lovelesh
Member
- 167
- 370
- 63
अतिरोमांचक! बहुत बढ़िया अल्पांश। मायरा ने बहुत सी चालें एक साथ चल दीं हैं, उधर सुषुमि अपने जोड़े से अलग ही नहीं हो पा रही। पर मुझे लगता है की जीत के लिए सुषुमि की आवश्यकता पड़ेगी ही। तान्या, करिश्मा, और वर्णिका के पराक्रम पर कोई संदेह नहीं है, किंतु पिशाचों की टुकड़ियां संख्या में अधिक होने से इन पर अत्यधिक दबाव बन जाएगा। ऐसे में सुषुमि जैसी बलशाली और अनुभवी चुड़ैल का रणभूमि में होना आवश्यक हो जाता है। मुझे अब भी किसी मुख्य चरित्र की मृत्यु का भय सता रहा है। मियोमी या शालिनी को खोने पर बहुत पीड़ा होगी। ये भी एक संभावना है की वीर की रक्षा करते कहीं वर्णिका का कुछ अहित ना हो जाए। वीर अपनी दूरदर्शिता का परिचय तो दे रहा है, पर मुझे लगता है की एक चिकित्सक टुकड़ी का प्रबंध करने का विचार लड़ाई आरंभ होने से पहले ही किया जाना चाहिए था। मुझे लगता है की मिखाईल-दिखाईल भाइयों का द्वंद्व अवश्यंभावी रूप से करिश्मा-तान्या की जोड़ी से रोमांचक बन पड़ेगा। गुडखर नाम के जीव की क्या शक्तियां हैं और क्या वह केवल भीरु पिशाचों को ही मारने का कार्य करने वाला है, या स्वयं भी आक्रमण करेगा यह जानना रोचक होगा। उन चांद के पत्थरों की उपयोगिता भी अभी सिद्ध होनी शेष है, क्या वे पत्थर गुडखर पर भी प्रभाव डालेंगे? देखते हैं।A
(2)
Udhar shusumi bahar nikal hi nahi rahi thi. Aur uske kille par hamle chalu the. Jese hi pata chala ki vo mritak hadpunjaro ki sena ka tod mritak haddiya hi he to dher sari haddiya nikali gai. Gun talwar sab ki jagah sidha hi haddiyo se hi ladhai ladhi gai.
Ladhai ke doran hi haddiya ghis kar chhil kar haddiyo ke hathiyar banae gae. Shusumi ke mahel me haddiyo ki to kami hi nahi thi. Shusumi ne najane kitne logo ka khoon pi pi kar unhe mar dala tha.
Dhire dhire kille ke andar ghuse sabhi mritak kankali shena ko bahar dhakel diya gaya. Vo takriban khatam hone ki kagar par hi the. Ladhai ke douran hi kille ke bade se main darwaje ko ek bar fir repair kiya ja raha tha. Sath hi har vo chij jo nast ho chuki thi. Chudeli jadu se thik kiya ja raha tha.
Par koi bhi chudel ghayalo ko thik karne ke lie apna khoon nahi de rahi thi. Khud Shalini bhi nahi. Par Veer apni maa ki tarah sochne laga tha. Ye to bas shuruat he. Chudele bhi janti thi ki agala hamla is se bhi bada hoga. Veer ne chilla kar apna hath utthaya.
Veer ; pishaji hathiyar vapas tainat kiye jae. Nae hathiyar nikale jae. Purane hathiyaro ko jald se jald thik karo. Aur jo ghayal ladh nahi sakte unhe jald hi andar le jaya jae.
(2.1)
Vahi dusri taraf regishtan se dur ek khandar jese purane mahel me Mayra apna dera jamae hue thi. Uski bahen kayra ne dushman ki takat kam karne ke lie jo kankali foj bheji vo kamyab ho rahi thi. Itna to sirf Mayra ka sirf ek hi petra tha. Uska ashli khel to abhi baki tha. Mayra khander ke ek hisse me ghum rahi thi.
Use kisi ka intjar tha. Bahot sare nar pishaj. Jinka kabhi joda nahi ban pata. Ya fir vo bana na hi nahi chahte. Ek zund ke barabar jitne us khandar ke pas ekhattha ho gae. Sabhi ko joda bana ne ya kisi pishajni se sambhog ki lalsa thi. Sabhi vaha aa gae. Mayra ne hi unhe bulaya tha. Mayra unki taraf jakar khadi ho gai.
Mayra ; (chudeli bhasha) aao dosto. Tum sab ka yaha swagat he.
Male pishaj 1 ; kaho rani. Hame yaha kyo bulaya he.
Pishaj 2 ; kya joda bana ne ke lie nar ki kami he.
Pishaj 3 ; ya apni tadad badhane ke liye apni pishajni ke garbh me bij dalvana chahti ho???
Mayra ne unhe shant rahene ko kaha.
Mayra ; sssss shant ho jao dosto. Shant.
Vo sabhi shant ho gae. Mayra unhe bahot hi rangin shapna deti he.
Mayra ; tum sab jante ho. Me yaha kyo aai hu.
Pishaj ; ha ham jante he. Par kille ke pas jana bhi hamare lie khatea he. Us kille par inshan bhi us chudel(shusumi) ki rakhvali karte he. Aur unke pas pishajo ko marne vale chandi ke hathiyar bhi he.
Pishaj 2 ; par ham tumhare lie khatra kyo mol le. Us pishajni se hamari koi dushmani bhi nahi.
Pishaj 3 ; vese bhi vo uski nirdharit seema he.
Mayra ; agar mere lie unpar hamla tum me se koi karega. Aur jinda vaapis louta to use mere zund ki man chahi pishajni se joda banaya jaega. Yahi nahi. Use zund me bhi shamil kiya jaega.
Sabhi nar pishajo ko lalach aa gai. Halaki Mayra janti thi ki inme se aadhe mare jaenge. Vo kamjor he. Tabhi kisi zund ke nahi he. Kuchh khatrnak pishaj bhi the. Par vo bagi the. Tabhi ek bahot khukhar pishaj aage aaya.
Mikail ; me ladhunga. Aur mera bhai bhi. Par jite to hamare lie khas kya he???
Mikail ek zund ka sadasya tha. Aur bahot khatrnak bhi. Uske zund me uske sath ek joda bhi thi. Lekin mikail bahot si kamjor pishajniyo ke garbh ko mar kar kha gaya. Unke jodo ko bhi mar dala. Taki un kamjor pishajniyo ke sath sambhog kar sake. Vo pishajniyo ko itna majbur kar deta ki unhe uske sath sambhog kar sake. Mayra janti thi ki use bina ladhe Mikail unhe Jeet dilva sakta he.
Mayra ; ohhh kya chahiye tumhe batao.....
Mikail ka bhai Dikail bhi vesa hi tha. Usne bhi Mikail ki taraf apne jode tak ko bhi mar dala. Vo khud bich me aa gaya.
Dikail ; agar jitne par muje aur mere bhai ke sath milkar tumhari bahen kayra ka doda bane to ham tumhari taraf se ladh sakte he.
Mayra janti thi ki vo shusumi ko kamjor kar denge. Hara to nahi paenge.
Mayra ; muje manzur he.
Mikail ; kya tum vada karti ho???
Mayra halka sa hasi. Kayra ek sath 2 nar se joda bana na kabhi nahi swikarti. Par vo vaha thi hi nahi.
Mayra ; (smaile) ha..... Me vada karti hu. Agar tumne hame jeet dilai to vo tum dono bhaiyo ki joda banaegi.
Dikail ; sirf vo kyo??? Tum kyo nahi.
Mayra ; kyo ki me joda nahi bana na chahti. Par mere karib aao.
Mayra ne apna pishaji roop badal liya. Aur vo bahot kamukh roop me aa gai. Vo dono pishaj bhi bahot hi shandar inshani roop me aa gae. Vo dono Mayra ke ird gird dono taraf se chipak gae. Dono hi Mayra ke badan ko sahelane lage. Mayra bhi dono ke galo ko ek sath hi sahelati he.
Mayra ; ab jao... Yahi wakt he. Me Jeet ka jashan sirf tum dono ke sath hi manaungi.
Mayra ka kahene ka matlab sidha hi tha. Jeete to vo dono ke sath sex karegi. Vo dono bhi apne apne pishaji tukdi ko lekar hawa me udd gae. Par Mayra ka dusra var sirf itna hi nahi tha. Usne ek sandukh khola. Aur usme se ek shetani jeev bahar aaya. Jo bahot ghinona char pero vala jeev tha. Us jeev ka name tha gudkhar. Gudkhar jo pishajo tak ka shikar kar deta he. Ye vese to liyaka ka paltu tha. Par Mayra ne use lambe wakt se pal liya tha.
Ab vo liyaka se jyada Mayra ka vafadar tha. Halaki takatwar chudele gudkhar ko mar sakti thi. Tanya ,karishma, varnika, shusumi. Par Shalini aur Miyomi itni takatwar nahi thi. Mayra gudkhar ke pas aate unhe sahelane lagi.
Mayra ; sabas gudkhar. Tum in pishajo ko maro. Jo us jung se bhagne ki kosis kare.
Vo gudkhar jump kar ke hawa me udd gaya. Gudkhar bhi pishajo ki tarah ashman jamin pani har jagah panap sakta he.
जीत का अपमान तो हुआ, पर कुछ कमी सी रह गई। बहुत सस्ते में छूट गया अभी तो। पर बकरे की अम्मा कब तक खैर मनाएगी? उसका भी, अपने बाप से बुरा नहीं तो उसके समान बुरा हाल होना चाहिए। हाकिम तो निश्चय ही एडियां रगड़ रगड़ के मरेगा (या उससे भी अच्छा, एड़ियां रगड़ते जिएगा,
दासों के सदृश), जीत की मृत्यु भी भयंकर होनी चाइए।