Rudrathakur
Active Member
- 586
- 3,384
- 123
To ye aaina jadui h..iske bhitar bhi ek duniya pratit hoti h jaha wo dusri aurat rehti h jo ab sandhya ko aur usse pehle anish ki maa ko dikhai deti thi...aur shambhu ki baat ab samjh aa rhi h jb usne bola ki bdi memsahib ne jb se us aurat ko dekha wo bistar pr pd gyi hmesha ke liye...aur jo raat sandhya ke sath hua jis trha se wo aurat sandhya ko mirror ke andr le gyi usse lgta h ki usne sandhya ki aatma ko waha kaid kr liya h aur uske sharir pr apna kabja...jb anish nhi hota h tb wo sandhya pr control kr leti h aur jb anish aata h tb sandhya ke sarir se nikal waps aaine ke duniya me...taki anish ko shak na ho iss baat pr. ..aur ab filhal sandhya behosh h aur pta nhi usme sandhya h bhi ya nhi... Aur use aise dekhkr anish ko doubt hota h ya nhi waise to use sandhya me kuchh to badlav mehsus ho chuka h ab dekhte h kb tk wo asliyat ko jaan pata h 


waiting for next update brother



