Update 273
Nidhi jab se wapis aayi thi man hi man wo peeda se bhari hui thi. Peeda , pehle pyar k safal na ho pane ki . Peeda , kisi ko apna bhagwan man kar bhi uske dwara na apna ye jane ki . Peeda , jise pati k roop me man se swikar kiya aur bhagwan ne khud jise uska pati bana diya uske dwara is tarah berukhi se thukraye jane ki. Magar fir bhi use Amit par zara bhi gussa nahi tha . Balki uske liye man me abhi bhi waisa hi pyar tha . Chahe usne khule shabdo me ye bata bhi diya tha k wo kisi aur se pyar karta hai aur usi se shadi karna chahta hai par fir bhi na jane kyun wo Amit ko pati manne ka khyal dil se nikal hi nahi pa rahi thi. Akhir nikalti bhi kaise wo to thi hi aisi . Ek bar jise man se pati man liya to man liya ab chahe kuch bhi ho. Isi liye to wo Amit se dil ki bat keh saki . Warna wo kahan aisi thi k kisi se is tarah dil ki bat kehti aur wo sab karti jo kar guzari. Wo sare rishte naate tod kar sab kuch chhod kar Amit sang jeewan bitane ko taiyar thi bhale hi anjam kuch bhi ho. Jabki wo to aisi nahi thi aam zindagi me. Magar uske andar jo ek bhaartiy naari ka dil tha uske andar kewal ek hi bhagwan ho sakta tha aur wo amit ko apne man mandir ka bhagwan bana chuki thi. Shaniwar ka din to nidhi ne office me hi nikal diya aur ghar bhi der se aayi . Uski bujhi bujhi si shakal dekh kar karishma ne karan janne ki koshish ki par nidhi ne bahane se taal diya . Ghar aa kar bhi tabiyat sahi na hone ka keh kar bina khaye hi kamre me khud ko band kar k sone ka bahana kar sari rat jagti rahi aur andar hi andar ghut ghut kar Ritu rahi. Wo bhagwan se ek hi sawal puch rahi thi k akhir kyun ? Kyun uske man me usne Amit k liye wo pyar jagaya jo ek behan ko bhai se nahi hona chahiye . Kyun uske hathon se uski maang bharwayi agar wo use pati k roop me de hi nahi sakte the . Kyun wo bar bar ishara karta raha k Amit hi uska jeewan sathi hai aur kyun wo sab hua jiski vajah se wo majbur hui Amit k bare me sochne k liye . Magar is sab ka jawab kahan tha aur kaun deta ? Jawab to kewal samay hi de sakta tha aur samay k garabh me kya chhipa hai ye bhala koi insan kaise jan sakta hai . Magar is Amit k inkar kar dene se nidhi k samne ab koi rasta nahi bacha tha. Pichle kuch dino me uski ma Rajani aur pita ne us par zabardast emotional dabav bana diya tha ladka dekhne k liye . Wo ladka jo uske pita ne uske liye pasand kiya tha aur Rajani bhi usse mil chuki thi . Khair Sunday ka din to office se off rehta hai is liye aaj nidhi ko ghar hi rehna tha aur is vajah se rajani aur uske pati ne poora man banaya hua tha k aaj wo nidbi ko mana k rahenge . Par roz ki dinacharya k mukable aaj nidhi jab der tak kamre se bahar na nikali to rajani ko uski chinta hone lagi. Rat bhi wo bina khaye so gyi thi aur tabiyat bhi kharab hone k keh rahi thi. Rajani ne jakar darwaza kholne ki koshish ki to wo andar se band tha jabki nidhi darwaza kabhi aise band nahi karti thi. Rajani ko chinta me dekh uske pati ne use samjhane ki koshish bhi k wo chinta na kare par ma kahan manti hai. Fir bhi kuch der k liye wo man gyi k shayad tabiyat ki vajah se aaj wo der tak so rahi hai. Par sachai to ye thi k wo der tak roti rahi thi is liye abhi tak so rahi thi . Par jab 9 baje tak bhi darwaza na khula to is bar rajani k sath khud nidhi k papa bhi darwaza pitne lage . Ye dekh naina bhi chinta me pad gyi . Par khair kuch der bad nidbi ne darwaza khola . Uski ankhen suni hui thi jo rone ki vajah se thi par sab ne yahi samjha k tabiyat ki vajah se aisa hua hai . Magar rajani bechari to rone hi lag gyi k nidhi ko achanak ho kya gya hai . Ma aur papa ko chinta me dekh nidbi bhi apna gum bhool unhe samjhane ki koshish karne lagi k wo theek hai par ma kahan manti wo to apni beti ko apni goad me sir rakh kar litane k bad uske sir ki malish karne lagi. Khane ka kam naina k jimme tha jo usne sambhal liya . Baap ki bhi chinta khatam ho gyi k chalo beti theek hai . Magar rajani ka man kahan man raha tha . Khair nashta bhi ho gya aur ab nidhi bhi nah kar fresh ho chuki thi. Tab rajani aur nidhi k papa dono baith gye nidhi ko gher kar .
Rajani : nidhi beta , dekh aaj tujhe hamari baat manni padegi , hum tere dushman thoda hain hum tere bhale k liye hi to keh rahe hain . Tu ek bar us ladke se mil le . Agar tujhe pasand na ho to inkar kar dena par ek bar mil to le .
Nidhi : maaaa , maine aapko pehle bhi kaha hai k main abhi shadi nahi karna chahti . Aap kyun baar baar ye sab keh kar mujhe majbur kar rahi hain.
Rajesh : beta kab tak aise hi mana karti rahegi? Akhir ek na ek din shadi to karni hai na , Fir dikkat kya hai? Hum tum par koi dabav nahi bana rahe . Tu ek bar bas mil le ladke se. Agar tujhe pasand na aaye to kehna . Main use ache se janta hun mere sath hi bank me kam karta hai . Sarkari naukari hai ghar me bhi uske koi nahi hai. Ladka bahut acha hai . Bahut sanskari hai . Tu bahut khush rahegi . Maine itne salon me kabhi tujhe majbur nahi kiya uske liye kyunki mujhe khud hi kabhi koi ladka tumhare kabil nahi laga . Magar ye pehle ladka hai jo mujhe tumhare liye pasand hai. Aisa rishta to dhoondhe se bhi nahi milta beti. Tu bahut khush rahegi. Tu nahi samajhti beta k ek baap k dil me kitne arman hote hain apni beti k liye . Apne dil k tukde ko bhala koi aise hi kisi k hawale kar sakta hai ? Maine jo ladka pasand kiya hai wo heera hai heera . Har mamale me tere kabil hai. Tu bas ek bar mil le , mujhe poora yakeen hai k wo tujhe zarur pasand aayega.
Nidhi: papa please , main kaise samjhaun aapko k main shadi nahi karna chahti . Aap kyun bar bar mujhe majbur kar rahe hain.
Rajani : shadi nahi karni to kya sari Umar aise hi hamare sir par baithi rahegi? Har ladki ko ek na ek din shadi kar k jana hi padta hai . Tu ye bat kyun nahi samajh rahi ? Shadi k bad hi naye jeevan ki shuruat hoti hai . Agar tu aise karegi to hum logon ko kya jawab denge ? Kal ko naina ki shadi bhi to karni hai . Agar tu hi shadi nahi karegi to tere bhai behno ka kya hoga ? Main teri ma hun , Tera bura to nahi chahungi na ?
Nidhi : theek hai ma , agar ye bat hai to main yahan se chali jati hun. Waise bhi company ki taraf se mujhe flat to mila hi hai , main wahin reh lungi aap logon ko meri chinta karne ki zarurat nahi.
Ye bat sun rajani ko bahut dukh hua aur wo rone hi lagi.
Rajani : akhir ho kya gya hai tujhe ? Kiski nazar lag gyi hai tujhe ? Tu to aisi nahi thi . Tu kya hum par bojh hai jo hum tujhe ghar se nikalna chahte hain? Agar tujhe koi aur ladka pasand hai to humen bata hum uske sath teri shadi karwa denge . Tu ek bar bata to sahi .
Nidhi ( man me ) main jisse shadi karna chahti hun usse na to aap kabhi meri shadi karwayenge na ab ye shadi ho payegi. Shayad ab akele rahna hi meri taqdeer hai kyunki uske ilawa to ab main is janam me kisi ki ho nahi sakti .
Nidhi : ma , kya shadi karna itna zaruri hai ? Kya meri koi marzi nahi ? Agar main shadi nahi karna chahti to kya zaruri hai k iske piche koi ladka hi ho? Main shadi karna hi nahi chahti ma . Main bas akele rehna chahti hun. Mujhe ye sab pasand nahi hai . Agar aap k liye zaruri hai to aap naina ki shadi krwa dijiye . Main alag reh lungi jisse koi masla na ho. Aap logon ko kuch bhi keh dena. Waise bhi baten karne wale to kuch na kuch kehte hi rahenge. Bas main shadi nahi karna chahti .
Rajesh : beta ye kaisi baten kar rahi ho tum? Tum akhir kis vajah se shadi nahi karna chahti humen kuch to batao? Akhir main khud ko kaise samjhaun k meri fool si bachi kyun shadi k nam se nafrat karne lagi hai? Ek baap k liye sabse bada bojh uski beti ko ache ghar me beyahna hota hai . Agar tu shadi nahi karegi to tera ye baap isi gum me ro ro kar mar jayega k wo apne baap hone k farz nahi nibha saka . Kya tu chahti hai tera baap ye bojh apne seene pe lekar mare ?
Apne pita ko karuna bhari baten sun kar nidhi ki ankhen bhi behne lagi thi jo pehle hi ma ka rona badi mushkil se bardasht kar rahi thi
Nidhi : theek hai papa , agar aap yahi chahte hain to theek hai . Aap jahan chahte hain meri shadi karwa dijiye . Par is ghar se meri doli nahi meri arthi uthegi. Main zinda to rahungi par lash ban kar .
Itna keh kar nidhi tez kadmo se ghar nikal gyi apne aansoo ponchti hui. Piche reh gye rajesh aur rajani jo apni beti ki kahi akhiri bat ko sun kar buri tarah se toot gye . Akhir wo apni beti k dushman to the nahi jo uske sath zabardasti karte . Par wo nidhi k faisle se bhi sehmat nahi ho sakte the k wo akeli apni zindagi guzar de . Dono kiya biwi nidhi ko lekar kitni der man bhar kar andar hi andar toot kar baithe rahe . Rajani to bar bar ro hi deti par rajesh apni ankhon ki nami ko sambhale hue tha. Nidhi ghar se nikal to gyi thi par jati kahan? Magar ab uske pas ek thikana aur tha aur wo tha uska wo flat jo use Raghav ne diya tha . Jahan wo amit k sath rehne k sapne saja rahi thi pehle din se hi par ab wo koi bhi Sapna sach to hona nahi tha . Is liye wo apni ujadi hui sapno ki duniya me hi ja ghusi apne aansuon se sapno k murajhaye hue foolon ko naya jeewan dene ki aas me . Naina mamale ko dekh rahi thi samajh rahi thi par kya kare ye use samajh nahi aa raha tha . Sham tak jab nidhi wapis na lauti to sabko chinta hone lagi . Rajesh aur rajani ka phone to usne uthaya hi nahi par naina se bat zarur kar li aur bata diya k wo apni dost k pas hai. Isse pariwar ko kuch rahat to mili par chinta wahin ki wahin thi . Fir naina ne hi apni ka ko idea diya k wo mama mami ko nidhi se bat karne k liye bulaye. Shayad wo unki bat man le. Kyunki nidhi apne mama vijay ki bahut izzat karti thi. Rajani ko bhi ye sahi laga aur usne vijay ko subah ghar aane ko kaha aur bata bhi diya k nidhi shadi k liye nahi man rahi . Vijay bhi chinta me pad gya , wo to abhi aane ka kehne laga par rajani ne use subah aane ko kaha . Vijay ne jab ye bat Gauri aur baki sab ko batai to unko bhi nidhi ki chinta hone lagi. Deepika ko to Amit sachai bata hi chuka tha . Is liye wo sara majra samajh gyi . Gauri to is halat me nahi think wo safar kar sake . Is liye Deepika ne ye sujhaw diya k wo vijay k sath jayegi nidhi se bat karne . Gauri ki halat ko dekhte hue sab ne is bat par hami bhar di. Deepik man hi man soch rahi thi k is bat ka hal ab kya nikala jaye. Akhir nidhi k man ko koi aur to janta nahi tha aur jo janta bhi tha wo majburi ka pallu pakde tha . Deepika nidhi k sath hamdardi rakh rahi thi. Akhir ek aurat k dil ka dard ek aurat hi behtar jan sakti hai. Deepika khud bhi Amit ko pati manti thi to behtar janti thi k nidhi k man ki kya dasha hogi . Is liye usne faisla kar liya tha k wo khul kar nidhi se bat karegi . Akhir ye zaruri bhi tha , dono hi to uske Azeez the . Kisi ek ko bhi toot te hue wo kaise dekh sakti thi. Aur wo ye bhi ache se janti thi k jab Amit ko ye pata chalega ki nidhi ki halt k liye wo zimmedar hai to wo bhi toot jayega . Kyunki wo bhi to dil se pyar karta tha nidhi ko chahe ek behan k roop me .
Shaniwar ka din chahe minal ne Mohit ko tadpa kar nikala par uski tadap bhi minal seh nahi pa rahi thi aur Mohit ka utara hua chehra dekh usne use thodi himmat dene k liye gaadi se utarte waqt ek kiss kar di jab wo use ghar drop karne aya tha . Mohit ki to mano lottery hi lag gyi thi k minal maan gyi par minal ne gussa dikhate hue bas itna hi kaha k jab tak uska mood theek nahi hoga tab tak wo use pehle ki tarah pyar nahi karegi aur iske liye Mohit ko sabit karna hoga wakai me wo usi se pyar karta hai aur uska wafadar hai . Ab marta kya na karta , Mohit ko yahi to chahiye tha bas ek mauja jo khud minal de hi diya . Khair isse jyada to kuch na hua aur Mohit ki gadi se utar kar minal ghar aa gyi. Mohit bhi wahan se chala gya par ye sara scene minal ka cousin Sanjay dekh raha tha jo usi waqt lauta tha apne liye ek college select karne k bad . Sanjay ghar aane k bad sidha minal k pas gya aur usse Mohit k bare me pucha . Pehle to minal ne mana kiya par fir khud hi maan gyi apne aur Mohit k rishte k bare me . Sanjay bhi kamina tha par itna nahi k minal ka fayda uthaye. Is liye bat ko khatam kar diya . Par iske badle me ab minal ko use shehar ghumana tha . To aaj Sunday ka din minal ne Sanjay ko shehar ghumaya . Dono me achi understanding thi doston ki tarah. Sanjay ne use bataya k usne apne liye college dekh liya hai jo use pasand bhi hai. Aur tha bhi wo dusre no. Ka college is wale college k bad jisme apne sab Baburao padte the . Minal ne fir ek bar kaha k wo usi k college me aa jaye par Sanjay ka wo hi dialogue k wo khul kar masti karna chahta hai. Sara din ache se guzara aur rat bhi der tak dono bat karte rahe . Is dauran minal apne mobile se jab apne college friends ki tasveeren dikha rahi thi to ek tasveer par Sanjay ki nazren jam gyi. Kale sunehri ghungharale balon wali haseen pari , Sanjay ne aaj tak aisi khubsurat ladki nahi dekhi thi. Ankhen to aisi k bas dekhne wala madhosh hi ho jaye . Jheel si aankhen thi Rima ki. Uske to muh me pani aa gya . Minal ka dhyan baton me tha par Sanjay tasveer ko bada kar k ache se scan karne laga. Par is tasveer me chehre k ilawa jyada kuch nazar nahi aa raha tha . Aur tasveeren aage kar k is Haseena ko dekhne k chakkar me ab agla chehra jo samne aya wo Radha ka tha . Rima ki tarah hi nihayat hi khubsurat aur apne aap kudarat ki karigari ka bejod namuna . Simple kapdon me bhi kayamat lagne wali Radha bhala kise pasand nahi aayegi aur Sanjay to tha hi rasiya . Radha par bhi uska man dil gya . Har tasveer me Radha ko simple aur sharmate hue pa kar Sanjay ko samajh aa gyi ye ek simple ladki hai magar behad hi haseen. Ab uska dil Rima k sath Radha par bhi dhadakne laga . Kuch tasveeron me Shivani Sheena shalu jaise katil husan bhi nazar aaye par Sanjay ka kam atak gya tha is do haseenaon par . Minal kya keh rahi thi ye to Sanjay sun hi nahi raha tha to minal ka dhyan uski taraf gya . Aur jab usne tasveer dekhi to has padi .
Minal : kyun ? Aa gya na muh me pani ? Dekha bachu , maine kaha tha na hamara college best hai . Par tujhe to dusre college me jana hai . Sorry bad luck .
Minal ne muh banate hue jab ye bat kahi to Sanjay ko laga jaise wo uska mazak uda rahi ho. Par is bat par wo gussa hone ki bajaye uski khushamad karne laga
Sanjay : meri achi behan , meri pyari behan , tu to meri dost hai na . Dekh main teri bat bua ko nahi batai aur bataunga bhi nahi par tu mera ek kam kar de . Apni is saheli se meri setting karwa de . Ladkiyan to Delhi me bhi ek se ek maine patayi hain par sach me yar ye to kisi heroin se kam nahi. Ek bar iske sath setting ho jaye kasam se fir kisi aur ki taraf dekhunga bhi nahi.
Minal : ohoooo , pyari behan ,,,, waise to mere sath hamesha jhagda karta hai mera mazak udata hai aur ab pyari behan . Aur tu dhamki kise de raha hai ? Tujhe batana hai to bata de main nahi darti. Waise bhi Mohit k liye mom dad inkar nahi karne wale .
Sanjay : dekh tu meri behan bhi hai aur dost bhi , to kya apne bhai cum dost k liye itna bhi nahi kar sakti? Maine aaj tak tujhe koi kam kaha hai kya ?
Minal : acha !! Aur aaj jo sara din tujhe shehar ghumaya hai wo kya tha ?
Sanjay : are wo to bas Maine shehar dekhna tha ab yahan rehna hai to zaruri hai na shehar ghumna bhi . Dekh agar tu meri bat isse karwa degi to main tujhe shopping karwaunga jitni bhi tu chahe , no limits.
Minal : acha ji , bas photo dekh kar hi pagal ho gye ? Tum to keh rahe the ladkiyan khud chal kar tere piche aati hain. Ab kya hua ?
Sanjay : ab chhod bhi na wo sab , wo to aisi waisi kai sari ladkiyan hoti hain par ye kuch khas hai. Mera to dil hi aa gya hai is par. Sach yar ek bar isse meri bat karwa de . Kasam se ise teri bhabhi banaunga aur jo tu kahegi sab karunga .
Ab minal ne tasveer ko gaur se dekhte hue Sanjay k maze lene shuru kiye . Kyunki use samajh aa gyi thi k Sanjay iske liye pagal ho gya hai aur wo bhi ye bat se sehmat thi k Rima jaisi sundar ladki par to koi bhi fida ho jayega .
Minal : acha !!! Kaam bahut mushkil hai . Ye to kisi ladke se sidhe muh bat bhi nahi karti . Hamare college me shehar k almost sabhi ladke raees pariwaron se hain aur handsome bhi par ye kisi ko ghas tak daalti. Aur to aur kuch ladkon ki to isme sare aam thappad mar kar bezati kar di thi. Pata bhi hai ye hai kaun ? Sheena ki behan hai Rima , mere sath hi hai class me par ye nahi parne wali aur Sheena se to Sara college darta hai. Is shahar k sabse bade industrialist BALJEET rai ki beti hai. Aur Rima uski chacheri behan . Na baba na , main nahi panga le sakti , khud principal unke samne kuch nahi kar sakte aur tu mujhe fansa raha hai .
Sanjay : to kya hua kiski bhi beti ho ya behan . Hai to ladki hi ? Aur main kya kam hun jo tu aise keh rahi hai .
Minal : bachu ek bar hamara college ache se dekh lete to ye bat na kehte . Tum jaise senkadon mil jayenge wahan . Koi aur ladki hai to bata iske mamale me mere hath khade hain.
Sanjay ko minal par gussa to aa raha tha par uske tarak sun kar use bhi laga k kya pata wakai me ye sahi bat ho. Fir usne dusri tasveer minal k aage kar di . Jise dekhte hue minal fir se chaunk gyi . Kyunki ye Radha thi.
Sanjay : ab ye to kisi bade baap ki aulad nahi hai na ? Iske kapdon se hi pata chal raha hai k ye middle class hai hamari tarah. Kam se kam isse to bat karwa de meri .
Minal : tu janta hai ye kaun hai ?
Sanjay : tu batayegi to pata chalega na .
Minal : tu Amit se mila hai na ? Wo hi hamara dara singh , are tu mila to tha jab tu aya tha yahin par .
Sanjay : han han , yad aya , ab uska isse kya connection?
Minal : ye uski cousin hai , aur poore college me kisi ladke ki himmat nahi jo Radha ko galat nazar se dekh bhi le . Jis kisi ne Radha ka rasta rokne ki koshish ki usko din me taare dikhaye hain hamare pehelwan ne . Aur to aur wo jo monty tha na Sheena ka bhai Rima k cousin , usse Sara college darta tha yahan tak k profesar bhi. Par use hi poore college k samne pehle hi din thok diya tha Amit ne . Aur ….
Sanjay : bas bas , tu mujhe iske bare me bata us gainde ki badai mat suna . Bas iske bare me ata , iska koi bf to nahi hai na ?
Sanjay to jaise kheej gya tha Amit ki bat aane par kyunki pehli mulakat se hi minal uski badai hi karti aa rahi thi chahe kisi bhi topic par bat ho .
Minal : ye aisi waisi ladki nahi hai. Ladkon ki taraf dekhti bhi nahi aur tu bhi isse door hi rehna . Tujhe main ye sab is liye bata rahi thi k kahin tu galati se bhi aisa waisa kuch kar na de k bat Amit tak pahunche . Wo dil ka acha hai par Radha k mamale me wo kisi ki nahi sunta . Radha ki aankh me zara sa aansoo bhi aa jaye to wo gusse me pagal ho jata hai fir use koi nahi rok sakta. Bhagwan k liye jo marzi karna par Radha k sath koi galat harkat mat karna warna bahut bura ho jayega. Wo mera bahut acha dost hai aur main nahi chahti hamari dosti kharab ho.
Sanjay man me Amit ki baten sun sun usse jalan si rakhne lga tha . Ye uska swabhaw tha wo khud ko hamesha sab se best sabit karna chahta tha. Aur ab Amit uske samne ek chunauti sa banta ja raha tha . Mil to wo chuka hi tha aur use kisi bhi mamale me Amit apne barabar ka nahi laga tha . Na personality me na fashion me na tushan me na style me Han shareer se zarur kuch jyada hi bhari lagta tha par ise bhi Sanjay uski kami hi manta tha kyunki uski nazar me to har ladki ko 6 pack hi pasand hote hain jo usne khoob banaye hue the . Upar se Delhi jaise shehar se wo state level tak jeet k aya tha to Amit ko wo mamuli sa gaon ka ladka hi man raha tha.
Sanjay : are yar tu bhi kya kya sochne lagti hai. Main tujhe kya aisa lagta hun ? Maine abhi tujhe kya kaha , k main is ladki ko tumhari bhabhi banaunga . To bhala main kya usse koi galt harkat karunga ? Bas ye samajh le k tu apni bhai k liye ladki pasand kar rahi hai . Hum dono ki jodi kaisi rahegi?
Minal Sanjay ki bat sun kar bahut khush hui. Sanjay k vichar nek the , wo Radha ko galat nazar se nahi balki achi nazar se dekh raha tha aur ye jan kar use aur bhi acha laga k wo usse shadi tak karna chahta hai. Minal andar se khush hui aur fir Sanjay se mazak karne lagi.
Minal : to mera bhai abhi se sehra bandhana chahta hai aur uske liye meri help chahiye . Theek hai main kuch karti hun par badle me mujhe kya milega ?
Sanjay : ab tu mujhe blackmail kar rahi hai ?
Minal : are blackmail kaisa ? Fees to lagegi na ? Bolo kya milega mujhe ?
Sanjay ne apna purse nikal kar uske hath par rakh diya .
Sanjay : le sab tera , aur jo bhi tu kahegi wo karunga . Bas meri Radha k sath setting karwa de .
Minal : theek hai theek hai , par mukarna nahi apni bat se , Keh deti hun, warna setting ruswa bhi dungi . He he he ,,, acha ek promise tumhe bhi karna hoga
Sanjay : hukam karo
Minal : promise karo k Radha ki marzi k khilaf kuch nahi karoge , dekho wo bahut simple ladki hai aur uski mom bhi bahut achi hain . Main unki poori family ki janti hun , sab ache hain. Is liye kabhi aisa kuch na karna k jisse Radha ko thes pahunche . Main Rima aur Radha teeno ek hi class me hain aur bahut achi dost hain. To please kuch galat mat karna .
Sanjay : are tujhe kaha na main kuch bhi galat nahi karunga . Balki bade pyar se izzat se Radha ko tumhari bhabhi banaunga . Aur Amit ko sala .
Minal : aeeee ( ungali dikhate hue ) gaali nahi . Khabardar jo Amit ko gali di to .
Sanjay : are maine kaun sa kuch galat bola ? Rishte me fir wo mera sala hi to lagega na . Waise tum itna kyun gussa ho rahi ho jo Maine use gaali di bhi to? Teri to Mohit k sath hai na fir ye Amit ka kya scene hai?
Minal ka dil ek bar to is sawaal se andar se hil hi gya ho jaise kisi ne sachai samne rakh di ho. Par khud ko sambhalti wo boli
Minal : wo Mohit ka best friend hai aur mera bhi waise bhi rishte me devar to banega hi is liye wo khas hai. Mohit usko apna bhai manta hai. Aur pata hai Amit ne mujhe Aunty ji se bhi milaaya tha , Mohit ki mummy se . Aur …..
Sanjay : bas bas , tu fir shuru ho gyi Amit ka gungan karne . Chal chhod , mujhe Radha k bare me sab bata detail me.
Minal : par tu pehle ye bata , tu to admission le raha tha xxxxx college me ab tu meri saheliyon k piche pada hai.
Sanjay : plan change dear sis , ab mr Sanjay the macho man kal se tumhare college me aa raha hai.
Minal : he he he , macho man , shakal dekhi hai bandar kahin ka . Tujhe hamare college me admission milegi tab na.
Sanjay : kaise nahi milegi ? Jhat se milegi, subah dekhna , jab tumhare college walon ko pata chalega k unke college me admission lene Delhi ka champion aa raha hai to khud principal swagat karne aayega .
Minal : ha ha ha ,,, ha ha ha ,,, tu na bahut bade bade bike marta hai sach me. Delhi ka champion ha ha ha ,,,,, macho man ha ha ha ,,,, principal swagat karne aayega ha ha ha ,,,,,
Minal to lotpot ho rahi thi Sanjay ki shekhiyan sun kar . Magar Sanjay andar se gusse se bhar gya tha par fir bhi chehre par muskan sajaye tha
Sanjay : has le has le , kal main jaaungi tumhari aurat dekh kar jab admission lekar tumhari class me baithunga . Main to chal sone kal subah college jo jana hai .
Minal ko wahin jaata chhod kar Sanjay uth kar apne kamre me chala gya aur minal bhi kuch der bad aram se so gyi. Minal ne bhi man me socha liya tha k wo Radha ko Sanjay k liye manane k liye ek bar puchegi zarur kya pata wo man jaye par dabaw bilkul nahi banayegi kyunki anjam wo janti thi ache se .
Subah meri ankh samay par khul gyi , mausi abhi bhi so rahi thi . Main jaldi se uth kar fresh hua aur nikal gya exercise karne . Exercise se lauta to mausi kitchen me thi aur nashta bana rahi thi . Mujhe aya dekh kar wo mere liye doodh le aayi. Kal rat wale scene ki vajah se main unse nazren chura raha tha par mausi k vyavhar se aisa kuch na laga k unhe meri kisi harkat ka kuch pata chala ho. Khair naha dho kar ready hua to Radha bhi taiyar thi. Aur hamesha ki tarah bahut pyari lg rahi thi. Hum ne sath me nashta kiya aur college k liye nikal gye . Rima pehle hi pahunch chuki thi bua k sath aur hamara intzar kar rahi thi. Hamesha ki tarah wo Radha se gale mili aur mujhse hath milaya . Par uski ankhon me aaj kuch jyada hi Shlok hi thi jiski vajah mujhe samajh me na aayi par itna zarur tha k aaj wo kuch karne k mood me hai. Kuch der me Kalpana bhi aayi aur Mohit bhi aa gya par wo thoda murajhaya hua sa tha .
Amit : abe tujhe kya hua ab ? Subah subah muh utara hua hai?
Kalpana : lagta hai iski Laila ne fir se ise thenga dikha diya hai . Kyun sahi kaha na ?
Mohit : tu na jyada chapad chapad mat kiya kar. Teri kisi se koi relationship ho to tujhe kuch pata chale . Muft ka gyan pelti rehti hai .
Mohit to fatt hi pada Kalpana k mazak par . Jise dekh kar sabko hansi aa gyi.
Kalpana : mamala jyada hi bigda hua jan padta hai.
Tabhi bell baj gyi class shuru hone ki. Rima aur Radha bye bol kar nikal gyi aur hum bhi ja hi rahe the k minal k sath uska cousin Sanjay aata hua nazar aya . Stylish kapde pehne aur ankhon par chashma lagaye bade hi style se chal raha tha . Minal ko dekh Mohit k chehre par khushi to thi hi par Sanjay ko wo gusse se dekh raha tha .
Kalpana : aaj itni der kaise ? Aur ye kaun hai tumhare sath ?
Kalpana ne minal se hath milate hue Sanjay k bare me poocha to minal k bolne se pehle hi Sanjay bol pada
Sanjay : my name Sanjay saxsena , you can call me only Sanjay aur Sanju , short name .
Sanjay ne style marte hue Kalpana se kaha to Kalpana ne feeki si muskan k sath use hi kaha . Fir usne Mohit aur mujhse hath milaaya .
Minal : ye mera cousin hai Sanjay , Delhi se abhi abhi yahaan shift hua hai. Hum ek hi stream me hain to socha kyun na ek hi college me admission le len. Waise ye bhi sports me hai.
Kalpana : oh very good , fir to tum hamari company k hue . Main Kalpana hun , judo khelti hun. Aur ye …..
Sanjay : Amit se main mil chuka hun. Waise main boxing me state champion hun apni category me aur apne college ka mr perfect. Wahan to dusre college k principles khud mujhe call kar kar k kehte the k main unke college me admission lun par kya karen mom dad k foreign chale jane se mujhe yahan ana pada. Aur suna hai ye college yahan ka best hai . Is liye yahan chal aya , ab jakar bas file jama karwani hai jhat se admission
Kalpana : acha , good luck , agar admission ho jaye to fir canteen me party tumhari taraf se hogi.
Sanjay : done , party k liye taiyar ho jao.
Kalpana : acha , itna confidence hai ? Chalo dekhte hain. Acha minal hum chalte hain.
Minal : theek hai , main Sanjay k sath office ki taraf ja rahi hun . Canteen me milte hain.
Mohit : main sath chalun?
Mohit ne masum sa ban kar sawal pucha to minal use bhi sath le gyi. Idhar main aur Kalpana class ki taraf chal diye . Kalpana jo pehle aram se Sanjay se bat kar rahi thi abhi wo apna pet pakad kar hasne lagi .
Amit : kya hua ? Aise kyun hans rahi ho ? Kya bat hai ?
Kalpana : tumhe hansi nahi aa rahi ? Dekha nahi use ? Kitni hero giri dikha raha tha ? Baton se hi lag raha hai k ghamand koot koot k bhara hua hai . Use lag raha hai k is college k principal bhi Baki principals k jaise hain. Abhi pata chal jayega , shart laga lo iski admission nahi hogi .
Amit : wo kyun bhala ?
Kalpana : are yar last me aa k principal sir aise hi kisi ko thoda hi le lenge , college ki reputation bhi to dekhni padti hai. Waise bhi jis tarah ye bat kar raha hai wo to kabhi bhi ise admission na den. Are baap Re , wo dekho tumhari dushman class me pahunch gyi jaldi bhago.
Samne hamari class nazar aayi jahan Chandarkanta enter ho rahi thi. Hum dono bhagte hue darwaze tak pahunche , andar sabhi students khade the kalpana ne andar aane ki permission mangi to Chandarkanta ki nazar hum dono par padi aur wo ek tak mujhe hi dekhne lagi. Uske chehre ko dekh kar pata nahi lag raha tha k wo gusse me hai ya kuch aur . Khair usne andar aane diya aur main apni jagah aa kar baith gya . Aaj parsi k mukable students jyada the par fir bhi akhiri row k 2-3 bench to khali the hi. Chandarkanta bar bar nazren utha kar mujhe dekhti aur fir idhar udhar dekhne lagti. Main bhi use hi dekh raha tha . Kal ki chudai k bad uske andar mere liye gussa hai ya wo dab gyi hai ye mujhe janna tha , par kaise ? Mohit k na hone se main akela hi tha apne seat par aur sath wali dono row k bench khali the. Piche ki do row bhi khali thi to ye dekh mere dimag me ek idea aya jisse pata chale k Chandarkanta ab mere wash me hai ya abhi bhi kasar hai . Magar usse pehle Chandarkanta ne sabhi ko unki answersheets bant di dekhne k liye . Mujhe jab meri answer sheet mili to hairani se muh khula hi reh gya. Mere 99 marks the , sale itne to Maine sapne me bhi expect nahi kiye the . Maine Chandarkanta ki taraf dekha to hamari nazren mili magar uske chehre par koi bhaw nahi the aur wo dusri taraf dekhne lagi. Par main andar se uchal raha tha k itne marks , har koi apni answersheets dekh raha tha to maine nazar bacha kar Chandarkanta ko apne pas aane ko kaha . Usne gusse bhari nazron se mujhe dekha . Mujhe laga k sali fir se bigad gyi. Par kuch palon bad hi wo sabko ek nazar dekh kar sabko achi tarah ek ek answer check kar k book se milane ka kehti hui chalte chalte mere desk k pas aa kar ruk gyi. Ab uska dar hi itna tha k koi gardan utha kar dekhta bhi nahi tha . Is liye is waqt is taraf koi nahi dekh raha tha . Ek aadh ne dekhne ki koshish bhi ki to Chandarkanta ki talkh aawaz ne mundi sidhi karwa di. Chandarkanta mere desk k pas samne ko muh kar k khadi thi jisse uski back meri taraf thi aur uski wo ubhari hui gand jise dekh kar mera man machalne laga . Maine bina samay gawaye dayan hath barha kar Chandarkanta ka ek chutad apni muthi me bhar kar masal diya aur jaldi se hath piche khinch liya . Chandarkanta k muh se ek siski nikal gyi jise aaspas baithe students ne suna aur nazar bacha kar dekha bhi par Chandarkanta ne jaldi se khud ko sambhal liya aur kuch zahir na hone diya . Fir meri taraf gusse se dekhne lagi par main muskura raha tha . Chandarkanta gusse me mujhe dekhti jab aage jane lagi to Maine uska hath pakad kar rok liya ye sab main badi sawdhani se kar raha tha jisse kisi ko kuch pata na chale . Chandarkanta mujhse hath chhudane ki koshish to kar rahi thi par awaz na ho is liye wo zor nahi laga rahi thi. Par main kahan rukne wala tha . Chandarkanta ko is tarah satane me to aur bhi maza mil raha tha . Mer piche khinchne par Chandarkanta na chahte hue bhi 2 kadam piche aa gyi .saadi me uski gaand itni to na pata chalti thi par main to ab dekh hi chuka tha . Maine dusre hath se ab Chandarkanta ki kalai pakdi aur uske kareeb sarak kar dayan hath blouse aur petticoat k beech nangi kamar aur pet par apna hath firane laga . Chandarkanta machal gyi aur mujhse chhutne ki koshish karne lagi par main to pehle se taiyar tha . Chandarkanta ankhon hi ankhon mujhe chhodne ko keh rahi thi par main nahi mana . Magar wo lagatar koshish kiye ja rahi thi to Maine uski kamar se hath hata kar apne jeb se mobile nikal kar use dikhate hue ishara kiya to wo mera matlab samajh kar chupchap khadi ho gyi . Maine dekha k ab Chandarkanta nahi hilegi to Maine aram dayan hath uski bagal se nikal kar uski dayin chuchi par rakh kar aram se uski chuchi ko muthi me bhar liya .
Chandarkanta fir se siski aur ek pal ko uski ankhen band bhi hui par jaldi hi khol li. Maine Chandarkanta ko apne piche wale desk k upari bhag par baithne k liye ishara kiya to wo mana lene lagi . Magar maine zabardasti uska hath khinchte hue wahan baitha diya . Ab scene ye tha k bhari class me hum sabse piche ek hi desk par the . Chahe Chandarkanta piche wale desk par baithi thi par uske paon meri kamar k pas the . Wo kabhi mujhe to kabhi baki students ko dekh rahi thi. Dar uske chehre par saf nazar aa raha tha .
‘ madam is question me mera answer book k mutabik sahi hai par aapne ise galat kiya hai ‘
Ek student ne uth kar apni answer sheet hath me pakde Chandarkanta se sawal kiya to ek pal k liye main bhi stark ho gya .
Chandarkanta: tum pehle poori answer sheet check karo fir bad me dekhte hain. Sabke jo bhi doubt ho ek sath bad me dekh lenge .
Chandarkanta ne fir se mujhe nazron se use jane dene ko kaha par main kahan manne wala tha . Abhi to mauka tha apni Insult ka badla lene ka . To Chandarkanta pichle desk k upari bhag par baith kar jahan main baitha tha wahan paon tikaye thi yani k meri bagal me . Maine uska bayan paon thoda upar se pakad kar uthaya aur uski juti nikal kar aram se side me rakh di. Chandarkanta fir se mujhe rokne ki koshish karne lagi. Par maine use jhatak diya . Chandarkanta ka nanga gora paon ab mere hath me tha . Maine use sehlate hue apna hath sadi k andar uski pindali tak chalana shuru kar diya aur uski chikni tangon ko dheere dheere masalne laga . Chandarkanta dar k mare peeli padti ja rahi thi ka agar kisi ne dekh liya to kya hoga magar mujhe to fulll tooo maza aa raha tha . Fir maine ek hath se apni pent ki zip khol kar land ko underwear se bahar nikal kar Chandarkanta ka nanga paon apne land par rakh kar usse ghisne lga . Chandarkanta apna paon chhudane ki koshish kar rahi thi par ab mere nange land k ehsas se shayad usko bhi maza aa gya aur uske paon chhudane ki koshish band kar di. Ye dekh Maine aur aage badhne ki sochi aur apna hath uski sadi k andar ghutne se upar sarka ke uski janghon ko masalne laga . Chandarkanta ki baithe baithe kamar thodi thodi hilne lagi. Uski halat kharab hoti ja rahi thi. Par fir bhi wo khud ko control karne ki koshish kar rahi thi . Mera hath ab Chandarkanta ki penty tak pahunch gya aur wahan chhote hi mujhe geela pan mehsus hua yani Chandarkanta chusne ko mari ja rahi thi uski choot pani chhod rahi thi. Ye dekh mere honthon par hansi aa gyi . Chandarkanta ka jo pair mere land par tha ab wo khud usse mere land ko sehla rahi thi. Jabki maine apni ungaliyan ko uski penty ki side se choot me ghusa diya. Isi k sath Chandarkanta uchal hi padi aur uske muh se siski nikal gyi jo kuch unchi thi magar usi waqt pllecture khatam hone ki bell bhi baj jane se uski awaz dab gyi. Maine turant apna hath uski sadi me se bahar nikala aur apna land wapis andar kar k zip band kar Li. Chandarkanta ne jaldi se apni juti pehni aur sabko answer sheet jama karwane ko keh kar jaldi se apni jagah wapis pahunch gyi. Uske chehre Laal ho chuka tha aur paseene se bheeg gya tha . Udhar se Manju bua hath me register pakde class me aa gyi jabki Chandarkanta se abhi tak uska saman nahi simta tha . Manju bua ne aa kar h ki madad ki .
Manju : aap theek to hain madam ?
Chandarkanta : hh han han , main theek hun , tum class lo , wo time ka pata hi nahi chala aaj.
Manju : hota hai madam , laiye main madad karti hun.
Manju bua ne unka sara saman unke sath lag kar sameta answersheets , register aur unka bag. Chandarkantaapna saman lapet kar nikalne lagi to jate jate mujhe awaz laga di.
Chandarkanta: Amit tum mere sath chalo
Ab mera Chandarkanta k sath 36 ka ankada tha ye bat sab ko pata thi aur Manju bua ko to uske irade bhi pata the to wo thoda chinta me pad gyi .
Manju : madam kuch kam tha ? Abhi iski class …..
Chandarkanta: ek zaruri kam hai uske bad free kar dungi ise . Tum chalo mere sath .
Itna keh Chandarkanta to nikal gyi jabki manju bua mujhe chinta se dekhne lagi aur aisa hi kuch hal Kalpana ka bhi tha . Maine unhe ishare se hi kaha k chinta na karen aur nikal gya Chandarkanta k piche . Pata nahi ab ye kya kehne wali thi mujhe aur kahan le k jane wali thi. Main class se bahar aya to Chandarkanta jyada door nahi thi magar tez kadmo se chal rahi thi. Main bhi bhag kar uske pas pahunch gya . Maine pucha bhi k kya kam hai par usne bas itna kaha k chupchap chalo. Hum sidha H.O.D k office me pahunch gye jo ki Chandarkanta ka hi tha . Is waqt yahan koi bhi nahi tha aur hota bhi kaise dusra lecture lagbhag sabhi busy hote hain . Chandarkanta ne office me ghuste hi apna saman ek taraf padi chair par fenka aur mere andar aate hi darwaza lock kar liya. Main abhi bhi khada samajhne ki koshish kar raha tha k wo akhir kya chahti hai. Waise to lag raha tha k wo garam ho chuki hai aur chudna chahti hai par fir bhi mujhe uski niyat par shak tha .
Chandarkanta: khud ko samajhte kya ho ? Jab tera dil karega tab aa kar khun bhi shuru ho jayega tu mere sath? Tujhe pata bhi hai kal tune meri kya halat ki thi ? Aur aaj fir se shuru ho gya ? Abhi tujhe batati hun main kya kar sakti hun.
Mujhe laga k ye zarur koi lafda karne wali hai jo apne office me lakar darwaza band kar k ye sab bol rahi hai. Kahin khud k kapde faad kar mujh par koi ilzam na laga de . Par jo usne kiya wo dekh kar to mera muh khula ka khula reh gya . Chandarkanta jaldi se ghutno par baithi aur meri zip khol kar mera land jhatke se bahar nikal liya jo ab tak sikudne laga tha. Land hath me aate hi Chandarkanta ne bina der kiye use muh me le liya aur andar bahar karne lagi . Meri to maze se ankhen hi band ho gyi main gir hi jata agar mere piche table na hota jiska sahara lekar maine khud ko girne se roka . Chandarkanta jaldi jaldi mere land ko apne muh k andar tak lene lagi aur mere andar bhi uttejna fir se barh gyi jisse land ek dam kadak ho gya aur ab Chandarkanta k gale tak lagne laga . Chandarkanta ne muh se land bahar nikal kar use ache se dekha .
Chandarkanta: sach me ye musal hi hai , aaj tak maine kabhi aisa land nahi dekha tha asli me. Kal tumne jo meri halat ki thi waise to pehli bar me bhi na hui thi. Par jo maza kal tune diya wo bhi lajawab tha . Ab mujhe ye land meri choot me chahiye . Jo aag tune lagai ab tu hi use bujhayega . Tu mujhe apni randi banana chahta hai na to le ban gyi main teri randi ab jaldi se apni randi ko chod.
Ye kehte hue chatne apni sadi kamar tak uthai aur jaldi se apni penty nikal kar apni table par hi tange utha kar let gyi. Ab main bhala kaise khud ko rokta. College me hi apni professor ko usi k office me pelne ka soch kar hi land jhatke marne laga tha . Maine jaldi se apni pent underwear k sath ghutno tak ki aur Chandarkanta ki kamar k kareeb aakar land ko ek hath se pakad kar uski geeli choot par tikaya .
Chandarkanta: aaahhhhh ccccccc aram se daalna , abhi tak sujan poori utari nahi hai
Chandarkanta sahi keh rahi thi , choot me sujan abhi bhi lag rahi thi . Par mujhe kya , main to use tadpana hi chahta tha is liye uski saadi ka pallu uske muh me de diya wo bhi samajh gyi k main kya karne wala hun aur apna muh sadi se band karti iltija bhari nazron se dekhne lagi . Par maine koi reham na karte hue land ko ek hi dhakke me aadhe se bhi jyada ghusa diya .
Chandarkanta : hmmmmmmmmm hmmmmmmmmmm
Apna muh zor se dabaye Chandarkanta ne apni cheekh to rok li par dard se wo tadap uthi aur idhar udhar hath mar kar table par pada saman sara niche gira diya . Maine bina der kiye fir se land adha bahar khincha aur doosre dhakke me jad tak ghusa diya . Iske bad main ruka nahi aur tabadtod dhakke pelne laga . Chandarkanta ki tange apne kandho par tikaye main uski mansal janghon ko Masalta apni gadi tezi se dauda raha tha . Samay kam tha is liye faltu me time nahi lagana tha to apna focus Chandarkanta ki chut bhedan par hi rakha . Chandarkanta bhi kuch der me mast ho gyi aur khud hi apne blouse ko khul kar apni chuchiyan masalne lagi . Sath hi mujhe bhi kamvasna se dekhti apni chuchiyan ko dabane k liye ishare kar rahi thi . Maine uske dono stano ko zor dabana shuru kar diya aur dhuandhar dhakke bhi sath chala raha tha . Chandarkanta pehle hi class me poori garam ho chuki thi is liye jyada der nahi lagi use aur pani nikal gya . Maine land bahar nikal kar use table se neeche utar kar ghodi bana diya aur ek hi jhatke me land choot me ghusa kar uske kandhe pakad kar dhakke marne laga . Chandarkanta bhi khub maze se apni kamar piche dhakel rahi thi. Fir wo khud hi table se hath hata kar apne ghutno par rakhe sath hi saadi samete chhote chote step leti table k dusri taraf jane lagi aur main bhi use dhakke peltA sath hi chalne laga . Apni chai tak aane k bad wo sidhi khadi ho gyi aur land choot se nikal gya . Fir usne mujhe T-shirt se pakad kar dhakka de ke apni chair pe bitha diya aur khud ek paon meri ek side me rakhte hue chair par hi charh gyi aur dusra paon dusri taraf rakhti meri goad me baith gyi . Land ko choot me sey kar k usne ek hi bar me poora leel liya tha .
Chandarkanta: ahhhhh cccccccc , sach me tum asli mard ho , aise musal se chusne k liye to main kuch bhi kar sakti hun. Ab se tu hi mujhe chodega , jahan bhi tu chahe jab bhi chahe . Main tujhe har maza dungi.
Chandarkanta maze me ab meri goad me uchalne lagi aur uski baten sun kar mujhe bhi pata chal gya k ab ye poori tarah mere wash me hai . Maine bhi mauke ka fayda uthate hue en ungali uski gaand me ghusa di jisse wo uchal padi .
Amit : fir bolo apni ye gand kab se rahi ho mujhe ?
Chandarkanta: aahhhh nahi nahi , tumhara ye musal to meri gaand hi faad dega .
Amit : to kya hua , ek bar to Fatni hi hoti hai. Soch lo , agar mera land choot me chahiye to mujhe gaand deni hi padegi
Chandarkanta : ahhhhh uhhhhh uhhhh theek hai , kar lena wahan bhi , par abhi meri choot ko thanda karo. Kal tumhare jane k bad se hi ye nigodi tujhe hi yad kar rahi thi. Ab ise thanda kar , ek bar se iski aag thandi nahi hoti.
Amit: lo meri jaan
Itna keh kar maine Chandarkanta k chutad a pakad kar use apne land par zor zor se patakna shuru kar diya . Aur kuch hi palon me wo fir ek bar jhad gyi. Maine bhi jaldi se use neeche utara aur uske muh me land pel diya . Time kam tha is liye jaldi jaldi main pani nikalna chahta tha to uska muh hi choot ki tarah pelne laga . Akhir kuch dhakkon bad mera pani nikal gya jo maine uski halak me nikala. Majburi me use Sara pani pina pada. Magar itne me hi uski halat kharab ho gyi thi. Pani nikalte hi maine kapde theek kiye aur jaldi se wahan se nikal gya . Ye bhi nahi dekha k Chandarkanta abhi tak sambhali k nahi. Waise bhi wo usi ka to office tha to chinta nahi thi. Main class room ki taraf wapis aa raha tha k bell baj gyi, shukar hai k time par nipata liya warna Verma ya Basra sir aa jate . Bell bajne k sath hi Manju bua bahar nikal aayi aur samne mujhe pa kar unhone chinta se pucha .
Manju : kya kam tha madam ko ? Kuch kaha to nahi unhone ulta sidha ?
Amit : are nahi bua , aisa kuch nahi hai , aap chinta mat karo. Maine kha tha na main kisi ko janta hun jiski bat wo manti hain. To bas ab sab theek hai . Janti ho mujhe unhone 99 marks diye hain apne subject me .
Ye sun kar Manju bua hairan bhi hui aur khush bhi.
Manju : sach ??? Mujhe vishvas nahi ho raha . I can’t believe . Wo itni jaldi badal gyi ? Chalo acha hua , ab tumhe wo tang nahi karengi. Chal ab ja tere dost tera intzar kar rahe honge . Sham ko ghar pe bat karte hain .
Itna keh Manju bua chali gyi . Piche Kalpana mera hi intzar kar rahi thi.
Kalpana : kidhar gye the tum us khadus k sath ?
Amit : kuch nahi wo kuch bat karni thi , office me the Hum.
Kalapna : waise ye chal kya raha hai tera uske sath ?
Kalpana k is sawal se main andar se dar hi gya k kahin Kalpana ne kuch dekh to nahi liya
Amit : kk kya matlab ? Kya chal raha hai ?
Kalpana : yahi k hamesha tere se khunnas khane wali , tujhe college se nikalwane ki dhamkiyan dene wali aaj tere pas hi aa kar baith gyi aur upar se tujhe 99 marks bhi de diye . Kuch to kocha hai .
Amit : ab mujhe kya pata , khud hi puch le na jakar . Main to shukar mana raha hun k jaan chhuti.
Kalpna : ye to sahi kaha , chal canteen me chalte hain. Dekhen to zara mr hero ka kya bana .