- 8,170
- 10,022
- 189
nice update.. to khwab dekhne ki bimari dono ko haii.. waise flashback kholne ka ye andaz pasnd aaya aapka ..
waiting for next update
Nice update bhai.
Lekin ye sapne wala kuch samjh nahi aaya bhai. Kya rukhsaar sapne me johar aunty ko bata rahi thi ye sab. Kya juhi ko aaditya ke bare me kuch nahi pata. Aur Kya sach me aaditya rukhsaar ke karib aa gaya he. Lagta to yahi he ki aaditya aur rukhsaar sath he. Ab kon aa gaya shayad johar aunty ho ya aaditya ya juhi.
Sapne me bata rahi thi to bhai ye sapna kuch jyada hi lamba chala.
Kya writing skill hai bhai...Main to apki har story ka diwana hu....Aur maje ki baat to ye hai ki....mai kai dino se jo character ki talash me tha vahi character ko apne pesh kiya hai...bahot bahot achha kiya...burkhe vali aur chamdivala![]()
Super mind blowing.... please update more