaye... agle din.. dono shadi ke jode me ready ho gaye... Rudra ne gunja ki madad ki.. use sajane me..
Rudra.. gunja mujhse jitna ho PA raha hai utna Kar raha hoon..
Gunja.. bahut achcha hai mujhe koinshikayat nahi hai Rudra.. ye to bahut badhiya haii. Pehle pehnao..fir ...aur Sharma gai..
Rudra. Bahut badmash ho gunja tum.. chalo.. dono nile gadi pehle hi book thi... dono baith ke nikal gaye.. ek ghante baad Mandir pahunch gaye...
Aap gunja... dono madir me aaye.. Rudra ne dandhwat pranam kiya..pranama gurudev... gunja ne dekha usne bhi kiya..
Gurudev..kalyan ho tum dono ka.. putra asan pe baith jao. Putri gunja tum bhi baitho...
Gunja ne Rudra ko dekha. Kuch kaha nahi.. baith hai.. gurudev ne dono ke vivah ki prakriya suru ki.. photoshoot ho raha tha...Rudra ne iska intzam bhi kiya huwa tha... gurudev ne dono ka vivah sampann karaya... dono ne gurudev ka shirvad liya...
Gurudev..akhandsaubhagyavati bhav..putri gunja... tum dono pati patni ho.. putri gunja.. Mai Rudra ka guru hoon.. tumse milne se pehle ye mere hi sanidhya me tha.. aab tumhare sanidhya me hai.. jeevan me ek baat yaad rakhna... Rudra ka jeevan bahut alas hai.. ye tumhe prem karta hai ye afoot satya hai.. is baat pe sandeh nahi karna.. doosra..samay ke hone jeevan ke badlaw ko swikarna.. Rudra ki takat banna use kamjor nahi karna.. tum uski badi behen ho.. aur aab patni bhi..
Gunja..ji gurudev...parantu. behen
Gurudev muskaye.. haan.. samay aane pe pata chalega.. aab tumhari vidai ka samay hai.. tumhare mata pita aab nahi hai.. tum mujhe apna pariwar manke.. mere ghar se apne ghar ko jao... gurudev ne gunja ki vidai ki rasm ki..gunja ki ankhen naam ho gai.. dono vida ho gaye....
Dono ka jeevan suru ho Gaya... Rudra ne gunja ko padhana suru kiya.. dyan yog ki sahna sikhai... ek varsh me inke ghar me ek kanya ka janam huwa.. Avni naam rakha Gaya.. gunja lagi rahi... MBA ho Gaya gunja ka... avni bhi school jane lagi... Rudra ne gunja ke naam se ek company suru ki Sara control gunja ke hath me.. usne pooncha..aap ye kiu karrahe hai. Sab kuch mere Nam pe hi karte haii.. akhir
Rudra..gunja mere se ye sab nahi sambhala jayega...tum hi sambhalo... tum bahut kabil ho..
Gunja.. kabhi kabhi aap in harkaton se mujhe Dar lagta hai..
Rudra.. gunja behes nahi.. mujhe research ke liye time chahiye.. Mai inme ulajh Gaya to ye kaise hoga.. Habari gudiya use bhi bahut kuch sikhana hai.. mujhe samay chahiye..
Gunja.. gudiya abhi choti hai aap use abhi se Ladai dyan pata nahi kya sikhane lage hai..
Rudra..gunja Haan use majboot to banana hoga.. aab Naya ghar ban ke taiyar ho Gaya hame wahan bhi shift hona hai...
Gunja ne kuch nahi kaha... ye sab name ghar me shift ho gaye.. ye ghar kya ek Chota mahal tha... bahut ki khoobsoorti se banaya Gaya tha.. avni bahut khush hai...Rudra ki God me ..Papa aab hum yahan rahe ge...
Rudra..Haan beta.. kaisa hai..
Avni..bahut sunder hai papa..
Samay beetne laga... Rudra aur gunja ne ek software company khadi ki.. ek electronics ki compnay suru ki... mobile banana ki company suru ki... in sab me 18 varsh gujar gaye... gunja ko Rudra ne brahmand ke gyan ki pustaken bhi padhai.. gunja ne Kai bar pooncha ise padhai ki kya jarurat hai ..kahan se milti hai ye ancient books aap ko
Rudra ne bataya are mil gai.. gyan mil raha hai to le lena chahiye...
Ek raat gunja Rudra apne room me baithe the.. avni awake dono ke beech baith gai..
Rudra.. kya huwa gudiya.. aap yahan..
Avni..Papa aab yahan son3 keliye poonchna padega...
Rudra.. na beta achcha batao kya baat hai..
Avni.. Papa is saal mera 12 th complete ho jayega... kuch din me result aa jayega. Pass to ho hi jaungi..
Gunja..Haan pass hamesha to tu top karti haii.. he he..he..
Avni..mujhe chandanpur University se MBBS karna hai...
Gunja.. wo to bahut door hai..
Rudra..thik hai beta aap pehle entrance to clear kijiye..
Gunja.. Rudra wo bahut door hai..
Rudra..nahi jaan ye bagal me hi hai MBBS ke liye best institution hai.. hamari gudiya ye karna chahti haii use karne dena chahiye.. ye to achcha hai USA ya London nahi ja rahi..
Avni Rudra ke gale lag gai love you Papa..
Gunja..hhmm thik hai.. teeno so gaye....
Kuch din me Avni ka result bhi a Gaya.. aur entrance bhi clear ho Gaya...
Avni admission lene ke liye taiyar thi.. Papa hum Kal kitne baje chalenge...
Rudra..gudiya aap ki maa jayengi aap ke sath..Mai busy hoon...
Avni..Papa aap ko bhi chalna chahiye...
Rudra.. samjhakaro beta..
Avni sad sa MO banaya... Rudra ne gale laga ke mo banane se kuch nahi hoga beta.. next day gunja aur avni nikal gaye chandanpur University...
Chandanpur University ek bahut badi university thi.. yahan Har type ke courses hote hai.. science arts engg medical..lagbhag sare ...
Dono maa beti pahunchi..
Avni..Maa ye to bahut badi hai..
Gunja..Haan beta tabhi to iska naam hai.. waise Mai jaanti hoon...is university aur yahan ka poor digital setup hamari company hi dekhti haii.... admission ke liye pahunch gaye... gunja ek jageh baith gai...Avni apne document verification ke liye line me lag gai...
Tabhi wahan se university ki vice chansllor Nikli... aap Mrs gunja hai na...
Gunja khadi ho gai wo janti thi samne Jo khadi hai wo VC hai ..
Gunja..pranam ma'am..
Vc..khush raho .. aap yahan kaise ..
Gunja..meri beti ka MBBS me admission karane aai thi..wo apne document verification ke liye gai hai..
VC.. apne sath khade staff se.. inki beti ka turant karwa ke VC office me leke aaiye...aap aaiy gunja ji mere sath.. aaap K pehle hi batana chahiye tha..
Gunja..koi bat nahi mam ye to mata pita ka dayitva haii aise hi nibhana chahiye
VC.. gunja ji aap itni badi business woman hai.. khair plz aaiye.. gunja apne bag uthane lagi staff ne utha Liya.. VC ke cabin me a gaye... Chai ya cofee
Gunja..chai sahi rahega..
VC.. Mrs mahima singh... gunja ji aap se hame business terms hai aap mehmann hai hamare..
Gunja..mam Mai yahan business ke liye nahi apni beti ke admission ke liye aai hoon.. Avni ke pita is chij se naraj hote hai ki.. hamare bade Hone ya dhanwan hone se kuch bada Kar Liya humne..
Mahima.. hhmm bahut Uttam vichar hai..aap ke Pati ke..per unse kabhi suna nahi..
Gunja..wo samne nahi aate.. hamesha mere piche khade hoke.. meri reedh ki haddi bane rehte hai..
Mahima.. fir to milna padega aap ke husband se ..
Chai aa gai... Avni bhi aa gai...
Avni..good afternoon mam..
Gunja.. pranam karo avni...
Avni ne hath jod ke pranam kiya..
Mahima..ne avni apne pass bulaya.. goal chume .. kalyan ho beta.. bahut pyari bachi hai... brillent bhi.. Avni..
Gunja ka phone Baja.. excusme mam..
Mahilma..OK...
Gunja..ji.. Han ho Gaya admission. . Vc mam ke sath.. kya.. per kya ye sahi hoga.. thik hai...pranamm..call cut..
Avni.. he he papa ne koi task de diya kya maa
Gunja. .Haan tere papa bhi pata nahi kya kya dimag me chalta rehta hai..
Mahima.. task.
Avni..hanaa papa aise hi karte hai.. Maa ko bhej denge ye kaam karna hai baa me phone pe do char kaam aur bata dete hai..
Mahima. He he he.. kya task hai..
Gunja.. chandanpur me office setup karna hai..
Mahima.. isme kya dikkat hai.. Mai bhi Madad Kar doongi..
Gunja ne phome pe msg tone baja..usne khola.... ye jameen hai madam ise khareedna padega...
Mahima..ne photo dekha.. dekhte hi samajh gai.. thik hai le lo...per bechongi nahi Mai.. ap apne office banaiye kaam kijiye... jameen nahi bechungi...
Gunja..it's OK mam
Mahima.. ne ek call kiya...baat ki.. call cut.. chahiye gunja ji..lunch karte hai..
Gunja..per..
Mahima..chaliye.. teeno ne lunch kiya.. advocate bhi aa Gaya.. Mahima ne bat ki.. gunja ke samne... vakil samjh Gaya.. kaal taak papers banana ka bolke chala Gaya...
Mahima.. gunja ji aab admission ho Gaya baki kaam.to kaal hi hoga.. so chalie ghar chalte hai... aaj hamare ghar
Gunja.. mam aab to aaya jana laga hi rahega.. plz bad me aaye to..
Mahima..thik haii..hotel..
Gunja..wo sab hai.. dono nikal gai...
Avni..Maa papa yahan kiu office banana chate hai..
Gunja..tere papa ke dimag me kya chalta haii kya pata . Aaj tak samajh aaya..hai kya
Avni..he he he..Maa papa ko bas pyar hi samajh aaya hai baki nahi...humse bahut pyar karte haii
Gunja..Haan ye to hai... next day official deal ho gai... next day ... bhoomi poojan bhi karne ka intzam ho Gaya...
Gunja ne mahima ko bulaya tha with family... mahima..uske husband mahendra... ek beti.. Rashmi aai thi...
Poojan suru huwa hi tha avni baithi thi... poojan ke liye...gunja ka phone baja.. ji .. kya.. aap Har baar new task kiu day dete hai.. khud hi sari planning Kar lete ho mujhe last me batate ho... thik hai..call cut...
Mahima..aab kya keh diya..
Gunja.. keh rahe hai chuki bhoomi abhi bhi aap ki hai aur hum kewal kaam Kar rahe hai to.. jiski bhoomi hai uske parivar ki putri ko bhi bhoomi poojan me avni ke sath baithaya jaye..
Mahima..ye bhi sahi hai...rashmi beta aap bhi poojan me baithen... avni aur rashmi dono hi poojan me baith gai..dono ke hath se pehli int rakhi gai....aur building banne ka kaam suru ho Gaya...
Poojan ke baad.sab baithen the..
Mahendra..gunja ek pal me kya kiya aap dono ne mujhe to samjh nahi aaya..
Gunja..sir samajh to mujhe bhi aab Jake aaya hai..
Mahima..kya.. samajh aaya..
Gunja..avni ne bahut pehle hi yahan padhai ki ichcha jahir ki thi.. tabhi inke dimag me uthal puthal machi hogi... planning karne lage honge.. jab hum dono yahan aaye to bas implementation ko bol diya.. Mumbai se yahan .. ye sab setup pehle se hi ready kiya hoga..
Mahendra.. hame bhi milwaiye apne husband se akhir kon hai itna tez ...
Avni..sir papa se milna tedhi kheer hai.. minister ko bhi MO bol dete haii chal bhag kaal aana...
Mahendra.. beta aap plz mere liye bolna aap ki baat nahi talne wale...
Avni.. aap bade hai papa ne badon ki baat talna nahi sikhaya.. per is duniya me koi nahi Jo mujhe meri papa ki ichcha ke Bina koi kaam karwa le.. Mai bat karungi..
Mahima.. he he he.. rashmi aap ko kya huwa maa.. mahima ne kaha.. avni bahut tez hai..ise tere papa ko indirectly keh diya..ki wo kahegi. Per manna na manna uske papa ki ichcha pe hai..
Gunja..Mai bat Kara deti hoon. .call kiya.. hello.. aap se mahendra sir bat karna chate hai... aap ko kya huwa itna ghabra kiu rahe hai.. baat hi to karni hai..lijiye sir baat kijiye...
Mahendra.. hello..
Rudra..pranam sir...
Mahendra...khush raho ..kaise hai aap..
Rudra..aap ka ashirvad hai sir..
Mahendra.. bahut prabhavit huwa aap ke bare me jaan ke.. Haan aap ka naam kya hai...
Rudra... veer hai sir..
Ye sun ke gunja aur avni dono ke kaan khade ho gaye...
Mahendra. Aap se mulakat Kab ho sakti haii..
Rudra.. shama kijiye sir usme abhi samay...Mai aap ke charan pakad ke shama mangta hoon.. meri kuch vyaktigat karno se Mai aap se milne me saksham nahi hoon..
Mahendra.. achcha achcha.. thik hai..jab free ho jana tab milna..
Rudra..ji sir.. pranam..
Mahendra.. khush raho.. call cut ho Gaya..
Avni.. Maa papa ko pehli baar ghabrate suna hai.. unke ke mo se awaj hi nahi aa rahi thi ..
Gunja.. Haan sir aur mam ka bahut samman karte hai.. hamesha se..
Office ka kaam suru ho Gaya.. gunja kuch din yahan rahi.. Avni ka college bhi suru ho Gaya.... rashmi bhi avni ke sath hi thi.. dono me dosti hona sehej raha bahut ghanishta bhi aa gai...
Beech me ek baar avni Mumbai bhi aai.... dekhte dekhte.. avni ka 18 birthday bhi.. aa Gaya...
Gunja..Rudra gudiya ka 18 birthday hai.. kya karna hai .
Rudra..hhmm wahi sonch raha hoon akhir kya karna hai..
Gunja..party karte haii aur kya..
Rudra.. gunja ye hi chunaoti hai..
Gunja..isme kya chunauti..
Rudra.. wo chandanpur me hai..
Gunja..yahan aa jayegi..ya hum wahanchal3 jayenge...
Rudra.. hum nahi ja sakte.. matlab Mai nahi ja sakta..
Gunja.. aap akhir chandanpur kiu nahi jate kya raat hai wahana ..
Rudra.. ne gunja ko dekha.. mera ghar hai chandanpur...
Gunja...kkyaaaaa.... aap ka ghar hai chandanpur me...
Rudra.. Haan gunja..
Gunja. Kahan haii ..aap ne kabhi nahi bataya..
Rudra.. pooran chandanpur hi mera ghar hai.. aur Mai Raja rudraveer sing..
Gunja.. aap kehna kya chahte hai..
Rudra.. gunja Shri mahendra ji mere pita hai.. aur Shri mati Mahima wo meri maa hai..
Gunja..kyaaaaa... itna bada raaj aap ne chupaya mujhse...
Rudra..abhi bhi chupa ke rakhna hai..gunja.. abhi samay nahi huwa hai mera ghar wapas Janne ka..
Gunja. .Maa ko pata hai aap hai..
Rudra..Haan unhe pata hai Mai hoon aur gurudev ke shiksha ke liye Gaya huwa hoon..
Gunja.. wo jinhine hamari shadi karwai thi...
Rudra.. haan wahi..wo hamare kulguru hai..
Gunja..per lagta to nahi..18 saal se hum dono sath hai..Maa ko dekh ke nahi lagta ki unka aap jitna bada beta hai
Rudra..18 varshon me hum kon sa bada gaye hai hai.. waise hi to hai. Haan aap today gadra gai hai didi....
Gunja..badmash didi kiu bol rahe ho..
Rudra.. waise jaana to bahut kuch hai aap ko... Avni ka 18 th birthday haveli me hi celebrate karna hoga..
Gunja.. wo to chandampur me hai na..
Rudra..Haan..
Gunja..aap wahan ja nahi sakte..
Rudra.. ye to tumhe hi karna hoga.. rashmi ka bhi birthday usi din hai.. so
Gunja.. abhi bhi mujhse kuch raaj chipa rahe hai ..
Rudra.. bahut kuch to janti ho
Gunja.. aap ke rakhailon ki bat nahi kar rahi hoon Mai.. wo to Mai hi aap ko sambhal nahi pati.. ek hath lund liye ho.. meri choti bur nahi sambhal pati... aap ko chhot de di Taki aap santusht raho.. Mai sab kuch Janna choti hoon... yahan kuch to bahut bada hai Jo Mai bariki se samajh nahi PA rahi hoon..
Rudra.. Haan wo ye hai ki Mai aap hamari beti me super natural powers haii...
Gunja...kyaaa.. matha sikoda.. ye kaise huwa.. mujhe..
Rudra..tabhi to itna saal se tumhe aur avni in sab ke liye taiyar Kar raha hoon.. Taki Jan ye shaktiyan jagrit ho tab ise sambhal sako...
Gunja... achcha ye Kab jagrit hongi. .
Rudra. Avni ke birthday se hi iski suruvat hogi..mujhe bhi jyada kuch nahi pata ...
Gunja.. aap to sab jante ho..Mai bhi Jan gai..per avni.. uska kya..
Rudra..wahi to tension hai.. gurudev ne bata diya hai..avni shaktiyan swayam hi jagrit hongi uske prabhav se meri aur tumhari...avni ko abhi do saal tak jab tak Mai haveli nahi pahunch jata iske bare me batana nahi chahta...
Gunja.. jab uski shaktiyan swatah hi jagrit hongi to use to pata ho hi jayega..
Rudra..use hi to rukna hai..
Gunja...kaise rukenge..
Rudra.. iske liye tumhe ek bat janni hogi mere bare me...
Gunja..aur wo kya hai... Rudra ne gunja ke math pe angootha rakh ke use bata diya...gunja ki ankhen badi ho gai...kyaaaaa....
Rudra..shant gunja..
Gunja.. aap bahut bade kamine ho..
Rudra..Haan wo to hoon..
Gunja.. per..
Rudra..meri jaan koi rasta nahi hai hamare pass hame ye karna hi hoga.. hamri gudiya ke liye..
Gunja shant ho gai.. kuch der bad boli.. thik hai..Mai aap ke sath hoon..per ye karna aap ko hi hai...
Rudra..haan. ..kaal nikal jana... Maa tumhe rashmi ke birthday ke liye invitation dengi..
Gunja..aap ko itna yakin hai..
Rudra..haan.. aap ko sambhalna hai...