- 7,679
- 8,952
- 189
Update ... Wednesday night / Sunday morning or night...
Last edited:
mazedaar update
Nazim ke liye thoda bura lag raha hai
par theek hai,,,,
Tony ekdum se sudharne lag gaya hai
Backup tha but istori jiss disha mai jaa rahi thi...Fans....Ju to celebrity nikle
Backup nahi rakha tha kia mind me![]()
Fan prediction se to Marvel bhi nahi bachi to ju ki story kaise bache gi![]()
Election... Bhull rahe ho mahoday...Lemme use my math skills.... Month me 4 hafte minimum matlab 8 Update 2.5 Maheene hone wale hai to....19-20 Update hone chahiye the.....Gadari ker be![]()
Itna Excited hu ke 3 maheene me sabhi Update parh lu ga![]()
He he he... It was a surprise... Istori kaise rahegi... As Title it was Kalyug story so Jayda fantasy nahi hai Normal...Abhi kuch Idea nahi hai ke kia daikhne ko mile ga, Lekin Story Fantasy based lag rahi hai to fantasy ke liye to main har samay ready hu, Umeed karta hu ek achi story parhne ko mile gi aur ju bhi umeed karo mere ko achi lage warna![]()
Kuch hi der mai...Bhai, Aap apne update ke schedule par nahi dete. Pratiksha agle rasprad update ki
Nice and fantastic update bhai keep posting
Such a emotional update
awesome update
Shandar update
Awesome update bhai![]()
Shandar update
timely update na ane ki wajah se logo ka bhi man nahi karta us kahani ki taraf jane ka
aur jaha tak apki kahani ka sawal hai jo theme hai aur jaise chal rahi hai kahani ko samajhne wale log hi attract honge jo kahani padhte waqt use bahut imagine karte hai
jaise is kahani ko hindi forum ke page 1 par pin bhi kiya gaya tha jaha tak mujhe yad hai aur reach bhi badhi hogi par story base line aur late updates karan ban rahe hai
sunday ka update tuesday ko mil raha hai to wednesday ka update kab milega
mante hai apki bhi life hai to kuch samay ke liye weekly update de diya karo par is decision se aur approch ghategi
is reveiw ko ap positive view mai bhi le sakte hai aur negative bhi wo apke upar hai
agar dil se likh rahe ho to ap likhte rahoge ya bas reveiw aur like ke liye likh rahe ho to sorry kahi kisi mod par jake apko kuch aur sochna padega ya likhna chod doge 10 sal ka experience hai mera aur najane kitni haseen kahaniya lekhak ne khud adhuri chodi hai aur chand hi hoti hai jo majburiyo ki wajh se adhuri chute
baki raha samay ka sawal to har kisi ke pas plenty of time hota hai jo wo akele spend karta hai
Nice update
Kuch time se kisi bhi story par koi review nahi diya maine, busy tha.
Nazim apne plan main kamyab to nahi ho paya, lekin sab kuch barbad kar gya.
Jo nahi chahta tha vahi hua, yashoda ki death. Dekhte hai ye incident kahani me konse mod le kar aati hai.
Kahani ke background me bahut kuch chal rha hai. Nazim ko marne vala vo ladka yaa phir yashoda ki maut ki vajah.
Pichle update me iss aadmi ki beti ki jaan khatre me thi. Aur ab yahan yashoda ki death hona. Aur uss aadmi aur aurat ki baat se lag rha hai ki shayad apni beti ko bachane ke liye unhone yashoda ke sath kuch Kiya hai. Ab kya Kiya hai ye to aage hi pta chalega. Aur dekhte hai bhavishya me iske kya parinaam honge.
Baat karu reviews yaa view kam hone ke to uske 2 reasons lag rhe hai mujhe.
1. Update ka time par naa aana aur unke bich ka badhta gap.
2. Kahani ab tak apne plot ko establish nahi kar payi. Yu to kahani me koi kami nahi hai writing style aur plot acha hai. Lekin unexplained hai.
Aapne hi kaha tha ki kahani me fantasy aur supernatural powers ka bhi role hai, lekin ab tak kahani puri tarah se emotional rahi hai, ab aise me thodi boriyat to hone hi lagti hai. Emotional, action, thriller sabka cocktail ho to maja aata hai, jyada vakt tak agar ek hi tarah ki tone me story chale specifically emotional tone me to ubaupan ho jata hai.
Don't take it wrong, sirf mujhe Aisa lagta hai. It's upto you totally ki kahani kaise likhni hai.
Nice update, eagerly waiting for update
Thanks
Yashoda mar gayi to Tony nazim ko chhodega nahi. Pratiksha agle rasprad update ki
Tow Yashoda ka chapter yahi se khatam hota h bechari Yashoda ko kabhi sukh nahi Mila nandu Jawan ho raha tha tow shayad ab sukh bhare din aate ya fir tony Shaadi ker leta tow lekin woh bhi kuch nahi huwa
Woh aadmi aisa kyon keh raha tha ki (kia hamne sahi kia) tow in Longo ki wajah se Yashoda Mari
Baherhal sweety ki wajah se nandu k honto per thodi muskan tow aayi
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Behtareen shaandar update bhai
Waiting for next update
Emotional update
Abhi Yashoda ko lekar jaa raha hai wo baccha
jiski Maa usko janm dete mein marr gayi thi
Nice update
Mast![]()
Bahut hi mazedar update
UPDATE POSTED...Bhai, Aap apne update ke schedule par nahi dete. Pratiksha agle rasprad update ki