Hey bro kafi achhi story write karte ho keep it up and kafi maza aata hain kab pura update khatm ho jata hain pata hi nai chalta aur jaldi se red john ka kissa khatam karke SD ya hault ka bhi number laga do baki aage tumhari Marji main to bas yahi kahunga kafi achhi story hain and time ka pata hi nai chalta ki kab pura update padh liya aage tumhari marji tumhare naye update ka wait kar raha hoon...